Update 02

Anita market mein ghuste hi bheed ko dekhkar thoda ghabra gayee. Subah 10-11 baje ka waqt tha to market mein bheed hona hi tha,magar Anita ne itni bheed ki ummeed nahin ki thi.Bheed thi bhi to dukano par magar chalne ke raaste par itna jagah thi ki log araam se chal phir sake.

Anita ne dhyaan diya ki kuchh mard usko ghoor rahe hai. Anita yeh sab ki parwaah kiye bina bazaar mein nazar dauda rahi thi ki aesa karte hue Anita ki nigaah ek taraf gayee jahan khada ek aadmi bakiyon ki tarah use dekh raha tha.

Woh aadmi paan kha raha tha aur usne Anita ko apne taraf dekhte hi paan ko bagal ki naali mein thuka aur haath se apne hothon ko pochhte hue Anita ki taraf dubara dekha to paya ki Anita abhi bhi uske taraf dekh rahi thi aur yeh dekhte hi uske lund mein ek hulchul huyee.

Usne besharmo ki tarah Anita ki kamar aur nabhi ko dekhte hue apna lund pant ke upar se hi masal diya aur saath hi muskura diya.Anita use apna lund masalte hue dekhi aur phir chup chaap aage badh gayee,magar iss baar chalte hue uski kamar ki lachak badh gayee thi,uske chehre par gusse ka bhao bhi nahin tha

Bheed aur garmi ke kaaran uske shareer par thode thode paseene bhi aa gaye the aur uske gore shareer ko aur bhi chamkeela aur maadak bana rahi thi. Aesa nahin tha ki bahot hi zyada garmi tha magar Anita ko AC mein rehne ki aadat thi to baahar nikalne se use thoda garmi lagti thi.

Anita sabji bazaar ke ander ghuskar idhar udhar dekh rahi thi ki tabhi uski nazar ek budhi aurat par pada jo uske taraf ajeeb tareeqe se dekh rahi thi aur Anita se nazar milte hi woh baju mein thuk di aur kuchh badbadane lagi. Woh dur khadi thi to Anita ko samajh nahin aaya ki kya bol rahi hai magar jis tareeqe se woh dekh rahi thi Anita ko yeh ajeeb laga aur woh chup chap apni nazar dusre taraf karke sabji bazaar ka phir se muayna karne lagi.

Anita apne sasural Delhi mein bhi ghar mein naukar hone ke bawjud kabhi kabhi khud bazaar chali jaati thi kyunki use ghumna phirna, alag alag tarah ke logo ko dekhna, unse milna achha lagta tha. Woh chahti to ghar mein maharani ki tarah reh sakti thi magar use ghar mein pade rehna achha nahin lagta tha.

Saath hi itni khoobsurat aur ameer hone ke bawjud bhi use zara bhi ghamand nahin tha aur woh sabse ghul mil jaati thi agar mauqa mile to. Isliye use us budhi aurat ko aese use dekh kar thukna aur ghrina se dekhkar badbadana thoda ajeeb laga. Magar kyunki use logo ki soch se koi farq nahin padta tha to woh bina koi chinta ke bazaar mein koi khaali sabji ka dukaan khojne lagi. Woh idhar udhar nazar daudane ke baad ek sabji ke dukan par jaa kar apne baari ka intezaar karne lagi.

Wahin woh budhi aurat jo dekhne se koi ghareeb ghar ki aur purane khyalat ki lag rahi thi woh jab Anita ko pehli baar dekhi to Anita uss waqt idhar udhar dekh kar khaali sabji ka dukaan khoj rahi thi. Uss bazaar mein Anita sabse alag dikh rahi thi. Ek to woh aam aurton se lambi thi,upar se heel pehen kar aur lambi ho gayi thi. Saath hi jahan baaki auratein saadharan ghareeb ya lower middle class ki thi wahin Anita koi model ya actress lag rahi thi. Aese mein woh wahan sabse hatt kar aur alag lag rahi thi.

Woh aurat Anita ko idhar udhar dekhte hue aur phir uski khoobsurti aur pehnawe ko dekhkar khud se badbadane lagi,"Hey bhagwaan kya zamana aa gaya hai. Kaise kapde pehne hai isne. Kapde badan dhankne ke liye hoti hai aur yeh to naam matra kapde pehni hai. Kitna chhota blouse pehni huyi hai yeh, pura ka pura peeth nanga hai aur dono chhati ke beech ka bhi hissa dikh raha hai. Kitni besharm aurat hai yeh"

Woh aurat itna hi badbadayi thi ki tabhi Anita ki nazar uske taraf gayi to woh aurat use dekhkar ghrina se thuk di aur aage badbadane lagi,"Besharam randi kahin ki. Thoda bhi sharm nahin hai in randiyon ko. Ab din dahare hi mardon ko phansne nikal padi hain randiyan. Idhar udhar nazre ghuma kar koi mard ko hi khoj rahi hai aur chehre par to sharafat aesa dikha rahi hai jaise kitni shareef aurat hai. Achha tareeqa hai mardon ko phansne ka, chehre par sharafat dikhao. Mujhe dekhkar to munh ghuma li randi, agar koi mard hota to abhi nain matakka karti aur chehre par sharafat ke jagah besharmi aa jata. Chhinal kahin ki. Bhagwan bachaye mardon ko aesi randiyon se jo ab din dahade hi mardon ko phansne nikal padi hai, woh bhi beech bazar mein. Sharam ka to zamana hi nahin hai. Thu".

Woh aurat yeh badbada rahi thi tab tak Anita uske nazar se hatt gayi thi aur woh badbadane ke baad thuk kar wahan se chali gayi. Anita yeh sabse anjaan chup chap uss sabji wale ke paas khadi ho gayi thi.

Uss dukaan par do logo ko sabji dene ke baad Anita ki baari aayee aur wo sabji ka bhao mol karne lagi ki tabhi usne apne peechhe kisi ko mehsoos ki. Isse pehle ki wo peechhe dekhti usne apne chehre ke bayeen taraf uss insaan ka chehra ko paayi.

Woh aur koi nahin wahi aadmi tha jo paan khaate hue Anita ko ghoor raha tha.Anita bayen taraf gardan ghooma kar usi ko dekh rahi thi.

Uss aadmi ne bina Anita ke taraf dekhe,seedha sabjiwale ko dekhkar kaha,''theek theek daam lagana sabji ka. Memsaahab yahan nayee lagti hai''

Woh yeh kehne ke baad daye taraf ghoomkar Anita ko dekha. Anita ko apne aankhon mein dekhte hue uska lund mein phir hulchul ho gaya. Dono ke chehre ke beech mein kewal ek foot ka faasla tha aur ab Anita uske munh se aa rahi gandh se samajh sakti thi ki wo paan nahin balki gutkha kha raha tha.

Sabji wale ki awaaz sunkar Anita ghoomkar uske taraf dekhi,''Memsaahab aap chinta na kare main sabse ek hi bhao leta hoon''.

Anita yeh sunnkar muskurai aur phir kaun se sabjiyon aur kitne chahiye sabjiwale ko bol di uss dukan ke paas wale dukan mein teen maheelayen thi aur wo maheelayen sabjiyan khud chunkar tokri mein rakh rahi thi.Anita ko khud sabjiyan chunna pasand nahin tha to usne sabjiwale ke upar hi sab chhor diya.

Jab wo sabjiyon ke naam bata rahi thi tab woh apni kamar par kisi ka haaath mehsus ki,magar wo bina ghabraye chup chap sabjiyon ke naam batati rahi.Woh ab tak samajh chuki thi ki wo haath kiska hai. Sabjiyon ke naam aur maatra batakar woh bayen ghoomkar uss aadmi ko dekhi jo sabji wale ko hi dekh raha tha magar Anita ko apne taraf dekhte hue paakar wo uski taraf ghumkar uski aankhon mein dekhne laga aur muskura diya.

Anita bina koi chehre par bhao laaye waapas sabji wale ko sabji chunte aur taulte hue dekhne lagi. Woh haath ko thoda neeche sarak kar apne gaand ke baaye phank par mehsus kiya.

Woh aadmi phir bola,"Aur sunn, taaza sabji uthana. Baasi sukha mat dena".

Anita yeh sunnkar USA aadmi ke taraf dekhi to woh bhi uske taraf dekhne laga ki tabhi sabji wala bola,"Are chinta mat karo bhai, eehan taaza sabji hi milta hai. Roz pura sabji bik jaata hai humra to basi sabji rehne ka to koi hisaab hi nahin hai".

Anita yeh sunnkar sabji wale ke taraf dekhti huyi baat sunne lagi aur sabji wala uss aadmi se bolne ke baad Anita ki taraf dekhkar bola,"Aap befiqar rahiye memsaahab. Humre upar bharosa kiye hain to hum achha sabji hi chunnkar denge aapko".

Anita yeh sunnkar muskura di ki tabhi woh aadmi uski gaand par haath rakhe hue bola,"Abe tumhara sabji bik jaata hai to yeh zaruri thodi hai ki sabji taaza hi ho?"

Yeh sunnkar woh sabji wala uske taraf dekhne laga. Anita bhi uska haath apni gaand par mehsus karke thoda aage ho gayi aur uska baat sunnkar sochne lagi ki tabhi sabji wala ek pal sochkar bola,"Are kahe ko humra customer kharab karne par lage ho bhai? Jab roz sabji bik jayegi to baasi sabji kahan se aayega?"

Anita bhi yehi soch rahi thi ki tabhi woh aadmi bola,"Kyun nahin ho sakta".

Anita yeh sunnkar uss aadmi ke taraf dekhi to woh bhi Anita kisi taraf dekhkar bola,"Aap hi batao memsaahab. Yeh bhi to ho sakta hai ki jahan se yeh sabji leta hai paise bachaane ke liye yeh wahan se baasi aur taaza dono sabji lekar milakar yahan baithkar bechta ho. Kaa hum ghalat bol raha hoon?".

Anita yeh sunnkar halka muskurati huyi boli,"Haan aesa ho sakta hai".

Woh aadmi yeh sunnkar sabji wale ko dekhkar bola,"Dekha memsaahab bhi bol rahi hai ki ho sakta hai. Isliye keh raha hoon ki taaza hi dena".

Woh aadmi sabji wale ko dekh kar yeh bol raha tha ki tabhi Anita uss aadmi ko ek nazar upar se neeche dekhi aur sochne lagi,"Yeh aadmi dekhne se hi mazdur lag raha hai magar baatein samajh kar aur logical kar raha hai. Sach mein kisi ko dekhkar judge nahin karna chahiye. Pata nahin kaun kaisa ho aur uske ander kya gunn ho".

Anita yeh sochkar phir chup chap waapas sabji wale ke taraf dekhne lagi to sabji wala thoda pareshan hokar bola,"Are jo bhi ho bhai lekin hum taaza sabji hi bechta hoon".

Woh aadmi yeh sunnkar sabji wale se bola,"theek hai sabji chunn kar taulo" aur yeh bolkar woh aadmi waapas Anita ki gaand par haath rakh diya.

Anita kuchh seconds waise hi khadi rahi aur uska haath apni gaand par mehsus karti rahi aur chup ke se idhar udhar dekhne ke baad ghoomkar uss aadmi ke taraf dubara dekhkar poochi,''aap kuchh kaam wagairah nahin karte hain?''

Uss aadmi ne apne gutkhe ko paas hi kuredaan mein thuka.Anita uss aadmi ko gutkhe ko thukte hue dekh rahi thi aur saath hi saath apni gaand par uska haath mehsus kar rahi thi. Jab woh aadmi thukte hue dusre taraf munh kiya tha to Anita apne aankho ke kone se uske hathon ko apni gaand ko mehsus karte hue dekhi aur phir jaldi se aas paas ka jayeja lekar dekhi ki sab log apne kaam mein busy the.

Agle pal woh sabji wala haste hue bola,"Are memsaahab kaam rehta to yehan aese ghum phirkar samay thode beetata"

Woh aadmi gutkha thukne ke baad sabji wale ke taraf dekhkar bola,"Haan sirf tum hi kaam karte ho".

Woh yeh bolkar phir se Anita ke taraf dekhte hue usi gande andaaz mein apne hotho ko apne haath se saaf karte hue muskurakar jawab diya,''Karte hain na kaam memsaahab. Hum kya aapko nithalle lagte hain?wo to hum kaam par jaa hi rahe the ki aapko dekhkar socha ki memsaahab nayee lagti hain,unka madad karte hue chaloon''.

Woh yeh kehkar Anita ki aankho mein dekhte hue uske gaand ko dheere se daba diya. Ab tak Anita uske haathon ko apni badi gaddedar gaand par ek jagah sthir mehsus kar rahi thi,magar ab usne uski aankho mein dekhte hue usko gaand ko daba diya.

Isse pehle ki aur kuchh hota ya Anita ke chehre ki bhao wo aadmi dekh paata,sabjiwala Anita se poochha,''memsaahab apne bhindi kitna bola?''.

Anita sabjiwale ko dekhte hue boli, ''ek kilo'' aur woh thoda aage ko sarak gayee jiske kaaran uss aadmi ke haathon se uski gaand aazaad ho gayee.

Uss admi ko laga ki wo thoda zyada kar gaya aur Anita ki gaand ko chhukar,khaaskar usse baat karte hue,uski jaankaari mein,jo mazaa use mil raha tha wo khatam ho jayega,magar use thodi raahat aur himmat mili jab Anita uske taraf dekhkar poochhi,''Aese apko kaise maloom ki main yahaan nayee hoon?''.

Woh aadmi yeh sunnkar thoda aage badhkar dubara se Anita ki gaand par haath rakh diya.Anita apni aankho ke kone se apni gaand par dekhi aur phir uski aankhon mein dekhne lagi.

Uss aadmi ne jawaab diya,''memsaahab iss shaher mein rehne wale log jab bazaar mein aate hai to seedha dukano par jaate hain aur samaan lekar chale jaate hain,magar aap yahan wahaan dekhkar bazaar ka jayeja le rahi thi,jo ki saaf saaf darshata hai ki aap yahaan nayee hain''.

Anita na chahte hue bhi uski baat par muskura di aur uski prashansa karte hue boli,''Aapki nazre kaafi paarkhi hai,aap bas itni si baat se jaan gaye ki main yahaan nayee hoon?''.

Woh aadmi muskurate hue bola,''ji memsaahab hum parakhne mein maahir hain''.Yeh kehte hue woh ek baar phir se Anita ki gaand ko daba diya.

Anita apni gaand dabaye jaane par bhi normal tareeqe se use dekhkar muskurati huyi boli,''ab aap meri madad kar chuke hai,uske liye dhanyawaad,ab aap kaam par chale jaiye''.

Woh aadmi phir se Anita ki gaand ko dabaa kar bola,''memsaahab yeh bhi to kaam hi kar raha hoon,mera matlab hai kisi ki madad karna bhi to kaam hi hai ''.

Anita uski ankho mein dekhi aur halke se muskurakar boli,''Haan theek hai madad to karni chahiye,apne sabjiwale ko keh diya ki mujhe sahi daam mein taazi sabji de. Apne meri madad kar diya,ab aesa na ho ki meri aur madad karne ke chakkar mein aap kaam ke liye late ho jaye''.

Anita ke yeh bolte waqt wo aadmi Anita ki gaand par haath rakhe hue tha aur beech mein ek baar phir uski gaand ko halke se daba diya magar Anita waise hi apni baat ko jaari rakhi.

Woh aadmi bhi muskurate hue jawaab diya,''Are koi baat nahin memsaahab thoda late ho jayega to kya farq parta hai.Kaun sa humko roz roz aapka aese madad karne ka mauqa milega''.

Anita muskurakar use dekhti huyi baat suni phir bina kuchh bole sabji wale ko sabji taulte dekhne lagi.Agle ek minute tak Anita chupchap sabji wale ko sabji taulte hue dekhti rahi aur apni gaand par uss aadmi ka haath mehsus karti rahi aur wo aadmi Anita ki gaand par haath rakhe kabhi sabjiwale ko to kabhi Anita ko dekhta.

Anita chupchap khadi thi ki tabhi woh uss aadmi ka awaaz sun uske taraf dekhi,''us baigan ko change karo''.

Anita wapas sabji wale ko dekhkar phir apni nazro ko uss aadmi ki taraf le gayee to use khud ki taraf muskurata dekh wo bhi halke se muskura di ki tabhi woh aadmi bola,''dekha memsaahab,aap dhyaan nahin de rahi thi. Sada baigan wajan kar raha tha,mere rehne se fayeda hua na aapko''

Anita ki gaand par uss aadmi ka haath abhi bhi tha ki tabhi sabjiwala Anita se maafi maangne laga,''memsaahab ghalti se rakha gaya''.

Anita uski baat sunkar,''koi baat nahin'' bol hi rahi thi ki us aadmi ne uski gaand ko phir halke se daba diya aur Anita yeh bolkar bina chehre par kisi bhao ke apne bag se paani ka bottle nikalkar paani peene lagi.

Theek usi waqt uss aadmi ka mobile baj utha aur woh phone receive kiya,''Woh phone par baat kar raha tha aur Anita ki gaand sahla raha tha aur Anita chupchap paani pee rahi thi.Anita baaton se samajh gayee ki uss aadmi ka maalik phone karke gusse mein kaam par aane ke liye bol raha hai.

Woh aadmi iss baar Anita ki gaand par apna haath phaila kar jitna uski gaand ko kaid kar sakta tha kiya aur bheench diya.Anita ko pehli baar thodi dikkat huyee aur woh thoda gusse se uski taraf dekhi,magar woh aadmi phone par,''jee malik aata hoon bas paan khaane ke liye aaya tha'' yeh kehte hue jaldi se wahaan se chala gaya.

Anita use jaate hue dekhi aur use lag raha tha ki jis tareeqe se wo use chhed raha tha,uski gaand ke maze le raha tha,wo use mud kar waapas zaroor dekhega magar waisa hua nahin aur wo seedha chalte bana.

Anita ke saath aesa chhed chhad pehli baar nahin hua tha,Delhi mein bhi kai baar uske saath aesa chhed chhad ho chuka tha magar wahan sabhi baar chhedne wale uski nangi kamar aur peeth ka maze liya karte the.

Aaj pehli baar uski gaand mein kisi ne dilchaspi dikhai thi aur wo bhi itna khullam khulla,usse baatein karte hue.Delhi mein bhi wo thoda der ke baad thoda duri bana leti thi aur chhedne wala dubara use chhedne ki koshish nahin karta tha,magar yahan iss aadmi ne himmat karke use chhedna jaari rakha tha aur jee bhar kar uske jism ka mazaa le raha tha.

Anita ke chehre par abhi bhi normal bhao hi the,jaise ki kuchh hua nahin ho. Woh uss aadmi ko jaate dekh hi rahi thi ki sabji wala bola,"Dekhiye memsaahab kaise bahana bana kar yahan samay barbaad kar raha tha aur maalik ka phone aate hi tezi se nikal liya ".

Anita sabji wala ka baat sunnkar uske taraf dekhne lagi aur uska baat khatam hone par boli,''thoda hari mirch bhi de dijiyega''.

Sabji wala use dekhte hue bola,''memsaahab yahan nithalle bahot milenge jo paan cigarette ke bahane dukano se nikal kar bazaar mein ghoomte phirte rehte hai. Aapko usne bewajah mein tang to nahin kiya?''.

Anita sabji wale ko dekhkar "na" mein sir hila kar muskurati hui boli,''Ulta usne aapko sada baigan taulte hue pakar liya''.

Sabjiwala yeh sunnkar thoda sharminda hote hue nazar Anita se hata kar sabji pack karne laga to Anita chup chap aas paas dekhkar apni gaand par ki saree thodi theek kar li.

Sabjiwala sabji pack karte hue bola,''are memsaaahab ghalti se rakha gaya,abse nahin hoga''.

Anita muskurakar use jawaab deti hui boli,''are koi baat nahin''.Sabjiwala sabhi sabji pack kar Anita ko hisaab bata diya.

Anita apni bag se paise nikal kar sabji wale ko de rahi thi ki tabhi koi uski nange kamar ko chhute hue aage badh gaya.Anita udhar dekhi to ek teenager tha jo seedha chala ja raha tha.

Anita wapas sabji wale ke taraf dekhi aur jo use chhutte paise de raha tha. Anita woh lekar gin hi rahi thi ki uski gaand ko chhoote hue phir koi wahan se chala gaya, magar Anita uss taraf dhyaan nahin di aur chup chap paise gin kar bag mein rakh li.

Anita sabji lekar chup chap aage badh rahi thi ki tabhi use do aurton ki phusphusane ki awaaz aayee,''dekho maharani ne kaise blouse pehen rakhe hain. Bade sheher se yahan aayee huyee lagti hai,kam se kam yahaan jism ki numaish nahin karni chahiye''.

Anita us baat par mann hi mann muskura di yeh sochkar ki woh auratein uski khoobsurti se jalkar aesa keh rahi hain. Woh aas paas dekhi to paayi ki koi koi mard use ghoor rahe the. Woh chup chap sabji lekar bazaar se nikal gayi.

Chawal,daal,aata yeh sab to poore maheene ke liye uske pati Raj ne khareed kar ghar par rakh diya tha,bas Anita ko sabji aur phal har teen chaar din par laane the. Anita sabji lekar bazaar se baahar aa gayee.​
Next page: Update 03
Previous page: Update 01