Update 286


Sab apni taraf se madat kar rahe the jis se ye birthday sirf birthday na rah kar
ek madyam ho gaya 2 family ki najdikiya badane ka.
Bate karte huye kaam karna, kaam karte huye pyar bhara riste jodna ,kitna
acha lagta hai.

Aaj ki davat me to pyar hi pyar honga.
Bua chachi ne rani ki mummy se aise rista bana liya ki jis se 2 family ko ek
hone se kohi nahi rok sakta.
Mere liye to aaj ki davat special thi.
Aaj ki davat me sabka pyar jo samil tha.
Komal ne to aaj sabke dil jit liye. Komal ke vajase neha bua ka sar ucha ho
gaya.
Badi chachi ko rani ke yaha aakar apne ghar jaisa feel ho raha hai.
Khana to sabne milke tayyar kar liya. Jiski khusbhu se main kitchen ki taraf aa
gaya.
Avi-aunty khane ki khusbhu achi aa rahi hai.
R mummy-sabne milke banaya hai. Special to hoga hi.
Avi-aunty main teast karu .muzse to ruka nahi ja raha.
Neeta bua-chal bhag aaya se, davat cake kaatne ke bad suru hogi.
Avi-bua bas teast karunga.
M Chachi-bilkul nahi,
Avi-chachi aap bhi.

R mummy-Avi bas ho gaya.rani komal tayyar ho jaye ,cake kaatne ka samay
ho gaya
Rani-hamara kaam bhi ho gaya. Abi fresh hoti hu
Komal-saheliyo ke aane ka samay ho gaya hai.
R mummy-kise bhulaya tum ne .main ne manaa kiya tha na.
Komal-aunty ,3 4 shaheli aur padosiyo ko bhulaya ,unke bina birthday kaise
hoga.
R mummy-tik hai tum dono tayyar ho jav.
Komal-ji aunty
Neha bua-jada der mat lagana .
Rani-aunty main apne room me tayyar hoti hu ,komal mummy ke room me ho
jayengi.
Neha bua-ye tik rahenga. Samay bach jaydnga.
Kavita-didi ham ne hamara kaam kar diya
Rani-ho gaya hall sajake
Leena-aap khud chal ke dek lo
Neeta bua-main bhi to deku hamari natkat betiyo ne kya kiya.
Aur ham sab hall me aa gaye.

Hall ko Kavita aur leena ache se sajaya tha.
Dekte aisa lag raha tha ki dono ko ek ek puppi de du.
Neeta bua ne to khush hokar unko gale laga liya.
Kavita aur leena apni tarif sunkar khush ho gayi.
R mummy-rani komal tum yahi khadi ho ,jaldi jav tayyar ho jav
Komal rani ke kamre me jakar apne kapde lekar aa gayi.
Raj rani ke dusare kamre ka gate kholne ki koshsh kar raha tha.
Is kamre me rani ne meri photo laga kar raki thi.
Rani-raj kya kar rahe ho
Raj-didi ye room band kyu hai.
Rani-us room me mere papa ki yaade raki huyi hai ,use band hi rahne do
Rani ne zut kaha taki kohi dubara us kamre me jaye nahi
Komal -raj tum rani ko tang mat karo ,
Raj pooja bua ke pass chala gaya. Raj ke shikayat karne pe Vidhya use chhat
pe le gayi. Aur shahar ki building dikate huye uske sath khelne lagi.
Neeta bua-kavita leena mere sath chalo tume cake dikati hu .rani aur komal ne
khud banaya hai
Kavita-didi ne banaya hai pir to main jarur dekungi.
Rani ki saheliya aa gayi to aunty unko dekne lagi.
Rani ko uske room me gaye huye kafi samay ho gaya tha.
Main mokka dek kar rani ke room me chala gaya.
Rani fresh ho chuki thi.

Aur birthday ke liye dress pahaneki jaga sari pahane rahi thi.
Sari pahane me rani ko pareshani ho rahi thi.
Pallu ko tik se mod nahi pa rahi thi.
Rani to har dress .me sundar lagti hai par sari ki khubsurat ki bat alag hoti hai.
Rani ka sari pahane ka tarika bhi alag tha.
Jadatar aaurat ki nabi pallu ke piche chup jati haipar rani pallu ki ek fold ko
nikaal kar apne pet ko usse dhak deti taki uski nabi chupi rahe.
Upar blouse ke pass to use samaj nahi raha tha ki kya kiya jaye.
Zukne se Blouse se uske boobs najar aa jate the.
Main to uske piche khada tha jis se main samaj nahi paya ki use pareshani ho
rahi hai.
Main to rani ko sari me dek kar use piche se pakad liya.
Avi-meri rani sari me apsara lag rahi hai
Rani-dur hatto ,sari pahane me pareshani ho rahi hai
Avi-kya hua. sari me to tum khubsurat dik rahi ho.
Rani-tume to bas tarif karna aata hai. main yaha sari kaise pahanu ye soch
rahi hu

Avi-kya hua muze batav ,main madat karta hu
Rani-tumara kaam sari pahanana nahi hota.
Avi-darling sari pahanaunga nahi to nikalungi kaise
Rani-ye deko pallu ke aisa rakne se ,mere zukte kya ho rahai hai
Avi-wow ,ye to acha hai. muze itna sundar najara jo dekne ko milenga.
Rani-maar khayoge.kisi aur ne deka to
Avi-iska solution hai mere pass
Rani-kya batav na.
Avi-bata to dunga par muze kya milenga.
Rani-jo tum chaho
Avi-meri taraf palat jav
Rani mere taraf palatgayi. uske hant me uska pallu tha
Avi-pallu pahan lo
Rani-lo pahan liya
Avi-pallu ki last ki fold nikaalo
Rani-lo nikaal li
Avi-uske boluse ke dusari taraf le jakar pin laga do. jaise apna pet chupaya
hai.
Rani-wo to main lungi par wo acha nahi dikenga
Avi-wo flower vali pin lagav aisa lagenga ki flower ke liye is tara sari pahani
hai. flower se uski taraf kisi ka dyan nahi jayenga
Rani- LOVE YOU ,
Avi-mera inam
Rani-kya chaiye mere dil ke raja ko
Avi-tume pyar karna hai.
Rani-pichali bar jaisa pyar nahi karne dungi.
Avi-upar se

Rani-pir to muze dubara fresh hona padenga.
Avi-tum bolti bahot ho
aur main ne Rani ke honto ko apne honto se lock kar diya.
Rani ke meete meete honto ka ras pina suru kiya.
Kitni bar rani ke honto ka ras piya hai par usme jo pyar hai wo kam hone ki
jaga badh raha hai.
Rani aur main kiss karne me itne mahir ho gaye ki bas honto ko hont milane ki
deri hoti hai. Pyar to apne aap mil jata hai.
Kitne soft hont hai. Itne bar choosne ke bad uski softness kam nahi huyi hai.
Rani pahale to na karti hai par badme kiss karne me khud ko duba deti hai.
Wo puri duniya ko bhulake muze kiss karti hai.
Aaj torani apna pyar ko nadi ki tara bahane de rahi thi.
Pyar bhara kisa wild banne ja raha tha.
Rani ne mere hanto ko pakad kar apne piche rak diye.
Aur muze wild kiss karne ko badava de rahi thi.
Rani ke naram naram chootad ko apne hanto ke dabate rani meri jibhko
choosnelagi.
Pichale saal rani sharama rahi thi aur aaj muze se jada josh me thi.
Rani ne mere honto ko kaat kar kiss khatam kiya.
Uski chest ki dhadkne ki aawaz sunai de rahi thi.
Avi-I LOVE YOU
Rani-Avi tumare bina main nahi rah sakti
Avi-kya hua.

Rani-ham kab ek honge
Avi-mere birthday ke din
Rani-tumara birthday to 4 saal me ek bar aata hai.
Avi-to kya hua. jis din aayenga us din tume itna pyar karunga ki tum soch nahi
sakti.
Rani-sach
Avi-haa,
Rani-us din ka intzar rahenga.
Avi-tum se jada to main tume pyar karn ko taras raha hu
Rani-wo dik raha hai. ab to hant hata do
main ne hant hatane ki jaga pir se uske chootad daba diye
aisa karte wo mere karib aa gayi aur hamare hont pir se mil gaye
rani ko bas suruvat karke dena padta hai.
pir to rani khud pyar karne lag jati hai
rani ko kiss karke main uske samane baite gaya.
aur uski sari ki pin nikaal di jis se uski nabi mere samane aa gayi.
main ne rani ke nabi ko us se bhi jada sundar thi us pe kiss kiya.
mere aisa karte rani ne apni ankhoin band ki aur mere sar ko pakad liya.
muze dur karne ki jaga aur pass lakar muze apni nabi ko pyar karne ka
invitation dixa
rani ki nabi jo hamare pyar se gahari thi use kiss karte rani ka pyar bahar aa
gaya.

rani ke muh se shishkari nikal gayi.
uski pyari shishkari sunkar main khada ho gaya.aur use pir se kiss karne laga.
rani ne to mere honto ki jaga mere chehare pe kiss karne lagi.
wo jada excite ho gayi thi.
wo mere pyar me dub gayi thi.
use rok ke liye main ne use kas ke gale laga liya.
Avi-rani is sab ke liye time hai.
Rani-tume muzpe guass aa raha honga na
Avi-kyu ,main tum pe guass kyu karunga.
Rani-tum ne mere birthday ke kya kya socha honga aur main hu ki tume har
bar rokti hu.

Avi-ise to pyar kahte hai. ek patner ko dusare patner ko pyar ke samundra me
dubne se bachate rahna chaiye
Rani-par pyar ke samundra me to har kohi dubna chahta hai.
Avi-uske liye time hai. pahale hame apne pyar ko naam dena hoga. varna
jamaana aise samundra aur nadi ke rishte ko galat samajta hai vaise hamare
rishte to galat samajenga
Rani-nadi to apna meeta jal samundra ko de kar uski namkin jal meeta karti
rahti hai. nadi jaisi dewaani kohi nahi hai.
Avi-tum ho na. jo muze ek deewani ki tara pyar karti ho
Rani-pyar karti rahungi.
Avi-chalo Ab kohi aa jayenga.
Rani-thodi der aise muze gale laga kar raho na muze tumari dhadkane sunni
hai.

Avi-nahi sun paungi .mera dil to tumare pass hai.
Rani-to kya hua ,aaj hamari dhadkne ko ek ho jane do
Avi-tum meri dhadkne suno main tumari dhadkne sunta hu.
aur ham gale lag kar ek dusare ki dhadkne ko sunne lage.
Rani-is se pyara sanghit duniya me honga hi nahi.
Avi-sahi kaha. pyar ki tarongo se nikal rahi ye dund kitni pyar ki hai.
Rani-aisa lag raha hai hamari soul is sanghit me naach rahi hai.
Avi-main to ye sangit aise zindagi bhar sunta rahu.
Rani-main bhi.
ham aise ek dusare ki dhadkne ko sunte rahe.
dhadkno ki sanghit me muze rone ki aawaz sunai de rahi thi.
Avi-kya hua rani.ro kyu rahi ho
Rani-aaj papa hote to kitna acha hota.
Avi-tumare papa aaj tume dek rahe honge to hame aashivad de rahe honge
Rani-aisa kyu lagta hai tume
Avi-kyu ki mere maa aur papa bhi vahi hai. unno tumare papa se tumara hant
maanga honga mere liye.

Rani-aisa hua honga.
Avi-haa. tabi to unka aashirvad hame mil raha hai .aur hamara pyar nayi uchai
chhu raha hai.
Rani-Avi meri ek bat maanoge
Avi-kaho
Rani-meri shadi ho gayi to mummy akeli rah jayengi
Avi-kisne kaha tume
Rani-to kya wo hamare sath rahengi
Avi-unko dowary me maagunga main.
Rani-wo nahi maanengi.
Avi-tumari khushi ke liye sabko manaa lunga.
Rani-Avi itne sapne mat dikav
Avi-kyu?
Rani-sapne tut jate hai to bahot dard hota hai
Avi-main tumara har sapna pura karunga.
Rani-kahna aasan hota hai
Avi-tum aise kamzor pad jayogi to main akele sapne pure kaise karunga.muze
tumare sath ki jarurat hai.

Rani-agar BHAGVAN ne hamara sath jada lambha na likha ho to
Avi-meri maa aur papa BHAGVAN se kahengi ki hamara sath kabi chhute na.
aur main apni kismat badal dunga.
Rani-mere liye
Avi-tumare liye to kuch bhi kar sakta hu
Rani meri bat sunkar bhauk ho gayi.
mere gale lag kar dire dire khushi ke aasu bahaane dene lagi.
main rani ko apne gale laga kar use pyar karne laga.
ham dono bekhaber hoke ek dusare ki dhadkano ko sun ne lage
ham bhul gaye ki rani ke itne der lagane se kohi use dunta hua yaha aa sakta
hai.
rani to mere baho me aakar sab kuch bhul jati hai.
par muze mirror me jo dika use dekte meri ankhoin khuli ki khuli rah gayi
mirror me room ka door saf dikai de raha tha.
aur door pass khadi thi komal
komal ko mirror me dekte meri dhadkne tej chalne lagi.
komal hame aisi halat me deknegi to kya hoga ye soch bhi nahi sakte.

Main rani ke gale laga hua tha.
Komal room ke door ke pass khadi thi ,
Main komal ko mirror me dek raha tha.
Rani is bat se anjaan thi ki komal ne hame is halat me deka hai. Wo to meri
dadkne sun rahi thi.
Komal ke chehare ke rection change ho rahe the unko dek kar meri dhadkne
tej chalne lagi.
Meri tej dhadkano ko sunte rani ko meri situation ka pata chala.
Muze kuch karna honga .varna komal meri jaan le lengi.
Main ne ek pal ke liye ankhoin band ki aur sochne laga ki aise me muze kya
karna chaiye
Aur aisa idea apne dimag me aaya ki jis se komal ko samajaya ja sakte hai.
Main ne dire se rani se bat ki
Avi-rani rona suru karo. kuch mat puchna bas rona suru karo
Rani meri tej dhadkno se samaj gayi thi kuch to hua hai.
aise me rani ne bina kuch puch dire dire rona suru kaiya.
rani ke dimag ki daad dunga .usne dire dire rone se start kiya taki real lage.
Avi-bas karo rani ,tumare papa nahi hai to kya hua ham haina
rani samaj gayi ki use rona kyu hai.

Rani-aaj papa ki bahot yaad aa rahi hai.unke bina birthday kaise manaau
Avi-tumare papa nahi hai to kya hua .ham haina ,tumari mummy jab tume rota
hua dekengi to unka kya hoga socha hai
Rani-par papa ,wo muze akela chhod kar chale gaye.
Avi-tum ab akeli nahi ho ,tumari mummy tumare sath hai. komal tumare sath
hai. main hu meri family hai ,neha bua to tume apni beti maanti hai. ham sabke
liye rona band karo
komal hamari bate vahi rah kar sun rahi thi.
komal ke ankhoin me bhi aasu aa gaye.
Rani-kaise karu ,ye aasu rukate hi nahi,
Avi-mere pass jitna rona hai ro lo .main tumara friend hu .par komal to tume
apni bahan maanti hai agar uske samane roungi to usko kaisa lagenga. wo
tumare birthday ke liye kitni khush hai. use tum rulana chahti ho
Rani-nahi nahi. main komal ko kaise rula sakti hu.
Avi-to rona band karo. deko komal kisi bhi wakt yaha aa sakti hai. aur usne
hame aise deka to wo pagali kuch bhi samaj lengi.
meri bat sunte komal ne apne aasu poch liye.
Avi-rani tumare papa abi bhi tume upar se dek rahe honge .tumko rota hua
dek kar unko kaisa lag raha hoga.
Rani-papa mere har birthday pe muze jo pyar karte the unko yaad karke rona
aa raha hai.
Avi-wo to aaj khush honge ki unki beti apni mummy ka sahara ban gayi hai
Rani-papa ke bina ham ne kaise din nikaale honge hame pata hai
Avi-lekin ab deko ,komal ke vajase tume itne pyar karne vale mile. komal jaisi
bahan mili hai

Rani-komal ke vajase to muze family ka pyar mila hai.wo to meri bahan hai.
thanks Avi tumare jaisa friend milte nahi. meri himmat badane ke liye thanks
Avi-friends ko thanks nahi bolte ,
rani se bat karte huye main mirror ki taraf chupake se dek raha tha.
komal ne apne aasu phoch liya. aur room se bahar chali gayi.
komal ke jate main ne rani ko bata diya ki door ke pass komal thi.
Avi-komal aayi thi.
Rani-wo chali gayi.
Avi-haa,
Rani-aaj to fas gaye the. acha hua tume pata chal gaya .par tume kaise pata
chala
Avi-mirror me deka .ab to alag ho jav varna pir kohi aa jayenga
Rani muzse alag hote ,komal is bar rani ko aawaz dete huye undar aa gayi.
komal-rani rani, kab se undar ho tayyari huyi ki nahi
aur komal room me aa gayi.
komal ko dek kar aisa lag nahi raha tha ki usne hame gale lagte huye deka tha.
komal ke aate rani apne ne apne aasu phoch liye
komal-rani kya hua ,ro kyu rahi ho ,
Rani-kuch nahi aise hi.
komal-Avi tum yaha kya kar rahe ho ,Avi ne dulaya hoga.
Rani-nahi ,Avi ne to muze rone se manaa kiya tha
komal-ro kyu rahi thi.

Rani-papa ki yaad aa rahi thi.
komal-isme rone ki kya jarurat hai.uncle nahi hai tokya hua main hu na ,muze
tum apni bahan maanti ho to mere papa tumare bhi to papa huye na
komal ke itna kahte rani bhag kar komal ke gale lag kar rone lagi.
komal-pagali ab kyu ro rahi hai.
Rani-komal muze maf karna
komal-tum rona band kar to pir maf karungi
Rani-uske liye nahi.
komal-to kis liye
Rani-abi nahi bata sakti par muze samajne ki kosish karna .
komal-jab sahi samay aayenga to bata dena jo batana hai.
Rani-komal apni bahan ko maf karna
rani mere aur uske bareme komal se bat chupane ki mafi maang rahi thi.
rani emotion me sab bata dengi.
Avi-komal rani ko chup kara do. kab se ro rahi hai.
komal-tum yaha kya kar rahe ho
Avi-main ne rani ko rota hua deka to uska dard kam karne aaya tha.
komal-thanks .meri bahan ka dyan rakne ke liye.

Avi-ham friend hai. friend hi dardbhar samayme kaam aate hai.
Rani-tum dono ne meri life me jo khushiya layi wo main kabi nahi bhulungi.
komal-ye rona band karo ,pura makeup kharab ho raha hai.
Avi-komal tumara gift abi de do. uska istmal karne ka samay aa gaya hai.
komal-tum gift lekar aav ,main rani ko apsara banati hu
main gift lene ke liye hall me aa gaya.
komal ko normal dek kar main relax ho gaya.
komal Rani ko tayyar hone me madat karne lagi.
komal se zut bolne se rani ko bura lag raha tha. ek taraf komal thi aur dusari
taraf main ,aise me rani komal ko sach kaise batati .
par komal ke sath se rani ko himmat mil rahi thi.
komal aur rani ek dusare ke kafi karib aa chuki thi.
pata nahi tab kya hoga jab komal ko rani aur mere rishte ke bareme pata
chalenga.
tabi ki tab dekunga.
yaha to do bahane tayyar ho rahi thi.
komal ne rani ko dulhan ki tara saja diya tha.
komal-Avi ab batav hamari rani kaisi dik rahi hai.
Avi-aisa lag raha hai ki 2 apsara jannat se zameen par aayi ho. komal aur rani
Rani-thanks komal, thanks Avi
komal Avi-maar khayemgi dubara thanks kaha to
hamare ek sath bolne se ham teeno hasne lage.
rani ko kafi der ho gayi thi jis se aunty rani ko bhulane undar aa gayi.
R mummy-rani kya kar rahi ho

Rani-ho gaya mummy
Rani aur komal ko dekte aunty ke ankhoin me khushi ke aasu aa gaye
R mummy-tum dono to dulhan ki tara saji ho
komal-aunty aapko pasand nahi aaya
R mummy-meri dono beti badi ho gayi.jaldi shadi karvani hogi
komal Rani-shadi to doctor ban ne ke bad
dono ek sath bol padi aur meri taraf dekne lagi.jaise puch rahi ho doctor
banne tak rukna honga.
R mummy-jab tum kahogi tabi hongi.chalo ab
komal aur rani aunty ke jane lagi thi ki main ne komal ko rok liya.
Avi-komal
komal-Avi thanks. rani ko sahara dene ko
Avi-kya matlab
komal-main ne deka tha ki tum rani ko rone se rok rahe the
Avi-(pata hai muze)tume pata tha
komal-haa,
Avi-tumne kuch galat to nahi samaja
komal-samajti to yaha aise bat na karti. rani ko uske papa ki yaado se bahar
nikaal kar acha kiya.
Avi-tum khush ho na
komal-haa,

Avi-sach
komal-haa, rani ne muze bataya tha ki wo apne papa ko kitni miss karti hai.
par aaj acha laga ki wo rone ki jaga khush hai
Avi-haa, wo to yaha chupke chupke ro rahi thi. main na aata aur aunty aa jati
to kya hota
komal-tume muze batana chaiye tha. main samaja deti
Avi-next time tume bataunga.
komal-chale ab
Avi-ek minute
komal-kya hua
Avi-tum is sari me khubsurat lag rahi ho
komal-thanks
Avi-par ek kami hai
komal-kya
Avi-palat jav, pir batata hu
komal-lo palat gayi
main ne table pe raka hua gulab ka phool uta liya
aur gulab ke phool ko komal ke balo me laga diya.
Avi-ab apsara lag rahi ho
komal ne khud ko mirror me deka.
apne balo me gulab ka phool dek kar komal ki khushi ka tikana nahi tha.
komal itni khush huyi ke mere gale lag gayi.
aur mere gaal pe puppi de kar sharma ke bhag gayi.
ye komal bhi na.
main komal ki harka pe haste huye hall me aagaya.

Hall me bua aur chachi ne pura intzam kar ke raka tha.
Kavita aur leena itne kam samay me hall ko ache se sajaya tha.
Rani ne apni kuch shaheli aur junior ko bhulaya tha.
Unke aane se muze companay mil gayi.
Rani aur komal ne unka swagat kiya. Rani ke pados me rahne vale bache bhi
aaye the.
Choti chachi ne jab cake hall me laya to cake ko dekte sabke muh me pani aa
gaya.

Raj to apna camera leke lag gaya photo nikaalne me.
Cake ke sath to sabne photo nikaale.
rani ke mummy ki saheli bhi aa gayi
rani ke mummy ne sabse unki pahchan karva di
pir Rani apni jaga pe jakar khadi ho gayi,
Rani-komal tum bhi aav
komal-main kaise. birthday tumara hai
rani-main tumare sath birthday manaana chahti hu.
R Mummy-komal aur rani milke cake kaatengi .
komal ko jo pyar kar rahe the wo dek kar neha bua ko acha lag raha tha.
kavita-didi ek sath candle ko punk mari
rani aur komal punk maar rahi thi uska mobile bajne laga.
ranh ka mobil vidhya ke pass tha.
vidhya-sweta ka call hai
swwta didi ka naam sunte phone pooja bua ne liya aur phone pick up karke
speaker on kiya.
rani aur komal ne punk mar kar candle buza di.
aur ham sab ek sath rani ko wish karne lage .
sweta didi ne right time pe call kiya tha. wo yaha na hoke hamare sath rani ka
brithday me samil huyi.
candle buzte kavita aur leena ne ek ek karke ham sab ke upar jo baloon the
unko fod diya.
aur hamare upar rangberangi paper ki barish huyi.
wow kavita aur leena ke kya kahne maneagement ki guru ban jayengi dono,
sab ke liye anoka birthday sabit ho raha tha
pir rani ne komal ka hant apne hanto me lekar cake kaat liya.
aur dono ne ek ek peice uta kar ek dusare ko khila kar wish kiya.
raj ne is pal ko apne camere me kaid kiya.

pir se dono ne piece utaya ,muze laga ki rani apni mummy ko khilayengi. par
aisa nahi hua. rani ne neha bua ko cake khilaya aur komal ne rani ki mummy
ko cake khilaya.
aur pir kavita leena ne chaku apne hant me liya aur cake ke tukte tukde kar
diye.
rani aur komal ne apne hanto se sabko cake khilaya.sath me sabke pair chhu
kar aashirvad liya.
chachi ne rani ko birthday gift me sundar sa neckels diya.
neckeles dekte wo formal bate suru ho gayi iski ka jururat thi bha bha bha bha
par chachi ne rani ko apne hanto se neckeles pahana diya jis se rani ki
khubsurati me charchand lag gaye.
kavita aur leena ki bari aayi tab to kamaal ho gaya.
cake to kavita leema ne chup chap kha liya par.
kavita-didi aapne sabke pair chhuye .hamara aashirvad lena honga.
leena-varna ham gift nahi denge
neeta bua-rani ye dono hamare ghar ki dadima hai inka aashirvad alag tara se
lena
rani ne thoda bacha hua cake unke galo pe laga liya.
rani-pairipona dadima
leena-te kya kiya maa,
aur sab un pe hasne lage
jab meri bari aayi to komal aur rani dono ne apna hant aage badaya jisme cake
tha.

ab kiska cake lu.
komal aur rani ne ek sath muze cake khilaya jis se main khush hua.
double khush tab hua jab dono ne ek sath mere gaal pe kiss kiya.
ek taraf se rani ne kiss kiya aur ek taraf se komal ne kiss kiya.
mere to gaal lal ho gaye .sharam ke vajase huye ya lipstick ke vajase pata
nahi. par gaal lal jarur ho gaye.
aur main raj ko ek gift jarur dunga kyu ki usne is pal ki photo jo nikaali thi.
ab thi mere gift dene ki bari
Sab rani ko gift diya kyu ki unko pata nahi tha ki komal sath me cake kaatengi
Komal ka chehara thoda maus ho gaya tha.
Jaise main komal ka hant rani ke hant ke sath pakada gift ke liye to uske
chehare chamak aa gayi.
Avi-main sirf birthday girl ke liye gift nahi laya .main friend group ke liye gift
laya hu
Kavita-matlab hame bhi ghft milenga
Avi-haa
aur main ne friend group ke member ke hanto me sundar sa friend naam likha
hua bracklet pahana diya.
braclet dekte sab uchal padi aur ek sath mere gale lag gayi.
Main to sabke bich mè fas hi gaya.
Meri halat dekte chachi bua aunty pet pakad kar has rahi thi.
Vidhya bhi unke sath mere gale lag gay
Hamari masti ko sweta didi sital didi live sun rahe the
Main to bach gaya .
Par raj ka number aate sabne ne apne hant me cake liya. Chachi bua auntybhi
raj pe tut padi.

Raj ke maze ho gaye .sab ne cake ke sath raj ko ek puppi jo di.
Par raj ne sirf apni teacher vidhya ko return puppi di.
Cake sab ko khilane ke bad rani ne apni shaheli aur padosiyo ko nasta diya
Aur sweta didi se bat ki
Rani ko itna khush dek kar aunty ke ankhoin me khushi aasu aa gaye.
Apne aasu ko chupane ke liye aunty kitchen me chali gayi.
Main bhi aunty ke piche piche kitchen me chala gaya.
Avi-kya hua aunty
R Mummy-Avi tum ne jo rani ko khushi di use dek kar main apni bhavano ko
rok nahi payi. ye khushi ke aasu hai.
Avi-main ne kya kiya ,rani hai hi itni pyari ki use sab pyar karte hai.
R Mummy-Avi, rani ke papa ke jane ke bad rani ne kabi birthday celebrate nahi
kiya.
Avi-haa ,bataya tha use ,pichali bar ham ne us surprized diya tha.
R Mummy-par pichali bar college se aakar wo bahot royi thi.shayad use apne
papa ki yaad aayi hongi

Avi-nahi aunty wo piche birthday pe mere vajase royi thi usne muze purpose
kiya tha aur main ne manaa kiya to wo royinthi.
R Mummy-usne muze aisa kuch nahi bataya.
Avi-kaise batati kyu ki dusare din main ne use puspose kiya tha .aur wo khush
ho gayi.
R Mummy-aur aaj deko kitni khush hai. use aise khush rakna.
Avi-main use hamesha khush rakunga kyu ki rote huye wo bandariya lagti hai.
R Mummy-tum bhi na.main jaisa damad chahti thi tum vaise hi ho
Avi-main to ek buddi saas chahata tha par aap to sexy hai.
R Mummy-kya kaha .ruko tume abi batati hu
Avi-saasu ji aap ka damad hu ,
R Mummy-damad nahi mere bete ho.
Avi-ye kya bol diya .ab to aapke sath mazak nahi kar paunga.
R Mummy-rani haina mazak ke liye .lo laddu kha lo
aunty ne muze laddu khila ke muh meeta kiya.
is tara pyar aur sirf pyar is birthday pe sabko mila.
rani ke liye ye yaadgar birthday sabit hua.
rani aur komal ne sath me birthday manaa kar apna rista mazboot khya.
Aisa pyar se bhar pur haste khelte huye ghar ko kisi kinajar na lage.
Main apni family ko hasta hua dekna chahta hu.
Dar is bat ka hai ki khushi ek din ki hoti hai aur gum 4 din ka hota hai.
Next page: Update 287
Previous page: Update 285