Update 106
Avi-kya hua
rani-main ne jo kapde pahan rake hai vahi pahan kar aa jaungi,ab bolo
rani ke pass to har problem ka solution hai.
rani ne nahana start kiya aur main rani ke room ko dekne laga.
rani ne apna room bade ache se sajaya tha.
Avi-rani
rani-haa
Avi-ek din ke liye mere room me aakar ,apne room ki tara taptip kar dena
rani-abi se practice karvana chahate ho
Avi-practice make woman perfect
rani-next sunday
main pir se rani ke room ko dekne laga. cupboard khol kar kar rani ke kapde
dekne laga.
Avi-rani ,kapdo ka acha collection kiya hai.
rani-tume us collection ko aur badane ke liye jada pocket vali jeans pahan na
suru karna chaiye
Avi-ATM card hai mere pass
rani-table par rak do, aaj se wo ATM card mera
main ne cupboard me ek drawer khola jis se mere hant me khajana laga.
Avi-rani ,aaj sunday hai
rani-to
Avi- aaj pink colour
rani-tum nahi sudoronge, use vahi rahane do aur deko mummy ne khana
garam kiya hai ki nahi.
Avi-aise kaise rahane du, wow yaha to har colour ki pa*** hai
rani-Avi ,plz
Avi-acha tum bathroom me undergarment nahi lekar gayi ho.
rani ne kuch nahi kaha.
Avi-kya hua,
rani ne pir kuch nahi kaha.
Avi-main to mazak kar raha tha. main ne cupboard band kar diya hai. aur
bahar ja raha hu ,tum jaldi fresh hokar khana khane aa jav
Avi-I LOVE YOU
rani-I LOVE YOU TOO
aur main hall me aa gaya .jaha par aunty hamara intazar kar rahi thi.
R Mummy-rani kaha hai
Avi-rani fresh ho rahi hai.
R Mummy-pir to aada ganta aur rukna padega
Avi-rani itni der lagati hai.
R Mummy-pahale to nahi lagati thi par jab se college jane lagi tab se makeup
karne me jada samay lagati hai.
Avi-( aunty ki bat main samaj gaya)
main Rani ki Mummy ke sath aise hi bate karte huye rani ka intazar karne laga.
Aunty ne jitna samay kaha tha rani ko utni hi der lagi.
Rani tayyar hokar apne room se bahar aa gayi.
Room se bahar aate hi main Rani ko dekta rah gaya.
Rani room se bahar aate hi man dekta rah gaya.
Rani ne pink colour ki sadi pahan raki thi.
Rani ke gore badan par pink sadi char chand laga rahi thi.
Sadi pahan kar rani swarg ki apsara lag rahi thi.
Kisi ne sach kaha hai ki bikni pahane se ladki utni hot aur sexy nahi lagati jitni
sadi pahan kar lagati hai.
Rani sar se lekar pav tak sundar ta ki misal thi.
Rani ke khule baal, baalo ki ek lat chehare pe,mathe pe ek choti si bindi, honto
pe halki gulabi rang ki lipstick,sharam se mare wo gulabi gaal,
Fan ki hawa se udata hua pallu, gaale me mera diya hua neckles ,simple sa
par pyara blouse ,
Pallu ki choti line ke piche chupi huyi nabi,
Nabi se niche bandi huyi sadi,
Rani ke chalate huye kamar ka lachkana
Rani ke chalate huye payal ka madur sangit suru hona
Rani ko sadi me dekte rahu aisa lag raha tha.
Rani hamesha sadi pahane aisa lag raha tha.
Muze is tara gurte huye dek kar rani ka unconfortble mahsus karna.
Uske chalte kabi sadi ko tik karna, kabi pallu ko tik karna,
Aunty bhi meri tara rani ko dekti rah gayi.
Apni beti ko pahali bar sadi me dek kar ,ye ahasas hona ki beti jawan ho gayi
hai ,ye pyara sa ahasas aunty ke ankhoin se pani lane ke liye kafi tha.
Aunty ne rani ko apne pass bhulaya.
Rani ke pass aate hi aunty ne rani ko kajal ka tika laga.
R mummy-kisi ki najar na lage meri beti ko, muze to aaj pata chala ki meri beti
jawan ho gayi.
Aur aunty ne rani ke mathe pe kiss kiya. Aur kitchen me chali gayi.
Aunty ke jate hi rani mere pass aa gayi.
Main bas rani ko dekta raha.
Rani ne muze khayalo se bahar nikaala.
Rani-kya hua,main achi nahi lag rahi hu
Rani ke itna kahte hi main ne rani ko gale laga liya.
Avi-main is duniya lucky insaan hu jis tum mili ho
Aur rani ko kiss kiya.
Rani-kya kar rahe ho mummy dek lengi.
Avi-dekne do, tume sadi me dek kar control nahi ho raha.
Rani-control karna sikh lo, shadi ke bad muze sadi hi to pahana hai.
Avi-pir to main gaya kaam se
R mummy-khon gaya kaam se
Avi-kohi nahi aunty, wo rani kah rahi thi ki shadi kab karenge.
Rani-main ne aisa kab kaha.
Avi-matlab tume shadi nahi karni
Rani-mere kahne ka matlab hai jab mummy chahengi tab karungi
R mummy-shadi, pir to main akeli rah jaungi.
Rani-akeli kyu, dowri me lekar jaungi aapko
R mummy-aise thode hota hai
Rani-aisa hi hoga, kyu Avi
Avi-aap logo ne tay kiya hai to main kya kah sakata hu.
R mummy-abi se practice kar rahe ho ,biwi ki bat maane ki.
Rani aunty ki bat sunkar sharama gayi.
Avi-kya karu aunty, rani abi se kuch chizo ki practice kar rahi hai to main ne
bhi suru kar di hai
R mummy-tum kis chiz practice kar rahi ho.
Rani-main wo... khana tanda ho raha hai ,chalo khana khate hai.
Rani bat kat di.
Ham dinning table par baite gaye.
Main dinning table ke ek side me aur mere samane rani .aur ghar ke head ki
jaga par aunty baiti thi.
Main pahali bar dinning table par baite kar khana kha raha tha.
R mummy-Avi, tumne khana suru nahi kiya. aur ye kya rani tum ne bhi khana
suru kiya.
Avi-wo pahali bar dinning table par baite kar khana kha raha hu na,
R mummy-kohi bat nahi, kohi na kohi kaam pahali bar suru karte huye
pareshani hoti hai.aur rani tume kya hua ,
Rani-wo main...
R mummy-kahi aisa to nahi Avi ne suru nahi kiya is liye tum ne bhi suru nahi
kiya.
Rani aunty ki bat sunkar sharama gayi.
R mummy-Avi tum khana suru kar do nahi to rani bhuki rah jayengi.
Avi-abi karta hu,
rani ke ghar ke khana ka swad lena suru kar diya.
mere suru karte hi rani ne bhi khana suru kar diya.
Avi-aunty ek bat hai jo shahar me nahi milti
R mummy-kya
Avi-jo maza zameen par baite kar khane me aata hai wo dinning table par baite
me nahi aata.
R mummy-ye tum ne sahi kaha. muze bhi kuch khas pasand nahi hai dinning
table par khana khana
Rani-muze to kuch bhi chalenga.
Avi-kuch bhi nahi, mere ghar me no dinning table
Rani-pir muze apni aadat badalni padengi.
pir se main khane ka swad lene laga.
Avi-wow aunty aapke hanto me to jadu hai, kya khana bana hai, aisa lag raha
hai ki khane ke sath ungli na kat jaye.
R mummy-tum to aise hi tarif kar rahe ho,
Avi-sach aunty ,kya khana bana hai, pata nahi rani ko kuch aata hai ya nahi.
Rani-mere hant ka kha kar deko pir bol na
Avi-tum to guass ho gayi.
R mummy-rani to muzse bhi acha khana banati hai.
Avi-aisa hai to abi tak kabi khilaya nahi muze
Rani-zut mat bolo, gajar ka halwa diya tha main ne
Avi-wo ...wo to komal ne khud kha liya tha.
Rani-kya komal ne khaya tha.tume kuch nahi mila.
Avi-kuch nahi
Rani-ruko abi banati hu.
R mummy-meri boli beti,Avi tumare sath mazak kar raha hai.
Avi-kya aunty aap bhi na,
Rani-tume to main kal college me dekungi.
R mummy-rani ,kisi ke sath aise bate karte hai.
Rani-sorry
rani ko aur guass dilana tik nahi tha. main ne chup chap khana khana suru

par rani samane ho aur main chup chap rahu ye ho nahi sakata.
main ne khana khate huye rani ko ched na suru kiya.
dinning table ka ek fayada ye tha ki ,dinning table ke upar kuch aur hota hai
aur niche kuch aur kar sakate hai.
main apne pairo ko rani ke pairo ki taraf le jane laga.
rani to sar se lekar pav tak ek najuk flower tha.
rani ke pair ko mere pair touch hote hi rani ko zataka laga. aur rani ke hant se
spoon gir gaya.R Mummy-kya hua
Rani-meri taraf dekte huye kuch nahi mummy
main ne rani ko ek smile di aur pir se rani ke pairo ke sath khelane laga.
rani ne sadi pahani thi jiske vajase mere paire rani ke nange pairo ko chhune
lage.
rani ke pair ke sath mere pair dire dire upar ja rahe the.
rani ne muze ishara se na kaha.
main ne apne pair ko rok diya. aur jaha tak upar gaya tha vaha tak rani ke pair
ko sahalane laga.
rani apne expression ko control kar rahi thi.
rani ne spoon ko kas ke pakad raka tha.
na main khana kha raha tha aur na rani.
aunty chup chap khana kha rahi thi.par aunty ne rok diya.
R Mummy-tum dono ko 10 minute diye the pir bhi yaha par masti kar rahe ho,
pahale khana kha lo pir aaram se ek dusare ko pareshan kar te rahna.
aunty ke itna kahate hi rani aur main sharminda ho gaye.
Rani-wo mummy
R Mummy-gabara kyu rahi ho, aaj kal to ye sab chalata hai.par
Avi-aunty par kya
R Mummy-hamare samay me ye sab nahi hota tha.
Avi-aunty aapki love marriage thi
R Mummy-haa,
Avi-hame kuch bataiye na ki tab kaisa hota tha.
R Mummy-aaj jaisa hota hai us ke jaisa nahi hota tha.
Rani-mummy wo papa vali bat batav na.
Avi-aunty bataiye na
R Mummy-tum dono na, chalo tik hai batati hu par pahale khana khate hai.
aunty ke itna kahte hi ham ne khane par dava bol diya.
aur jaldi se khana khatam kar diya.
khana khane ke bad ham sofe par baite kar aunty ki taraf dek rahe the.
Rani-batav na mummy
R Mummy-tume to pata hai,
Rani-Avi ko kaha pata hai.
R Mummy-main short me bataungi.
Rani-tik hai
R Mummy-tumare papa aur main ek hi gaon me rahate the,
main zamindar ki beti thi aur tumare papa kisan ka beta tha.
tumare papa ko main bachapan se pasand karti thi.
tumare papa bhi muze pasand karte the. par un me himmat nahi thi.
ham bas dur se ek dusare ko dek kar apna pyar ka izhar karte the .na bat hoti
thi aur na milate the.
jaise Avi tum se milane aana aur tumare room me jakar...vaisa nahi tha.
aise hi din nikalte gaye. ham jawan ho gaye.
pir bhi tumare papa ne pyar kar izhar nahi kiya.
lekin hamari kismat me bobby likha tha.
Avi-bobby?
Rani-rushi kapoor aur dimpal kapadiya ki movie ,bobby
R Mummy-movie purani thi par hamare gaon me pahali bar aayi thi.
wo hota hai na gaon gaon jakar movie dikate hai vaise hamare gaon me movie
dikane ka program raka gaya.
movie dekne ke liye pura gaon jama ho gaya tha.
movie achi thi, par kuch scene me aaurato ko apna chehara sharam ke mare
ghungat me chupana pada.
movie dekne ke bad next din jab main khet dekne ja rahi thi to tumare papa ne
muze raste me rok liya.
aur bas itna kaha ki" tum dimpal kapadiya ho"
itna kah kar mere jawab ka intzar kar rahe the.
main to pahale kuch samaji nahi ,par bad me muze movie ki yaad aa gayi.
aur main ne tumare papa ko kaha ki " tum rushi kapoor ho"
is tara ham ne ek dusare ko propose kiya.
Avi-I LOVE YOU bolne se ye acha tarika tha.
Rani-mummy aage ki story batav na
Avi-aage bhi hai
R Mummy-rani tume pata hai na kitni lambi kahani hai, puri bataungi to Avi Ko
kuch din yahi rukna hoga. aur aaj ke liye itna kafi hai, baki ki story bad me
Rani-batav na mummy
R Mummy-Avi ko kaam hoga. aaj sunday hai ,wo shahar me kuch kaam ke liye
aaya hoga.kyu Avi
Avi-kaam to hai, par rani se jada important nahi hai
R Mummy-deko ,use kaam karna hai.
Rani-tik hai par agali bar pakka batana hoga.
Avi-haa,aunty muze sun ni hai aapki prem kahani.
R Mummy-next time bataungi. aur batav apni family se muze kab milvane vale
ho
Rani-uske liye time hai
R Mummy-main ne Avi se pucha hai.
Avi-thoda rukna hoga.
R Mummy-kyu?
Rani-kyu ki badi chachi ko hamare bareme kuch pata nahi hai.
R Mummy-tu pir boli, chal ja Avi ke liye coffee bana.
Rani-khane ke bad coffee
R Mummy- Avi tere hant ki coffee pina chahata hai.isi liye wo yaha aaya hai.
Rani-Abi banati hu
aur rani kitchen me chali gayi.
R Mummy-rani ne kya kaha tha. tumari badi chachi ko tumare bareme pata
nahi hai, pir rani ko ye sadi kisne di thi.
Avi-choti chachi ne ,unko rani ke bareme sab pata hai
R Mummy-tumari badi chachi ko kyu nahi bataya.
Avi-badi chachi ko rani ke bareme bataya to gadbad ho jayengi. badi chachi
chahati hai ki main pad likh kar bada aadmi banu, unko pata chala ki main
college me jakar pyar karta hu to wo naraz ho jayengi. aur main badi chachi ko
naraz nahi dek sakata.
R Mummy-ye to samaj gayi, par badme tumari badi chachi ne rani ke manaa
kiya to
Avi-uski tension aap mat lo, wo sab choti chachi sambal lengi. aaj bhi choti
chachi ne muze rani ko gift dene ke liye bheja hai.
R Mummy-wo sab tik hai par
Avi-aunty aap muz par barosa rakiye ,main rani se apni jaan se jada pyar karta
hu. ye bat choti chachi ko pata hai. wo muze rani se mila kar hi rahengi.
Rani-coffee tayyar hai.
R Mummy-khane ke bad coffee ,Avi ke aane se tum pagal ho gayi ho
Rani-aapne hi to kaha tha kiAvi ko coffee pini hai
Avi-rani ke hant ki coffee na piu ye ho nahi sakata.
aur ham coffee pite huye bate karne lage.
Ham coffee pite huye bat karne lage.
Ham bat kar rahe the ki meri najar watch par gayi.
Watch me 12 baj rahe the. Muze to mrs varma ke pass 11 baje jana tha.
Avi-12 baj gaye.
R Mummy-tumare sath 3 gante kaise nikal gaye pata nahi chala.
Rani-mummy Avi aisa hi hai.
R Mummy-pata hai muze.
Rani-jor se mummy
aunty ne bat badal di
R Mummy-Avi tume kohi kaam karna tha na.
Avi-haa ,par jane dijiye. pir kabi kar lunga.
R Mummy-bad habbit ,tume apne kaam time time par karne chaiye. rani se to
milte rahoge.
Avi-mera kaam utna jaruri nahi hai.
R Mummy-pir bhi tume apna kaam karna chaiye.
main ne bag ko rani ko de diya.
Rani-ye kya hai.
Avi-choti chachi ne diya hai
R Mummy-kya hai isme
Rani-aapko badme bataungi.
Avi-muze to bata do, choti chachi ne bhi nahi bataya ,tum to bata do
Rani-nahi bata sakati. choti chachi ne tume batane se manaa kiya hai.
Avi-tik hai mat batav, acha aunty ab main chalata hu ,pir aap se milne jarur
aaunga.
R Mummy-ise apna hi ghar samaj kar kabi bhi aana.
Avi-acha main chalata hu.
R Mummy-kitni bar bolonge,
Rani-mummy ek glass pani chaiye Avi ko
R Mummy-ab samaji, meri bili muzi se maau ,tum bate karo main pani lekar
aati hu.
aunty ke jate hi main Rani ke pass baite gaya.
Avi-ab kya
Rani-lo na kiss,
Avi-kiss ?
Rani-tum aise nahi manoge
aur rani ne muze kiss kiya.
Avi-bas itna hi.
Rani-tum karo na,
Avi-kya?
Rani-tume muze pareshan karne me maza aata hai na. karo aur pareshan karo
aur rani khadi ho gayi aur apne room me jane ke liye pair utaya tha ki main ne
rani ka hant pakad kar
apne upar gira diya.
aur rani ke gulbi honto ka ras pina suru kiya.
aur jaldi kiss khatam kiya.