Update 118

vanya- dekh ke cycle kyun nahi chalate

andhe ho kya

main vanya ko dekhta reh gaya,,meri samajh nahi aaraha tha,,ki yeh sapna hai ya kuch aur

mujhe aisa laga ki bhagwaan ne mera sab kuch lauta diya ho...main vanya ko apni baaho mein bhar

liya aur rone laga...

udhar se student aa rahe the aur main idhar se jaa raha tha

tabhi koi meri cycle se takra gaya

yeh vanya thi

vanya- dekh ke cycle kyun nahi chalate

andhe ho kya

main vanya ko dekhta reh gaya,,meri samajh nahi aaraha tha,,ki yeh sapna hai ya kuch aur

mujhe aisa laga ki bhagwaan ne mera sab kuch lauta diya ho...main vanya ko apni baaho mein bhar

liya aur rone laga

Vanya mere samne khadi thi main uparwale ka shukriya ada kar raha tha

Lekin agle hi pal woh hua jo main sapne mein bhi nahi socha tha

Vanya ek jhatke mein mujhse alag hui

Aur mere gaal pe ek thappad jad diya

Vanya= yeh kya kar rahe ho dimaag toh kharaab nahi ho gaya

(Main soch mein pad gaya ki vanya aisa kyun keh rahi hai

Dilip= main janta hoon tum mujhse naraz ho

Aur hona bhi chahiye main bahut bura insaan hoon

Main tunhe bacha nahi paaya

Vanya= dekho dilip drama karna band karo

Aur apni badi nani ke paas jao

Dilip= vanya

Vanya= agar pitaji ko pata chala ki main tumse baat kari thi

Toh woh mujhse baat karna band kar denge

(Vanya yeh kehke aage badh gayi main sochta reh gaya ki yeh kya ho raha hai

Vanya aise kyun bol rahi thi kahin main sapna toh nahi dekh raha hoon

Lekin main toh mar gaya tha

Aur meri teeno pariya bhi

Yeh sochte hi ek baar lhir mere ansu chhalak gaye

Pata nahi kitni der tak main wohi khada raha

Achanak mere sar mein bahut tez dard hone laga

Aur main behosh ho gaya

Jab meri ankh khuli toh main bed pe leta hua tha

Mere saamne bnani baithi thi unka chehra aansu se bhara hua tha

Dilip= bnani aap

Bnani= kaisi tabiyat hai ab teri

Dilip= theek hai lekin aap ro kyun rahi hain

Bnani= tu behosh tha na isi liye

Lekin ab nahi roungi tu aram kar main aati hoon

(Aur bnani room se bahar chali gayi main samajh nahi paaya ki ab mujhe sar dard kyun ho raga main

toh theek ho gaya tha

Lekin tabhi meri najar calender pe padi

Aur main chaunk gaya

Aaj 16 january hai dilip ka 18th birthday

Lekin aisa kaise ho sakta hai

Yeh namumkin hai duniya ka koi aadmi aisa nahi kar sakta

Tabhi kisi ki awaj aayi

Yeh kisi aadmi ki awaj thi

Aadmi= duniya ka koi insaan yeh nahi kar sakta lekin brahma putra shoorveer ke diya vardan se aisa

ho sakta hai

Dilip= kaun hai saamne aao

(Aur jab woh mere samne aaya toh meri ankhein choundhya gayi

Ek tez roushni ke sath woh mere samne aagaya

Bilkul lakhan ka dusra roop tha

Matlab height weight aur rang bilkul lakhan jaisa tha

Dilip= kaun ho tum aur achanak yahan kaise aagaye

Aadmi= main aapka sewak hoon

Dilip= sewak matlab

Aadmi= main aapka sewak hoon

Dilip= lekin nain tumhe janta hi nahi hoon toh tum mere sewak kahan se ho gaye

Aadmi= hamari rajkumari ne samay chakra ko peechhe le jaane ka vardaan maanga tha

USi wajah se aap is samay mein lout aaye hain

Dilip= main samajh nahi pa raha hoon tum kya keh rahe ho

Pehle tum apna naam batao

(Usne apna naam sharvan bataya

Sharvan= aap sirf itna hi jaan lijiye

Ki aapko ek dusra mauka mila hai

Ab aap jaante hain ki aapke aur aapke patniyo ke sath kya hua tha

(Sharvan ke itna kehte hi mujhe woh sab kuch yyad aane laga

MEri ankho mein sholay dehekhne lage aur main cheekhne laga mere cheekhte hi puri dharti hilne

lagi

Aisa laga ki bhukanp aagaya ho

Mera sharir aag ki tarh tapne laga

Aur dekhte hi dekhte mera pura jis aag ki lapto se ghid gaya

Tabhi sharvan kuch padhne laga aur dekhte hi dekhte main normal ho gaya

Sharvan= rajkumari ne kaha tha ki jab aapko gussa aaye toh main yeh mantra padhoon

Dilip= kahan hain tumhari raj kumari

Sharvan= pata nahi

Dilip= tum myjhe puri baat bataoge ki nahi

Sharvan= batata hoon

Aap aur rajkumari pichhle janam mein premi the

Aap bhi ek rajkumar the aur trikaal aapka sautela bhai

Trikaal bhi rajkumari se prem karta tha

Jab aapki aur rajkumari ka viwwa tay hua toh trikaal ne aapko maarne ka soch liya

Raj kumari bhavishya dekh sakti thi

Trikaal ne aapke doodh ke pyale mein zeher mila diya

Bachpan se aap dono bhai ek dusre ko apne hath se doodh pilaya karte the

Aap doodh peene waale hi the ki raj kumari aagayi

Aap dono ko yakeen nahi hua ki rajkumari dusre nagar se itni ja

Trikaal ne aapke doodh ke pyale mein zeher mila diya

Bachpan se aap dono bhai ek dusre ko apne hath se doodh pilaya karte the

Aap doodh peene waale hi the ki raj kumari aagayi

Aap dono ko yakeen nahi hua ki rajkumari dusre nagar se itni jaldi kaise aagayi,,aur woh bhi aapke

kamre mein

raj kumari ne aapko bataya ki aap ke doodh mein zeher hai,,lekin trikaal ne ghadiyali ansu bahake

aapke hath se doodh ka glass le liya aur peene laga

lekin aapne trikaal ko woh doodh peene nahi diya,,aur khud woh doodh pe gaye,,natija yeh hua ki aap

ki mrityu ho gayi,,raj kumari ne bhi yeh kehke apna deh tyaag diya

ki woh agle janam mein ek sath honge

trikaal raj kumari se bahut prem karta tha,,raj kumari ki mrityu ke baad woh toot gaya,,woh unhe kisi

bhi keemat pe pana chahta tha,,aur uske liye woh jagah jagah bhatakne laga,,ek din woh ek ghane

jungle mein pahuncha aur ek ped ke neeche baith gaya,,trikaal ki dasha bahut kharab ho chuki

thi,,woh paagal sa ho gaya tha,,bhukha pyasa woh ped ke neeche baitha hua tha

tabhi use kuch awaj aane lagi,,woh us awaj ki taraf badh gaya,,aur jab woh us jagah pahuncha toh

chakit reh gaya

ek sher ek bachche ki taraf badh raha tha,,trikaal bina soche us sher ke saamne kud gaya

sher ne trikaal pe humla kar diya

trikaal ghayal ho gaya

sher ek baar phir bachche ki taraf badhne laga,,trikaal apni puri taqat samet ke sher pe kud

pada,,nateeja yeh hua ki sher aur trikaal dono neeche khai mein gid gaye,,trikaal aur sher dono ki

mrityu ho gayi

woh bachcha achanak gayab ho gaya

dilip= woh bachcha kaun tha

sharvan= pata nahi lekin usne trikaal ko dusra mauka diya

rajkumar ka janam aapke roop mein hua,,aur trikaal ka janam dilip ke roop mein hua,.trikaal ke paapo

ka prayashchit tab hua,,jab usne matlab dilip ne apni jaan deke aapki jaan bachayi,,aur ab aapke

seene mein dilip yaani trikaal ka dil dhadak raha hai

aur ab rajkumari aapki aur trikaal dono ki jeevan sangini banengi

dilip= main sirf apni pariyo se pyar karta hoon

sharvan= yeh toh waqt batayega

dilip= kya matlab

sharvan= matlab ab aapko raj kumari ko dhundna padega

dilip= kyun

sharvan= kyunki is baar agar aapne raj kumari ko nahi dhundha,,toh phir aapke sath wohi hoga,,jo

aapke sath ho chuka hai

dilip= main meri pariyo se pyar hi nahi karunga,,jab pyar nahi karunga toh shaadi nahi hogi,,jab

shaadi nahi hogi,,toh unke sath kuch bura hoga hi nahi

sharvan= aap sachmein mahaan hain,,lekin un teeno ki kismat mein aapki jeevan sangini banna likha

hai

dilip= ek baat kahu mujhe tumhari kahi gayi kisi bhi baat pe yakeen nahi ho raha hai

mujhe aisa lag raha hai main maut aur jindagi ke beech phansa hua hoon,,aur yeh sab ek sapna hai

sharvan= aap mujhe aagya dein,,mujhe ab jana hoga

dilip= ek baat toh batate jao,,main kmaasi ke ghar pe itni tight security rakhkhi thi,,phir bhi woh teeno

ko utha le gaye

sharvan= ek aam insaan ke bas mein nahi hai yeh sab[aur sharvan phir se gayab ho gaya

main bed pe let gaya

kuch der tak sochta raha ki yeh sab kaise ho sakta hai,,jis bhagwaan pe main vishwaas nahi karta

tha,,aaj woh bhagwaan mujhe aise din dikha raha hai,,sharvan ke kehne ka matlab meri teeno pariyo

ko koi shaitaan utha le gaya

aur agle hi pal meri ankho se ansu behne lage,,ek ajeeb si takleef ho rahi thi,,ek aisi takleef jiska koi

ilaaj nahi tha,,jiska ilaaj main chahke bhi nahi kar sakta tha

samay beeta aur bnani mere room ka gate knock karne lagi

main apne ansu pochha aur gate khola,,bnani mujhe birthday wish ki aur bike ki key de di

aur phir woh mujhe khana khane ko boli,,main mana kar diya,,woh nahi maani,,aur boli ki woh bhi

nahi khaengi agar main nahi khaya toh,,majburan mujhe khana pada,,phir main apne room mein aake

let gaya

tabhi mujhe sharvan ki awaj aayi

dilip= kya hai yaar

sharvan= kya aap apni premikao ko dekhna chahenge

dilip= majak mat karo

sharvan= main aap se majak kaise kar sakta hoon maalik

dilip= toh phir yeh kyun keh rahe ho ki aap apni premikao ko xcuse me woh meri premika e nahi

hai,,sab ki sab meri dharam patni hain

sharvan= aap un teeno ke baare mein sochiye aur yeh mantra padhiye

[mujhe vishwaas toh ho nahi ho raha tha

lekin main apni teeno biwi ke baare mein socha aur mantra padha,,aur agle hi pal mere saamne teen

screen on ho gaye

main apni pariyo ko dekhne mein kho gaya

vanya meri tasveer ko apne hatho mein liye ro rahi thi

vidya cmama ke ghar kitchen mein khana bana rahi thi,,aur alina meri photo ko apne seene se lagaye

ro rahi thi

dilip= tum gaye nahi abhi tak main apni pariyo ko dekh raha hoon

[sharvan chala gaya aur main apni pariyo ko dekhne laga,,,

dilip= tum gaye nahi abhi tak main apni pariyo ko dekh raha hoon

[sharvan chala gaya aur main apni pariyo ko dekhne laga

apni pariyo ko main dekhta raha,,jab tak woh apne room mein jaake light off karke so nahi gayi,,phir

main bhi so gaya,,jab main soya hua tha,,toh mujhe kuch dikhne laga,,college mein principle ke room

mein,,main dekha reema madam aur principle sex kar rahe the,,tabhi us taraf vanya jaane lagi

aur tabhi meri ankh khul gayi,,kyunki mujhe bahut saari awajein sunayi dene lagi,,main un awajo ko

bardasht nahi kar pa raha tha,,jab mujhe kuch samajh mein nahi aaya,,toh main sharvan ko yaad

kiya,,sharvan ko meri haalat ka andaza hote hi sharvan ne mujhe ek mantra padhne ko bola,,main

woh mantra padha,,aur dheere dheere yeh awajein kam hone lagi

dilip= yeh sab kya tha,,yeh kaisi awajein thi

jo mujhe sunayi de rahi thi

sharvan= yeh awajein un logo ki thi,,jo madad ke liye bhagwaan ko yaad kar rahe hain

dilip= ek baat batao tumhari raj kumari koi shakti ka avtaar thi,,jo usne mujhe yeh power di

sharvan= raj kumari ne aapke liye amratva ka vardan maanga tha

par aisa nahi hua,,iske badle aapko paanch tatvo ki shakti mili hai

dilip= toh tumhara kehne ka matlab hai,,tumhari raj kumari ne mujhe shaktimaan bana diya

sharvan= yeh shaktimaan kaun hai

dilip= tum yeh nahi pata ki shaktimaan kaun hai

achcha woh sab chhodo aur ab jao yahan se

[sharvan chala gaya main wapas sone ki koshish karne laga,,lekin mujhe baar baar woh baat yaad

aarahi thi,,vanya principle ke room ki taraf ja kyun rahi thi,,lekin phir main socha yeh toh ek sapna tha

[ek baar phir sharvan mere samne aagaya

dilip= kya hai yaar

sharvan= woh koi sapna nahi tha,,aapne bhavishya ki ek jhalak dekhi thi

dilip= tumhara kehne ka matlab hai,, ki kal aisa sach mein hoga

sharvan= haan maalik kal aisa hoga

dilip= par aisa kaise ho sakta hai,,main bhavishya kaise dekh sakta hoon

[sharvan kuch kehta usse pehle hi main use jaane ko bol diya,,kyunki mujhe pata tha ki woh yahi

kahega ki yeh sab uski raj kumari ki kripa se hua hai

raat bhar main jaaga raha phir subah mein nashta karke main college aagaya,,waise toh main college

nahi aana chahta tha,,lekin mujhe dekhna tha ki kya vanya sachmein principle ke room mein jati hai

lekin phir main socha ki yeh sab naatak karne ka koi faayda nahi hai,,seedha principle ko jaake phod

deta hoon

aur yahi karna main theek samjha

aur main principle ke room mein bina knock kiye chala gaya

aur andar wohi ghisa pita khel chal raha tha,,principle madam ko chod raha tha

mujhe dekhke principle ki hawa nikal gayi

madam bhi ghabra gayi

dilip= madarchod ab uski choot mein se toh lund nikaal

[principle jhat se madam se alag ho gaya

main principle ke paas pahuncha,,woh kuch bolta usse pehle hi main use apne hatho se hawa mein

utha liya,,aur jis table woh madam ko chod raha tha,,usi pe patak diya,,woh table bhi toot gaya,,aur

uski haddiya bhi toot gayi

reema madam ki cheekh nikal gayi

yeh sab dekhke reema madam ki cheekh nikal gayi,,aur main madam ki taraf badhne laga

madam cheekhne lagi

main madam ke kareeb pahunch chuka tha,,madam bachao bachao chillane lagi,,tabhi koi room enter

hua,,yeh koi aur nahi vanya thi,,vanya kabhi mujhe dekhti,,toh kabhi madam ke adhnange sharir ko,,jo

mujhse bachne ke liye chilla rahi thi

aur agle hi pal vanya mera naam leke cheekh padi....

tabhi koi room enter hua,,yeh koi aur nahi vanya thi,,vanya kabhi mujhe dekhti,,toh kabhi madam ke

adhnange sharir ko,,jo mujhse bachne ke liye chilla rahi thi

aur agle hi pal vanya mera naam leke cheekh padi

vanya ki cheekh sunke main hil gaya,,mere pair apne aap chalte hue vanya ke paas pahunch

gaye,,main vanya ka chehra apne hatho mein le liya

dilip= kya hua vanu tum cheekhi kyun

[vanya ki ankho se ansu chhalak gaya

vanya= main soch bhi nahi sakti thi,,tum aisa karoge,,tum apni hi teacher ke sath aisa kar rahe the

kya yahi badi dadi ke sanskaar hain

dilip= madam ke sath yeh sab principle kar raha tha,,main toh unhe bachane aaya tha

chaho toh madam se puch lo

[main yeh sab keh toh diya lekin phir mujhe ehsaas hua ki ek baar phir main vanya ke pyar ko

badhawa de raha hoon,,aakhir kyun main khud ko rok nahi paya,,laanat hai mujhpe agar main vanu

ke sath phir woh sab hone doon

meri ankho se ansu chhalak gaye

main vanya ke chehre ko chhod diya aur principle ke cabin se bahar aagaya

apni bike pe baithke pahuncha ghar

aur seedha apne room mein gaya

tabhi mere samne sharvan aagaya

sharvan= maalik aapko kuch batana hai

dilip= please mujhe akayla chhod do

sharvan= aapki teeno pariyo mein se ek ki jaan ko khatra hai

dilip= kya bakwaas kar rahe ho

sharvan= sahi keh raha hoon,,aapko apni shakti jagani hogi warna ek baar phir unmein se koi ek

aapse door chala jayega

dilip= nahi aisa nahi ho sakta main aisa nahi hone dunga

tum jo bologe main karunga

sharvan= theek hai aap yeh mantra padhiye

[main mantra padhne laga aur kuch der baad main ek sunsaan jagah pe the,,ek pahad pe jahan door

door tak koi nahi tha

sharvan= ab aapko yog sadhna mein leen hona hoga,,ek baar aapne apni puri shaktiyo ko apne vash

mein kar liya,,toh aap apni pehli patni ki jaan bacha sakte hain

[vidya ka sunte hi meri ankho ke samne andhera chhaa gaya

main sharvan ki baat maante hue mantra padhne laga,,jaise jaise main mantra padh raha tha waise

waise meri sharir mazboot banne laga,,mujhe apne andar ek ajeeb si udja mehsus hone lagi,,pata

nahi kitna waqt beeta aur kitna waqt beetne waala tha,,lekin main mantra padhna band nahi

kiya,,kyunki meri vidu ki jindagi ka sawal tha,,pata nahi kab tak main woh mantra padhta raha

mantra padhne se mujhe aisa lag raha tha,,ki mera sharir aag ki lapto mein jal raha hai

sharvan= ab aap ruk jaiye maalik

[main ruk gaya aur apni ankhein kholke sharvan ko dekha

sharvan= ab aap dusra mantra padhiye

[main dusra mantra padhne laga,,jab tak sharvan ne rukne ko nahi kaha,,dusra mantra padhte hue

mujhe aisa mehsus hua ki mera jism paani ki tarah thanda ho raha hai

kuch der tak dusra mantra padhne ke baad,,sharvan ne mujhe teesra mantra padhne ko kaha,,main

teesra mantra padhne laga

teesra mantra padhte hue mujhe mehsus hua ki mera sharir mitti ki tarah sakht ho raha hai

phir sharvan ne mujhe chautha mantra padhne ko kaha,,chautha mantra padhne se mera sharir hawa

se bhi halka ho gaya

aur phir main paanchwa mantra padhna shuru kiya,,paanchwa mantra padhne se mujhe kuch hone

laga,,aisa laga ki mera naya janam ho raha hai,,mere andar jitna bhi gussa dukh takleef tha kam hone

laga,,aur dheere khatam ho gaya,,phir mere dimaag mein ek kitaab khuli,main panne palatne

laga,,mere paas kaunsi powers hain,,aur main unhe kaise use kar sakta hoon

mujhe yeh bhi pata chala ki main kya kar sakta hoon,,phir mujhe yeh bhi pata chala ki mujhe ab kya

karna hai

phir main apni aankh apne aap khol diya

mere saamne sharvan nahi tha,,woh apna farz nibha chuka tha,,.

mujhe yeh bhi pata chala ki main kya kar sakta hoon,,phir mujhe yeh bhi pata chala ki mujhe ab kya

karna hai

phir main apni aankh apne aap khol diya

mere saamne sharvan nahi tha,,woh apna farz nibha chuka tha

main man mein hi sharvan ko thanks bola,,aur phir apni ankhein band karke,,apne room mein

pahunch gaya

koi mere room ka gate jor jor se peet raha tha,,phir mujhe gate ke us taraf dikh,,gate ke us taraf bnani

thi

main gate kholne hi wala tha,,tabhi mera dhyan apne kapdo pe gaya,,main apni ankhein band

kiya,,aur phir mere kapde normal ho gaye

matlab pehle mere kapde golden colour ke the,,jismein se roshni nikal rahi thi

main jaise hi gate khola bnani mere gale lag gayi

bnani do din se ro rahi thi

woh dar gayi thi kyunki main do din se apne kamre mein lock tha

main dhyan diya bmama aur cmama bhi the

main bnani ko apne se alag kiya

aur unke ansu pochha

dilip= aap ro kyun rahi hain,,main bilkul theek hoon

bnani= pure do din se tu apne kamre mein band tha,,kya hua tha tujhe

dilip= college mein mere sar mein dard ho raha tha,,isi liye main ghar chala aaya,,apne room mein

pahunchke main behosh ho gaya

bnani= jatin hum kal sheher jayenge,,dilip ka pura checkup karwayenge

jaane ki tayyari karo

[cmama bhi mujhe apne gale laga liye

main bmama ko dekhne laga,,bmama soch rahe the mujhe gale lagaye ya na,,unke man mein ek hi

baat chal rahi thi,,yeh suraj ka beta hai,,meri behen meeta usi ki wajah se mari thi

[bmama ke man ki baat padhke main muskura diya,,aur phir bmama chale gaye,,main bnani aur

cmama ek sath raat ka khana khaye

phir main so gaya is baar cmama mere room mein hi soye,,unhe dar tha ki main phir se room mein

behosh na ho jaun

agli subah main 5 baje uthke yog sadhna mein leen ho gaya

1 ghante baad main cmama ke sir pe hath rakhkha aur cmama jaagne lage

nashta karne ke baad bnani cmama car mein baith gaye,,

bnani= jatin tumne use bataya ki woh us car mein baithega

jatin= nahi bmaa main kyun use bataunga

bnani= yeh aaj kal ke bachche bhi na sab kuch pata kar lete hain

[main bmama ki car mein baith gaya

jiski pichhli seat pe vanya baithi thi,,aur uske bagal mein main baitha tha

vanya apni ankhein band kiya hui thi

main vanya ko bade pyar se dekhne laga

kuch der baad car start hui,,vanya ki ankh khuli,,aur woh mujhe dekhte hi,,mere gale lagke mere pure

chehre ko chumne lagi,,lekin ek minute vanya apne man mein yeh sab kar rahi thi

asliyat mein toh woh bas mujhe dekhe ja rahi thi

phir woh apni najrein pher li

vanya man mein= kitna bada bewakoof hai jab use pata hai ki main use dekh rahi hoon,,toh use aage

ki taraf dekhna chahiye,,taaki main use jee bhar ke dekh saku,,lekin nahi mera pyar toh dikhta hi nahi

hai,,bas khaali bnani bnani karta rahega

main bhi toh kitna pyar karti hoon,,lekin mujhe dekhta bhi nahi hai,,yeh main kya sochne lagi,,abhi tak

toh main khud us se theek se baat nahi ki,,mera dilip kaash main usko apne dil ki baat bata

paati,,main usko batati ki jab woh din tak room mein behosh tha,,toh main kitna royi,,har waqt har pal

bas yahi dua maang rahi thi ki mere dilip ko kuch na ho

[vanya ke man ki baat jaanke mujhe bahut takleef hone lagi

isse pehle ki vanya man mein kuch aur sochti,,main gaana gaane laga​
Next page: Update 119
Previous page: Update 117