Update 34

Anita usi tarah hasti khilkhilati huyi Hariya aur Ramu ke beech motorcycle par unse chipki baithi apne ghar ki taraf jaa rahi thi. Hariya uski bayi chunchi pura raste masalte raha aur Anita ek baar bhi use apna haath uski chunchi se hatane ke liye nahin boli.

Shaam ka waqt tha aur Ramu highway se hote hue ek gali se Anita ke ghar ke taraf gaya jidhar logo aur gadiyon ka aana jaana nahin tha to koi dekhne wala nahin tha ki Anita ki chunchi koi daba raha hai shayad isi kaaran se Anita Hariya ka haath apni chunchi se hatane ke liye ishara nahin ki ya boli nahin.

Anita ki ghar se 2-3 minute ki doori par halki halki baarish hone lagi aur ghar pahunchte pahunchte baarish tez ho gayi. Anita baarish tez hota dekh boli,"Ohh no. Yeh baarish to tez ho gayi"

Hariya motorcycle se jaldi se utarte hue bola,"Ee to achha hua ghar pahunch gaye nahin to itna tez baarish mein raaste par mushqil ho jaata".

Anita bhi yeh sunnkar "Haan Hariya ji" boli to Hariya uske taraf haath badhate hue bola,"Aaiye memsaheb".

Anita Hariya ka haath pakad kar motorcycle se utar gayi to Hariya bola,"Chaabhi dijiye memsaheb hum jaldi se ee lohe ka gate khol deta hoon".

Anita jaldi se apni bag se chabi lekar Hariya ko di to woh gate kholkar bola,"Aaiye memsaheb hum jaldi se aapko ander chhor deta hoon nahin to aap bheeng jaiyega".

Anita aage badhi to Hariya use chabhi dekar Ramu se bola,"Tum ruko Ramu hum memsaheb ko jaldi ander chhod kar aata hoon".

Anita yeh sunnkar boli,"Hariya ji baarish tez ho gayi hai. Aap dono abhi kahan jayenge. Aap log bhi chaliye ander".

Ramu yeh sunnkar bola,"Are nahin memsaheb hum aapki pareshani nahin badhana chahte. Aap jaiye".

Anita yeh sunnkar ghumkar Ramu ke taraf dekhkar narazgi se boli,"Kaisi baat kar rahe hain Ramu ji. Main saath aai to aap logo ko pareshani nahin huyi aur aap dono thoda der yahan ruk jayenge to mujhe pareshani ho jayegi".

Phir woh Hariya ko dekhkar boli,"Hariya ji aap hi samjhaiye na Ramu ji ko. Itni baarish mein aap dono jayenge to pura bheeng jayenge aur tabiyat kharab ho jayegi"

Hariya yeh sunnkar bola,"Abe Ramu memsaheb theek bol rahi hai. Chal jab tak baarish nahin rukta hum dono yahin ruk jaata hoon".

Ramu yeh sunnkar Anita ki bheegi badan ko dekhne laga. Uski chhoto blouse uski chunchiyon se chipak chuki thi aur uski cleavage mein paani ghus rahi thi. Anita Ramu ko apni badan ghurte hue dekh boli,"Jaldi chaliye Ramu ji nahin to aur bheeg jaiyega"

Ramu yeh sunnkar "haan" mein sir hilaya to Hariya Anita ki haath pakde ander ghar ki taraf dauda. Ramu peeche se motorcycle lekar ander gaya aue uska nazar daudte waqt Anita ki gaand par tha.

Bheegne ke kaaran Anita ki saree uski gaand ki daraar mein ghoos gayee thi aur uski dono gaand ke phaank ka poora aakar samajh aa raha tha jo daudne se hil rahi thi. Anita ki badi gaand ko hilta dekh Ramu ke lund mein garam khoon daudne laga.

Anita guest room ki taraf badh gayee aur ghar ka chabi jo dusre guchhe mein thi usko bag se nikalne lagi. Hariya Ramu ko gate bandh karne bol diya to woh motorcycle ko park karke jaldi se gate bandh karke aa gaya.

Anita tab tak chabi nikal kar guest room kholne lagi. Ramu waapas aakar jaise hi Anita ko guest room kholte dekha uska dil dhadakne ke saath saath lund mein bhi hulchul ho gaya. Anita kisi badi gaand jiske daraar mein bheegi huyi saree ghus chuki thi aur uske upar adh nangi bheegu huyi gori peeth jispar paani phisal raha tha yeh dekhkar kisi bhi mard ka khoon garam ho sakta tha to phir Hariya aur Ramu jaise mardon ka khoon garam na ho aesa ho hi nahin sakta tha.

Woh dono Anita ko gaand aur uski adhnangi peeth ko dekhne laga. Kuchh seconds baad Anita ki gaand ko ghoomte dekh Ramu samajh gaya ki wo peechhe ghoom rahi hai to jhatt se apni aankhen uski gaand se hatakar uske chehre par kar diya.

Anita use apni gaand ko dekhte hue dekh li thi magar phir bhi bura maan bina muskurati hui boli,''aaiye aap dono isme araam kijiye''.

Hariya aur Ramu ke poore badan se paani tapak raha tha. Hariya bola,"Are memsaheb hum aese jayenge to aapka pura ghar geela aur ganda ho jayega"

Anita use dekhkar boli,''Ohh main bhi na. Rukiye main tauli deti hoon''.

Yeh bolkar Anita guest room mein jaakar wardrobe kholne lagi.Wardrobe se do tauli nikal kar woh baahar aai aur Ramu aur Hariya ko ek ek tauli deti huyi boli,"Yeh lijiye aap dono apna badan sukha lijiye".

Ramu aur Hariya dono Anita ko dekhte hue uske haath se tauli le liye. Hariya muskurate hue bola,"Thenku memsaheb".

Anita yeh sunnkar muskurai to Ramu bhi bola,"Thenku".

Anita yeh sunnkar Ramu ko dekhkar muskurai.

Agle pal Hariya Anita kisi badan ko upar se neeche tak dekha to Anita uske taraf dekhi. Woh chup chap khadi rahi aur Hariya ko apna badan par nazar daudane di. Hariya uski badan par ek nazar daudane ke Anita ko dekha to woh boli,''aap dono apna badan ponchh kar guest room mein jaa kar araam kijiye tab tak main bhi thoda fresh hokar kapda badal leti hoon. Main bhi puri bheeng chuki hoon''.

Hariya jawaab mein bola,"Haan theek hai memsaheb. Aap bhi apna ee khabsurat badan ponchh kar kapda badal lijiye".

Anita yeh sunnkar muskura di to Hariya aage bola,"Bheegne se sasura aapka pura kapda aapka khabsurat badan se chipak gawa hai".

Hariya yeh bolkar Anita ki badan ko phir se upar se neeche tak dekhkne laga. Anita use phir se apni badan ko ghurte dekhne lagi, uska nazar uski chunchi se chipki blouse par aur bheegi pet par jaa raha tha. Ramu Anita ke bayi taraf khada tha to Anita aankhon ke kone se dekhi ki woh side se uski gaand dekh raha tha jahan saree uski gaand se chipak kar thoda uski daraar mein bhi ghus gayi thi.

Anita bina bura maane boli,"Haan Hariya ji bheegne se to chipkega hi".

Hariya yeh sunnkar bola,"Haan memsaheb aur aapka to pichhe ghus bhi gawa hai".

Anita ko Hariya se Ramu ke saamne aese bolne ki ummeed nahin thi aur woh yeh sunnkar ankhein badi karke Hariya ko dekhi to woh muskura diya. Anita apni aankhon ke kone se Ramu ko dekhi to woh bhi halka muskura raha tha.

Ramu ko muskurata dekh Anita apni besharmi ki sabut deti huyi bina sharm ke uske taraf dekhi to woh bhi Anita ko dekhkar muskurate raha.

Anita bhi muskurakar boli,"Achha aap dono badan sukha kar guest room mein araam kar lijiyega. Main thoda fresh ho jaati hoon tab tak".

Anita yeh bolkar apni gaand matkati hui ghar ka darwaza ke taraf jaakar darwaza kholne lagi. Anita ke darwaze ki taraf jaane waqt Hariya aur Ramu sir aur badan ponchhne lage aur ponchhte hi dono ka nazar Anita ki gaand par waapas para aur dono tauli ko waise hi sir aur badan par rokkar uski gaand dekhne lage jisme saree ghusi huyi thi. Dono ek nazar uski bheegi kamar aur peeth par bhi lejakar dekhe.

Anita darwaza khol kar living room mein dakhil ho gayee aur darwaza ander se bandh karte waqt woh dono ke taraf dekhi to woh dono halka sa muskura rahe the. Anita bhi muskura di aur darwaza bandh kar di. Dono Hariya aur Ramu ka lund phadphada gaya Anita ki gaand aur adhnangi peeth aur kamar ko dekhkar. Dono gehri saans lekar waapas sir aur badan ponchhne lage.

Dono apna badan ponchh kar guest room mein gaye aur do kursi par baithe agle aadhe ghante tak dono uss room ki khoobsurti dekhte rahe aur saath mein aapas mein baat karte rahe, khaakar Anita ke baare mein ki kaise woh itni padhi likhi, ameer aur khoobsurat hone ke bawjud bhi dil ki kitni achhi hai.

Dono baat kar hi rahe the ki Anita waapas guest room mein aayee. Woh naha kar kapde badal li thi.Woh ek bahurang saree pehni huyi thi jispar hara, laal , gulabi aur nili rang ki patti (stripe) bani thi.

Woh saree uski gori jism ko aur bhi khoobsurat bana rahi thi. Saree ke saath woh usi pattern mein ek chhota blouse pehni thi jo uski chunchi ke neeche aakar khatam ho jaa rahi thi. Upar cleavage bhi thoda dikh rahi thi. Woh saree ko naabhi se 3 inches neeche pehni thi jiske kaaran uski gori sapaat pet puri nangi thi aur bas ek side mein hi uski kandhe par jaati huyi pallu se thodi dhanki huyi thi.

Puri nangi gori sapaat pet ke beech uski gehri naabhi se dedh do inches ka belly button ring latak rahi thi jisme laga white stone roshni mein chamak rahi thi.

Woh jab aayee tab Hariya aur Ramu dono Anita ko dekhte reh gaye saath hi Anita bhi unn dono ko dekhne lagi. Woh dono kursi par sirf tauli lapete hue baithe the, uske alawa un dono ke badan par aur koi kapda nahin tha.

Ramu aur Hariya Anita ki chunchi ki ubhar, nangi pet aur nabhi se latki chamakti huyi belly button ring dekh rahe the wahin Anita unke baalon se bhare seene ko dekh rahi thi. Aesa kuchh seconds tak hua uske baad Ramu bola,"Maaf kijiyega memsaheb woh kapda bheega tha to use sukhne ke liye rakh diye aur ee tauli pehen liye".

Anita yeh sunnkar Ramu ko dekhi aur muskurati huyi ek ada se chalti huyi aage unke paas jaati huyi boli,"Are koi baat nahin Ramu ji. Aap dono to meri wajah se hi bheege hain. Main nahin rehti to aap dono apne ghar jaate aur bheegte bhi to kam se kam badalne ke liye kapda to hota aap dono ke aas paas".

Hariya yeh sunnkar bola,"Are memsaheb kahe humka sharminda kar rahi hain aap. Aapka madad karke to humka achha laga ab isme thoda bheeg gaye to kaa hua. Kaa Ramu ka bolta hai".

Ramu yeh sunnkar Anita ko dekhkar bola,"Haan memsaheb. Hum dono ko aapka madad karke achha laga".

Hariya aur Ramu ke kareeb unse ek se dedh feet ki duri par Anita unke saamne khadi thi jiske kaaran uski pet un dono ke aankhon ke saamne thi. Ramu apna baat bolkar ek nazar Anita ki nangi pet aur uske beech nabhi se latki huyi chamakti huyi belly button ring ko dekhne laga.

Anita Ramu ke nazar ko apni pet par rengte hue dekhne ke baad ek nazar Hariya ko dekhi to use bhi apni nangi pet par dekhte hue payi.

Woh dono ko apni nangi pet ko dekhte hue paakar woh bina kuchh reaction ke muskurakar boli,"To aap log bhi mujhe sharminda mat kijiye maafi maang kar. Ab aap dono ka kapda bheeng gaya hai to use to utarenge hi. Bheega hua kapda pehen kar apna tabiyat kyun kharab karenge. Iske liye maafi maang kar mujhe sharminda mat kijiye. Jo bhi kiya hai aap dono ne theek kiya hai".

Hariya yeh sunnkar muskurate hue Anita ki chehre ko dekhkar bola,"Sach mein memsaheb aap kitni achhi hain. Jitna khabsurat aapko upar wale ne banaya hai aap utni hi achhi aur samajhdaar bhi hain".

Anita yeh sunnkar muskurai to agle pal Ramu bola,"Haan memsaheb sach mein aap bahot achhi hai".

Anita yeh sunnkar muskurakar Ramu ko dekhkar boli,"Aap dono bhi to bahot achhe hain. Mujhe aese raaste par khadi dekhkar meri madad karne ke liye tayyar ho gaye aur apne saath mere ghar tak le aaye".

Ramu aur Hariya dono halka muskurane laga to Hariya bola,"Ab memsaheb aapka jaisan khabsurat, pyaari aur nazuk aurat ko hum aese wahan kaise chhod sakte the".

Anita yeh sunnkar muskurati huyi boli,"Hariya ji woh to theek hai lekin ab meri tareef karna bandh kijiye. Bas meri tareef hi kar rahe hain aap dono".

Yeh sunnkar Anita khilkhilane lagi,"Hehehe" to Hariya bhi hasne laga "hahaha". Wahin Ramu bas muskurata raha. Anita Ramu ko muskurate hue dekhkar boli,"Achha baatein to hoti rahengi. Aap dono bheeg gaye the to main aap dono ke liye adrakh wali chai bana deti hoon".

Ramu ko iska ummeed nahin tha. Woh yeh sunnkar Anita ko dekhne laga ki tabhi Hariya hasna bandh karke bola,"Are memsaheb aap kahe takleef kar rahi hain".

Anita muskurakar boli,"Isme takleef ki kya baat hai. Main bhi peena chahti hoon to sochi ki aap dono se bhi puchh loon ki aap dono adrakh wali chai peete hain ya nahin. Sabki apni apni pasand hoti hai to puchhna zaruri hai na".

Hariya muskurakar bola,"Waah memsaheb phir se aap kitni samajhdaari ki baat boli".

Anita yeh sunnkar muskurati rahi to Ramu Hariya ke taraf dekha jaise aankhon se kuchh kehna chahta ho. Anita bhi Ramu ke taraf dekhi to woh bhi samajh gayi ki woh shayad kuchh kehna chahta hai.

Anita use dekhkar puchh,"Ramu ji aap kuchh kehna chahte hain kya? Agar aap adrakh ki chai nahin peete to nimbu chai bana dun aapke liye. Ya juice piyenge aap?"

Ramu yeh sunnkar Anita ko dekha. Anita use itna kuchh peene ke liye offer karegi woh socha nahin tha. Woh uski khoobsurti se uske taraf aakarshit to tha hi aur uski badan ko gandi nazar se ghurne mein achha to lag raha tha magar saath hi Anita ke prati thodi mann mein izzat bhi hone lagi uski achhi behavior dekhkar ki itni ameer, khoobsurat aur padhi likhi hone ke bawjood bhi woh dil ki achhi thi aur ghamand zara bhi nahin tha tabhi to uske aur Hariya jaise mazduro ke saath itni achhe tareeqe se khul kar ghul mil gayi.

Hariya jawaab mein bola,"Woh memsaheb hum bole the na ki shaam mein sasura ko thoda peene ka aadat hai. Jab tak thoda piyega nahin isko chain nahin milega".

Anita yeh sunnkar Ramu ke taraf dekhi aur apni sir hilati huyi boli,"Ramu ji to yeh bolne mein aap jhijhak rahe the? Isme jhijhakne ki kya baat hai. Main to pehle hi bol chuki hoon ki hum sab adults hain. Agar aapko peene ka mann hai to wahi sahi. Lekin mere ghar mein to peene ka kuchh nahin hai."

Hariya yeh sunnkar bola,"Are memsaheb kauno baat nahin u Ramu sasura lekar ghumta hai agar kabhi kahin peene ka mann ho aur aas paas na mile"

Anita yeh sunnkar muskurati huyi boli,"Ohh tab theek hai aapko peena hai to araam se pijiye".

Hariya phir bola,"Aese memsaheb juice ke alawa to bahot saara doodh bhi hoga yahan" aur yeh bolkar woh Anita ki chhoti blouse mein kaid uski chunchiyon ko dekhne laga.

Anita ko iski ummeed nahin thi. Uski dil dhadakne lagi aur saans tez ho gayi jisse uski chunchiyan bhi upar neeche hone lagi. Saath hi uski choot mein bhi thodi hulchul ho gayi. Woh jaldi se aankhon ke kone se Ramu ko dekhi to payi ki woh bhi uski chunchiyon ko hi dekh raha hai.

Anita apni saans control karke Hariya ko dekhi to woh uske chehre par dekhkar muskuraya. Hariya ko muskurata dekh Anita puchhi,"Hariya ji aap chai piyenge ya aap bhi Ramu ke saath hi piyenge".

Hariya muskurakar bola,"Ab memsaheb sasura jaisa bhi hai humra dost hai. Thoda saath to dena hi padega".

Anita yeh sunnkar muskurati huyi boli,"Theek hai. Main khud ke liye chai bana leti hoon. Aap dono araam se pijiye".

Hariya yeh sunnkar bola,"Theek hai memsaheb. Woh do glass milega kaa?"

Anita sunnkar muskurakar boli,"Haan Hariya ji kyun nahin. Uske saath kuchh khayenge kya?"

Hariya yeh sunnkar bola,"Are nahin memsaheb kuchho nahin. Aap pareshan mat hoiye".

Anita yeh sunnkar muskurati huyi boli,"Are Hariya ji pareshani ki kya baat hai. In fact main soch rahi thi ki mausam achha hai to kuchh namkeen bana leti hoon. Iss mausam mein pakaude khane ka alag hi mazaa hai. Main pakaude hi bana deti hoon. Main bhi kha lungi aur aap dono bhi kha lijiyega".

Hariya aur Ramu ek dusre ko dekhe aur phir Hariya bola,"Theek hai memsaheb jab aap bana rahi hai to hum dono bhi kha lenge".

Anita muskurakar Ramu aur Hariya dono ke taraf ek ek karke dekhkar boli,"Theek hai. Tab tak main do glass laa deti hoon".

Ramu "haan" mein sir hilaya aur bola,"Memsaheb thoda paani aur baraf bhi milega?".

Anita yeh sunnkar muskurati huyu Ramu ko dekhkar apni sir hilakar boli,"Ramu ji kyun nahin milega. Aap bhi na. Jo bhi chahiye aap logo ko woh bejhijhak mangiye. Aap dono koi anjaan to hain nahin ki kuchh bolne ya mangne se pehle jhijhak ho".
Next page: Update 35
Previous page: Update 33