Update 435
hotel me dinner karke ham gaon ke liye nikal pade
jiju aur didi ne raat ko rangin banane ka intzam kar liya
sohan ne muze bataya ki wo apne ghar me ausa kuch nahi kar payenge
unki maa ke dar ke vajse unko.jada aazdi nahi milti
main sohan ki bat se sahmat ho gaya
didi ko bhi is se kohi aitraaz nahi tha , didi bhi kabhi kabhi drink karti hai
main ne sweta didi ko bataya ki tha jiju ne shmpoin li
sweta didi ne kaha ki uno hi kaha tha ki suhagraat ke din shampion se bahot enjoy hua tha
isi vajae sab ne shampion le li
didi ko kohi problem.nahi hai to muze kya ho sakt hai
aur kisi ko pata chala to main bua sambalne ko
car me bhi sab hasi mazak kar rahe the
main ne rani ko uske ghar drop kiya tha kyu ki kal usko jana tha
pir ham.pooja bua ke ghar aa gaye
itni der hone se pooja bua thodi guass huyi par kavita leena raj ki kahani sun kar unka guass khatam.hua
ramesh uncle to muze kuch kahte hi nahi the
unko pata tha ki main jo karunga usse didi khush rahengi
raat hone se sab apne apne kamre me chale gaye
didi ke sone ka intzam aaj neeta bua ke ghar raka tha
kal komal ja rahi hai to usko final packing karni thi
is liye unka intzam neeta bua ke ghar kiya aur neeta bua neha bua ke yaha soyengi sath me unko packing me madat karengi
didi aur jiju ko pura ghar mil gaya jis se unko kohi dar hi nahi tha
rajesh leena aur neeta bua ke kamre ne teeno sift ho gaye
aur sohan jiju apne sath bag lekar gaye aur bottle kamre me rak kar bag car me vapas rak di
didi ne muze gale laga kar good night kaha
jiju ne bhi is din ko spcial banane ke liye thanks kaha
wo to apne apne kamre me chale gaye
main bhi car lekar apne ghar aa gaya
chachi mera hi intzar kar rahi thi
B chachi- Avi aa gaya tu
Avi-ji chachi ,
B chachi- khana khayenga
Avi-nahi , bahar se kha kar aaya hu
B chachi- tu thak gaya
Avi-haa , ab pata chala ki bahan ki shadi me bhai ki kya halat hoti hai
B chachi- aisa naseeb sabko nahi mikta , jisko bahan nahi hoti unko puch kar dekna
Avi-main to aise hi kah raha tha , par tteeno didi ko khush rakte huye mere pasine nikal rah hai
B chachi- dekna iska fal tuze jarur milenga
Avi-wo jab milenga tab milenga aaj to muze neend aa rahi hai
B chachi- tu aaram bhi kar liya kar kyu ki tuze bhi college jana hai
Avi-kal ki raat aaram se sounga jab sab chale jayenge
B chachi- chains se sona , teri packing bhi puri kar li hai , tere liye jo chaiye wo sab tayyar hai bas bag me bharna hai
Avi-kya kya lekar bhejne vali hai aap
B chachi- barish ke liye alag kapde , sardiyo ke liye alag aur garmiyo ke liye alag ,
Avi-itna sab kuch ek sath
B chachi- haa aur ek bag to sirf khane ka saman dungi
Avi-itne bag
B chachi- haa , aachar , chakli , chivada, laadu , sab kuch de rahi hu , sab khana
Avi-ji , ab bahar ke khane ki aadat padne tak usi se kaam chalunga
B chachi- aur haa , tere kitabe nikaal kar dena unko alag bag me rakenge
Avi-aisa sab choti chachi ne kaha honga
B chachi- haa sab ache se rahenge to tuze madat milengi ,
Avi-aap mera litna dyan rakti hai
B chachi- tu mera beta hai tera khayal main nahi rakungi to khon rakenga
Avi-aap ki sabse jada yaad aayengi
B chachi- muze to tu har din yaad aayenga
Avi-aaj bhi main aapke pass so ju
B chachi- ye bhu kohi puchne ki bat hai , aaj tuze roli suna kar sulaungi , ha kapde change kar tab tak main sone ka itnzam karti hu
aur main apne kmre me jaker kapde change kiye
aur badi chachi ke kamre me chala gaya
seema chachi aaj jaldi so gayi thi
mere aate badi chachi ne muze apni ghod ne lita diya aur muze roli sunnme lagi
meri maa ( shalini) bhi aise roli suna kar sulati thi
badi chachi ke muh se roli sunte mere kaano ko aaram.mila
meri ankhoin band hone lagi
badi chachi ki roli sunte muze neend aa gayi
main to sapno ki duniya me chala gaya
chachi muze kuch der aise apni ghod me sar rak kar sulati gayi
pir muze tik se leta kar muze apni aagosh me lekar so gayi
chachi ke pay se meri sari thakna dur ho jati hai
chachi ke baho me achi neend aati hai
ek sukun milta hai
maa ki.mamta ke aachal me sabko pyari neend aati hai
badi chachi muze aise pyar karte rahe aisa hi lagta hai
subha aaj chachi ne muze jaldi uta liya
mera to dil hi nahi kar raha tha utne ka par aaj komal aur rani jane vali thi
muze ye yaad aate main ut kar fresh ho gaya
B chachi- Avi nasta lar lo
Avi-chachu jaldi do muze komal ke pass jana hai
B chachi- time hai komal ke .jane me
Avi-par muze us se milna hai
B chachi- tik hai , ja par shahar se bag laana saman pack karne
Avi-ji
aur main bike lekar komal ke pass chala gaya
car ghar pe rak di
neha bua ke ghar pe sab jama the
didi aur jiju bhi ut chuke the
sohan - thanks Avi
Avi- bittle fek dena
sohan - wo to sari khatam ho gayi ,
Avi- khali bottle bhi fek dena
rohan - fek diya hai
Avi- tum kab nikal rahe ho
sohsn - 12 baje jayenge , shahar 3 se flight pakad kar chale jayenge
Avi- didi kaha hai
rohan - wo saman pack kar rahi hai
Avi- akshay jiju aap kab ja rahe ho
akshay- main hhi 12 baje nikal jaunga
Avi- tum bus se jane vale ho
akshay- haa , ramesh uncle ne ticket book ki hai
Avi- to tayyar ho jav
sohan - Avi thanks , tumne hame ek pal ke liye hu hjor nahi hone diya
rohan - Avi hoonymoon se jada maza yaha tumare gaon me aaya
akshay- Avi tumne poonam ka mood puri tara se badal diya , ab ham apni nayi suruvat khushi khushi kar payenge
Avi- jiju khush to didi khush ,
sohan - tum kabhi aana hamare yaha
Avi- aaunga par us jack ko dur rakna varna wo mere hanto se maar khaye ga
sohan - us se friendship thod di hai
Avi- chalo didi ko madat karte hai
main didi ke pass gaya
didi ne is sabi kal ke liye thanks kaha
aur muze sweet sa kiss diya
Avi- pooja bua aap bhi ja rahi ho
pooja bua- haa , kuch din poonam ke sath rah lungi
Avi- neha bua aapki packing ho gayi
neha bua- ho gayi , bas komal ko kuch saman pack karna baki rah gaya hai
Avi- kaha hai wo
neha bua- kavita leena kw sath saman pack kar rahi hai
neeta bua- neha jaldi aana
neha bua- tere bina main kya rah sakti hu , jaldi aaungi bas komal ko set kar du
neeta bua- roj call karna varna main tuzse bat nahi karungi
neha bua- subha aur raat ko call karungi
Avi- bua ticket dikana train ki
bua ne muze ticket di
Avi-ticket conform.hai , 10 baje ki train hai
Avi- komal fast karna
komal- bas ho gaya
Avi- rani kocall kiya tya
neha bua- haa unki packing ho gayi , wo bas hamara hi intzar kar rahi hai
Avi- ek gante me nikal jayenge
ramesh uncle- Avi aaram se karna
Avi- ji uncle
pir main ne rani ko call.kiya
wo hamara hi intzar kar rahe the
main bas dar udar hi gum raha tha
chachi abi tak nahi aayi thi
main vapas ghar ja raha ki chachi mil gayi
chachi muze vapas bua ke ghar lekar gayi
chachi ke aate bua ki bate hone lagi
main bas watch ki taraf dek raha rha
sabke jane ka time fix tha
pahale komal jayengi pir didi
komal aur neha bua ne sari tayyari kar li thi
main nikalne ko tayyar the ki rani ka call aa gaya
komal- rani ham.nikal rahe hai
rani- mat aana
komal- kyu kya hua
rani- train 6 gante der se aa rahi hai
konal- what
rani-ek maalghdi ka accident hua hai to sabi route divert kiye hai
komal- to ab train kitne baje aayengi
rani- 4 baje
konal ye sunte udass ho gayi
to main ne uska phone le liye aur rani se bat ki
rani se pata chala ki train der se aayengi
neha bua- kya hua Avi
Avi- train late ho gayi hai , ab trian 4 baje aayengi
neeta bua- aise kaise ho gaya
Avi- maalgadi ka accident hone se train divert ho gayi hai
neha bua- ab kya karenge
sweta didi- ab to komal ko hame bye bolna padenga
pooja bua- ye bich me sab bigad kaise gaya
neha bua- kuch nahi hua didi , ab aap pahale jayengi
pooja bua- muze tuze bhejna tha
akshay- hamruk sakte hai
Avi- aise to aap ko shahar2 jane me sham hongi ye acha nahi honga
ramesh uncle- tume decide huye time par jana honga taki vaha jaker ssb tik kar sako , ghar saf kar sako
pooja bua- ab to jana hi honga
poonam didi- kya farak padta hai , jana to ham sabko haina
sweta didi - to ham apni tayyari puri karte hai
konal- main to mandir jaker bhi aa sakti hu
neha bua- BHAGVAN bhi yahi chahta honga
neeta bua- BHAGVAN chahta hai ki tum jada der mere sath raho
pooja hua- ye dono pir suru ho gayi
M chachi- dono ka pyar dek kar jalan hoti hai
B chachi- seema , ye dono ka pyar BHAGVAN bhi thod nahi sakta
sweta didi - papa hamari packing ho gayi
kavita- didi abi time hai tab tak sath me photo nikaalte hai
sohan - ye acha idea hai
aur ham ne puri family ke ek group photo li
pir apne apne tarike se photo lene lage
is bich time ka pata hi nahi chala
time hote didi aur jiju tayyar ho gaye
kavita- jiju aap kuch din aur ruk jate
sohan - next time jada din ke liye aaunga
leena- didi aap na hongi to bahot sunna lagenga
sutal didi- hame bhi tum sabbki yaad aayengi
raj- jiju main bhi chalu
poonam didi - maami
pooja bua- abi time par , muze pata tu yahi kahenga, tere bhi kapse pack kiye hai main
raj- sach maa
ramesh uncle- raj tu bhi jane vala hai
sweta didi - komal apna khayal raka mumbai me , badi city hai
komal- didi main pura dyan rakungi
akshay- Avi kabhi aana shahar2 me
Avi- ab to teeno didi se milne aata rahunga
neha bua- sital hoonymoon enjoy karna
neeta bua- ye pal vapas nahi tha
sital didi- ji mousi
M chachi- sweta ab jaldi apne sasural jake sabke dil jit lena
sweta didi - mami aapki tara sake dil jit lungi aur sital ko bhi shika dungi
sohan - chale ab
ramesh uncle- Avi tum ja rahe ho ya main jau
jatin uncle- ramesh tum hi jav , Avi ko aaram karne do
pooja hua- aap hi chaliye
pir didi ne rona suru kiya
ye didi bhi na
ramesh uncle apni teeno betiyo ko gale laga kar chup karane lage
unka rona seema chachi ne aone joke se kam kiya
pir ramesh uncle unko car se shahar chhodne chale gaye
vaha se sweta didi shahar3 ke liye jayengi aur vaha se flght pakad kar apne hoonymoon continue karengi
aur poonam didi shahar2 ke liye nikal jayengi
didi car se shahar ki taraf jate huye hame dek rahi thi
didi ke jane se khali pan to lagenga
par ye to hona hi tha
ramesh uncle didi ko lekar chale gaye
ab to bua chachi aur komal hi rah gayi thi
kavita leena to komal aur mere jane ke bad kitni akeli oad hayengi
par dono sabse smart hai aur samajdar hai
didi ke jate ham neha bua ke ghar me beite kar bate karne lage
vidhya aur bachhe bi yahi the
didi ke jane se acha nahi lag raha
par thodi der bad komal neha bua bhi jayengi pir to suna suna lagenga
chachi aur bua didi ki bate kar rahi thi
rani bhi apne ghar pe thi hamara intzar me
muze rani se milna tha par
ek taraf komal ke sath rahu ya rani ke sath , badi mushkil hoti hai
neha bua- neeta ,bacho ke jane se aisa lagta hai ki sharir se aatma
neha bua- neeta ,bacho ke jane se ausa lagta hai ki sharir se aatma dur gayi ho
neeta bua- bache rahte hai to unke sath samay ka pata hi nahi chalta , har din khusiya rahti hai
B chachi- bacho ka ghar bas gaya hai to inko to jana hi honga
M chachi-sweta sital poonam kitni khush hai
neha bua- unko man pasand husband jo mile hai
neeta bua- damad me kohi kami nahi hai , teeno kitni khush hai
B chachi-sabko aise damad mil gaye to ham chain se ji payenge
neha bua- komal kavita leena ko bhi aise danad dund lenge
M chachi- pari ko tum sab bhul hi jayi ho
neeta bua- uski bahot time hai , use to best dulha dundege
neha bua- Avi haina , wo apni bahano ke liye ache dulhe dund lenga
neeta bua- apni bahno se bahot pyar karta hai Avi ,
B chachi- tum sab kitna kaam karvati ho Avi se
neha bua- sab usi ka naam lete rahte hai , par kuch bhi ho bhaiya jiase hame pyar karte the use jada Avi apni bahno se pyar karta hai
B chschi- kuch dino me tum kitni badal gayi ,
neha bua- Avi sab ko badal deta hai apne pyar se
neeta bua- ye to suman bhabhi ka kamal hai
M chachi- muze to ye sab meena ka kamaal lagta hai , Avi meena ke bahot karib hai
neha bua- meena alag hi insaan hai ,wo sochti kuch hai aur karti kuch hai
neeta bua- meena na hoti to yw khusiyi ke din kabhi aate nahi
nrha bua -ab kaise hai meena ke pitaji
B chaxhi- tik hai , par meena pahali bar shadi ke bad apne mayak gayi hai to wo ruk gayi vahi par
M chachi- uske aate main bhi jau gi apne mayke
B chachi- tu bhi chali jana ,Avi ke chacha bhi badal gaye hai
neeta bua- pata nahi chotu me ye badalav kaise aa gaya ab to din bhar ghar oe rahta hai
B chachi- chotu mat kaha karo unko acha nahi lagta
neha bua- usko acha lagta hai bas kahta nahi hai
komal- maa aap to bato me busy ho gayi ho
neha bua- train aane me time hai
komal- train aane tak main mandir me darsan karke aau
neha bua- mandir jane ke liye puchne ki kya jarurat hai
neeta bua- Avi ke sath jana taki jaldi aa sako
neha bua- acha hua kavita leena bhi shahar gayi unko chhodne ke liye varna wo bhi jane ki zidd karti
neeta bua- par tune scooity se jane diya unko
neha bua- dono badi ho gayi hai ,
neeta bua- jitni masti karti hai utni hi samajdar bhi hai
m chachi- to unko itna bolti kyu ho
neha bua- bolna padta hai , jab pari badi hongi tab tum apne aap amaj jayongi
komal- maa main ja rahi hu
neha bua- Avi jaldi darshan karvake aana
Avi- ji bua
kkmak- chalo Avi
aur kimal ko mandir le jane laga
komal ko bich me mandir jane ka man kause hua
acha hai mandir jane se usko aashirvad milenga
komal meri bike par baite ham nikal pade
chachi bua apni bato me lahi huyi thi
vidhya bacho ka pura dyan rakti hai jis se badu chachi ki time mil jata hai
aaurato ki bate to bahot lambhi chalti hai
komal- Avi
komal- komal
kkmal- Avi
Avi- komal
komal- bike rokna tumare yaha
Avi- mandir jana hai to vaha kyu ruk rahi ho
komal- puja ka saman lekar jana padenga
Avi-sirf darshan kar lo
konal- chalo to , puja karne me jada time nahi lagenga
Avi- tumare ghar le chalta hu yaha to lock honga
konal- vapas gaye to maa pir daatne lag jayengi
Avi- tum bhi na
aur main konal ko mere yaha lekar aa gaya
key mere pass bhi rahti hai ek
main ne lock khol liya
aur ham mere ghar ke under aa gaye