Update 428

poonam didi ne shadi kar li

ye sochking news thi

bas poonam didi se bat ho jaye varna sab kuch gadbad ho hayengi

ager jyoyi bua ke bareme pata chala to sab kuch bikar jayenga

ham bas intzar karne ke siwa kuch nahi kar sakte the

sham hone tak ramesh uncle ghar aa gaye

unke car ghar pe aate pooja bua ki jaan me jaan aa gayi

ham dono bahar aa gaye

car me bahot log the

ramesh uncle raj poonam didi , poonam didi ka boyfriend , poonam didi ke papa , jyoti bua

lagta hau ramesh uncle sabko jaberdasti sath lekar aaye

ab sab kuch pata chal jayenga

poonam didi niche utarte pooja bua ke gale lag gayi

pooja bua poonam didi ko under lekar gayi

ramesh uncle bakiyo ko apne sath lekar aaye

kohi kuch nahi bol raha tha

ramesh uncle guasse me the

pata nahi kya hua shahar2

jyoti bua ka chehara dek kar lag raha tha ki bahot royi hai

poonam ke papa ke exprssion normal the

unke jaisa bhola insaan duniya me nahi milenga

poonam didi ka boyfriend bhi chup chp o tha

ham sab under aa gaye

yaha kohi drama nahi chahte the

under aate ramesh uncle apne bedroom.me chale gaye

sab chup chap baite the

pooja bua poonam didi ko lekar sweta didi ke room me le gayi

kya ho raha tha kuch pata nahi chal raha tha

raj ko to kuch pata nahi honga

Avi- raj khana khaya

raj-nahi bahot bhul lagi hai

Avi- vidhya ne tumare liye laddu banaye the

raj- vidhya didi ne , main ja rahu

Avi- haa jav , pure mat khana muze bhi rakna

raj to meri bat sunte bhag gaya mere ghar

uska yaha rahna tik nahi honga

Raj ke liye ye bate jaana jaruri nahi tha

ramesh uncle abi tak bahar nahi aaye

to.main poonam didi ke boyfriend akshay se bat karni suru ki

Avi- congrats ,

akshay- thanks

Avi- tumne to shadi kar li

akshay- haa wo
main akshay ko cornor me le gaya bat karne

Avi- achanak ye sab

akshay- main khud is ke liye tayyar nahi tha

Avi- to

akshay- poonam ne kaha ki usko aaj hi shadi karni hai , uske zidd karne se main ne shadi kar li

Avi- par aise achanak

akshay- poonam ke siwa mera kohi nahi hai , uske bina main soch nahi sakta is liye poonam se shadi kar li

Avi- par hua kya aisa jo aise achanak shadi kar li

akshay- poonam ne muze bhi nahi bataya

Avi- kuch to malum honga

akshay- bas itna kaha ki poonam ka zagda hua uski maa se pir wo mere yaha aayi aur ham court me chale gaye

Avi- par hua kya

akshay- muze nahi pata , par usne apne papa aur mama ko phone karke court me bhulaya

Avi- what

akshay- signature karne ke liye

Avi- meri to kuch samaj nahi aa raha hai

akshay- poonam zagda karke mere yaha aayi , pir usne shadi ki bat kahi aur muze court lekar gayi , vaha jaker poonam.ne pahale apne mama ko phone kiya pir apne papa , dono ke aate unki signature se shadi kar li

Avi- uncle ki signature se shadi ki to court me kyu ki kahi aur karte

akshay- pata nahi poonam ko kya hua , uske rone se uncle ne signature kar di

Avi- zagda kis bat se hua kuch pata hai

akshay- nahi

Avi- tum khush to ho na shadi se

akshay- main to isi saal shadi karne vala tha poonam se , kuch mahine pahale ho gayi acha hi hua ,

Avi- tum.khush poonam didi khush , baki dekte hai kya hua hai

akshay- poonam se pucho ,

main ne akshay ko baitne ko kaha aur pooja bua ke pass gaya

pooja bua ke pass jate idar ramesh uncle aa gaye

ramesh uncle- pooja

uncle ne pooja bua ko aawaz di

uncle ki aawz sunte pooja bua bhag kar haal me gayi

pooja bua- ji

remesh uncle- poonam ko lekar aav

pooja bua under aayi aur poonam didi ko lekar hall me aayi

poonam didi ke ankhoin me assu the

poonam didi pooja bua ke sath hi khadi thi

pooja bua ka hant pakde huye thi

ramesh uncle- poonam ye sab kya hai

pooja bua- abi ye sab puchna jaruri hai

ramesh uncle- haa , kyu ki usne muze kohi jawab nahi diya shahar2

pooja bua- usko thoda time to djiye

Avi- uncle main kuch bolu

ramesh uncle- tum chup raho

ramesh uncle thode guasse me the

ramesh uncle - poonam main ne kuch pucha hai tumse

poonam didi ne pir bhi kuch nahi kaha

pooja bua-main puch kar deku , wo aapki nahi bata payengi

ramesh uncle- jav pucho

pooja bua poonam didi ko vapas lekar gayi

ramesh uncle - jyoti ye sab kya hai ,

jyoti bua ne bhi kuch nahi kaha bas roti gayi

ramesh uncle- jiju aap to kuch kahiye

poonam didi ke papa- main kya kahu

ramesh uncle- ye sab kaise hua , poonam ne aisa kyu kiya

poonam didi ke papa- main bhi tumari tara shocked hu

ramesh uncle- matlab aapko kuch pata nahi hai

poonam didi ke papa- nahi , main to bahar gaya hua tha , jaise poonam ka phone aaya to sidhe tumare tara court me aaya

ramesh uncle- pir kis ko pata hai

poonam didi ke papa- jane do , jo hota hai ache ke liye hota hai

ramesh uncle- aap ye kitne aaram se bol rahe hai

poonam didi ke papa- to kya karu , poonam ka gala daba du

ramesh uncle- mera matlab hai , puchiye ki aisa kyu hua hai

poonam didi ke papa- kya puchu , poonam ne shadi kar li ,kyu ki ye puchu

ramesh uncle- aap ko kuch nahi lag raha hai

poonam didi ke papa- main poonam ka baap hu muze pata hai poonam kabhi galat nahi karengi , usne jo kiya wo soch samaj kar kiya honga

ramesh uncle- ye aap kya bol rahe ho

poonam didi ke papa- main bas itna jaanta hu ki bachho ki khushi me meri khushi hai

ramesh uncle- par ye khon hai kaha rahta hai kya karta hai kuch pata nahi hai

poonam didi ke papa- ye sawal tumne signature karne se pahale kyu nahi pucha

ramesh uncle- poonam galat nahi karengi ye muze pata hai

poonam didi ke papa- to itna guass kyu ho rahe ho

ramesh uncle- main ye bardast nahi kar paa raha hu

poonam didi ke papa-guasa thuk do , aaram se bat karo sare jawab mil jayenge

ramesh uncle- aap aise kyu ho

poonam didi ke papa- main aisa hi hu , aur main Akshay ko jaanta hu

ramesh uncle- aap jante ho us ladke ko

poonam didi ke papa- poonam ne 2 mahine pahale milaya tha , acha ladka hai

ramesh uncle- aap jaante the

poonam didi ke papa- haa , poonam ne muze bataya akshay ke bareme , mehnti ladka hai apne dam pe apni duniya banai hai , anath hai par dil ka acha hai ,

ramesh uncle- par

poonam didi ke papa-poonam ne muze bataya tha ki wo akshay se shadi karengi ,aur aaj kar li

ramesh uncle- aise hode hoti hai shadi

poonam didi ke papa- shadi to 2 dilo ka milan hota hai , poonam ko akshay pasand hai , dono khush hai , apni marji se shadi ki hai ,, is se jada kya chaiye

ramesh uncle- par aapki marji bhi to chaiye , ham bhi to the

poonam didi ke papa- thi na meri marji , tumne aur main to signature ki hai

ramesh uncle- aap samaj nahi rahe ho , vaha jyoti nahi thi ,aur poonam kahti to kya ham uski shadi nahi karvate

poonam didi ke papa- shadi karvate , par galti meri hai

ramesh uncle- aapki

poonam didi ke papa- sunny ki death ke bad main ne ghar pe dyan hi nahi diya ,, poonam ko wakt hi nahi diya uski khushiyo ke bareme socha nahi , uske future ke bareme socha nahi , bas sunny ke death ke bad jina chhod diya main ne

ramesh uncle- sunny ki bat bich me kaise aa gayi (sunny - poonam ka chota bhai jiski death huyi)

poonam didi ke papa- sunny ki yaado ne meri anhkoin band karke raki thi jis se main poonam pe dyan nahi de paya ,par poonam ne khud ko sambal liya aur apna jivan sathi khud dund liya , aur muzpe shadi ka tension na aaye is liye aise shadi ki hongi

ramesh uncle- galti aapki thi par main bhi to tha na muze batati poonam

poonam didi ke papa- poonam tumse bahot pyar karti hai wo tumko duki nahi dekna chahti hongi , par is se meri ankhoin khul gayi , meri galti muze samaj me aa gayi

ramesh uncle- acha hai , par main yakin hi nahi kar sakta ki poonam ne shadi kar li hai

poonam didi ke papa- muze oata tha ki poonam shadi karengi ,usne job deki , acha patner deka , akshay ne ghar liya , dono ne puri planing ki hai tab jake shadi ki

ramesh uncle- matlab aapko sab kuch pata tha

poonam didi ke papa- haa , par aise honga ye pata nahi tha ,, maain bhi tumari tara shocked hu

ramesh uncle- to kuch puchiye poonam ko

poonam didi ke papa- kya puchu , poonam akshay ke sath khush rahengi ,

ramesh uncle- aapki jara bhi dukh nahi hua

poonam didi ke papa- hua na , mere bhi kuch sapne the poonam ki shadi ko lekar , sapne kabhi pure hote hai kabi nahi ,, aisa samjunga ki mera sapna pura nahi hua par meri beti ka sapna pura hua , poonam ko.uske sapno ka raajkumar mila hai

ramesh uncle- ham milva dete poonam aur akshay ko

poonam didi ke papa- kohi bhi milva de , bachhe khush haina is se jada sochna nahi chaiye

ramesh uncle- aap ke pair padne ka dil kar raha hai

poonam didi ke papa- main aisa hi hu ,

ramesh uncle- par main aisa nahi hu main sab jaan kar rahunga

poonam didi ke papa- tume jo karna hai kar lo , tumare kahne pe yaha aaye na

ramesh uncle- ab to poonam hi mere sawal ka jawab dengi

pooja bua loonam didi se puch rahi thi

poonam didi se kya bate ho rahi hai wo dekna honga

ramesh uncle ko guass aaya poonam didi ka is tara se shadi karne se

poonam ke papa ko is se kohi aitraaz nahi tha

poonam didi ke marji se huyi shadi , poonam didi khush hai , is se jada unko kuch nahi chaiye tha

aur ab ho gayi shadi to kya karna

guasse me aker shadi thod du , beti ka gala daba de , ladko ko jala de

shadi ke liye unke bhi kuch sapne the par sapne pure ho aisa jaruri to nahi hota

ye poonam ke papa ki soch achi lagi

poonam ke papa itne bhola aur ache the ki unki achai dek kar lag raha tha ki jyoti bua unko kyu mili

par ramesh uncle ko ye acha nahi laga

apni do betiyo ki shadi itne ache se ki

ab thisari beti poonam ki shadi bhi doom dadake se karna chahte the

ramesh uncle ko bhi poonam didi ki shadi se aitraaz nahi tha

ager poonam didi ek bar kahti to ache se shadi karvate court marriage kyu ki

chalo court marriage to ki par aisi kya mazboori thi jo aise shadi ki

ramesh uncle ko jyoti bua ne kuch nahi bataya ,poonam didi ke papa se kuch puchna bekaar tha

aise me ramesh uncle vapas poonam didi ke pass gaye

main bhi unke piche piche poonam didi ke pass gaya

pooja bua poonam didi se puchne ki kosish kar rahi thi

par poonam didi ne kuch nahi bataya

ramesh uncle ke aate poonam didi ut kar unke gale lag gayi

poonam didi ko.rote huye dek kar ramesh uncle ka guaase santh hua

unko bhi laga ki aaram se lena chaiye varna poonam ko acha nahi lagenga

ramesh uncle poonam didi ko chup karane lagi

ramesh uncle- chup ho jav poonam

poonam didi -mama muze maaf kar do

ramesh uncle- main guass nahi hu

poonam didi -mama muze naf kar do

ramesh uncle- main tum pe guass nahi hu , pooja poonam ke liye pani lana

pooja bua ne poonam didi ko pani pilaya

pir poonam didi ka rona kam hua

ramesh uncle- pooja pata hai poonam ne jis se shadi ki hai wo bahot handaome hai

pooja bua- main ne to tik se deka bhi nabi

ramesh uncle- tume pata hai poonam ne khud pasand kiya hai , aur dono ek dusare se bahot oyar karte hai

pooja bua- acha

ramesh uncle- haa , aur wo bank me job karta hai usi ne poonam ki job laga kar di , aur dino ne apne liye pyara sa ghar banaya hai

pooja bua- to hamari beti hame surprized dena chahti thi

ramesh uncle - haa ,dono jaldi shadi karne vale the , aur aaj to hame shadi karke surprized diya ,

pooja bua- meri beti ab apna ghar basayengi

ramesh uncle- haa , par muze to poonam beti ki shadi ne naachna tha par jane do ab to poonam ke beta hote celebrate karunga

pooja bua- poonam jaisa hi pyara bacha honga

ramesh uncle- poonam us wakt to hame batayogi na

poonam didi -mama

aur poonam didi uncle ke gale lag gayi

ramesh uncle- kya hua meri beti ko

poonam didi -mama , aap ke bina main akeli pad gayi thi

ramesh uncle- pooja main ye kya sun raha hu tumne meri beti ka khayal nahi raka

pooja bua- main ne to pura dyan raka tha

poonam didi -mama muze aapki bahot yaad aayi

ramesh uncle- ek bar aawaz deti to main chala aata

poonam didi -meri aawz bhi aake pass nahi pahochi

ramesh uncle- aisa kya ho gaya tha ki meri beti ko muze aawz dene ki jarurat padi

poonam didi -mama main aapko kaise batau

ramesh uncle- kya hua poonam , khul ke batav main bura nahi manuga

poonam didi ne meri taraf deka

ramesh uncle- kya hua poonam Avi ki taraf kyu dek rahi ho

poonam didi -mama main ab yahi rahungi

ramesh uncle- tera jaha dil kare vaha rahna

poonam didi -main aapke pass rahungi , main us ghar me vaoas nahi jaungi

ramesh uncle- kyu kya hua us ghar ko

poonam didi -us ghar me muze neend nahi aati

ramesh uncle- kyu nahi aati meri beti ko neend

poonam didi -sunny ki yaad aati hai

ramesh uncle- to ye bat hai

poonam didi -sunny ki bahot yaad aati hai

ramesh uncle- raj bhi to sunny jaisa hai

poonam didi -sunny hamse dur kyu chala gaya

ramesh uncle- kaha gaya ab to sunny tera beta ban kar aayenga

poonam didi -sunny vapas aayenga

ramesh uncle- haa ,

poonam didi -sach mama

ramesh uncle- haa ,

poonam didi -main ne shadi karke acha kiya

ramesh uncle- haa par tune aise achanak kyu shadi ki

poonam didi -main shadi nahi karma chahti thi par

ramesh uncle- par kya

poonam didi -maa ke vajse guasse me faisala liya

ramesh uncle- maa pe guass

poonam didi -maa ka naam bhi nahi lena chahti

ramesh uncle- itna guass

poonam didi -muze nafrat hai unse

ramesh uncle- kyu ?

poonam didi -aapko bataya to aap bhi nafart karenge

poonam didi ki bat se main aur pooja bua shocked ho gaye

main ne poonam didi ko na me ishra kiya

ramesh uncle bhi ye sunkar shocked huye

ramesh uncle- main bhi nafrat karta hu par batav to nafrat karne ki vaja

poonam didi -wo

pooja bua- aap bhi kya lekar baite hai , usko aaram.karne do

ramesh uncle- ruko tum , haa poonam.kya kah rahi thi

Avi- uncle wo , baki sab bahar intzar kar rahe hai

.ramesh uncle- to jav deko

poonam didi ne age bata diya to uncle ko zatka lagenga

par ab to uncle jaan kar rahenge ki kya hua tha

ramesh uncle- poonam kya kar rahi thi tum

poonam didi -uncle sar dard kar raha hai main sona chahti hu

ramesh uncle- meri ghod ne so lo

poonam didi let gayi

ramesh uncle- poonam tumne bataya nahi ki tum jyoti se nafrat kyu karti ho

ab to ramesh uncle jaan kar rahenge

poonam didi -mama ,

ramesh uncle- poonam deko muze bata do varna muze neend nahi aayngi

poonam didi -mama wo ,

poonam didi mere aur pooja bua ki taraf dekne lagi

pooja bua- pahale khana khate hai bate to hoyi rahengi

ramesh uncle- kaha na tume rukne ko , aur tum bich bich me bol kyu rahi ho

pooja bua- wo main

ye ladki aur aaurato ka yahi problem hota hai

tik se bat nahi kar paati

poonam didi ne sab bigad diya

muze sunny ki bat chupani hongi

Avi- uncle , jyoti bua ka dusare logo ke sath samband the

meri bat sunte ramesh uncle khade ho gaye

aur muze thappad maarne vale the ki pooja bua ne unka hant pakad liya

ramesh uncke- pooja mera hant chhodo

pooja bua- Avi sach bol raha hai

ramesh uncle- tum bhi

poonam didi - mama isi vajse main aapko bata nahi rahi thi

poonam ki bat sunte ramesh uncle vahi niche baite gaye

pooja bua - sambaliye

poonam didi- mama , sach is bhi dardnak hai

is bar main be tok fiya

Avi- uncle main batats hu aapko

poonam didi -Avi tum hi batav mama ko

main bataunga to vahi bataunga jo unke sunne layak honga

.ager poonam didi ne sunny vali bat bata di to bajot badi problem hongi

Avi- uncle , ye aaoko bhi pata hai jyoti bua kitni lalchi hai , paise unki kamzori hai , isi kamzori ka unko nuksaan hua , unki saheli ne paise kamane ka ek rasta dikaya , aur jyoti bua us raste le chalne lagi , logo ke sath so kar paise kamane lagi , pir rk din poonam didi ko pata chal gaya , to hamne unko range hant pakad liya , pir poonam didi ke dar se jyoti bua ne kuch mahine pahale ye sab band kiya

ramesh uncle puri bat sunte rone lage

unko yakin nahi ho raha tha ki jyoti bua aisa karengi

ager pura sach matlab sunny ke bareme pata chalta to uncle tut jate

poonam didi -mama ,

ramesh uncle- poonam tume ye sab pata tha

poonam didi -haa

ramesh uncle- tum akeli is se ladti rahi

poonam didi -haa par pooja mami aur Avi ke vajse main ne maa ko pakad liya

ramesh uncle- pooja , main me to jyoti ko sare sukh dene ki kosish ki pir kya kami rah gayi thi mere pyar me

pooja bua- uska jada chaiye tha , jada kart karte wo galat raste pe chali gayi

ramesh uncle- ek bar muzse kahti to main sab kuch use de deta

pooja bua- use tab bhi jada chaiye hota

rsmesh unvle- ye kya ho gaya

pooja bua- sambaliye khud ko varna poonam ki taraf khon dekenga

ramesh uncle- muze jyoti se iska jawab chaiye

poonam didi -mama aapko meri kasam aap maa se iske bareme kuch mat lahna

ramesh uncle- poonam tu ye kya bol rahi ho

poonam didi -aap maa se bat karenge to unse jada aapko dard honga

ramesh uncle- main iske bareme jyoti se puch kar rahunga

poonam didi -mama apni beti ki bat nahi manege

ramesh uncle- teri to har bat maanta hu tabi to signatire kiye hai

poonam didi -to ye bat bhi maan lijiye , meri shadi ka gift samaj kar maan jaiye

ramesh uncle vahi baite kar rone lage

unko rote hua dek kar pooja bua ke ankhoin me bhi aasu aa rahe the par pooja bua ne uncle ko sambal liya

poonam didi ne uncle ki sach bata kar acha nahi kiya

acha hua main tha varna sab kuch bata deti

poonam didi sach bata kar apna boz kam kiya

uncle ko apni bahan ke bareme sunkar bura laga

unno ne jyoti bua ke liye bahot kuch kiya

acha hua poonam didi be apni kasan de di varna gadbad ho jati pir uncle ko sunny ke bareme pata chal jata
Next page: Update 429
Previous page: Update 427