Update 406


neha bua ko sab pata chal gaya
lekin puri bat unko pata nahi hai
aise me log akasr galti kar dete hai
pura sach jaane bina suresh uncle ko galat samaj lengi neha bua
neha bua ko itna pata hai ki jenny suresh ke bache ki maa hai
pata nahi iska kya matlab nikaalengi neha bua
unki halat dekte huye aisa lag raha hai ki unko is bat se bada zataka laga hai
acha hua main ne neha bua ko vapas behosh kar diya varna wo hangama kar
deti

ab neha bua behosh hai aur muze sab pata chal gaya to ab kuch socha ja
sakta hai
aisa kuch sochna honga jis se neha bua ko yakin honga ki suresh uncle sirf
unsse pyar karte hai
suresh uncle sirf unke hai
jenny ne dhokke se suresh ko fasaya hai
par choti chachi ne muze hi kyu select kiya
mana ki main warish hu
is se pahale aisi situation handle kar chuka hu
par har bar choti chachi meri madat karti hai
lekin is bar to chachi aise hi chali gayi
shayad neha bua ko handle karna bahot mushkil hai ye sabko pata hai
baroso ki nefrat ko main ne bina choti chachi ki madat se pyar me badal di
chachi ne jo muze shikaya hai us se main ne neha bua ku nafart khatam kar di
hai

ab is zatke se neha bua ko muze bahar nikaalna honga
choti chachi jo bhi karti hai wo soch samaj kar karti hai
choti chachi ne ramesh uncle ki bataye huyi kahani par kuch nahi kaha
choti chachi chup chap sun rahi thi
jaise kuch soch liya ho , sab kuch samaj liya ho , aur iska hal bhi dund liya ho
aisi hi hai choti chachi , tabi to badi chachi bhi unke sath chali gayi
kuch samay ke liye choti chachi ki bato par sabko aitraz hota hai par bad me
result dek kar sab choti chachi ki tarif karte hai
leki is bar choti chachi muze akela chhod kar gayi hai
choti chachi ne apna mobile bhi switch off raka hai
muze kuch karna honga
main kuch der neha bua ke pass baita raka pir rashoi ghar me jakar khana
khane laga
neha bua ne mere liye khir banayi thi
tabi to neha bua muze bhulane pooja bua ke pass aayi thi
wow kya teasty khir banati hai neha bua ,
aisa lag raha hau ki neha bua ke hanto ko choom lu itni tasty khir thi
komal ne bataya tha ki suresh uncle ko neha bua ke hant ki khir bahot pasand
hai

suresh uncle to sari ki sari khir kha jate hai
ek minute
ager muze suresh uncle ke bareme jo galatfaymi neha bua ke dimag me paida
huyi hai usko khatam karma honga to muze suresh uncle aur neha bua ke
pyar ke bareme jaana hoga
suresh uncle ki shadi , neha bua se unka pyar uske bareme choti chachi
nemuze bataya
par badme ,, mera matlab hai ki shadi ke bad unke ghar me kya kya hota tha
wo pata chala to
ye to sirf komal ko pata honga
aur usko in sab se dur rakna honga
varna neha bua aur komal ko handle karna mushkil honga
suresh uncle ke death ke bad muze kavita komal aur neha bua ko alag alag
tara se handle karna pada tha
komal se bat nahi kar sakta
to kya karu

ek minute , komal me apna laptop to yahi raka hai
usme video to honge hi ,
isi se pata laga sakta hu
par laptop to abi liya hai komal ne
to kya hua , CD , unke birthday ke video , shadi ke video , special festival ke
video , meke ke video ki CD to hongi na , usko jarur komal ne copy karke apne
laptop me raka honga
neha bua abi behosh thi
main ne komal ka laptop nikaal liya
par password ,
main ne sabke naam daal kar deke , par laptop open nahi hua
pir main ne komal ko call kiya
Avi- hello komal
komal- ab time mila tume muze call karne ka
Avi- ulta chor kotwal ko date
komal- kya matlab
Avi- vaha mumbai me masti tum kar rahi ho , enjoy tum kar rahi ho , aur muze
bol rahi ho ki main ne call nahi kiya ,
komal- mera matlab tha ki
Avi- jane do , ye batav mumbai me enjoy kar rahi ho
komal- tume hote to aur maza aata
Avi- next time main bhi aaunga mumbai dekne , abi tum dek lo badme muze
dikana

komal- ye acha rahenga , vaise kya kar rahe ho
Avi- tumari yaad aayi thi to tumare yaha aa gaya hu , sicha tumare laptop me
tumare video dekunga to acha lagenga
komal- tum mere yaha ho
Avi- aur nahi to kya , ab batav password kya hai laptop ka
komal- main kyu batau ,
Avi- tum vaha itni dur ho ,, main yaha kya karunga , batav na password ,
komal- tumare pass bhi to mere video hai wo dek lo
Avi- vahi to problem hai ,, mera laptop raj ke pass hai ,, aur kavita leena ka to
tume pata hai , ab main yaha kya bhor ho jau , ye lo electricity bhi gayi , ab
andere me main kya karu
sach me power cut ho gaya
komal- jada senti mat ho , batayi hu , papa+pyar=Avi
Avi- ye kya tha
komal- password
Avi- ye password tha ya math ka kohi formula
komal- isi liye main oassword nahi batne vali thi
Avi- I LoVE YOU , ab khush
komal- LOVE YOU ToO ,
komal se password pata chala
main komal ke laptop me video dundne laga
ache video ka collectuon tha komal ke pass ,
aur ye kya itne sare video tabi sochu extra ROM kyu chaiye thi komal ko
main ek ek video dekne laga
itne sare video
dekte dekte to purt raat nikal jayengi
kuch video dekne ke bad main bhor ho gaya par kohi idea nahi aaya dimag
me

mera dimag hi kaam.nahi kar raha tha
pir se refreash hone ke liye kuch discovery vale video dekne laga
komal ke oass animal vale video the jis se unke bareme pata chalta hai
aise big cat vala video play kiya
lion vale video ache the
ek pride me 12 female aur 2 lion the
unke bareme batane lage
pir female ne kuch bacho ko janam diya
kuch female thi to kuch male the
sab dire dire bade hone lage , kaise shikar karna kaise wo rahte hai ,
pir lion ke bache bade ho gaye jo female thi wo pride me rahi aur jo male
bache the unko bahar nikaal diya
kuch saal bad wo male bache vapas aa gaye aur apne hi father ko challenge
kiya aur pride ko apne kabje me kiya aur apne father ki jaga le li
faltu video tha

meri to kuch samaj me nahi aa raha tha
kya karu ,
neha bua hosh me aayengi to kya karunga main
ye chachi bhi na muze aise akela chhod kar chali gayi
sab rahte to kisi na kisi ko idea aa jata
ye choti chachi bhi na
ye bol kar gayi ki main neha bua ka beta hu to , suresh uncle ke jane ke bad
muze unki jaga leni hongi
muze suresh uncle banna honga
ek minute
muze suresh uncle bana honga
ye bat mere dimag me pahale kyu nahi aayi
neha bua kuch sochne samajne ki halat me nahi hai
unko kisi ki bat sunai nahi de rahi thi
aur wo 2 bar behosh ho gayi hai
iska asar unke dimag pe rahenga
unka bp low ho gaya honga
aise me ager unko ye yakin dilaya gaya ki suresh uncle ki aatma unse milne
aayi hai to

suresh uncle ki aatma khud neha bua ko batayengi ki kya hua tha dubai me
suresh uncle batayenge ki wo neha bua se kitna pyar karte hai to
to kuch bat ban sakti hai
kuch kya , neha bua suresh uncle ki aatma ki bat maan hi lengi
hamare kuch kahne ki jaga suresh uncle ki aatma neha bua ko kuch bhi
batayengi to jada acha honga
ye idea chal gaya to neha bua ki sari galat faymi dur ho jayengi
bas muze suresh uncle ki aatma ko bhulana honga
suresh uncle ki aatma
muze internet pe search karna honga
internet pe bahot se tarike mil jayenge aatma ko bhulane ka
suresh uncle ki aatma aa gayi to sab tik ho jayenga
main internet pe search karne laga
thodi der ne muze aisa tarika mila jis se aatma ko bhulaya ja sakta hai
muze tarika mil gaya bas uska istmal karna tha

main suresh uncle ki aatma ko bhulane ke tarike internet pe dundne laga
internet pe sab kuch mil jata hai
aisa hi ek article mil gaya
jisme likha tha ki aatma ko bhulane ke liye "full moon night" honi chaiye ya pir
"no moon night" honi chaiye
pornima ya amavasya ko aatma ko bhulaya ja sakta hai
aur itfak se aaj " full moon night " thi ,, aaj pornima thi
ye kaam to ho gaya , matlab BHAGVAN bhi chahta hai ki suresh uncle ki
aatma neha bua se mile
ek tarika likha tha ki samshan se ek aaj jali huyi aadmi ko khopadi lekar kuch
procedure likhi thi
aadmi ko kopadi lana , ye mushkil hai
dusara tarika aasan tha
pir alag alag tarike the , candle laga kar ek star type ki desgin nikaal kar kuch
mantra bolne
ye simple tarika lag raha tha
is se kaam ban jayenga
main ne internet se jaruri chize download kar li
jo kaam ki chize thi
pir suresh uncle ki kuch video select ki jis se main unke bareme jaan saku aur
wo video mere kaam aa sake
pir main ne sara intzam kiya
pahale to door band kiya taki kohi distrub na kare
pir hall ke bicho bich wo design bana li , haldi aur kumkum se star banaya ,
aur uske side me candle laga di
us desing ke bich me suresh uncle ki photo rak di aur kuch unke chize
us photo ke samne ek glass bharke pani rak diya jaisa us procedure me likha
tha

pir main ne safed kapade pahan liye
electricity to thi hi nahu , aur yaha likha tha ki light nahi chaiye , agar bich me
light aa gayi to , main ne main fuse nikaal diya
ab hall me candle ki roshni hi thi ,
nimbhu , rice , haldi , kumkum,
aur sara intzam kar liya jo jaruri tha
suredh uncle ki aatma ko to bhula lunga par neha bua hosh me nahi aayi to
neha bua ke hosh me aane ka intzar karne lsga
dekte dekte raat ke 11 baj gaye par bua ko hosh nahi aaya
main ne unke upar pani dala pir bhi neha bua hosh me nahi aayi
par thodi harkat huyi neha bua ke shatir me
11.30 pm baj gaye , ab neha bua hosh me aa rahi thi
11.40pm ho gaye

aadi raat se pahale muze mantra padna suru karna honga
aisa procedure me likha tha
neha bua bhi hosh me aa rahi thi
muze mantra padna start karna honga
main apni jaga par aa gaya aur mantra padne lage
ye work hona chaiye
ager suresh uncle ki aatma nahi aayi to gadbad ho jayengi
kisi ne mazak karne ke liye ye tarika intenet pe dala honga to
par risk to lena hi honga
yahi rasta hai neha bua ko tik karne ka
main mantra padne laga
moon bhi badalo se piche se nikal gaya tha
roshan daan se moon ki light side suresh uncle ki photo pe gir rahi thi
sahi jaga select ki thi
aur us me bhi yahi likha tha
mere mantra ki aawz sunkar neha bua bhi hosh me aa rahi thi
12 bajne hi vale the
hawa tej chal rahi thi
hawayo se candle buzne vali thi par hawa utni takatwar nahi thi
ajib sa mahol tayyar ho gaya tha
muze bhi dar lag raha tha
idar neha bua ke bedroom se kuch aawaz aa gayi ,
aur idar 12 bhi bajne vale the ,
mere mantra bhi khatam hi jone vale the
hawaye tej ho rahi thi
neha bua ke bed se niche utrane ka aawz ho gaya tha
is tara ke mantra wo bhi aadi raat ko sunnne se neha bua ko kuch samaj nahi
aa raha jonga

aur behoshi ka asar to honga hi unpe
aur ghar me itna andera aur hall se candle ki roshni dek kar bua kuch samaj
nahi aa raha tha
main apne mantra pad raha tha
mere mantra padne ki gati badh gayi thi
neha bua badi mushkil se rote huye hall me aa gayi
hall me aate neha bua ko zatka laga
muze is tara sadu ki tara mantra padte huye aur wo bhi candle , suresh uncle
ki photo , aur mere mathe pe safed tika ,, mere safed kapde
neha bua ko kuch samaj nahi aa raha tha
neha bua apna dard bhul kar muze aawaz dene lagi
par main mantra padne laga ,
main ne neha bua ki aawz ka kohi jawab nahi diya
neha bua ne ghar me deka to ghar me kohi nahi tha
unko dar lag raha tha ki muze kya ho gaya hai
neha bua muze aawaz dene lagi
par main bas mantra pad raha tha
neha bua ko kuch kuch idea ho gaya ki suresh uncle ki photo aise star design
me rak kar main jadu kar raha hu , haldi kumkum nibhu mirch
ya pir aatma ko bhula raha hu

neha bua bahot dar gayi
aur is bich hall me jo dewar pe ghadi thi usme 12 baj gaye , aadi raat ke 12
watch tikt tik karne lagi , 12 bajne ke toke dene lagi ,
12 toke padte achanak hawa ka zoka aaya aur main Zameen par gir gaya ,
watch ke toke ki aawz sunte neha bua dar gayi aur dewaar ki taraf deka to 12
baj rahe the aadi raat ke
aur achanak mere is tara zameen par girne se neha bua shocked ho gayi dar
gayi
muze kya hua hai
neha bua ko unke pass kohi nahi dik raha tha
neha bua ko meri fikar hone lagi
unko dar bhi lag raha tha
neha bua mere pass aane vali thi ki ek aawz neha bua ko sunai di
suresh- neha

neha bua idar udar dekne lagi
suresh- neha
neha bua- khon hai
suresh - neha , meri aawz ko bhul gayi
neha bua sochne lagi
ye to suresh uncle ki aawz thi
neha bua- khon hai ,
suresh - neha , ye main hu , suresh ,
neha bua- suresh , kavita muze mazak nahi pasand
suresh- neha main suresh hu , main tumse milne aaya hu swarg se
neha bua- kavita , Avi uto
suresh- neha Avi ne muze bhulaya hai , is mantra se muze bhulaya
neha bua- nahi ye nahi ho saktaaaaaaa
Neha bua ki bat puri nahi huyi
suresh- neha Avi ne muze bhulaya hai , Avi ne muze bhulaya hai
neha bua- Avi ko kya hua hai
Suresh-wo behosh hai , meri aawz sirf tume sunai de sakti hai
neha bua- muze hi kyu , aur Avi ko ye sab kaise pataaaaa
neha bua ki bat puri nahi huyi
suresh- Avi wo aakhari person hai jisne muze zinda deka tha jis se hamari
aatma ek dusare se jud gayi hai

neha bua confuse ho gayi
suresh- Avi ko sapne me aakar main ne bataya tha ki muze tumse milna hai is
liye usne ye mantra pad kar muze bhulaya hai
neha bua ne suresh uncle ki aawz pahchan li
unko dire dire yakin ho gaya ki mere under suresh uncle ki aatma aa chuki hai
neha bua- suresh tum muze akela chhod kar kyu gaye ,
suresh - neha muze tumse bat karni hai
neha bua- suresh main tumare bina nahi ji saktiiiiiiii
pir se neha bua ki bat puri nahi huyi
suresh-neha muze tumse bat karni hai
neha bua- suresh tum kaha chale gaye
suresh- neha mere pass jada samay nahi hai
neha bua- suresh tum muze akela chhod kar kyu gaye ,
neha bua ro rahi thi
suresh- neha kaach ke glass me jo khoon hai wo Avi ko pila do , jis se meri
aatma Avi ke sharir me chali jayengi
neha bua- suresh tum muze chhod kar kyu gaye
neha bua bas roye ja rahi thi
suresh- neha mere pass jada samay nahi hai
neha bua bas suresh uncle se puch rahi thi ki wo unko akela chhod kar kyu
gaye

par suresh uncle neha bua se kuch karne ko bol rahe the
neha bua- suresh
suresh uncle ki kohi aawaz nahi aayi
neha bua- suresh ,,
neha bua idar udar suresh uncle ko aawz dene lagi
par suresh uncle kohi jawab nahi de rahe tha
achanak hawa kuch jada hi jor se chalne lagi , aur candle buzne lagi .
neha bua ko laga ki suresh uncle vapas ja rahe hai
neha bua ko yaad aaya ki suresh uncle ne kaha ki glass me jo khoon hai wo
Avi ko pila do
neha bua ne bina der kiye wo glass uta kar muze khoon pila diya
pani pilane ke bad neha bua suresh uncle ko aawz dene lagi
neha bua- suresh
aur achanak main khada ho gaya
neha bua kuch kadam piche ho gayi
neha bua- Avi
main ne kohi jawab nahi diya
neha bua- Avi , main neha bua , aise kyu gur rahe ho muzw
main ne pir se kohi jawab nahi diya
neha bua- Avi
main bas niche sar karke khada tha .
neha bua soch me dub gayi
achanak neha bua mere pass aa gayi
neha bua ko dar lag raha tha
neha bua- suresh
main ne neha bua ki taraf deka
suresh- neha
mere muh se apna naam sunkar samaj gayi ki mere under suresh uncle ki
aatma aa gayi hai
suresh- neha ,
neha- suresh
aur neha bua mere gale lag gayi
aur neha bua mere gale lag kar rone lagi

mere under suresh uncle ki aatma aa chuki thi
neha bua ko ye pata chalte wo mere gale lag kar rone lagi
neha- suresh tum kaha chale gaye the
suresh- main to hamesha tumare pass tha
meri aawaz sunte neha bua alag ho gayi
neha- tumari aawz ko kya hua
suresh- ye sharir Avi ka hai par aatma meri hai
neha bua - par tumari aawz
suresh - ye Avi ka sharir hai
abi thofi der oahale suresh uncle ki aawzzsuni thi par ab meri (Avi) aawaz
sunkar neha bua shocked hi gayi

neha- tum sach me suresh ho na ,
suresh- tume apne suresh pe doubt hai
neha- nahi , aisa nahi hai , main samaj hi nahi pa rahi hu
suresh- main tume sab samaja deta hu , chalo bedroom me
neha- par Avi ki aatma
suresh- wo meri photo me kaid ho gayi
neha- lekin Avi
suresh- tum tension mat lo , subha hote Avi ki aatma uske sharir me vapas aa
jayengi
neha- aur tum
suresh- main to tumare pass hi rahunga
aur suresh uncle neha bua ko lekar bedroom me aa gaye
bedroom me andera tha
suresh uncle ne window open kiya jis se moon ki light under aa gayi
suresh- wo deko moon
neha- moon kyu dika rahe ho
suresh- aaj full moon night hai , sirf aaj ke din hi main yaha aa sakta hu
neha- muze ab bhi samaj me nahi aa raha hai
suresh- kyu kya hua
neha- ye sapna hai

suresh uncle ne neha bua ko chimati kaat li
neha- oooouch
suresh- ab aaya yakin
neha- haa ,
aur neha bua suresh unvle ke gale lag gayi
suresh- neha , kaisi ho tum
neha- tumare bina main aduri hu
suresh- main to hamesha tumare pass hi rahta hu , komal aur kavita ke rup
me
neha- tum muze akela chhod kar kyu chale gaye
suresh- hamara sath yahi tak likha tha
neha- BHAGVAN mere sath aisa nahi kar sakte
suresh- sahi kaha , isi liye to main vapas aa gaya hu
neha- ab main tume kahi jane nahi dungi
suresh- neha ye nahi ho sakta , subha ki kiran nikalte Avi ki aatma uske sharir
me vapas aa jayengi
neha- tum pir muze akela chhod kar jayoge
suresh- nahi , main full moon ki night ko tumse milne aata rahunga
neha- sach
suresh- haa , hamara rista BHAGVAN ne khud likha hai , isi liye to main tumse
milne aaya hu , ab main yahi rahunga , tumare aas pass , taki tume khushiya
de saku

neha- pir bhi tum muzse dur rahoge na
suresh- hamesh ke liye dur jane se acha hai ki ham aise ek ho kar rahe
neha- wo to hai , komal ko jab ye pata chalenga to wo kitni khush ho jayengi
suresh- aisa mat karna
neha- kya mat karna
suresh- kisi ko batana mat
neha- par kyu
suresh- main kisi ek ke hi sharir me ja sakta hu aur kisi ek ko hi dik sakya hu ,
ager main dusare ke sharir me jane ki kosish ki to muze vapas jana padenga
aur ager tumare alava kisi ko mere bareme pata chala ya main ne bat ki to bhi
muze vapas jana honga
neha- main sirf komal ko bataungi wo bahot khush hongi
suresh- komal ko main bhi pyar karta hu par ye mumkin nahi hai , usi ijajat
nahi mil sakti

neha- par
suresh- tume muze khona chahti ho pir se
neha- nahi , ab pir se tume kho nahi sakti
suresh- to ye bat kisi ko mat batana , kisi ko bhi nahi
neha- tumari kasam
suresh- Avi ko bhi mat batana
neha- par Avi ko to pata chalenga na
suresh- nahi , meri aatma bahar nikalte use kuch yaad nahi rahenga , wo sab
kuch bhul jayenga , ager khuch yaad raha to wo sapne ki tara yaad rahenga
neha- samaj gayi , par Avi hi kyu
suresh- marte samay muze Avi aur jatin ne deka tha , us samay aatma aise
situation rahti hai ki wo apne aas pass ke sharir me ghus jati hai , meri aatma
jatin aur Avi ke sharir me chali gayi thi jis se hamari aatma jud gayi hai
neha- to jatin ke sharir me kyu nahi gaye , Avi ko kuch ho jata to , pir shalini
bhabhi ko.main kya jawab deti
suresh- Avi ko shalini bhabhi aur jaysingh ki aatma ne suraksha di huyi thi jis
se meri aatma Avi ke sharir me jate uski aatma ko surkashit raka shalini
bhabhi aur jaysingh ne

neha- muze samaj me nahi aaya
suresh- ye bate aisi hoti hai ki kohi vishwas nahi rak pata
neha- tum sach kah rahe ho
suresh- Avi ka sharir strong tha jis se usko kohi problem nahi hongi
neha- acha hua tum Avi ke sharir me gaye ho , ab to main Avi ko aur jada pyar
karungi
suresh- par isme gadbad mat karna , varna tum muze hamesh ke liye kho
dongi
neha- main pura dyan rakungi ,
suresh- ab samaj gayi ,
neha- aur agali bar tume bhulana honga to kya aise mantra padne honge
suresh- nahi , jab full moon ki night hongi aur Avi tumare pass honga to tume
mera naam lekar ek mantra bolna , main tumse milne aa jaungi
neha- kya hai wo mantra
suresh- apna kaan lav , kyu ki ye mantra kisi ne sunna nahi chaiye
aur suresh uncle ne neha bua ko mantra bata diya
neha bua samaj gayi ki ab unko kya karna hai
neha bua ko samaj me aa gaya ki mere under suresh uncle ki aatma aa chuki
hai

neha bua suresh uncle ko vapas pa kar khush ho gayi
neha bhul gayi ki dopehar me kya ho gaya
unki to bas itna yaad hai ki suresh uncle unko vapas mil gaye hai
BHAGVAN pe pahali bar neha bua ko vishwas ho gaya
itni bar unke sath bura hua par pahali bar neha bua laga ki BHAGVAN ne unki
kismat itni bhi buri nahi likhi hai
neha bua to suresh uncle ke gale kar kar unki aatma ko feel karne lagi
suresh- neha tume ek bat batani thi
neha- kya ,
suresh- tum vishwas nahi katungi
neha- ab to sab bato pe vishwas kar sakti hu
suresh- shalini bhabhi tum pe bahot guass thi
neha- kya ?
suresh- shalini bhabhi tum pe guass thi
neha- par kyu ,

suresh- tum ne Avi se nafrat jo ki thi
neha- tum sach bol rahe ho
suresh- haa , lekin ab unka guass khatam ho gaya jab unno deka ki tumne
apnu nafrat khatam kar di hai aur jaysingh bhi khush hai ki Avi ko apna kar
tumne usko maf kar diya
neha- sach , ab bhabhi khush hai
suresh- haa , par main tumpe naraz hu
neha- kya hua ,
suresh- tumne muzse itni badi bat chupai
neha- main ne kuch bhi to nahi chupaya
suresh- muze laga tha ki shadi ke vajse jaysingh tumse bat nahi kar raha hai ,
par tumari maa ke sath itna kuch ho gaya aur tumne muze nahi bataya , tumne
muzse zut kaha
neha- aapki kaise pata
suresh- jaysingh ne bataya
neha- sab kuch is halat me hua tha ki main aapko bata nahi payi ki maa ke
sath kya hua hai , aur sab se ye bat chupani thi jis se aapko nahi bataya ,
muze maaf kar dijiye
suresh- par tume batana chaiye tha , meri neha itni nafrat ke sath jiti rahi aur
muze pata bhi nahi chala , main tumara dard samaj hi nahi paya
neha- aapne us mele me bhaiya ko ghar lakar mera dard khatam kar diya tha
suresh- us din muze pata hota to tabi main tumari aur jaysingh ki galatfaymi
dur karta , pata hai jaysingh yaha mafi maangne aa raha tha ,, aur us kumar ne
uska accident karva diya

neha- Avi ne bataya muze ,
suresh- ab tum pichali bate bhul kar Avi ko apne bete jaisa pyar karna ,
hamara to kohi beta nahi tha , Avi hi hamara beta hai aisa samaj kar chalna
neha- Avi ko main apna beta hi maanti hu
suresh- aur shalini bhabhi ne kaha ki unki komal ka khayal rakna , us ke
ankhoin me aasu aaye to unko acha nahi lagenga
neha- main shalini bhabhi ko bura lagne nahi dungi ,, aur komal ko sari
khushiyo dungi
suresh- main ye kya apni bate kar raha hu , mere pass bas aadi raat hai ,, aur
main akela bat kar raha hu
neha- ye aadi raat mere liye bahot lambhi raat bana dungi
suresh- sach

neha- haa
suresh- neha
neha- haa
suresh- hamari komal doctor banegi
neha- haa ,, wo admision karne gayi hai
suresh- komal ko tumne doctor banna ne bhej kar acha kiya , khas wo pahale
doctor ban jati
neha- aap ka ilaj yahi ho jata
suresh- haa
neha- khas main bhaiya ki bat maan jati
suresh- khonsi bat
neha- bhaiya muze doctor banana chahte the , par main bani nahi
suresh- acha hua nahi
neha- ban jati to aapko bacha leti
suresh- tum doctor banti to kohi doctor dund leti , pir mera kya ota
neha- aapki aadat gayi nahi , aaj bhi mazak karte ho
suresh- neha meri ek bat manogi
neha- aapki har bat manugi
suresh- tum ne teacher me graduate kiya haina
neha- haa

suresh- to tum apna akela pan dur karne ko teacher ban jav , gaon ke college
me oadana suru kar do
neha- ye aap kya bol rahe ho
suresh- tumare pitaji bhi yahi chahate the na
neha- is umar me main teacher nahi ban sakti , meri umar ho gayi hai
suresh- ban sakti hu , free me padana chaha to college uske mana nahi
karenge aur socho to tumare pitaji
neha- main bat karti hu
suresh- neeta ko bhi sath le jana , usko bhi acha lagenga
neha- ji , ise to pitaji ko bhi acha lagenga ki ham teacher ban gayi hai
suresh- kya pata ye bat tumare pitaji ko pata chali to wo is khushi me tik ho
jaye
neha- pir to jarur teacher banugi
suresh- pir se main apni bat lekar baite gaya tum bhi kuch bat karo na ,
neha- muze bat nahi karna muze bas aao chaiye
aur neha bua pir se suresh uncle ke gale lag gayi
aur kuch der dono aise hi ek dusare ke dadakno ko sun rahe the
Next page: Update 407
Previous page: Update 405