Update 02

Usi sham mummy k whatsapp par ek message aata hai. Mummy vaise zyada phone wagerah use ni karti thi bus whatsapp facebook chala leti thi. Unka number sabziwale aur doodhwale ne bhi le rakha tha (Apko to pta hai mummy kitni bholi hein) aur wo aksar unko double meaning message bhejte rehte the jo mummy ko samajh mai ni aate the. Lekin aaj kisi aur ka message aaya

"Hi pretty lips wali aurat"

Mummy dekhti hein aaj jis auto wale se wo mili uska message aaya hai. Message padhkar unke chehre par smile aa jati hai qki ye unko newly diya gya title tha. Wo reply karti hein

Mummy: Hi Mard auto wale ji

Autowala: madam, mujhe khushi hai aap apne is auto wale ko bhuli ni

Mummy: Mai bhala aapko kaise bhula sakti hun. Aapki wajah se hi to mai aaj mall ja payi aur apne liye kapde khareed payi.

Autowala: Waise kya kya khareeda sheetal ji aaj aapne?

Mummy: Ji bus ek do saree aur blouse.

Autowala: Ni Sheetal ji aapne kuch aur bhi khareeda hai jo aap mujse chupa rahi ho.

Mummy ko achambha hota hai ki isko kaise pta

Mummy: Aisa q lagta hai aapko ki maine kuch aur bhi khareeda jo mai ni bta rhi?

Autowala: Are Sheetal ji aapne hi to kha tha aapko mall se sariyon k alawa kuch aur bhi lena hai jiski wajah se aap meri batayi dukar par bhi ni chali.

Mummy ko yaad aata hai aur wo apne sar par tapli marti hein

Mummy: Oh han! maine hi to kha tha. Mai bhi buddhu hun.

Autowala: To bataiye aapne aur kya liya mall se

Mummy: Ji wo...wo...

Asal mai mummy ko mall se kuch apne liye bra aur panties bhi leni thi jo ki ek aur karan tha unka autowale ki dukaan par na jane ka qki wo uske samne ye cheeze ni lena chahti thi.

Autowala: han bataiye na sheetal ji

Ab mummy phas chuki thi. Jhuth unse bola ni jata tha aur autowala bar bar puch rha tha

Mummy: Ji kuch innerwears li thi (Aur sharmane wala emoji bhi bhej deti hein)

Autowala: To isme sharmane wali baat kya hai sheetal ji. Ye to aurtein leti hi hein. Aur aap to meri aurat pretty lips wali ho.

Mummy: Ji

Autowala: Par mai apse naraz hun sheetal ji.

Mummy: Are maine apse bus apna innerwear lena hi to chupaya. Wo bhi chupaya ni bus batane mai jhijhak rhi thi. Itni se baat mai kyu naraz ho gye??

Autowala mummy k bholepan par muskura deta hai

Autowala: Mai is baat se naraz nahi hu sheetal ji

Mummy: to?

Autowala: Mai isliye naraz hu ki maine apko bataya tha ki mere janne wale ki dukaan ladies garment hai. To zaahir hai wha apko apne innerwear bhi mil jate. Fir bhi aapne aane se mna kar diya. aapne aisa q kiya sheetal ji?

Mummy: Ji wo bus mai..

Autowala: Mujhe lagta hai aapne aisa isliye kiya ki wo dukan jhuggi area mai hai to wha to keval gareeb jhuggi jhopdi wali aurton k standard ka hi samaan milta hoga. Aapke level ka ni. Aap bhi baki high class aurton ki tarah hi nikli sheetal ji.

Mummy ko uski ye baat bohot chubhti hai

Mummy: Aisa bilkul bhi ni hai Mard ji. Aapko galatfehmi ho rhi hai. Aap meri baat ka vishwas kijiy. Mai baaki aurton ki tarah ni hun. Mai to aapki pretty lips wali aurat hun na. Kya aap sab aurton ko yhi title dete hein?

Autowala: Ni ye to keval aapke liye tha. mujhe lga tha meri ye title wali aurat different hai.

Mummy: Aapko sahi lga tha Mard ji. Aapki ye title wali different hai. Wo discriminate ni karti ameer aur garib mai. Apni is aurat ka vishwas kijiye.

Autowala: Theek hai sheetal ji. Lekin aapko ek test dena hoga. Kal mai aapke liye usi dukaan se kuch kapde launga. Aapko wo mujhe pehnkar dikhane honge. Tabhi mujhe vishwas aayga ki apko us area ki dukanon se aur wha ki aurton k pehnave se koi dikkat ni. Aur chinta na karein, mai koi galat kapde ni dunga, mai wahi dunga jo wha ki aurtein aamtor par pehenti hein.

Mummy: Thek hai mard auto wale ji. Mai bhi aapki pretty lips wali aurat hun. Mai ye test zaroor pass karke dikhaungi.

Ab dekhna hai ki Autowala mummy ko kaise kapde pehnwata hai aur kya mummy khud ko unbiased aur different sabit karne k chakkar mai wo kapde pehnengi?

Agle din auto wala mummy ko dophar k time wahi aane ko kehta hai jha ve pehli baar mile the. Mummy pohch jati hein. Auto wala aata hai aur mummy ko ek polythene bag thama deta hai aur ye kehkar chala jata hai ki madam photo zaroor bhejiyega.

Aap soch rhe honge ki mummy ne uske diye kapde pehnna bholepan k karan swikar kiya. Wo to hai lekin mummy bholepan k karan dusro k words aur actions mai chipi chalaki samajh ni pati. Lekin jab khud koi act karna hota hai to mummy hamesha kisi karan se karti hein. Darasal mummy ne uske diye kapde pehnna isliye swikar kiya qki usne mummy ki ek kamzori ko ya kahein ek contradiction ko ujagar kar diya tha. Hum log do duniyaon mai jeete hein - ek hamari soch ki aur ek hamare vyavhar ki. Aur in dono duniyaon mai aksar antar hota hai. Aamtor par log us antar ko ignore kar dete hein lekin mummy aise logon mai se nahi thi. Wo khud ko saccha manti thi. Wo jaisa sochti thi vaise hi vyavhar mai karne ki koshish karti thi. Auto wale ne mummy ki isi manyata ko chot pohchai thi. Qki sach yahi tha ki mummy ne us auto wale ki batayi dukaan se jaane par isiliye inkaar kiya tha ki unko lga tha wha acche kapde ni milenge, waise ni milenge jaise mummy amtor par pehenti hein qki wo dukaan slum area mai hai. Aur sach puchiye to mummy us area mai jana bhi ni chahti thi. Lekin wahin dusri aur mummy khud ko gareebo ki madad karne wala, gareeb ameer mai antar na karne wala manti thi. Isi virodhabhas ko, isi soch aur vyavhar k contradiction ko auto wale ne ujagar kar diya, direct keh diya. To mummy bhala isko kaise swikar kar leti. Isiliye ab mummy k man mai ek tadap uth gyi thi us vyakti ko prove karne ki ki unke andar koi contradiction nahi hai. Aur Isliye auto wale ne jo condition rakhi mummy par vishwas karne ki mummy ne jhat se use maan liya.

Khair ab kahani par aate hein. Mummy wo bag lekar apne kamre mai aati hein aur kamra band karke bag mai rakhe items ko dekhne lagti hein. Bag mai ek blouse rha, ek peticoat aur saree. Sab simple se hi the halaki mummy jaise pehenti hein vaise ni the. Small neck blouse with half sleeves jo mummy k apne blouses ki sleeves se lambi thi. Normal clean peticoat aur white creamish saree with line wala border. Mummy ye sab pehen leti hein. Inhe pehenke mummy ek mahila samajik karyakarta type lag rhi thi. Mummy jab khud ko full length mirror mai dekhti hein to unko apna look kaafi pasand aata hai. Ye unke normal style se alag tha aur shyad isiliye unko kafi pasand aaya. Mummy mirror se apne 1 full length selfie leti hein aur "Mard Auto Wala" contact ko whatsapp par bhej deti hein.

(Saree aisi thi, mummy ni)

(Mummy to shape mai kuch aisi thi)

Thodi hi der mai autowale ka reply aata hai.

Autowala: Wah madam, janch rhi hai aap par saree. Aapko Kaisi lagi?

Mummy: Mujhe bhi acchi lagi. Ek different look mil rha hai. Kafi pasand aaya mujhe.

Autowala: Madam aur pics bhejiye na.

Mummy: Bheji to full pic. Aur kaisi bhejun?

Autowala: Mai batata hun. Ek camera upar karke pic lijiye jisme face aur blouse+pallu dono dikhein.

Mummy uska bataya tareeka try karti hein. Wo ek selfie leti hein phone upar karke, hath upar karne se blouse ka ek cup pallu se bahar aa jata hai aur uski full shape dikh rhi hoti hai.

Autowala mast ho jata hai pic dekhkar par koi reaction ni deta

Autowala: Ab isi tarah ek neeche se lijiye jisme again aapka face aur blouse+pallu dikhe

Mummy is tarah se bhi pic leke bhej deti hein. Unko koi dikkat ni thi qki blouse kafi conservative tha. Ye baat alag hai ki unko ni pta tha ki mard log keval skin show se judge ni karte.

Underblouse shape to aur keher dha rhi thi. Autowala fir mast ho jata hai.

Autowala: Ab ek peeche se lijiye.

Mummy: peeche se matlab?

Autowala: Matlab aisi selfie jisme aapki back dikhe.

Mummy confused ho gyi ki peeche ki selfie kaise lein. kafi try karne k bad Finally unko sahi angle mil jata hai. Is achievement ki khushi unki pic mai bhi jhalak rhi thi

Mummy (pic bhejkar): Ye lijiye peeche se

Sab pics dekhkar finally auto wala kehta hai

Autowala: Dekh lijiye madam. Aisa look hota hai hamare yha ki gareeb aurton ka. Par aap high class log use fir bhi bekar samajhte hein.

Mummy: Please ab to mujhe bakiyon k sath include mat kijiye. Ab to maine aapko aapki layi saree pehn kar bhi dikha di.

Autowala: Han madam mujhe hairani hai ki aapko ye pasand aayi. Maine to socha tha aap kabhi ye pehnengi hi nahi.

Mummy: Galat socha tha aapne. Mujhe to aapke yha ki aurton k kapde bohot pasand aaye. Balki mera to man kar rha hai mai aise kapde baar baar pehnu.

Autowala: Theek hai madam, mai next week aapke liye wha ki aurton k aur style k kapde lata hun.

(Mummy thoda soch mai pad gyi. Aaj ki saree mai apna look dekhne k bad unka man tha to aur bhi try karne ka. Wo soch hi rhi thi ki autowale ka ek aur message aa jata hai)

Autowala: Sachme madam aap bade dilwali hein ki slum ki aurton k kapde pehnna chahti hein.

(Ab mummy se mna ni kiya jata. Wo uske proposal ko accept kar leti hein)

Mummy: Theek hai mard ji. Lekin wo kapde mai aapse khareedungi aur unke paise bhi dungi including today's one

Autowala: Aap kehti ho to maan leta hun madam ji. Aap sachme bade dil wali ho

Mummy: Are ni itna bhi bda dil ni mera

Autowala: Sheetal ji aapko ni pta aapka dil kitna bda hai. Kabhi meri nazar se dekhiyega tab aapko pta chalega.

Mummy: Do hi mulakaton mai bhala kaise aap andaza lga sakte ho mere dil ka

Autowala: Madam mai Mard auto wala hun. Ye mard aap jaisi aurat ka dil kitna bda hai ye ek hi nazar mai pehchan leta hai

Mummy: Nahi mard ji, mana ki aap mard auto wale hein, lekin kuch mulakatein to zaroori hein kisi k dil ko pehchanne k liye, khaskar ek aurat k dil ko.

Autowala: Shyad aap shi keh rhi hein sheetal ji. Abhi tak aapke dil ko utna kareeb se dekh ni paya. Aur aap to aurat pretty lips wali ho. Aapke dil mai zaroor kai raaz chipe hein jo abtak aapne dikhaye ni. Agli mulakaat mai koshish karunga aapke dil ko aur acche se pehchanne ki.

Mummy: Ji zaroor kijiyega

Autowala: Theek hai madam to next week milte hein

Mummy: Theek hai

Agle din mummy vahi saree pehn kar sabzi lene market jaati hein. Sabziwala unko dekhkar kehta hai

Sabziwala: Wah madam nayi saree

Mummy: Ji kisine gift di hai

Sabziwala: Jisne bhi di hai uski nazre bohot paarkhi hein qki ye saree aap par janch rhi hai

nazron ki baat sunkar mummy ko autowale ki baat yad aa jati hai jab usne kha tha ki wo aisa mard hai jo ek hi nazar mai aurat k dil ka pta kar leta hai

Mummy: Shikriya. Aur aapne sahi kha jisne ye di hai shyad uski nazre bohot paarkhi hein jo logon ko padh leti hein

Sabziwala: jee han madam. Dekhiye na ye blouse bhi aapko kitna fit aa rha hai. Jisne ye diya hai usko zaroor aapke size ka bhi pta hoga.

Ab mummy ko ehsas hota hai ki unhone to autowale ko kabhi apna size bhi ni bataya fir usne unki fitting ka blouse kaise de diya

Mummy: Aapne to mujhe confusion mai daal diya. qki jisne ye saree di hai maine to kabhi use apna size ni bataya.

Sabziwala: madam confuse mat hoiye, ye samajhdar mardo ki pehchan hoti hai jinki nazre gehri hoti hein. Ab mujhe hi dekh lijiye. Mujhe bhi aapke size ka pta hai

Mummy: kya aapko bhi!?

Sabziwala unka size bta deta hai. Mummy shocked ho jati hai.

Sabziwala: Ji ye nacheez bhi aise samajhdar aur paarkhi nazar wale mardo mai se ek hai. aise mard mushkil se milte hein madam. Unki fashion aur dressing sense bohot acchi hoti hai. Aise mardo ko apne kareeb rakhna chahiye madam aur unki fashion sense ka labh uthana chahiye. unse dressing wagarah par salah leti rehni chahiye.

Mummy: Ji mai apki baat yad rakhungi.

Fir mummy sabzi lekar chali jati hein.​
Next page: Update 03
Previous page: Update 01