Update 343
choti chachi 4
neha ne pitaji ki bat maan li
neha badi mushkil se Avi ka samne aa gayi
neha ne jaise Avi ki halat deki uske ankhoin se aasu aa gaye
pitaji jo kah rahe the wo sach tha ,shalini bhabhi ko kaisa lag raha honga Avi
ki halat dek kar
neha ko khud pe bahot guass aaya
aur neha ne kasam li ki wo Avi ko tik karke shalini bhabhi ki aatma ko sukun
pahocha dengi
neha bhi suman ke sath milke Avi ka khayal rakne lagi
Avi ko kuch aaurvedik medicine start ki thi
kuch aaurvedik tel se Avi ki malish suru kar di suman aur neha ne
neha to jaise komal aur kavita ko bhul hi gaye use sirf Avi dikai dene laga
neha ka sath milne se suman ka vishwas pakka ho gaya
suman aaurvedik ke sath puja paath bhi kar rahi thi
roj subha ut kar maindir jaler Avi ke liye puja karti
Avi ke pass dono me se kohi na kohi ek jarur rahta
jaise neha aur suman ne dicide kiya ho ki kab khon Avi k khayal rakengi
suman aur neha ka pyar dek kar pitaji Avi ke ache hone ka intzar kar rahi thi
seema meena neeta pooja dono ki madat karti
suman aur neha jo bolti wo sab baki sab karte
pitaji sabko sath dek kar khush the
shalini aur jaysingh ke bete ne bina kuch kiye sabko sath laya hai ager wo tik
ho gaya to Avi sabko pyar se baandh kar rahenga
kavita komal bhi ab neeta ke ghar khelne ki jaga Apne dadaji ke pass aaker
khelti
subhe ka suraj nikalte sab Avi ke pass aa jati
neha apne bhaiya ki narfart ko bhulti ja rahi thi
neeta ne bhi ab komal ko tang karna band kar diya par is se komal khush nahi
huyi , komal ko under hi under acha lagta
sab isi ka intzar tha ki Avi kab tik hota hai
udar chhotu ne khet ka kaam ache se sambal liya tha
chhotu pir bhi is soch me duba rahta ki meena ko bhi bacha nahi hua
par suman seema aur meena to jaise Avi ko apna beta maan liya tha
wo teeno isi me khush thi
par chhotu meena se bacha na milne se 4 shadi karne ka sovh raha tha , par
jause Avi is ghar me aa gaya usne 4 shadi ke bareme socha to nahi par
bachhe ki umid abi tak chhodi nahi thi
pitaji ko unka pota milte chhotu ne bache ke umid chhod di
chhotu ne pitaji ke liye thisari shadi ki thi
pitaji is bareme chhotu ko kuch nahi kahete the
pitaji ye nahi chahte the ki ab kisi vajse kuch problem aa jaye is ghar ne
kuch saalo me bahot kuch zela hai sab ne
chhotu ki maa , jaysingh aur shalini jaise teen zatke kafi the sabke liye
ager ab ek aur zatka mila to neha ka pyar par se vishwas ut jayenga
kitni mushkil se neha ne khud ko sambala hai
aise me ek galat kadam neha ko vapas pahali vali neha bana sakti hai , jo sirf
nafrat karne pe vishwas rakti thi
chhotu ne 6 mahine me kheto me jo jaam kiya uska result aa gaya tha
har saal ke mukable is saal jada fasale nikali thi
pitaji pira hishab dek kar khush huye
unko vishwas nahi ho raha tha ki chhotu ne ye kaise kiya ,
pitaji ne kitni mehnat ki par itna profit kabhi nahi hua
par chhotu ne 6 mahine me 1 saal ka profit jitni kamai ki
pitaji to ye dek kar sochne lage ki chhotu ko ghar ki jimmedari sogi ja sakti
hai
pitaji ne chhotu ko kabhi is kabil nahi samaja tha ki wo itni badi jimmaedari
uta sakta hai
par kheto me jo mehnat ki uski safta dk jar pitaji chhotu se bat karne lage
pitaji- chhotu
chhotu- ji pitaji
pitaji- mere pass aaker baito
chhotu pitaji ke pass baite gaya
pitaji- kal main ne hisab kitab deka hai ,
chhotu- aap khush ho mere kaam se
pitaji- khush nahi bahot khush hu , tune to kamal kar diya , muzse aage nikal
gaya tu to
chhotu- main ne puri mehnat ki taki aap khush kar saku
pitaji- tere kaam se tere lagan se main khush hu , aise kaam kiya kar ,
chhotu- ji pitaji
pitaji- muze pata hi nahi tha ki mera beta itni mehnat kar sakta hai
chhotu- aapka aashivad ke bina nahi kar paata
pitaji- vaise dewaanji ne kaha ki tune natural fertizer ki jaga market se dusara
fertizar istmal kiya
chhotu- haa , main ne suna tha ki market vale fertizar se fasale achi banti hai
pitaji- acha socha tune , teri mehnat dik rahi hai
chhotu- vaise pitaji is kamyabi ka main akela hakdar nahi hu
pitaji- kya matlab
chhotu- mehnat meri thi aur dimag kisi aur ka tha
pitaji- matlab tera idea nahi tha market se fertizer lene ka
chhotu- wo meena ne kaha tha ki market ke fertilzer se jada profit honga
pitaji- meena ne , apni bahu ne kaha
chhotu- haa ,, wo bol rahi thi ki uske gaon me ek bar kuch log aaye the ,
goverment ki taraf se , jo soil ko test kar rahe the aur bata rahe the ki soil me
kya kami hai , aur fasale badabme ke liye kya jaruri hai , vahi bat meena ne
muze batai aur , kaha ki uspe vishwas rak kar ek bar karke dek lu
pitaji- meena ne acha docha
chhotu- haa , aur aapne hi kaha tha apni patni pe vishwas karna sikho to
meena oe vishws raka aur result aapke samne
pitaji- meena se bat rkarni hongi , par teri mehnat ke bina ye nahi hota
chhotu- meri mehnat aur meena ka dimag , usine kaha ki kab pani dena hai
kab fertilzer dena hai , kab bechna hai market ne , meena bol rahi thi sahi
samay pe market me bechege to aur jada profit honga
pitaji- meena ne sahi kaha , tum na meena ko puch liya karo , aisa mat samja
na ki biei se puvh kar kheti kar raha hu ye sochna ki meena tumara dimag hai
chhotu- ji pitaji
pitaji- aur haa , tune meri umid se acha kaam kiya , aise kaam karta rahna ,
tumari maa dek rahi hongi to bahot khush jongi
chhotu- ji pitaji
pitaji- ab summer tak aaram karo , pir aam ka kaam karna
chhotu- aaram nahi pitaji , meena bol rahi thi ki ,khuha to hamare khet me hai
kyu na sabjiya bhi lagai jaye jis se roj profit honga
pitaji- tik hai , sab tumare hanto me diya hai jaisa tume tik lage vaisa karna
chhotu- ji pitaji
pitaji- meena ko mere pass bhejna
chhotu ne pitaji ke pair chhu kar aashirvad liya , aur meena ko batane gaya ki
pitaji ne use bhulaya hai
pitaji meena ke bareme sochne lage
pitaji ko pata tha ki meena ka dimag tej hai
tabi to chhotu ki shadi meena se karavai hai
pitaji meena ka intzar kar rahe the
pitaji- aav meena door ke pass khadi mat raho
neha - pitaji main neha hu
pitaji- neha tum , aav , vaha kyu khadi ho
neha- aapko dek rahi thi aap kuch soch rahe the
pitaji- kuch nahi , tum kaho , kaia hai Avi
neha- ab achi halat hai Avi ki , dire dire wo tik ho raha hai
pitaji-tumare aate deko Avi me kitna badalav aa gaya
neha- haa , vaise pitaji aapse ek bat karne thi
neha- pitaji ek bat kahu
pitaji- haa bolo
neha- aapne chhotu ki shadi meena se kar ke acha kiya
pitaji- tume aisa kyu lag raha hai , 1 saal se upar ho gaya abi tak kohi
khushkabari nahi mili
neha- wo bat nahi hai pitaji , meena bahot tej hai
pitaji- muze bhi aisa hi laga tha tabi to shadi kar di chhoth se par wo to chup
chap rahti hai , kuch bhi nahi bolti wo , jis vajse uski shadi karavai chhotu se
wo to nahi ho raha hai
neha- bache ki bat kar rahe ho to aisa lag raha hai chhotu me problem hongi
pitaji- aisa dubara mat kahma varna chhotu ko bura lag jayenga , kyu ki ab
muze bhi aisa hi lag raha hai
neha - isi liye to kohi us se bat nahi karta is bareme , par meena kafi tej hai
pitaji- tume aisa kyu lagta hai
neha- suman aur main to Avi ka khayal rak rahe hai , seema ka to aapko pata
hai , aise ne dekiye ghar ko kis tara chala rahi hai , kabhi kohi shikayat ka
mokka nahi deti
pitaji- wo to hai ,
neha - aur aapko pata haina ki meena nr kya kaha tha ki Avi ke liye shahar
jaisa kamra bana dijiye taki use ghar jaisa lage
pitaji- kaha to tha meena ne , par hamne manaa kar diya
neha- par badme doctor ne kaha ki shahar jaisa mahol bana diya to shayad
kuch farak pad sakta hai Avi pe
pitaji- tabi to uske liye naya kamra banaya hai
neha - par dekiye , jo bat doctor kahne vale the wo meena ne pahale soch li thi
,
putaji- tu kah to sahi hai , vaise chhotu bhi yahi kah raha tha
neha- kya kaha chhotu ne
pitaji- muze laga ha ki chhotu ki mehnat ki vahse kheto me itna profot hua hai
par isme mehnat sirf chhotu ka tha dimag kisi aur ka tha
neha - kiska dimag hai
pitaji- meena ka , merna ne bataya naye tarike se kheti kaise karte hai chhotu
ko
neha - main ne kaha tha na ki meena chup rahti hai par uske dimag ne kuch na
kuch chalta rahta hai
pitaju- haa , meena kafi samajdar hai
neha - pitaji muze to lagta hai Avi ke badr hone tak is ghar ki jimmedari chhotu
ki jaga meena ko dena
pitaji- main bhi vahi soch raha tha , suman to Avi ke bareme socti hai aur
seema ka to kya kahna , aise me meena hi is ghar ka khayal rak payengi
neha- aap usi ko ghar ki jimmaedari dena , ham sab uski madat karenge
pitaji- tumne laha aur samjo ho gaya , main meena se bat karta hu
neha -pooja didi ne bhi yahi kaha tha ki meena jaisa kaam wo bhi nahi kar
sakti
pitaji- tum sab ne decide kiya na to yahi honga
aut pitaji meena ke bareme sochne lage
meena chup chap rahti hai , aur sahi samay ka intzar karke bat karti hai
sabki bat sunti hai pir bat karti hai
shalini aur jaysngh ke accident ke samay har kohi ro raha tha par meena ke
ankhoin me aasu nahi the
pitaji ne tab kuch nahi kaha tha
par aaj pitaji is bat ka jawab chaiye tha meena se
choti chachi 5
pitaji ko shalini jaisi bahu dubara mil jayengi aisi umid hi nahi thi
shalini me itni khubiya thi jitni kisi me ho hi nahi sakti
pitaji ki betiyo me bhi nahi thi
neha cute , pyari chanchal thi
neeta masti mazak , supportive aur samajdar thi
pooja me leader ship ki khubiyo thi jo jaysingh ke shahar jate pitaji ko dikai di
suman bhauak , pyar aur masum dil vali thi
seema ki khubi thi us hasna aur hasana aata hai
aur meena kuch had tak shalini jaiai thi bas kuch kamiya thi jo dur ho gayi to
wo shslini jaisi ban sakti hai , aur kamiya yo wakt ke sath dur ki ja sakti hai
pitaji ne jo khubiya meena me deki thi uske vajse chhotu ki shadi meena se
karva di
suman aur meena ki khubiya milai jaye to shalini ban jayengi
pitaji ne soch liya ki unko kya karna hai
jo kaam shalini pura karne ke itni karib aa gayi thi wo kaam shalini ka beta
karenga
shalini ne jaysingh ko gaon vapas laya tha par us accident ke vajse jaysingh
neha se mafi nahi maang saka
kisi na kisi ko to neha se mafi maangni padengi , jaysingh ne jo kiya bhale
usme uski galti na thi par uske mafi maange bina neha usko maf nahi karengi
jaysingh ki taraf se khon mafi maangenga , aur khon , baap ka adura kaam
bete ko pira karna padta hai
jaise jaysingh ke karmo ki saja neha AVI KO de rahi hai
vaise us karmo ki mafi Avi ko maangni padengi neha ko
tabi neha ki nafrat hamesha ke liye khatam hongi
aur ye kaam Avi se suman aur meena karva sakti hai
aur Avi ko is kabil sirf iski maa hi bana sakti hai
suman ka Avi ke liye pyar dek kar aisa lag raha hai suman Avi dup me bhi na
jane dengi ye bol ke ki Avi ko dup lag jaye ,
aise me meena Avi ko vaisa bana sakti hai jaisa shalini chahti hai
suman Avi ko pyar karna shikayengi to meena Avi ko har pal har musibat me
guide karengi taki Avi kabhi mushkil me na fase , aur Avi ko ye batati rahrngi
ki use kya karna hai
muze meena aur suman dono se bat karni hongi
suman ko pata hai use kya karna hai bas meena to batana honga
ye meena kaha rah gayi
pitaji- chhotu chhotu
chootu- meena aa rahi hai pitaji
shadi ke bad pahali bar meena akele me wo bhi pitaji ke bhulane pe bat karne
aa rahi hai
meena pir bhi himmat karke pitaji je kamre me aa gayi
pitaji- meena
meena- ji pitaji
pitaji- door under se band kar do
meena to shocked ho gayi ye sunkar
pitaji- meena
meena-ji pitaji
aur meena ne door band kar diya
pitaji- yaha aaker baito
meena sochne lagi ki pitaji karna kya chahate hai
meena thodi darte huye pitaji ke samne vali chair pe baiti ho
pitaji- meena tum daro mat , muze apne pitaji ki tara samjo ,
meena ne haa me gardan ghuma di
pitaji- meena ab tum is ghar ki ek sadsya ban gayi ho ,
meena- ji
pitaji- tum dar rahi ho , ji ki jaga pitaji kaho
meena- ji pitaji
pitaji- suman ne tume bataya honga ki main apnu bahu ko beti hi maanta hu
meena- didi ne bataya hai
pitaji- pir to tume shalini ke bareme bataya honga , is ghar ki badi bahu
meena- bataya hai , par unko sab kuch pata nahi tha
pitaji- pata karna hai shalini ke bareme
meena- haa
pitaji- kyu pata karna hai
meena- wo main
pitaji- dar ko nikaal do ,
meena- main ne 6 mahine pahale ek bat note ki , jaysingh bhaisaab is ghar ke
bete hai pir bhi sab shalini bhabhi ke jane se ro rahe the , bete ke jaane ka
gum tha par bahu ke jane ke gum sabse jada tha , ye bat muze pichale 6
mahine se pareshan kar rahi hai
pitaji- to ab tak pucha kyu nahi
meena- suman didi se pucha ,
pitaji- to kya pata chala
meena- kuch bate to pata chali par muze sab kuch jaanna hai
pitaji- kyu sab kuch jaana hai
meena- ek ladki jo shadi ke bad bahu ban kar dusare ghar me jane ke bajaye
beti kaise ban gayi , neha apni sagi bahan pooja didi ko jitna nahi maanti utna
apni bhabhi ke karib kaise aayi , etc
pitaji- tumare sawal sunkar acha laga muze
meena- ji
pitaji- pata hai , suman ho ya seema dono ne kabhi muze ye nahi pucha , unko
bhi main apni beti maanta hu pir bhi wo ye sawal puch nahi payi , aur tumne 1
saal ke under ye sawal puch liya
meena- aapne hi kaha ki main is ghar ki ek mrmber hu , mera hak hai sukh
dukh ke bareme pata karne ka taki main har chunoti ke liye tayyar rahu
pitaji- tu bilkul shalini jaisa sochti ho , shalini ne is ghar me aate muzse , neha
ki maa se , neha neeta pooja sab se is ghar is family is gaon ke barrme puch
liya tha
meena- sab bate pata ho tabi ghar ko tutne se bachya jata hai
pitaji- achi soch hai
meena- par aapne abi tak nahi bataya
pitaji- tumne bhi nahi bataya ki tune kya kya pata hai
meena- aap batai ,kyu ki jab main kisi se kuch puchti hu to aise sunna pasans
karti hu ki muze kuch pata nahi hai
pitaji- aisa kyu
meena- kyu ki coin ki 2 baju hoti hai
pitaji- main samja nahi
meena- aapko kuch bate pata hongi , jo aapne suman didi ko bTai nahi
pitaji- suman ko kuch nahi bataya mainne
meena- aur suman didi ne muze jo bataya wo unko maaji ne bataya hai ,
shayad wo bare aapko bhi pata na ho
pitaji- to sab kuch pata karma chati ho
meena- haa,main ne suman didi ko jitna pata tha wo sab jaan liya
pitaji- suman ne bata diya
meena- bata to nahi rahi thi par mere kuch tarike hai sach jaane ke
pitaji- suman ne bata diya matlab tumari saas ko jitna pata tha wo tume pata
hai ,
meena- haa , suman didi ne kaha ki maaji ne unko bahot kuch bata diya , may
be kuch chipaya ho jo aapse pata chalenga
pitaji- tik hai main tume meri kajhani batata hu , taki tum thakur aur hamari
family ke bare samaj sako ,
meena- ji
aur pitaji ne apni kahani meena ki bata di , kuch nahi chupaya meena se
merna ko pata chala ki thakuraur hamri family ka rista kaisa hona chaiye
pitaji- tume meri bat sunkar bura nahi laga
meena- ksisa bura
pitaji- main ne tume sab kuch bataya hai , yaha tak main kaisa hu wo bate bhi
batai di , par tumne kuch nahi kaha yaha tak toka bhi nahi
meena- aapne apni masti ke bareme bataya , matlab kohi to vaja hongi jo
muze ye sab bataya
pitaji- tu sach me smart ho , iski vaja bhi bata dunga
meena- aur vaise bhi aapne to muze pahale bhi aapke aur meri bhabhi ke
chudai ki bat batai thi ,
pitaji- to tum samaj gayi hongi hamare gamilyke bareme
meena- ji ,par aisa lag raha hai ye sirf suruvat thi
pitaji- acha tarika hai sab kuch jaane ka
meena- ab aap jaysingh bhaisaab ki kahani bataiye
pitaji- jaysingh ke bareme jaane ke liye tume teeno logo se puchna honga ,ek
main , dusri tumari saas jisne suman ko bataya honga nahi to wo bat kabhi
pata nahi chalengi , aur 3rd hai shalini jo is duniya me nahi hai ,
meena- suman didi ne muze bahot kuch bataya hai , aur shalini didi se sapne
me puch lungi aur ab aap bata dijiye
pitaji ne jaysingh ki kahani bata di
pitaji- tume kya lagta hai jaysingh ne jo kiya wo sahi kiya ya galat
meena- " dil aur dimag ke khel me kis ki galti hai ye bataana mushkil hota hai
par kohi ek haar jaye to chot sharir ko lagti hai , jiska hisha dil aur dimag dono
hote hai "
vaise hi galat aap ho ya jaysingh bhaisaab , iska asar family pe padta hai aur
dard is family ke har ek member ko hota hai
pitaji- tumare jawab ache lage muze , sahi kaha chot is family ko is ghar ko
lagi hai
meena- par shalini bhabhi devi hai jisne kisika sath nahi chhoda , jaysingh
bhaisaab je sath rahi last samay tak aur is ghar ke sath rahi last samay tak
pitaji- ab tume usi devi ki kahani batata hu ,
meena- ji
aur pitaji ne shalini ki kahani bata di
meena- jaisa socha tha us se badkar paya tha , pitaji ho to aapke jaise aur
bahu ho to shalini bhabhi jaisi aur beta ho to jaysingh bhaisaab jaisa ,
pitaji- shalini jitne samay ke liye hamare sath rahi utne samay ke liye hamare
dilo me rahi aur aaj bhi hamare dil me hai
meena- meri kismat achi nahi hai jo shalini bhabhi ki pahali aur aakari bar
hospital me us halat me dekna pada
pitaji- jane do , ab neha ke bareme sunno
meena- uski kahani to lambhi hai
pitaji- haa , meri jaan hai wo , ager muze kuch hua to tume uska dyan rakna
honga
meena- ji
pitaji ne neha ki kahani bata di
meena- neha jaisa bachapan muze mil jaye aur shalini bhabhi jaisi jawani to
khud ko kismat vali samjungi
pitaji- neha kaisi thi aur kya ban gayi deka tumne
meena- ji
pitaji- neeta ki lahani batata hu
aur pitaji ne neeta ki kahani bata di sath me ppoja ki kshani bhi bata di
meena- is ghar me sabki kahani alag hai
pitaji- suman ki kahani tume suman ne batati hongi
meena- ham dusaro ki kahani batate hai par khud ki kahani hamesh aduri
batTe hai
pitaji- sahi kaha , muze suman ke past ke bareme pata hai aur shadi ke bad
kya hua wo bhi pata hai
aur pitaji ne suman ki kahani aur seema ki sabse choti kahani bata di
meena- kya kahu , shalini bhabhi ne suman didi ko banaya hai
pitaji- haa , meri beti thi shalini
meena- shalini bhabhi ki jitni tatif ki jaye utni kam hai
pitaji- ab tume shalini banna hai
meena- main jaisi hu tik hu , aapko muze aise apni beti banana honga , kyu ki
kohi kisi kw jaisa nahi ban sakti ,
pitaji- tik hai , ab sunno main ne tume ye sab kyu bataya hai
meena- mere pati ki kahani aapne nahi batai
pitaji- chhotu ke bareme sirf chhotu jaanta hai ta pir tumari saas ,
meena- aap bhi kuch bata dijiye baki main khud pata kar lungi
pitaji ne chhotu ke bareme jo pata tha wo bata diya
meena- baki bate unse pata kar lungi
pitaji- chhotu kisi ko kuch nahi batata hai
meena- main pata kar lungi ,
pitaji- to sab kuch pata kar liya
meena- abi nahi , abi to sirf aade bate pata chali hai
pitaji- main ne puri bate to bata di hai
meena- ye aapne batays hai , ab main neha neeta pooja didi se unki kahani
sunungi , aur baki sab se ,
pitaji- tume kohi kuch nahi batayenga
meena- muze pata hai kaise puchna padta hai
pitaji- wo bad me pata karna pAhale ye to sun lo ki main ne tume kyu bataya
hai ye sab
meena- bataiye kya karna hai muze ,
pitaji ne jaise sicha tha vaisa hi paya
meena direct puch rahi hai ki uski kya karna hai
choti chachi 6
pitaji ne is ghar ke bareme
is family ke bareme
is ghar ke har ek member ke bareme meena ko bata diya
pitaji ne ye sab kyu bataya ye bhi meena ko pata tha
kohi bina vaja itna kuch nahi batayenga
meena samaj to gayi ki use kya karna hai
par wo pitaji ke muh se sunna chahti thi ki use karna kya hai
.meena kabhi ye nahi dikati ki wo smart hai ,, wo sab kuch samajne ke bat bat
katti hai
pitaji- meena sach batana , puri kahani sunne ke bad tume lya pata chala
meena- aapko raat bhar jagana hai to main bata sakti hu
pitaji- tum bahot smart hai , aise jawab deti ho ki aisa lagta hai jawab mil gaya
hai aur tumne kuch bataya bhi nahi
meena- aap bataiye aapko muzse kya umide hai
pitaji- pahali bat , tume muzpe guss aa raha honga
meena- aap pe kyu guass aayenga
pitaji- kyu ki meri vajse tumari zindagi lharab ho gayi ,, tum ne apne rajkumar
ke bareme kitne sapne deke honge aur mere vajse tum shadi suda aadmi se
shadi karni padi
meena- jo kismat me likha hota hai vahi hhota hai , aur mere shadi karne se
sab ko khushi mili hai ,, aur is ghar me aaker main bhi khush hu
pitaji- pir bhi kuch lagta honga wo bol do ,, aaj apne ubdllnder chipe huye
gusse ko bahar nikaal do
meena- muze sirf ek insaan pe guass aa raha hai , wo hai meri bahan , ager
usne thodi samajdari dijai hoti to aisa kuch nahi hita
pitaji- to tume muzse kohi shikayat nahi hai
meena- ab wo aa jayenge ager aapne bataya nahi jaldi to
pitaji- deko tume kya karna hai wo tume kahani sunkar aamaj gayi
meena- samaj to gayi par aap clear kar dete to acha hota
pitaji- kuch bat clear na ho yahi acha hota hai
meena- ji ,
pitaji- pir bhi kuch bate batata hu
meena- ji
pitaji- is ghar ki parampara tutne mat dena
meena- main puri kosish karungi
pitaji- agale mele me puja Avi karenga
meena- ji
pitaji- tume jo karna hai tum kar sakti ho ,
meena- kuch bhi
pitaji- Avi is ghar ka warish hai , usko warish banane tak tum jo chahogi wo
kar sakti ho
meena- ager hame kuch karna ho to
pitaji- hame ?
meena- aapki betiya aur aapki bahu ko milke kuch karna ho to
pitaji- ye to aur acha honga
meena- aur ager muze neha ko rulana pade to
pitaji- uski khusiya use mil jaye bas itna chahta hu main
meena- main wada karti hu , aapne jo kaha hai wo sab pura karke fikaungi
pitaji- shalini ne aisa vada kiya tha
meena- pata hai muze
pitaji- aur kuch pata karna ho to ye rahi jaysingh ke gharo ki key
meena- ager Avi tik nahi hua o
pitaji- jarur honga ,
meena- aap beti bhi bolte ho aur problem me fasa rahe ho
pitaji- isi liye to tumari jaga Avi ki maa suman bani hai
meena- samaj gayi , main intzar karungi
pitaji- kis bat ka intzar
meena- us samay ka jab main apni chaal chalungi
pitaji- jo karna hai karna par muze nirash mat katna
meena- nahi katungi aur aapne jo soch bhi nahi wo karungi Avi je liye
pitaji- vaise ek bat kahu
meena- haa
pitaji- tume kisi ne roka ya kuch kaha to mera naam lena
meena- kya matlab
pitaji- ager main na raha aur tume neha ne rok diya to itna kshna ki pitaji yahi
chahte the
meena- wo main maneage kar lungi
pitaji- vaise tum us din royi kyu nahi thi
meena- kis din ki bat kar rahe aap
pitaji- accident vale din ki bat kar raha hu
meena- main ne rona chhod diya hai , bachpan se roti aa rahi hu
pitaji- par sab ro rahe the pir bhi
meena- aap kyu nahi roye
pitaji- main ro deta to bakiyo ko khon ssmbalta
meena- ghar ki bahu royengi to ghar ko khon sambalta
pitaji- seema ki jaga tumse shafi hoti aur tumara sath shalini ko milta to ye din
dekna nahinpadta
meena- muze bhi shalini bhabhi ke sath bate karne ka unke sath rahne dik kar
raha hai
pitaji- jane fo , vaise chhotu ki madat ki hai tumne kheto ke kamo me
meena- haa wo muze thoda bahot pata tha to bata diya
pitaji- aise sabkiadat karte rahna aur yahi bat Avi ko shika dena taki shalini
jaisa ban sake Avi
meena- ji
pitaji- ab tum bakiuyo se pat karo jo pata karna hai
meena- sham hi gayi
pitaji- haa , kahani itni thi ki samay ka pata nahi chala
meena- aap befikar rahiye main aapka kaam kar dungi
pitaji- ager mushkil lag raha honga to rahne do
meena- nahi ,, Avi ko main ne bhi apna beta maan liya hai aise me piche hatne
ka swal hi nahi aata
pitaji- ye shalini ne suman ko kya bataya tha 1 mahine me muze bahi nahi
chala pata par aaj siman seema aur tume sath sath dek kar samaj gaya ki
shalini kya bataya honga
meena- shayad ab muze jana vhaiye , varna wo kya samajenge ki main
dopehar se aapke sath kamre me kya kar rahi ho
pitaji- tume kya lagta hai main bhale masti karta hu par bahar hi masyi karta
hu , ghar pe nahi
meena- main mazak kar rahi thi ,
pitaji- jav ab , aur kabhi kuch puchna ho to puch lena , par mere zinda rahne
se oahale
meena- mera ye vada hai ki aap neha aur Avi ko pyar se rahte huye dek kar
BHAGVAN ke pass jayenge shalini bhabhi maaji ko ye batane ki niche sab tik
hai
pitaji- bate achi karti ho
aur pitaji meena ko bata diya ki use kya karna hai
meena ne bhi bina kuch soche ssmaje pitaji ko wada kar hi diya
pitaji me pata nahi khonsa jadu tha jo unko kohi naa kahta hi nahi tha
meena ko ab ssb kuch pata chal gaya tha
meena ne sahi kaha usko bakiyo se bhi puchna honga in sab ke bareme
pitaji ko vishwas tha ki meena unki umid pe sahi sabit hongi
meena me confidence tha , usne kaha ki wo akeli nahi sabke sath milke ye
kaam karengi
meena kaam karva ke lene vala me se thi
meena ko kaam milte wo kaam me lag gayi
usi raat chhotu se uski kahani pata karni chai par ye mushlil tha
ek pati apni patni ko sach nahi batata
pir bhi meena ne haar nahi maani aur pata karti gayi
sab se unke bareme lata kar liya siway chhitu ke
pitaji ne sahi kaha tha ki chhotu kisi ko kuch batata hi nahi hai
jaysingh aur chhotu dono ek jaise the
jaysingh ne to shalini ko sab kuch vata diya tha
par chhotu ne suman ko bataya tha ki nahi ye yo nahi pata par suman ne bhi
meena ko kuch nahi bataya
suman aur neha Avi ko khayal rakne me busy tahti
meena ne ghar ki jimmedari apne hanto me uta li thi
sab kuch pahale ki tara chalne laga