Update 119
yeh duniya yeh mehfil mere kaam ki nahi,,mere kaam ki nahi
[jaise hi main aadha gaana gaya vanya bade gusse mein boli
band karo yeh manhus gaane gaana
kya nahi hai tumhare paas phir bhi tum aisa gaana gaa rahe ho
dilip= ab main gaana bhi na gaaun kya ab mujhe kuch karne ke liye tumse puchhna padega
vanya= tumko jo karna hai karo lekin aise manhus gaane mat gaao
[vanya ke chup hote hi main agla song gaane laga
main duniya teri chhod chala o main duniya teri chhod chala
[vanya ka khubsurat safed chehra tamatar ki tarah pura laal pad gaya
vanya kuch bol paati usse pehle hi main bol pada,,aaj tum itni haseen dikh rahi ho mujhe lag raha hai
main kisi pari ko dekh raha hoon,,nahi nahi pari ki rajkumari ko dekh raha hoon,,chand bhi tumhari
khubsurti ke aage pheeka hai
[vanya ka jo chehra tamatar ki tarah laal ho chuka tha,,ab woh sharam ke maare gulabi padne laga
meri aur vanya ki baat driver nahi sun pa raha tha,,kyunki driver mere vash mein tha
vanya bhi sharam ke maare apni najre neeche kiye hui thi
dilip= yeh sab maine ek book mein padha tha
kya kehti ho achchi line hai na koi na koi ladki toh pat hi jayegi
[yeh sunte hi vanya mujhe aise dekhi jaise woh mujhe kachcha kha jayegi
dilip= chalo us dhabe ke paas khana khate hain
vanya= mujhe nahi khana tum thunso jaake
dilip= are aisa kaise chalega,,khana toh tumko khana padega,,warna main tumhare sath nahi
baithunga
[mere itna bolte hi vanya jaldi se car ke bahar aagayi,,bnani aur cmama bhi humare paas pahunch
chuke the,,,
Dilip= are aisa kaise chalega,,khana toh tumko khana padega,,warna main tumhare sath nahi

chuke the
phir hum sab ne thoda thoda khaya,,aur phir hum sab chal pade,,vanya mujhse munh fulake baithi hui
thi
main driver ko sammohit se azaad kar diya
dilip= driver bhai aapki shadi hui hai kya
driver= jee cmaalik meri shadi ho chuki hai,,aur do bachche bhi hain
dilip= achcha maine suna hai ki yeh jo biwi hoti hai,,bahut jhagda karti hai
driver= nahi cmaalik meri biwi mujhse jhagda nahi karti hai,,ulta main use pareshaan karta hoon
dilip= tumhari biwi tumse naraz nahi hoti
driver= bilkul hoti hai agar woh naraz nahi hogi toh main manaunga kaise
dilip= iska matlab jab meri gf banegi toh woh bhi mujhse naraz hogi
vanya= yeh kya laga rakhkha hai tum dono ne
bhaiya aap apna gaadi chalane pe dhyan dijiye
aur tum apna munh band rakhkho warna bdadi ko bol dungi
[main man mein hans diya aise hi raaste bhar main vanya ko pareshaan karta raha
phir hum cmama ke ghar pahunche
ghar mein enter karte hi mujhe aruna avantika megha aur sunita dikhi
bdadi ko dekhke sab daudti hui jaake bdadi ke gale lag gayi
bdadi ne sab ke sar pe bade pyar se hath phera
cmami aake bdadi ke pair chhui
main toh bas vidya ko dhund raha tha,,sab ke man mein jhankne ke baad mujhe pata chala ki woh
apne room mein hai
main bina kisi se puchhe seedhiyo se chalte hue vidya ke room tak pahuncha,,bina gate knock kiya
room ka gate khola aur andar chala gaya,,vidya bathroom mein thi,,main wohi bed pe let gaya,,aur
apni ankhein band kar liya,,kuch der baad vidya bathroom se bahar nikli,,main use dekhta reh
gaya,,woh ek light blue colour ka frock pehne hui thi,,kitni khubsurat thi meri vidya,,lekin jaise hi vidya
ki najar mujhpe padi,,woh sakpaka gayi
lekin agle hi pal woh chillate hue mere upar saman phenk ke maarne lagi
main uthke baith gaya,,aur agle hi pal kamre ka gate khula,,aur sab andar aagaye
cmama= kya hua beti tum cheekhi kyun
vidya= yeh ladka kaun hai jo mere room mein aise ghus gaya
cmama= pehle tum saamaan phenkna band karo,,aur yeh dilip hai
vidya= kaun dilip
[tabhi bnani room mein aagayi,,vidya samajh gayi main kaun dilip hoon
vidya= tumko kisi ne tameez nahi seekhayi bina puche andar aagaye aur mere bed pe bhi let gaye
[main bina koi jawab diye room se bahar aagaya
bnani bhi mere peechhe aayi
bnani= tu uski baat ka bura mat maan na,,woh bahut achchi hai
dilip= aapko pata hai main in sab baato pe dhyan nahi deta
bnani= tu gaya kyun tha uske room mein
dilip= main bas unko dekhna chahta tha
bnani= par tu toh us se bachpan mein mila tha
phir abhi tujhe usko dekhne ka man kyun hua
dilip= aap ne hi toh kaha ki woh bahut achchi hai
achcha tu jaake aaraam kar vidya ke bagal waala room tera hai
[main vidya ke bagal waale room mein jaane laga,,tabhi mujhe vidya cmama se baat karti dikhi
uski najar mujhpe padi
main use ankh maar diya
uska munh khula ka khula reh gaya
main room mein aagaya
aur bed pe let gaya
main apni powers se teeno ko yaad toh kara sakta hoon,,ki unki aur mera rishta kya,,par phir unhe
woh sab bhi yaad aajayega jo unke sath hua,,jiska jimmedaar sirf main tha,,mujhe yeh bhi pata hai ki
us din in teeno ko koi buri shakti hi uthake le gayi thi
main apni ankhein band karke khola,,meri ankho se kirne nikli,,aur mere saamne teen screen on ho
gaye,,do mein toh vidya aur vanya sath baithi thi,,lekin teesri mein meri alina thi,,jo patient ka ilaaj kar
rahi thi
vanya aur alina toh mujhse pyar karti bhi hain,,woh toh mera hi intejaar kar rahi hain,,lekin vidya ko
vidu banane ke liye,,mujhe bahut paapad belne padenge
dekhenge kya kya karna padta hai,,pehle badi devi ji ke darshan toh kar loon,,aur main apne kamre
se nikal ke hall mein aagaya
meri sab behne mujhe ghur rahi thi,,lekin vidya toh mujhe kha jane waali najro se dekh rahi thi
cmama= tum sab behne apni bhai ko ghumake lao,,uska mind bhi fresh ho jaega
[cmama ki baat koi nahi taal sakta tha,,isi liye hum sab ghumne ke liye ready ho gaye
jaise hi vidya driving seat pe baithi,,main uske bagal waali seat pe baith gaya
aur ek baar phir use ankh maar diya
vidya ka safed chehra gusse se laal ho gaya
lekin woh apne aap pe controle ki,,phir vanya aur avantika pichhli dono seat pe aake baith gayi
vidya drive karne lagi
main kankhiyo se vidya ko dekh raha tha
tabhi vidya bhi mujhe kankhiyo se dekhi,,aur uska gussa saatwe aasmaan pe pahunch gaya
woh brake maar di
ek jhatke ke sath gaadi ruk gayi
vidya= tum apni yeh gandi harkate band karoge ki nahi
kya bdadi ne yahi sikhaya hai tumhe
vanya= kya hua didi aap aisa kyun keh rahi hain
vidya= yeh do baar mujhe ankh maar chuka hai,,aur mujhe ghure ja raha hai
vanya= dilip yeh sab kya hai
dilip= i love vidya
[mere munh se nikle yeh shabd aise the,,jaise maine atom bomb phod diya ho,,sab ko sadma lag
chuka tha.,khas karke vanya ko,....
dilip= aisa reaction mat do main mazak kar raha tha,,aur vidya main aap se maafi chahunga,,kabhi
kabhi mera dimaag kaam karna band kar deta hai,,phir bhi agar aap mujhse naraz hain toh phir aap
mujhe jo saja dena chahe de sakte hain
vidya man mein= dekh ke toh aisa lag raha hai ki sach bola raha hai,,lekin isne mujhe ankh kyun
maari bewakoof kahin ka
[ab vidya ko kya pata jab bhi main uske sath romance karta tha,,toh use ankh maara karta tha
phir ab aage se dhyan rakhna padega
yeh waali toh jhapat padegi mujhpe
vidya= dekho main tumhe maaf kar rahi hoon lekin tum aisa dobara mat karna
dilip= bilkul nahi karunga
[phir vidya drive karne lagi,,mera dhyan vanya pe gaya,,vanya apne ansu chhipane ki koshish kar rahi
thi,,kuch der baad hum mall pahunche
main bas vanya ke baare mein soch raha tha,,pichhli baar toh meri kismat achchi thi,,lekin is baar toh
meri kismat hi kharab hai
vidya= dilip tumhe kuch chahiye
dilip= aap sab ko jo chahiye woh le lo
vidya= bhul gaye kya dadi ne tumhe ghumane ko kaha tha
ab agar tumhe hi kuchh nahi chahiye toh hum wapas chalte hain
dilip= movie dekh lunga
vidya man mein= keh toh aise raha hai jaise humpe ehsaan kar raha ho
yeh dadi ne kahan fansa diya
dilip= movie dekhenge ya ghar chalein
avantika= movie hi dekhte hain kyun di
vidya= theek hai phir chalo movie hi dekhte hain
[vidya ek romantic movie ke tickets li aur hum apni apni seat pe jaake baith gaye,,mere bagal wali
seat pe ek taraf vanya aur dusri taraf avantika baithi thi,,kuch waqt baad movie shuru hui
sab movie dekh rahe the,,aur main vanya ko dekh raha tha,,jo kitna dukhi thi,,pichhli baar toh vidu ke
marne ko dekhke shayad vanya maan gayi thi,,lekin is baar main kya karu
ab toh apni bhawnao pe bhi controle kar leta hoon
kya main vanya ko i love u bol doon,,lekin vanya ko i love u bolne ke baad main vidya ko kaise apne
pyar pe yakeen dilaunga
vanya ka man halka ho isi liye movie dekhne ka socha,,lekin yahan toh yeh maatam manane baithi
hai
[ek minute main kuch soch raha tha tabhi mujhe kuch mehsus hua
do ladke ek dusre se baat kar rahe the
ladka1= bhai ab waqt aagaya hai,,interval mein aap ise leke jana aur cold drink mein yeh tablet mila
dena pehle aap maje kar lo phir us ki recording karke hum maze karenge
ladka2= bas yeh baat kisi ko pata nahi chalna chahiye
warna tujhe jaan se maar dunga
[main interval hone ka wait karne laga
lekin pehle main apni vanu ka mood toh theek kar doon,,vanya movie dekhne mein busy thi
main avantika ki taraf dekha woh bhi movie dekhne mein busy thi
main vanya ke gaal choom liya
kya jamana aagaya hai ab main vanya ke gaal bhi chuma toh super speed wali power use karni pad
gayi
jab main vanya ke gaal chuma toh vanya sakpaka gayi
lekin jab usne meri taraf dekha toh main movie dekh raha tha
vanya apna wehem samajhke wapas movie dekhne lagi,,ek baar phir main vanya ke gaal choom liya
vanya ek baar phir meri taraf dekhi
vanya man mein= yeh kya ho raha hai,,mujhe aisa kyun lag raha hai,,ki dilip mere gaal choom raha
hro,,kaash aisa sachmein ho pata
[chalo iska mood toh theek ho gaya,,aur ab ek aur kaam karna hai
[kuch der baad interval ho gaya
dilip= main snacks leke aata hoon aap sab baitho
[aur main hall ke bahar aagaya,,un ladko ki awaj ko dhundne laga,,jab mujhe pata chal gaya ki woh
ladke kahan pe hain,,toh main us taraf chal diya
jab main wahan pahuncha toh yeh staff room tha,,main room pe hath lagaya,,toh gate lock tha,,main
apni ankhein band karke apni ankhein khola,,mujhe gate ke us paar dikhne laga,,woh ladke us ladki
ke hath bandh chuke the,,aur ab munh bhi tape laga diya tha,,main kuch kar paata usse pehle hi meri
ankho ke saamne meri barbaadi ka manzar meri ankho ke saamne aagaya
meri ankhein apne aap hi jalne lagi,,main gate us paar pahunch gaya,,jab un ladko ki najar mujhpe
padi toh woh mujhe ghurne lage
main apne aap ko sambhala,,aur jaise hi main dusre ladke ka chehra dekha chaunk gaya
yeh toh madan hai mla ka beta
[madan ne bina kuch soche mujhpe goli chala di,,goli mere seene se takra ke neeche gid gayi
madan aur us ladke ki ankhein fati ki fati reh gayi
dilip= tujhe pata hai is duniya mein sabse bada gunaah kya hai,,kisi ladki ki izzat pe hath daalna,,aur
uski saza kya hai
[madan mujhpe goli chalane laga,,jab tak ke uske gun ki goli khatam nahi ho gayi
dilip= mla ke laal ab mla teri laash dekhega
[mere hath mein ek sword aagayi,,main madan ke paas pahuncha,,uske pair kaanp rahe the,,aur agle
hi pal meri talwar madan ke gardan pe chalte hue us ladke ke gardan pe chal gayi,,dono ke sar unke
dhar se alag ho chuke the
main us ladki ke hath khol diya,,aur uske munh pe se tape hata diya,,phir main us ladki ko sammohit
kar diya,,woh ladki khadi ho gayi,,aur room se bahar chali gayi
woh theatre mein apni seat pe jaake baith gayi
main bhi snacks leke vanya ke paas gaya,,vanya ka chehra khila hua tha....

main bhi snacks leke vanya ke paas gaya,,vanya ka chehra khila hua tha
movie dekhne ke baad hum mall se bahar nikle
dilip= main drive karu
vidya= tumhe aati hai driving
dilip= bahut achchi tarah ek baar meri driving toh dekh llijiye
vidya= rehne do agar kuch ho gaya toh hume bahut problem hogi
[main bina kuch bole car mein baith gaya,,mere sath vanya baithi
vidya car drive karne lagi
vidya ke man ki baat jaanke mujhe bahut dukh hua,,ab mujhe ajeeb sa lagne laga tha,,ek taraf main
janta hoon,,ki vidya meri patni banegi,,aur dusri taraf vidya mujhse theek se baat bhi nahi karti hai
toh fir theek hai ab main koi koshish nahi karunga
alina aur vanya toh mujhse pyar karti hai,,upar se raj kumari
hum ghar pahunche main bnani ke sath baith gaya
kuch der unse baat karne ke baad main apne room mein aagaya
vanya mujhe chup chaap dekhke dukhi thi
woh mujhse baat karna chahti thi,,lekin woh mujhse baat nahi kar sakti thi
raat mein main khana khane neeche gaya hi nahi
kuch der baad vanya mere room ka gate knock karne lagi
main gate khola aur vanya ko dekhne laga
dilip= andar aajao
vanya= woh bdadi tumhe khane ke liye bula rahi hai
[main gate band kar diya
vanya ki ankhein chowdi ho gayi
dilip= baitho tumse kuch baat karni hai
vanya= kkkyaa
dilip= pehle baitho toh sahi
[vanya bed pe baith gayi
aur mujhe sawaliya najro se dekhne lagi
main vanya ke sath baith gaya
dilip= kya tumhe kuch ho gaya
vanya= mujhe kya hoga
dilip= mujhe kya pata aur jab tak tum sachchai nahi bataogi main tumhe apne room se jaane nahi
dunga
vanya= dimaag theek hai tumhara,,yeh kaisi baatein kar rahe ho
[main vanya ki ankho mein dekhne laga
aur apna ek hath vanya ke hath pe rakh diya,,vanya ka jism sihar utha
vanya= yeh kya kar rahe ho
dilip= tumhe pata hai
vanya= apna hath hatao na
dilip= kya tum mujhse pyar karti ho
[meri baat sunke vanya ke gore gaal gulabi ho gaye
aur woh apni najre churane lagi
[main bas use dekhta raha aur woh sharmati rahi
vanya ek baar mujhe dekhti aur ek baar zameen ko
dilip= agar mujhse pyar nahi karti toh bahar chali jao
vanya man mein= kitna bada bewakoof ladka i love u bolta hai ya ladki,,ek toh us waqt se itne shock
de raha hai,,ab i love u bhi bol dega toh kya jayega,,main kaise bolu i luv u
dilip= main tumse bahut pyar karta hoon,,kya tum bhi mujhse pyar karti ho
[maine apne pyar ka iqrar kar diya tha,,ab main vanya ke jawab ke intezar mein tha
dilip= kamaal hai kal toh tumhara munh band nahi ho raha tha
[vanya abhi bhi chup thi,,aur neeche dekh rahi thi
dilip= tumhe pata hai avantika ne mujhe i love u bola hai,,aur woh ab bhi mere jawab ka wait kar rahi
hai
[yeh sunte hi vanya ki ankhein chowdi ho gayi,,aur uske munh se apne aap nikal gaya
vanya= main bhi tumse bahut pyar kar rahi hoon
dilip= mujhse pyar kar rahi ho
abhi tak toh tumne aisa kuch nahi kiya hai,,jisse aisa lage ki tum mujhse pyar kar rahi ho
vanya man mein= har waqt mujhe pareshan karta rahega,,sab kuch bol diya phir bhi bewakoof gadha
dilip= tum mujhe gadha keh rahi ho
vanya= main main tumhe gadha keh sakti hoon
dilip= keh sakti ho
vanya= mera matlab hai ki main tumhe gadha nahi keh sakti
dilip= meri pyari vanya pari se bhi jyada khubsurat hai
[aur main vanya ko apne seene se laga liya,,ek alag sa sakun mila mujhe aur meri ankho se ansu
behne lage
vanya mujhse alag hui aur mere ansu pochhi
vanya= kya hua tum ro rahe ho
dilip= bahut akayla ho gaya tha
vanya= mujhe maaf kar do,,meri wajah se tum akayle rahe,,ab main humeshaa tumhare sath rahungi
samjhe ab bachche ki tarah rona band karo
aur chalo khana khane
dilip= tum apne hatho se khilao na
[main janta tha ki abhi maine jo kaha woh namumkin hai,,kyunki agar main khana khane nahi gaya
toh bnani mere liye khana leke aayengi...