Update 58

Anita yeh sunnkar Hariya ke seene par ungli pherti huyi randipane wali awaaz mein boli,"Uhhm Hariya ji aap bhi sochenge ki memsaheb sirf aapse kaam karwati rehti hai"

Hariya daye haath se apna cycle ek deewar ke kinare rakhkar dono haath se Anita ki gaand ki dono bhagon ko pakad kar use apne se lagbhag chipka liya aur uski gaand ki dono bhago ko masalte hue bola,"Are memsaheb kahe humka sharminda kar rahi hain aap. Aapka madad karne ke liye hi to hum hoon"

Anita bhi usse chipak kar apni bayi haath uske sir ke baalon mein phirane lagi aur daye haath se uske seene par pherti huyi uske aankhon mein dekhi to Hariya Anita ki chunchiyon ko dekhte hue bola,"Aapke jaisan jawaan aur khabsurat aurat ka madad humre jaisan marad nahin karega to kaun karega. Ee to humaar farz hai. Aap bas boliye to hum ka madad kar sakat hai aapka"

Hariya yeh bolkar waapas Anita ki chunchi munh mein lekar chusne laga to Anita waise hi Hariya ke baalon mein ungli pherti huyi apni seene ko thoda aur aage karke randipane wali awaaz mein boli,"Uhhm Hariya ji wahi ration le jaana hai aur dukaan wala phir bol raha hai ki woh home delivery nahin deta hai. Mere pati ko bhi utna time nahin milta hai ki woh ration khareed ke rakh de. Sunday ko toh woh thake hue rehte hain"

Hariya yeh sunnkar Anita ki chunchi munh se nikal kar use dekhkar bola,"Are memsaheb itna sa baat ke liye aap itna soch rahi thi. Aapko to humka phone karke hi bol dena chahiye tha ki aapko ration chahiye. Humra rehte hue aapko atna pareshaan hone ka ka zarurat hai u bhi sasure ration ke liye. Ab saheb biji rehte hain to koi mard hona chahiye na Aapka khyaal rakhne ke liye aur uke liye hum hoon na"

Hariya yeh bolkar waapas Anita ki chunchi ko mujh mein lekar chusne laga to Anita pyaar se Hariya ke baal ko sehlati huyi boli,"Haan Hariya ji aap to hai hi mera khyaal rakhne ke liye aur khyaal to rakhte hi hain. Magar main sochi ki aap bhi kaam mein rehte hain to aapko kya pareshaan karna"

Hariya yeh sunnkar Anita ki chunchi phir se munh se nikal kar use dekhte hue bola,"Are memsaheb aapka madad karna bhi to humra kaam hai. Aapka har tareeke se madad karna aur khyaal rakhna humra zimmedaari hai"

Phir woh Anita ki chunchi aur nangi pet dekhkar bola,"Uff memsaheb aisan khabsurati aur jawani diya hai upar wale ne aapko, aapka madad karne ka aur khyaal rakhne ka humra mann kaise nahin karega. Aap humse madad nahin mangti hai to humka lagta hai aapko humra mardangi par bharosa nahin hai."

Hariya yeh bolkar Anita ki aankhon mein dekhte hue uska daya haath jo uske seene par tha use apne lund par pant ke upar se rakh diya aur uski jism ko dekhne laga. Anita dekhi ki Hariya kaise bukha nazar se uski chunchi dekh raha tha. Anita ko uska aese dekhne mein koi burai nahin laga balki use Hariya ke himmat, dabangai aur mardangi par garv ho raha tha.

Anita uska lund pant ke upar se pakad kar hilane lagi aur pyaar se uske sir ke baal mein baye haath ki ungliyaan pherti huyi randipane wali awaaz mein boli,"Offo Hariya ji aap jaise mard ki mardangi par kaise bharosa nahin hoga. Mujhe to khushi hoti hai ki aap jaise mard hain mera khyaal rakhne ke liye. Aap nahin hote to pata nahin main akele kya karti iss naye jagah mein"

Hariya Anita ki aankhon mein dekhte hue bola,"Are memsaheb humra hote hue aap akele kaise ho sakte hain. Hum jaanat hai ki saheb biji rehte hain aur aapko akela mehsus hota hoga lekin hum to hain aapka khyaal rakhne ke liye. Upar waala jaanat hai ki aapke jaisan jawaan aurat ko humre jaisan marad ka zarurat hai ike liye hi to humka aapse milwaya hai."

Anita yeh sunnkar Hariya ka lund pant ke upar se pakad kar hilati huyi uske aankhon mein dekhti huyi boli,"Haan Hariya ji jab aap jaise mard hain to main akele kaise ho sakti hoon. Wahi to bol rahi hoon ki aap nahin hote to main to akeli hi rehti na. Main jab yahan aai thi to sochi bhi nahin thi ki aap jaise mard se mulaqat hogi jo mera itna khyaal rakhenge woh bhi har tareeqe se"

Hariya jawaab mein Anita ki gaand dabate hue bola,"Toh phir jab hum hain to aap humse har tareeqe se madad karaaya kijiye na memsaheb"

Hariya yeh bolkar Anita ki gaand pakde ghuma diya aur phir kamar par haath rakhkar neeche jhuka diya. Jab Hariya Anita ki kamar par haath rakha to woh samajh gayi ki woh use jhukana chah raha hai to woh apni kamar arch karke jhuk gayi jaise woh Hariya se chudne ke liye jhuk rahi ho aur agle pal wahi hua. Hariya peeche se uski gaand se apna lund pant ke upar se hi sata diya aur patli kamar pakad kar dhakka lagate hue bola,"Har tareeqe se matbal aese bhi"

Anita yeh sunnkar jhuki huyi muskura di aur Hariya ke dhakka par kamuk andaaz mein boli,"Uhhmm Hariya ji aaahhh"

Hariya dhakka lagate hue uski patli kamar pakad kar bola,"Uff memsaheb saheb kitne kismat wale hain. Roz raat ko aapko aese hi jhukakar aapki patli kamar pakad kar aapko chodte honge aur aapki badi gaand ko nangi dekhte honge, woh bhi chudai se hilte hue, uff memsaheb"

Anita yeh sunnkar aahein bharkar boli,"Aaahhh Hariya ji aap bhi to wahin kar rahe hain abhi"

Hariya jawaab mein bola,"Are memsaheb abhi hum aapko chod kahan rahe hain, chudai to madarjaat nanga hokar kiya jaata hai. Hum aapko nanga kahan kiye hain abhi. Hum to bas dikha rahe hain ki hum aapki aese bhi madad karenge, aapki chudai karke. Har tareeqe se khyaal rakhenge aapka aur aapki jawani ka, ragad kar chudai karke"

Anita ki choot mein aese hi halchal ho rahi thi Hariya ke chhedchhad se aur use bahot mazaa mil raha tha magar abhi jhukakar dhakke lagaakar aesi baatein karne par uski choot mein geelapan badhne lagi thi aur ek alag hi mazaa mil raha tha. Hariya ka yun khule mein himmat se chhed chhad karne se Anita ko aur achha lagta tha aur uske himmat, dabangai aur mardangi se woh aur uske taraf aakarshit hoti thi aur Hariya wahi karta tha, use khule mein bhi bejhijak chhedta tha jo Anita jaisi besharm aurat ko achha lagta tha.

Agle pal Hariya Anita se puchha,"Aap humse aese madad karwaiyega to memsaheb? Aap humse chudwaiyega to?"

Iss sawaal se Anita ki choot bechain hone lagi. Teen din pehle hi woh uske ghar mein pichhe se dhakke lagakar use saaf saaf chodne ka baat kar raha tha aur aaj woh phir se waise hi dhakke lagata hue saaf saaf chodne ka baat kar raha tha. Hariya ab saaf saaf har mulakaat mein jata raha tha ki woh Anita ko chodna chahta hai, uske saath raat guzarna chahta hai aur Hariya ka yun khulkar bolna hi Anita ko achha lagta tha.

Anita ko Hariya ka yun khulkar bolna achha lag raha tha aur woh jhuki huyi hi tez saans mein "Haan" mein sir hilati huyi randipane wali awaaz mein boli,"Haan Hariya ji aap mera har tareeqe se khyaal rakhiye, abhi jaise rakh rahe hain aese bhi" aur agle pal woh bhi apni gaand pichhe ke taraf dhakel kar Hariya ke saath taal se taal milane lagi.

Hariya yeh sunnkar aur Anita ko gaand pichhe dhakelte dekh jhuk kar Anita ki backless blouse mein nangi peeth ko chumne laga to Anita ki chehre par muskurahat aa gayi. Woh uski peeth ko chumte hue puchha,"Aap humse chudwaiyega to memsaheb?"

Anita yeh sunnkar "haan" mein sir hilayi ki tabhi koi aata hua mehsus hua aur woh seedha khadi hoti huyi boli,"Hariya ji koi aa raha hai"

Hariya yeh sunnkar dusre taraf dekha to ek bhikhari aate hue dikhai diya. Anita ki dil tezi se dhadak rahi thi aur woh khud ki baal aur gaand par ki saree theek karke khud ko normal karne lagi wahin Hariya bola,"Ee sasura kauno na kauno aa hi jaata hai kabab mein haddi banne"

Anita ki dil dhadak to rahi thi magar saath hi ek adventure aur ek thrill mehsus ho rahi thi. Woh Hariya ka baat sunnkar muskurati huyi use chhedne ke andaaz mein boli,"Hariya ji ab aese gali mein to koi bhi aa sakta hai na"

Hariya yeh sunnkar bola,"Are memsaheb jab hum aapki seva kar rahe hote hain tabhi kahe kauno aata hai. Anita yeh sunnkar ek ada se Hariya ko chhedti huyi boli,"Ab kisi ko kya pata ki aap apni memsaheb ki seva kar rahe hote hain woh bhi apne khaas andaaz mein"

Hariya yeh sunnkar muskurakar Anita ko dekha aur phir uski chunchi ko dekha to Anita dheere se boli,"Hariya ji" aur phir Hariya ko bhikhari ki taraf aankhon se ishara ko jaise bol rahi ho ki woh aa raha hai aese aap hawas aur bhookh se uske saamne meri chunchiyon ko na dekhe.

Hariya yeh sunnkar muskuraya to Anita boli,"main aapko kya kya chahiye list deti hoon"

Hariya yeh sunnkar muskurakar haan mein sir hilaya to Anita apni bag se chhota sa notebook nikalne wali hi hoti hai ki tabhi bhikhari wahan pahunch kar bola,"Memsaheb kuchh paise de dijiye iss ghareeb ko"

Hariya yeh sunnkar daant kar bola,"Chalo aage badho"

Bhikhari yeh sunnkar Hariya ke taraf dekha to Anita Hariya se boli,"Main paise de deti hoon"

Hariya yeh sunnkar Anita se bola,"Are memsaheb"

Anita yeh sunnkar apni bag se ek 50 ka note nikal kar uss bhikhari ko di to woh khush hokar Anita ko dekha to woh muskura di. Bhikhari khushi se Anita ko dekhta raha to Hariya Anita ki kamar mein haath daalkar bhikhari se bola,"Ab kaa dekh raha hai sasura. Paisa mil gaya to nikal yahan se"

Anita apni kamar mein Hariya ka haath mehsus ki to uski dil dhadak gai. Hariya uss bhikhari ke saamne hi uski kamar mein haath daalkar uss bhikhari ko bhaga raha tha jaise keh raha ho ki Anita uski maal hai aur woh aese use na dekhe. Anita ki dil to pehle dhadak gayi magar na jaane kyun Hariya ka yeh andaaz use achha laga. Use shuru mein thodi jhijhak to huyi magar uski besharmi Hariya ke dabagai ke kaaran uski jhijhak par hawi ho gayi aur Anita ko zara bhi sharm nahin aa rahi thi ki uss bhikhari ke saamne hi Hariya uski kamar mein haath daale sehla raha tha. Balki use Hariya ka dabang andaaz aur himmat uske prati aur aakarshit karne lagi. Use yaad aane laga ki Hariya jis din chor ko pakda tha us din bhi kaise jo buddha uski madad nahin kiya tha uske saamne kaise seedha uski gaand par hi haath rakh diya tha aur utna hi nahin balki uski gaand par aone apne lund se dhakke bhi lagaya tha. Anita ko yaad aa raha tha ki kaise use bhi Hariya ka yun uske saamne chhedna achha laga tha aur use mazaa aaya tha.

Bhikhari ek nazar Anita ki kamar mein Hariya ka haath dekha ki tabhi Hariya phir se uss bhikhari se bola,"Ka sunai nahin diya tumka?"

Bhikhari yeh sunnkar chup chap wahan se jaane laga. Bhikhari thoda aage gaya to Anita Hariya ko kuchh bole bina apne bag se chhota sa notebook nikalne lagi ki tabhi Hariya uski dayi chunchi blouse ke upar ae munh mein lekar chusne laga. Anita ghabrakar ek nazar bhikhari ke taraf dekhi to woh chup chap chale jaa raha tha. Anita dheere se Hariya se boli,"Hariya ji ruk jaiye please"

Hariya nahin ruka to Anita phir boli,"Hariya ji please ruk jaiye" to Hariya ruk kar Anita ko dekhkar bola,"Are memsaheb uss bhikhari mein ab himmat nahin hoga idhar dekhne ka"

Anita ko pata tha ki Hariya jis tarah se daanta tha use uska himmat nahin hoga to woh agle pal boli,"Haan Hariya ji pata hai mujhe. Aapne use aese daanta hai uske baad usme himmat kahan hogi idhar dekhne ki. Main to issliye roki aapko ki abhi mujhe ghar jaana hai aur ab idhar daag lagne laga hai"

Anita yeh bolkar apni aankhon se dayi blouse cup ke taraf ishara ki. Hariya dekha to Anita ki dayi blouse cup par thoda thuk ka nishaan aane laga tha. Hariya yeh dekhkar bola,"Haan memsaheb. Humka dhyaan hi nahin tha. Kaa kare aapki chunchi dekhkar humse raha nahin jaata hai. Mann karta hai khub chuse aapki badi badi chunchi"

Anita yeh sunnkar besharmi se muskurati huyi boli,"Offo Hariya ji aap bhi na" to Hariya muskura diya. Anita muskura kar apni sir hilakar bag se notebook nikalkar ek nazar Hariya ke taraf dekhi to woh uski chunchiyon ko bhuka nazar se dekh raha tha. Anita ki dil yeh dekhkar dhadak gayi. Woh besharmi se Hariya ko dekhkar randipane wali awaaz mein boli,"Hariya ji abhi tak aapka mann nahin bhara hai na"

Agle pal Hariya Anita ki chunchi se nazar hatakar use dekhkar muskuraya to Anita aas paas dekhkar apni bayi chunchi ke blouse cup jo aadhi saree ke pallu se dhanki thi us par se saree ko hatakar Hariya ko dekhkar apni bayi blouse ke cup ke taraf aankhon se ishara ki.

Hariya samajh gaya ki Anita kya ishara kar rahi hai aur woh agle pal jhukkar apne munh mein Anita ki bayi chunchi bharkar chusne laga. Aesa karte hi Anita ki chehre par ek garv ka bhao aa gaya aur woh aas paas ek nazar dekhkar ek baar notebook mein ration ka list jo woh ghar se likhkar layi thi use dekhne lagi ki sab kuchh likhi hai ya kuchh likhna bhul gayi thi.

Anita kuchh seconds mein list dekh chuki thi magar Hariya uski chunchi chusta raha to woh chup chap notebook se woh page phaar kar notebook bag mein rakhi aur daye haath mein paper liye baye haath se phir Hariya ka baal sehlane lagi. Agle ek minute tak Hariya uski bayi chunchi ko chuste kaatte raha. Anita uske daanton lo apni chunchi par mehsus ki magar kuchh nahin boli.

Anita ek minute baad boli,"Hariya ji yeh raha list".

Hariya yeh sunnkar uski bayi chunchi munh se nikalkar chup chap uski cleavage mein dekha jahan paseena ka ek bundh tha. Hariya apna zabaan nikalkar uski cleavage se paseena chaat kar uski cleavge ko chumne laga. Anita yeh dekhkar ek nazar aas paas daudayi to koi nahin tha to woh chup chap Hariya ke baalon mein ungliyan pherti huyi daye haath se kaagaz ko Hariya ke pant ke pocket mein daalkar boli,"Hariya ji main list aapke pant ke pocket mein daal deti hoon"

Hariya jawaab mein kuchh nahin bola to Anita chup chap list uske pant ke pocket mein daali to pocket ke ander se hi use Hariya ka lund mehsus hua. Hariya ka lund mehsus hote hie Anita ki dil dhadak gayi aur woh bina sharm ke uska lund pant ke pocket ke saath pakad kar hilati huyi boli,"Uhhm Hariya ji maine list daal diya. Ab mujhe chalna chahiye"

Hariya uski cleavage chaatne ke baad apna chehra upar karke uski gale ko chumne laga to Anita ki saans tez hone lagi aur woh Hariya ka lund hilati huyi dusre haath se Hariya ke baal sehla rahi thi.

Anita ki saans tez ho rahi thi magar woh ywh bhi jaanti thi ki woh baahar hai aur koi bhi kabhi bji aa sakta tha. Isse pehle ki baat aage aur badhe woh rokna zaruri samjhi kyunki woh jitni bhi besharm thi, uske ander jitna bhi randipana bhara tha, aese khule mein zyada kuchh nahin kar sakti thi kyunki woh thi to ek shareed ghar ki bahu beti.

Anita khud ko sambhal kar Hariya se boli,"Hariya ji ab chalna chahiye mujhe. Meri baaki seva ghar aakar kar lijiyega"

Hariya yeh sunnkar Anita ko dekhkar bola,"Theek hai memsaheb. Aap araam se jaiye hum lekar aa jaunga".

Anita yeh sunnkar muskurakar Hariya ka lund pant ke ander se pakde hilati huyi aur dusre haath ko uske baalon mein pherti huyi kamukta se boli,"Thank you Hariya ji"

Hariya yeh sunnkar Anita ki badan ko dekhkar uski kamar par haath phirate hue bola,"Aur phir ghar par aapka seva karunga"

Aur phir woh apne aankhon se apne lund ke taraf ishara karke bola,"Ee lauda se"

Anita ki dil yeh sunnkar dhadak gayi aur woh Hariya se boli,"Main chalti hoon Hariya ji"

Hariya yeh sunnkar bola,"Theek hai memsaheb

Chaliye hum aapko auto stand tak chhor dete hain"

Anita yeh sunnkar boli,"Hariya ji aapko late nahin ho jayegi? Mera matlab hai ki aap aaj late se aaye hain kaam par abhi tak gaye nahin aur phir mera ration bhi laana hai"

Hariya Anita ki kamar mein haath daalkar bola,"Are memsaheb hum manage kar lunga"

Anita yeh sunnkar muskurai aur boli,"Theek hai chaliye"

Hariya cycle udhar hi lock kar diya aur Anita ke saath auto stand gaya aur Anita ander baithkar ander ke kinare wale seat par khisak gayi. Hariya dusre taraf gaya aur side mein apna pet seat ke paas karke apna zip kholne laga.

Zip kholne ka awaaz sunnkar Anita dekhi aur boli"Hariya ji yeh kya kar rahe hain aap?"

Yeh bolkar woh aas paas dekhne lagi ki itne mein Hariya apna lund pant se baahar nikal diya aur Anita jab daye taraf dekhi to uski gaal se takrakar Hariya ka lund uske chehre ke saamne lehra raha tha.

Anita ki dil dhadak rahi thi aur woh dheere se boli,"Hariya ji kya kar rahe hain koi dekh lega"

Hariya yeh sunnkar Anita se bola,"memsaheb jaane se pehle ek baar humaar lauda dekh lijiye na ki kaise aapko chodne ke liye baukhlaya hai"

Yeh sunnkar Anita ki dil dhadak gayi aur woh dheere se boli,"Offo Hariya ji aapka hathiyaar to har waqt baukhlaya hi rehta hai. Ab ander kijiye ise"

Anita aas paas jaldi se dekhkar uska lund pakad kar pant ke ander karne lagi to Hariya kamar aage karke bola,"Ek baar thoda honthon se pyaar kar dijiye memsaheb"

Anita yeh sunnkar dhadakte dil se boli,"Offo Hariya ji aap bhi na. Koi dekh lega"

Yeh sunnkar Hariya bola,"Are memsaheb kauno nahin dekhega. Kauno aayega to hum khud apna lauda ander kar lunga"

Anita jaanti thi ki koi dekh nahin raha hai aur kahin na kahin use iss mein ek thrill mil raha tha. Saath hi woh jaanti thi ki Hariya situation ko sambhal lega. Yeh soch kar Anita aas paas ek nazar daudakar apni honth Hariya ke lund par rakhkar uske lund ko chum li.

Hariya ka lund Anita ke naram honth mehsus karke jhatka maara jise dekhkar Anita ki chehre par muskurahat aa gayi aur woh Hariya ke lund ke upri bhaag se lekar uske zip tak 4-5 chumban jad di.

Anita ko mazaa aane laga tha aur woh ek baar aur aas paas dekhkar apne munh se thoda thuk Hariya ke lund par gira di. Anita ki thuk lund par girte hi Hariya ka lund jhatka maarne laga.

Hariya ka mota lamba aur tagde lund ko aese jhatke maarte dekh Anita ko achha lag raha tha. Anita dekhi ki Hariya ka lund kitna bada aur tagda lag raha tha aur uske chehre par yeh dekhkar muskurahat aa gai aur woh apni honth thuk par rakhkar honthon se woh thuk Hariya ke lund par phailane lagi.

Ek side uske lund par thuk phailane ke baad Anita ek baar aur aas paas dekhi aur Hariya ke lund ke upar ek baar aur thuk gira kar use honthon se phailane lagi. Hariya ka lund Anita ki honth mehsus karke lagatar upar neeche hil raha tha jise dekhkar Anita muskura rahi thi.

Kuchh seconds ke baad Hariya apna lund pakad kar pant ke ander karte hue bola,"Kauno aa raha hai memsaheb"

Anita yeh sunnkar apne baye taraf dekhi to ek budha auto mein chadh raha tha aur jaise hi woh chadha Anita apni dayi kaan mein Hariya ke zip bandh hone ki awaaz suni. Usi waqt woh budha auto mein chadhkar Anita ko dekha aur phir uske daye taraf khade aadmi ko. Haalanki woh Hariya ko dekh nahi saka kyunki woh khada tha magar woh uske pant ko dekh paya aur pant ke saamne ubhar dekhkar use andaaza ho gaya ki wahan ek mard khada hai aur woh bhi koi aesa waisa mard nahin balki ek bharpur mard kyunki ek bharpur mard ke pant ke saamne hi waisa ubhar ho sakta tha.

Iss beech Anita ko ehsaas hua ki uski honth par thuk lage hue hain to woh apni zabaan ko honthon par phirakar thuk saaf karne ki koshish ki ki tabhi woh dekhi ki woh budhha use dekhne laga, khaaskar uski honth ko. Anita ki dil uske dekhne se dhadak gayi magar woh khud ko sambhalti huyi bina sharm ke use dekhi.

Woh buddha ka aankh phir Anita ki cleavage par chala gaya. Woh buddha itni badan dikhau saree pehne hue aurat ko aaj tak sirf tv par hi dekha tha. Aur Anita jaisi khoobsurat aurat ko bhi tv par hi dekha tha. Use lag raha tha Anita koi model ya actress hai. Anita uss buddhe ko apni cleavage dekhte hue dekhi to bina koi reaction ke dusre taraf dekhkar apni honth par lage thore se thuk ko dayi haath ki angutha se saaf ki ki tabhi Anita aaine mein dekhi ki woh budhha use honth saaf karte dekh raha hai. Anita ki dil dhadak rahi thi magar woh kuchh reaction nahin di.

Anita uss buddhe ko aaine mein dekhi hi thi ki tabhi Hariya jhukkar Anita ko dekhkar bola,"Achha memsaheb hum chalat hain"

Anita yeh sunnkar muskurakar boli,"Theek hai" aur phir Hariya chala gaya.

Agle pal Anita uss buddhe ko apne se chipak kar baithte hue mehsus karke uske taraf dekhi to woh chup chap dusre taraf dekh raha tha jahan ek passenger baith raha tha. Anita dekhi ki woh budha ka kohni uski bayi chunchi se sata hua tha lekin woh yeh bhi dekhi ki uske bagal wala passenger thoda mota tha to jagah kam thi.

Anita kuchh nahin boli aur apni chunchi par uss buddhe ka kohni mehsus karti huyi chup chap baahar ke taraf dekhne lagi.

Agle 15 minute tak Anita apni bayi chunchi par uss buddhe ka kohni mehsus karti rahi magar kuchh nahin boli. 15 minute baad woh buddha utar gaya aur dusra koi passenger nahin baitha.

Anita ghar pahunchkar nahakar tayyar ho gayi aur Hariya ka intezaar karne lagi magar woh nahin aaya. Woh shaam ke 4 baje ke aas paas Hariya ko phone ki to switch off tha. Raat ko Raj aaya aur Anita ko bina chode so gaya. Anita jaagkar Hariya ke baare mein sochti rahi ki kaise woh usko chodna chahta hai aur uske bade aue mote lund ke baare mein sochkar uski choot mein bechaini hone lagi. Woh sochne lagi ki Hariya aakhir aaya kyun nahin. Woh sochne lagi ki kahin Hariya aesa to nahin soch raha hai ki woh usse bas apne ghar ka kaam karwana chahti hai aur uske saath koi rishta nahin chahti. Yehi sab sochti huyi woh so gayi.

Agle din Chanda aayi kaam karne to Anita sochi ki Hariya ke baare mein puchhe magar phir use yeh sahi nahin laga to woh chup reh gayi. Agle din Wednesday ko Raj ke jaane ke baad woh naha li magar kitchen mein lunch banane gayi to paani nahin tha. Use samajh nahin aaya ki woh kya kare. Ek to aaj ration bhi khatam hone wala tha aur ab nal mein paani bhi nahin aa rahi thi.

Use Hariya ki kami sach mein mehsus hone lagi thi ki uske hone par itni pareshani nahin hoti. Woh kuchh sochkar Hariya ko phone lagayi magar phone switch off hi tha.

Chanda apna kaam kar rahi thi to Anita uske paas jaakar puchhi,"Chanda tum kiso plumber ko jaanti ho? Woh nal mein paani nahin aa raha hai"

Chanda yeh sunnkar boli,"Nahin memsaheb main nahin jaanti"

Anita yeh sunnkar thodi pareshan ho gayi ki tabhi woh kuchh sochkar puchhi,"Achha us din jo kaam karne aaye the, Hariya ji, woh itne jagah aate jaate rehta hain kaam se, unko shayad pata hoga"

Chanda yeh sunnkar udaas hokar boli,"Are memsaheb Hariya kaka to haspatal mein hain"

Anita ki dil yeh sunnkar dhadak gayi aur use bhi thoda bura laga yeh sunnkar magar woh apni pareshani ko control mein karke puchhi,"Kyun? Kya ho gaya unko?"

Chanda yeh sunnkar boli,"Woh do din pehle unka accident ho gaya, unka cycle bhi toot gaya magar achha hua ki unko bahot zyada chot nahin aaya, woh pair par cycle gir gaya tha to thoda sa fecture ho gaya"

Anita yeh sunnkar usse puchhi,"zyada serious fracture to nahin hai? Mera matlab hai doctors ne kya bola"

Chanda jawaab mein boli,"Mujhe pata nahin memsaheb. Baapu bol rahe the ki ghabrane ka baat nahin hai Kuchh din mein theek ho jayenge woh"

Anita ko yeh sunnkar raahat mili to woh puchhi,"Woh kaun se hospital mein hain, mera matlab achhe hospital mein hone se achha intezaar hoga"

Chanda jawaab mein boli,"Memsaheb humka pata nahin kaun haspatal mein bharti hain woh magar koi sarkari haspatal mein hi honge. Hum ghareen logan ke liye to sarkari haspatal hi hai"

Anita yeh sunnkar kuchh nahin boli to Chanda boli,"Memsaheb aap bole to main bapu se puchhu ki woh kisi plumber ko jaante hain ya nahin"

Anita yeh sunnkar sochi ki Hariya uska madad karne nahin aa sakta to Ramu hi sahi. Woh apna sir "haan" mein hilakar boli,"Theek hai".

Chanda Ramu ko phone karke baat karne ke baad Anita ko dekhkar boli,"Memsaheb baapu abhi ek jagah maal pahunchane gaye hain. Woh plumber ko jaante hain magar mobile number nahin hai. Woh shaam tak usko lekar aayenge"

Anita yeh sunnkar muskurakar boli,"Thank you Chanda."

Chanda Anita ke munh se thank you sunnkar khush ho gayi. Woh phir kuchh soch kar boli,"Memsaheb agar aapko bura na lage to ek baat bolun?"

Anita yeh sunnkar sawaliya nazar se Chanda ko dekhi aue phir puchhi,"Haan bolo"

Chanda kuchh sochkar muskurakar boli,"Woh Hariya kaka to abhi beemar hain aur pata nahin kab baaki ka store room saaf karne aayenge. Main baapu ko bol dun ki woh saaf kar de. Do paise aa jayenge. Main Hariya kaka ka kaam nahin chhinna chah rahi magar unko theek hone mein to time lagega. Agar aap Hariya kaka se hi kaam karana chahti hain to theek hai"

Anita ko Chanda ke baat mein samajhdaari lagi ki woh apne baap ke liye do paise kamane ka intezaam kar rahi hai magar woh saath mein Hariya ka kaam bhi chhinna nahin chahti thi. Anita jaanti thi ki Hariya ko theek hone mein kuchh time to lag hi jayega to Chanda ka baat koi ghalat nahin tha. Woh yeh bhi nahin chahti thi ki Chanda soche ki woh Hariya se hi kaam karwana chahti hai to woh muskurakar boli,"Theek hai agar woh karna chahte hain to bol dena."

Chanda muskurakar boli,"Theek hai memsaheb"

Anita muskurakar apni kamre mein chali gayi. Woh Chanda ke jaane ke baad lunch karne ke liye baahar chali gayi aur udhar se hi 500 rupaye dekar ek dukan daar se ration ka samaan home delivery karwayi.

Shaam ko 5 baje ghar ka bell baja to woh darwaza kholkar dekhi to Ramu khada tha. Uske saath ek 20-22 saal ka ladka tha. Ramu Anita ko dekhkar bola,"Memsaheb woh plumber laye hain"

Anita uss ladke ko dekhkar "haan" mein sir hilayi aur unhe ander aane ke liye boli. Woh ladka kaam kar raha tha to Ramu sofe ke taraf khada hue Anita se bola,"Memsaheb humka pata nahin tha ki humaar bitiya eehan kaam karti hai. U aapka khoob tareef kar rahi thi ki aap bahot achhi hai"

Anita yeh sunnkar muskurakar boli,"Chanda bhi bahot achha kaam karti hai. Bahot imaandari aur mehnat se kaam karti hai woh"

Ramu yeh sunnkar muskuraya aur bola,"Memsaheb woh bol rahi thi ki aapka store room saaf karna hai"

Anita yeh sunnkar "haan" mein sir hilakar boli,"Haan woh wahi store room jahan aap purana gadda rakhe the. Ek baar dekh lijiye kitna kaam hai"

Ramu yeh sunnkar bola,"Theek hai memsaheb" to Anita boli,"Main chabi lekar aati hoon" aur yeh bolkar woh apni kamre mein jane lagi to Ramu ka nazar Anita ki doodh jaise gori chikni nangi peeth par pada to uska dil dhadak gaya. Anita ko dekhkar use yehi lag raha tha jaise woh kisi model ya actress ko dekh raha ho aur woh bhi itne kareeb se. Na chahte hue bhi uska nazar Anita ki nangi peeth se neeche uski hilti huyi gaand par chala gaya aur tab tak woh Anita ki gaand ko dekhta raha jab tak woh kamre mein daakhil hokar uske nazar se ghayab nahin ho gayi.

Anita ke jaane par Ramu jaldi se udhar se nazar hatakar plumber ko dekha jo apne kaam mein busy tha.

Thodi der mein Anita aakar Ramu ko chabhi dekar boli,"Yeh lijiye store room ka chabhi"

Ramu chabhi lekar store room khola to Anita pichhe pichhe store room ke gate tak gayi. Ramu store room dekhkar bola,"Memsaheb Hariya ne aadha saaf kar hi diya hai, aadha baaki hai"

Anita ki dil yeh sunnkar dhadakne lagi. Anita ko laga ki Hariya ke mana karne ke bawjud Chanda Ramu ko bata di to woh baat ko sambhalti huyi muskura kar boli,"Haan Chanda to aapko batayi hi hogi"

Ramu yeh sunnkar Anita ko dekhkar bola,"nahin memsaheb u humka aesa kuch ho nahin boli. Woh hum teen chaar din pehle Hariya ko idhar aate dekhe to humka laga ki Hariya hi saaf kiya hoga"

Anita yeh sunnkar dhadakte dil se muskura kar boli,"Haan woh puchhne aaye the ki woh mattress araam de raha hai ya koi complain hai to maine hi unse puchha tha ki agar koi aadmi store room saaf karne ke liye mile to bataye to woh khud hi tayyar ho gaye kaam karne ke liye".

Anita ko raahat mili ki kam se kam Chanda bharose ke laayak hai aur woh apna zabaan par kaayam rehti huyi Ramu ko Hariya ke baare mein kuchh nahin batai.

Ramu yeh sunnkar bola,"Haan memsaheb theek kiya. Do paise bhi kama liya usne aur aapko koi aadmi khojne mein pareshani bhi nahin huyi"

Anita yeh sunnkar muskurakar boli,"Aap dekh lijiye kaam aur soch lijiye ki aap kitna paise lenge"

Ramu yeh sunnkar bola,"Are memsaheb Hariya ko pura kaam ke liye jitna dene ke liye bole uska aadha humka de dijiyega. Aadha kaam hi to bacha hai"

Anita yeh sunnkar muskura kar boli,"Theek hai". Woh jaanti thi ki Hariya se paise ka baat nahin hua tha magar woh yeh Ramu ko batana sahi nahin samjhi. Woh soch li ki Ramu ko 1000 rupaye de degi.

Anita store room ke gate par khadi hi thi ki tabhi woh plumber aakar bola ki woh nal theek kar diya. Anita yeh sunnkar apni kamre mein jaa kar paise lekar aayi aur uss plumber ko de di. Plumber paise lekar chala gaya to tabhi Ramu store room se baahar nikalkar bola,"Hum kal aakar saaf kar dunga memsaheb"

Anita yeh sunnkar muskurakar boli,"Theek hai" aur Ramu wahan se chala gaya. Uss raat Raj phir Anita ko nahin choda aur Anita raat mein Hariya ke lund ke baare mein sochne lagi. Sochne lagi ki Hariya ke na hone se use kitni pareshaani ho rahi thi koi kaam ke liye. Agar Ramu nahin rehta to plumbing ko lekar bhi kitni pareshaani hoti use. Anita ko lagne laga ki use sach mein Hariya aur Ramu jaise mardon ki zarurat hai iss sheher mein woh bhi har tareeqe se, chahe koi kaam ke liye ya phir bistar par saath dene ke liye. Anita ko lagne laga ki aesi jawani aur khoobsurti ka kya fayeda ki uska bistar thanda rahe. Woh sochi ki Hariya ka baat sahi hai ki iss jawani mein use Hariya ka zarurat hai isliye to upar wale ne un dono ko milaya hai". Anita yeh sab sochti huyi so gayi.

Agle din thursday ko Ramu store room saaf karne aaya. Anita low waist saree aur backless blouse pehni thi. Uski nabhi mein belly button ring latak rahi thi jo chamak rahi thi aur uski jism ko aur kamuk bana rahi thi. Ramu woh dekha to uska lund bhi harqat karne laga.

Ramu bhi 2 ghante ka time lekar aaya tha kaam karne ke liye. Woh 2 ghante mein jitna kaam ho sake kiye. Woh ganda hone ke wajah se apna kurta nikaal kar rakh diya tha aur sirf dhoti pehne safai kar raha tha. Furniture idhar udhar karne se aur pankha bandh hone se uska badan paseene se bheeg gaya tha.

Anita beech mein aakar uska kaam dekhti aur thodi baat chit karti usse. Ramu jab gadda lekar aaya tha tabhi samajh gaya tha ki Anita bhale hi padhi likhi, khoobsurat aur ameer hai magar uske ander ghamand zara bhi nahin hai aur saath hi apni beti Chanda se bhi Anita ki tareef suna tha ki woh dil ki kitni achhi hai to Ramu bhi thoda comfortable feel karke Anita se thoda bahot baat karne laga. Itni khoobsurat aurat se baat karne ka mauqa woh bhi kaise chhod sakta tha.

Lagbhag ek ghanta kaam karne ke baad woh Anita ka awaaz suna,"Ramu ji aap to paseene se pura bheeg gaye hain"

Ramu yeh sunnkar peeche dekha to store room ke gate ke paas Anita khadi use dekh rahi thi. Ramu yeh sunnkar bola,"Haan memsaheb pankha bandh hai na to..."

Ramu jab apna baat bol raha tha to Anita ek nazar uske badan ko dekhi. Lagbhag 45-50 saal ke hone ke bawjud bhi uska badan shape mein tha. Woh Hariya se patla to tha magar usi ke jaisa uska gatheela badan tha. Anita dekhi ki uske seene ka baal thoda thoda safed ho gaya tha aur dhul aur paseene mein sana hua tha. Uske pet par Hariya ke tarah abs ke halke halke cuts dikhai de rahe the, jo un dono ke mazduri karne se bane hue the. Uske pet par ganda paseena ka phisal raha tha.

Ramu Anita ko apna badan dekhte dekhkar bola"Maaf kijiyega memsaheb woh hum kurta ganda hone ke kaaran nikal diye"

Anita yeh sunnkar muskurakar boli,"Are koi baat nahin. Achha kiya aapne nikaal diya nahin to ganda to hota hi, pura paseena se bhe bheeng jaata. Aap living room mein aakar thoda araam kar lijiye, udhar AC chal rahi hai"

Ramu yeh sunnkar ek pal Anita ko dekha aur sochne laga ki sach mein woh kitni achhi hai. Uske ander zara bhi ghamand nahin hai aur ghareebon se bhi kitna achha se baat karti hai. Woh "haan" mein sir hilaya aur gamcha se badan ponchhte hue uske paas aaya to Anita ghumkar apni gaand matkati huyi chalne lagi.

Ramu ka nazar Anita ki nangi peeth aur matakti gaand par pada to uska lund mein harqat hone laga. Ramu ko Anita sofa dikhati huyi boli,"Aap araam kijiye. Aap kuchh piyenge? Paani ya juice"

Ramu yeh sunnkar bola,"Are memsaheb kahe aap pareshaan ho rahi hai"

Phir woh seedhi ke taraf ishara karte hue bola,"Hum udhar baith jaata hoon"

Anita yeh sunnkar boli,"Are jab sofa hai to aap udhar kyun baithenge? Sofe par baith jaiye"

Ramu jaanta tha ki Anita ghareebon ko bhi sofe par hi baithne bolti hai kyunki Chanda use batao thi ki Anita use pehle din sofe par hi baithne boli thi. Chanda Anita ke baare mein Ramu se kabhi baat nahin ki thi magar jab Anita use do din pehle boli thi ki woh Ramu ko safai karne ke liye bol sakti hai to Chanda Anita ke baare mein Ramu ko batai ki uski maalkin kitni achhi hai aur woh yahan aakar achhe se kaam kare.

Ramu nahin chahta tha ki woh sofa ganda kare to woh bola,"Are nahin memsaheb humra badan abhi ganda hai. Aapka sofa ganda ho jayega" aur yeh bolkar woh seedhi ke taraf jaane laga to Anita bhi kuchh nahin boli. Ramu jab seedhi par baith gaya to Anita boli,"Ramu ji main aapke liye juice lekar aati hoon"

Ramu yeh sunnkar bola,"Are memsaheb kahe pareshaan ho rahi hain aap"

Anita yeh sunnkar muskurakar boli,"Isme pareshani ki kya baat hai. Aap baithiye main aati hoon" aur Anita ghumkar gaand matkati huyi kitchen ke taraf chali gayi. Ramu ka nazar phir se Anita ki nangi peeth aue hilti gaand par chala gaya. Uske mann mein Anita ke liye izzat thi magar tha to woh ek mard hi. Uski biwi ko mare hue kai saal ho gaya tha aur ab Anita jaisi behad khoobsurat aur jawaab aurat uske saamne thi woh bhi badan dikhau kapde mein to woh khud ko use dekhne se kaise rok paata.

Anita thodi der mein ek tray mein juice ka bottle aur ek glass lekar ayi aur Ramu ko di. Dete waqt woh thodi jhuki to uski cleavage par Ramu ka nazar gaya. Anita ki cleavage chhote blouse mein aese hi achha khasa dikhti thi aur jhukne se aur dikhne lagi. Itni badi badi chunchiyon ka cleavage dekhkar Ramu ka lund tantana gaya. Anita waise jaan bujhkar apni chunchi dikhane ke liye nahi jhuki thi. Woh bhale hi besharm aurat thi aur uske ander randipana kut kut kar bhara hua tha magar woh aese jaan bujhkar mardon ko rijhane ka koshish nahin karti thi. Woh to bas tray Ramu ko dene ke liye jhuki thi.

Anita Ramu ko apni cleavage dekhte hue dekhi tab use ehsaas hua ki jhukne se uski cleavage achha khaasa dikhne lagi hai. Magar phir Anita ki wahi besharm nature ke kaaran woh uska bura nahin maani aur na hi apni cleavage chhupane ka koshish ki balki woh boli,"Ramu ji juice"

Ramu yeh sunnkar ghabrakar Anita ko dekha to woh muskurakar juice ke tray ke taraf ishara karke boli,"Ramu ji juice"

Ramu yeh dekhkar jhenp gaya aur hadbada kar bola,"Haan memsaheb" aur muskurane laga to Anita bhi besharmi se muskurakar boli,"To pijiye na Ramu ji. Sirf dekhenge ya piyenge bhi"

Ramu yeh sunnkar hadbada kar Anita ko dekha to Anita muskurakar juice ke taraf ishara karke boli,"Juice pijiye Ramu ji"

Ramu ghabrakar Anita ki haath se tray lekar apne bagal mein seedhi par rakh diya to Anita muskurakar seedhi khadi hokar boli Ramu ji aap to juice lene mein itna soch rahe the jaise aapko juice peene ka mann hi nahin ho. Kuchh aur peene ka mann hai kya?"

Ramu yeh sunnkar muskurakar bola,"Nahin memsaheb woh bas aese hi" to Anita muskurati huyi apni sir hilayi aur boli,"To pijiye na juice"

Ramu glass mein ek glass juice rakhkar peene laga aur Anita wahin khadi hokar usse baat karne lagi. Ramu bhi dheere dheere comfortable ho raha tha. Dono ka baat Chanda ke ird gird hi tha ki Chanda kaise Anita ki tareef kar rahi thi. Anita ko yeh sab sunnkar achha lag raha tha. Wahin Ramu bhi dheere dheere aur comfortable ho raha tha aur Anita jaisi jawaan aur khoobsurat aurat ko aese itne kareeb se hans hans kar baat karta dekh use bhi achha lagne laga tha aur uske mardangi baahar aa raha tha. Woh baat karte karte kabhi kabhi Anita ki chunchiyon aur nangi chikni pet aur naabhi dekh leta tha jise Anita bhi mehsus ki. Anita ko bhi bura nahin lag raha tha Ramu ko aese bejhijhak uski jism dekhte hue dekh. Aise Anita ek pal ke liye Ramu ko chhedi zarur thi use apni cleavage dekhte hue dekhkar magar uska maqsad Ramu ko rijhana nahin tha magar jab Ramu uski badan ko dekh raha tha to woh bura nahin maan rahi thi.

Lagbhag 5 minute ke baat chit ke baad Ramu uthkar bola,"Hum kaam karne jaat hai memsaheb. 2 ghante ka hi fursat hai humre paas"

Anita sir hilayi to Ramu wahan se utha. Uske uthne se aas paas ki hawa mein uske jism ke paseene ji gandh phail gayi jo Anita ki naak mein gayi aur uss gandh mein Anita ko wahi ehsaas hua jo Hariya ke badan se paseene ki gandh mein hota hai aur woh ek gehri saans lekar Ramu ko dekhi. Anita Ramu ko store room mein jaate dekhi aur phir jhukkar tray uthakar ghumi to dekhi ki Ramu use hi dekh raha tha. Ramu darasal store room mein pahunchkar jaise hi ander jaane wala tha ki use side ke aankh se Anita jhuki huyi dikhi. Anita jaisi badi gaand wali aurat ko aese jhuka dekh Ramu ja lund tantana gaya aur woh uski gaand dhyaan se dekhne laga. Itna dhyaan se ki use khyaal hi nahin raha ki Anita ghum rahi hai aur woh ghumkar Ramu ko apni gaand dekhte hue dekh li.

Anita ki dil dhadak gayi yeh sochkar ki Ramu uski gaand dekh raha tha magar woh bina sharm ke Ramu ko dekhi. Ramu Anita ko dekhte dekh chup chap ander chala gaya. Woh jaanta tha ki woh use gaand dekhte hue dekh li. Ramu ke ander jaane par Anita chup chap kitchen mein tray lekar chali gayi aur phir apni room mein chali gayi.

Lagbhag 20 minute baad Anita ek baar aur store room mein jaa kar dekhi to Ramu kaam kar raha tha. Woh chup chap living room mein aakar sofe par baithkar magazine padhne lagi.

Lagbhag 25 minute baad Ramu kurta pehen kar gamcha se munh ponchhte hue bahar aaya aur Anita ko dekhkar bola,"Memsaheb saaf kar diye hum. Ek ghanta ka kaam aur hai. Kisi aur din mauqa milega to aakar kar denge. Magar mota moti sab saaf ho gaya hai. Bas thoda furniture peeche kar denge to aage aur jagah ho jayega. Aap aakar dekh lijiye"

Anita yeh sunnkar muskurakar boli,"Are 20-25 minute pehle hi to maine dekha tha. Baar baar kya dekhun. Aapne achha kaam kiya hai"

Ramu yeh sunnkar muskuraya to Anita boli,"Rukiye main paise lekar aati hoon" aur woh bedroom mein jaakar 500 ke do note lekar aakar Ramu ke paas jaakar di.

Ramu yeh dekhkar khushi se le liya aur bola,"Shukriya memsaheb. Hum baaki ka kaam phir kabhi aakar kar denge"

Anita yeh sunnkar muskurakar boli,"Theek hai"

Ramu yeh sunnkar bola,"Woh memsaheb ek glass thanda paani milega?"

Anita yeh sunnkar muskurakar boli,"Haan kyun nahin"

Phir woh kuchh sochkar agle pal boli,"Thanda paani piyenge ya kuchh aur? Kuchh aur peene ka mann hai to boliye"

Ramu yeh sunnkar muskurakar bola,"Are memsaheb aap juice to pila hi di. Ab thanda paani pila dijiye. Woh memsaheb abhi kaam hai to hum sharab nahin pee sakte"

Anita yeh jawab ka ummeed nahin ki thi. Woh yeh jawaab sunnkar muskurakar boli,"Offo Ramu ji main sharab ki baat nahin kar rahi"

Ramu yeh sunnkar muskurakar bola,"Maaf kijiyega memsaheb humka laga ki aap sharab ka baat kar rahi hain". Ramu ko apni bewkufi par sharmindgi mehsus huyi ki woh soch bhi kaise liya ki sharab jaisa mehenga cheez Anita pilayegi woh bhi din mein. Magar woh yehi socha tha ki woh ameer hai to jaise mehmano ko sharab pilate honge shayad isliye use bhi Anita sharab offer mar rahi hogi.

Anita muskurakar boli,"Koi baat nahin. Aap rukiye main paani lekar aati hoon"

Ramu yeh sunnkar muskurakar "haan" mein sir hila diya to Anita muskurati huyi apni gaand matkakar kitchen mein chali gayi. Ramu phir se Anita ki nangi peeth aur hilti gaand ko dekhne laga. Use thoda raahat mila tha ki Anita use apni gaand dekhte hue dekhne ke bawjud bhi kuchh nahin boli.

Anita paani lekar aayi aur Ramu ko di to woh ek saans mein paani gatak gaya aur chupke se Anita ki cleavage dekhne laga. Anita use apni cleavage dekhte hue dekh li aur muskurati huyi boli,"Lag raha hai aap bahot pyaase hain Ramu ji"

Ramu yeh sunnkar glass Anita ko dete hue bola,"Haan memsaheb"

Aur woh chupke se Anita ki chunchiyon ko ek baar aur dekha to Anita boli,"Woh to main dekh hi rahi hoon Ramu ji ki aap kitne pyaase hain"

Ramu yeh sunnkar Anita ki cleavage se nazar hatakar use dekha to Anita muskura di. Ramu bhi muskurakar bola,"Ab hum chalat hain memsaheb"

Anita muskurakar boli,"Theek hai" aur Ramu chala gaya.

Uss raat Raj phir Anita ko nahin choda aur Anita Hariya ke baare mein aur uske lund ke baare mein sochne lagi. Saath hi use yaad aa raha tha ki Ramu kaise uski chunchiyon ko pyaasa nazar se dekh raha tha. Lagbhag 50 saal ke hone ke bawjud bhi woh na sirf Anita ki chunchiyon ko pyaas bhara nazar se dekh raha tha balki uski gaand ko bhi dekh raha tha. Anita ko Hariya aur Ramu ke saath hone se achha lagne laga tha. Woh apne pati se pyaar karti thi magar woh yeh bhi jaanti thi ki woh busy rehta hai aese mein isme koi burai nahin hai ki woh Hariya jaise mard ke saath waqt bitaye. Bhale hi Raj uska pati hai magar Hariya bhi ek dumdaar mard hai aur ek dumdaar mard ke saath apni jawani ke kuchh pal beetane mein koi burai nahin hai. Upar wale ne use dumdaar mard banaya hai to kuchh soch kar hi banaya hai aur aese mein ek khoobsurat jawaan aurat hone ke naate use Hariya jaise mard ke saath bhi waqt beetana chahiye, shayad isiliye upar wale ne Hariya se mulaqat karwaya tha taaki jab uska pati kaam mein busy rahe to Hariya jaisa mard uska khyaal rakhe, woh bhi har tareeqe se, bistar par bhi"

Anita ki saans yeh sab sochne se tez ho gayi aur woh yeh sab sochti huyi so gayi. Agle din Friday ko Anita google map se pata lagayi ki iss sheher mein sarkari hospital kahan hai aur Chanda ke kaam karke jaane ke baad woh uss hospital ke liye nikal gayi.
Next page: Update 59
Previous page: Update 57