Update 92
lakhan ke chehre pe vijayi muskaan thi
phir lakhan woh audio band karke wapas apna mobile apni jeb mein rakh leta hai
lakhan- yeh hai sabut
ab batao tum hume kya de sakte ho
[raman ko toh kuch sunai hi nahi diya
uski toh duniya hi lut chuki thi
lakhan- agar yeh recording tumhari biwi ko suna doon
toh woh tumhe ghar se nikaal degi
tum road pe bheekh hi maangoge
aur hume yeh bhi pata hai ki tumhare paas phuti kaudi nahi hai hume dene ke liye
jo kuch bhi hai sab tumhari biwi ke paas hai
[raman lakhan ke samne hath jod deta hai
raman- please lakhan meri biwi ko kuch mat batana
lakhan- badle mein kya de sakte ho
raman- mere paas sirf bees lakh rupye hain
lakhan- aakhri baar puchh raha hoon
tum hume kya de sakte hai
paise nahi chahiye hume
[raman kuch sochne lagta hai tabhi uske chhehre pe halki muskaan aajati hai jise lakhan dekh leta hai
raman- dekho lakhan tumhe paise nahi chahiye
aur paise ke siwa mere paas meri biwi hai
toh kya kehte ho
lakhan- [man mein] jaisa ki chhote maalik ne kaha tha tum bilku waise hi nikle]
hum samjhe nahi tum kya kehna chahte ho
raman- tum itne bhi bhole nahi ho
mera matlab hai ki tum meri biwi ke sath so sakte ho
main use mana lunga
lakhan- tumne hume bewakoof samajh rakha hai kya
tumhari biwi aisa kabhi nahi karegi
raman- tum sirf dus minute do mujhe main apni biwi ko manata hoon
[man mein] tere sath wohi karunga jo mere sath hua tha
apni biwi ko kahunga ki tu wohi hai jisne meri taang todi thi
aur ab tu mujhe keh raha hai ki tu meri biwi ke sath sona chahta hai
aur agar teri biwi mere sath nahi soyi toh tu humari beti ko maar dega
kyunki humari beti tere kabze mein
ya toh teri biwi ya phir teri beti
meri biwi bahut sanskaari hai lekin apni beti ke liye woh tere sath jarur soyegi
aur jab tum dono apne mein busy rahoge tab tumhara video banaunga
and phir tu chala jayega
uske baad main woh video apni beti aur bete ko dikhaunga
woh dono meena se nafrat karenge
meena apne aapko jab nirdosh sabit nahi kar payegi
toh woh apni jaan de degi
meena ke marne ke baad aakhirkaar mere naam meena ki 50crore ki jaaydaad ho jayegi
phir na mujhe apni beti ka dar rahega aur na kisi aur ka]
lakhan- dekho raman tumhara offer hume pasand nahi aaya
raman- iske siwa mere paas kuch nahi hai
lakhan- toh theek hum tumhari biwi ke paas jaa rahe hain
[aur lakhan gate ke paas pahunch jata hai
tabhi lakhan woh baat sunke puri tarah se hil jata hai
raman- main apni beti ko bhi mana lunga tumhare sath sone ke liye
[lakhan ki peeth raman ki taraf thi
lakhan ka chehra gusse se laal ho gaya tha
lakhan ka hath uski gun pe pahunch chuka tha
tabhi woh lambi lambi saansein lene lagta hai
phir bhi lakhan ka gussa shant nahi hota hai
raman- mujhe apni beti ko manane ke liye thoda waqt chahiye
tab tak tum meri biwi se kaam chala lo
[lakhan apni gun nikaalta hai
aur zameen mein fire karne lagta hai raman ke rongte khade ho jate hain
lakhan- [man mein] humare baap ne humari maa ko sirf 2 bottle sharaab ke liye kisi ke hatho bech diya tha
pata hai jab humari maa ko iss baat ka pata chala toh humari maa khushi khushi us ke sath chali gayi...
toh humari maa khushi khushi us ke sath chali gayi
hum apni maa ko dhundte rahe dhundte rahe
par woh nahi mili
jab hum apne baap se puchte ki humari maa kahan hai
toh woh hume bahut maarta aur kehta ki humari maa kisi ke sath bhaag gayi
hum lohaar ke yahan kaam karte the
ek din hum kaam se wapas aarahe the toh kuch ladko ne humara paisa chheen liya aur bhaagne lage
yeh paisa hi kal hume 2 waqt ka khana khila sakta tha
kyunki humara baap nashe mein dhut rehta tha
hum ne un ladko peecha kiya
woh ladke randi khaane mein chale gaye
hum bhi andar pahunche
unka peecha karte hue hum ek kamre mein pahunche
woh kisi aurat ka kamra tha
jo kisi mard ke sath soyi hui thi
us aurat ki peeth humari taraf thi
jaise hi hum mude humara pair kisi cheez se takra gaya
aur paani ka bartan gid gaya
is awaj se woh aurat jaag uthi aur jaise hi humari taraf mudi us aurat cheekh nikal gayi
humari aankho se jhar jhar aansu beh rahe the
kyunki woh aurat koi aur nahi humari maa thi
cheekh sunke woh mard bhi uth gaya
aur hume dekhke bola
aadmi- abe aaj ke liye yeh meri hai
tujhe agar chahiye toh kal aana
[yeh sunke hume apne aap se ghin aane lagi
hum apni maa ko nafrat se dekhne lage
aur us jagah se bahar ki taraf aane lage
tabhi koi chhat se kud gaya
aur humare pairo pe aagida
jaise uska chehra humne dekha humari cheekh nikal gayi
aur hum do kadam peeche hat gaye
hume kuch bhi samajh nahi aaya
tabhi ek aurat daudti hui us laash ke paas pahunchi aur rone lagi
aurat- achcha hua tu mar gayi
jab tere pati ne hi tujhe is randikhane mein bech diya
toh tu jee kya karti
main us aurat ka kandha pakadke jhinjhor diya
aur use do thappad bhi maara
toh woh hansne lagi
aurat- tu iska beta hai na
tere liye hi yeh yahan aayi thi
tere baaap ne dhamki di thi ki woh tujhe jaan se maar dega agar teri maa yahan nahi rahegi toh
teri jaan bachane ke liye yeh apna jism bechti rahi
aur pata hai abhi mujhse kya kahi ki woh dekh woh mera beta ja raha hai
tu ja uske paas aur usse sirf itna keh ki ho sake toh apni maa ko maaf kar de
main jaise hi neeche ki taraf aayi
teri maa mujhse pehle hi tere paas pahunch gayi
dekh na tere pairo pe apna sar rakkhe tujhse maafi maang rahi hai
hum ne neeche dekha aur peeche hutt gaya
tabhi kuch log aaye aur humari maa ko uthane lage
lakhan- hath mat lagana
aadmi- apna dhanda band kar de iss randi ke marne se
[hum us aadmi ko kuch nahi bole
bas apni maa ki laash ko uthaya aur aage badh gaye
apni maa ka antimsanskaar kiya
phir pahunche usi lohaar ki dukaan mein
woh lohaar abhi bhi kaam kar raha tha
humne garam bhatti mein se ek loha nikaal liya
aur wahan se bahar aagaye woh hume awaaj deta reh gaya aur hum aage badhte rahe
sabse pehle hum pahunche apne ghar jahan humara baap nashe mein dhutt charpai pe pada hua tha
hum ne paas mein rakhi paani se bhari baalti uthai aur apne baap pe udhel diya
humara baap uthke baith gaya
aur hum gusse se dekhne laga
gaali bhi dene laga
lakhan- abhi hum apni maa ko shamshaan mein jala ke aarahe hain
aur ab tumhari baari hai
[humara baap charpai se uthta usse pehle hi hum ne bhatti se nikala hua loha apne baap ke seene mein utaar diya
humara baap tadap tadpake mara
[tabhi lakhan ke kaan mein raman ki awaj padi
raman- kya soch rahe ho lakhan
tumhe manzoor hai ki nahi
lakhan- haa hume manzoor hai
raman- theek hai tum bahar jao aur meri biwi ko andar bhej do
[lakhan room se bahar aagaya
aur meena ke paas pahuncha
meena kuch bolti usse pehle lakhan apna phone nikaalke audio play kar deta hai...
meena kuch bolti usse pehle lakhan apna phone nikaalke audio play kar deta hai
audio mein raman ki kahi har ek baat thi
raman ne apni biwi aur beti ke baare mein jo kaha tha woh bhi
meena dhadam se jameen pe gid padti hai
tabhi ek ladki daudte hue ghar mein ghusti hai
aur meena ke paas baith jati hai
ladki- maa kya hua aap ro kyun rahi hain
meena- neha mera pati darinda hai woh tujhe
neha- mujhe kya maa kuch toh bolo
[meena aur jyada rone lagti hai
neha- maa kya kiya hai papa ne
lakhan woh audio phir se play kar deta hai
neha ko awaj kuch jaani pehchaani lagti hai
poora audio sunne ke baad neha khadi ho jati aur lakhan ke gaal pe thappad maarne lagti hai
lakhan neha ka hath pakad leta hai
neha- tum ne unhe majbur kiya hoga yeh sab kehne pe
lakhan- humne tumhare baap ko koi majbur nahi kiya hai
agar tumhe yakeen nahi hai toh kaho apni maa se ki abhi tumhare baap ke kamre mein jaye
sachchaiyi apne aap bahar aajayegi
neha- niklo mere ghar se
[tabhi meena khadi ho jati hai aur seedha raman ke room mein pahunchke gate lock kar deti hai
raman apni biwi se wohi kehta hai neha ko lakhan ne kidnap kiya hua hai aur woh tumhare sath sona chahta hai
agar tum uske sath nahi soyi toh woh neha ke sath zabardasti karega
meena- kya yeh sach hai
raman- neha ki kasam
[bas itna hi kaafi tha meena ke liye uske sabr ka baandh todne ke liye
meena apni kamar se ek chaaku nikaalti hai
raman kuch samajhta usse pehle hi woh meena woh chaaku raman ke seene mein utaar deti hai
meena- neech zaleel kameene meri beti ki jhuti kasam khane ki himmat kaise hui tumhari
meri beti ke baare aisa ganda tumne socha bhi kaise
[meena woh chaaku raman ke seene mein tab tak utarti rehti hai jab tak raman mar nahi jata
phir meena room se bahar aati hai
apne maa ke kapdo pe khoon dekhke neha daud padti hai
meena- tera baap ek neech aur gida hua insaan tha neha
jab main uske paas gayi toh usne kya kaha pata hai
lakhan ne neha ko kidnap kiya hua hai
agar tum lakhan ke sath nahi soyi toh woh neha ke sath zabardasti karega
isi liye maine use maar daala
neha- maa tumne yeh kya kiya woh tumhare pati the hum unse alag ho jaate
meena- woh jab tujhe daaw pe laga sakta tha
toh kya woh tujhe chain se jeene deta
[dono maa beti phut phutke rone lagi
lakhan- [man mein] maa agar aapne bhi apne pati ke sath aisa kiya hota toh shayad hum bhi aise na hote
[phir meena apne aap ko security officer ke hawaale kar deti hai
security officer ko sab sach bata deti hai
lakhan se puchtach karne lagti hai security officer
mujhe phone aata hai
toh main security officer station pahunchta hoon
lakhan mujhe poori baat bata ta hai
[lakhan apne past ke baare mein nahi bata ta]
main arvind ji ko kehke lakhan ki kaaryawahi jaldi nipatwaya
aur gaon laut aaya
agle din raman ka beta apni maa kehne pe raman ka antimsanskaar karta hai
idhar jab main gaom lauta toh lakhan mujhe udaas dikh raha tha
mujhe toh lakhan pe gussa aaraha tha ki usne saara plan fail kar diya
maine use thode hi kaha tha ki raman ko majboor kare ki woh apni beti ko daaw pe laga de
agar recording mein sirf meena ki hi baat hoti
toh uske meena aur uske dono bachche us se nafrat karte
yeh toh har koi janta hai
ek maa apni santan ke liye kisi ko bhi phaad ke rakh deti hai
[note] apne hero ko kya pata ki raman kitna gida hua insaan tha
mujhe lagta hai kuch logo ne kuch aur socha tha
par ek hisaab se reena ke sath jo hua
agar raman apne hero ki family mein kisi ladki ke sath aisa karta toh kya apna hero raman ko maarne mein der karta
jawab jarur dijiyega...
HUM gaon pahunche lakhan ek jagah gaadi rok ke mere samne hath jod diya
lakhan- chhote maalik hume maaf kar dijiye
dilip- lakhan maafi maangne ki jarurat nahi hai
pata hai uski saza maut nahi usse bari saza use milni chahiye thi
usko maarke uski biwi meena ne ek maa ka farz pura ki hai
aur meri taraf se best lawyer uska case ladega
kuch din aaram karo
aur haa main janta hoon ki wajah kuch aur hai
lakhan- aap agar puchenge toh main bata dunga
dilip- sirf itna batao kiske ke liye
lakhan- maa ke liye
[yahi toh ek cheej jo mujhe kamzor kar deta hai
lakhan bahut udaas lag raha tha isi liye main usse aur kuch bhi nahi pucha
phir hum ghar pahunche
mujhe aaj alina se sabhchayi jaanni thi]
mere ghar pahunchte hi
vanya mujhpe chadh daudi ki kahan gaye the kyun gaye the
ab mujhe kisi paagal kutte ne toh kaata nahi hai ki main vanya ko sach bata doon
toh main vanya ko bol diya ki dost se milne gaya tha
phir main apne room mein aagaya
thodi der baad vidu room mein aagayi khana leke
vanya aur alina bhi aagayi
phir teeno mujhe apne hath se khana khilayi
vanya plate leke chali gayi
room mein ab alina aur vidu thi
vidu ka toh mood theek tha lekin alina apna munh banaye hui thi
aur uski wajah main janta tha
phir vidu mere sir mein tel maalish karne lagi
alina bas hume dekh rahi thi
phir vidu room se chali gayi
aur alina bhi uthke jaane lagi
main alina ka hath pakad liya
aur apne sath bitha liya
dilip- naraz ho
alina- nahi
dilip- my american italian indian wife mujhe pata hai ki tum naraz ho
batao aisa maine kya kar diya
alina- kya batau jab kuch hai nahi
dilip- mujhe pata hai ki tum yeh sochti ho ki tum meri teesri biwi ho
isi liye main tumhe kam pyar karta hoon
alina- tum jaisa soch rahe ho waisa nahi hai
dilip- suhaagrat manani hai
[alina sharmayi toh nahi lekin hadbada jarur gayi]
haa yaa naa
alina- main main main
dilip- bakri ho jo main main kar rahi ho
[main alina ka hath pakad liya]
main tumhara pati hoon mujhpe pura haq rakhti ho tum
agar tum mujhe pyar karogi toh main kuch bhi aisa nahi sochunga jaisa tum soch rahi ho
alina- kya soch rahi hoon main
dilip- yahi ki agar tum mujhe aake mujhe mujhse puche bina kiss karogi mujhe pyar karogi toh main sochunga ki tum kitni besharam
aur tumhe galat samjhunga
ek baat batao
kya tum sheher wapas chali jaogi
alina- kabhi nahi
dilip- tumhare career ka kya
alina- tum ho mera career
dilip- tum mujhse itna pyar karti ho ki mere liye sab kuch chhodna chahti ho
main tumhe kahunga ki aisa mat karo
lekin tum nahi maanogi
alina- tumhe kabhi apne se door nahi hone dungi
dilip- tum mahan ho
alina- tumse sirf pyar karti hoon
dilip- nahi karti
alina- karti hoon bahut karti hoon
dilip- nahi karti
[alina udaas ho gayi
alina- tumse bahut pyar karti hoon
please mujhe majbur mat karo
dilip- tum mujhe samjhi hi nahi toh mujhse pyar kaise karogi
alina- please aisa mat kaho
dilip- jo sach hai wohi keh raha hoon
alina- tum aisa kyun keh rahe ho abhi toh kitne achche se baat kar rahe the
dilip- tumhara asli chehra jo nahi dekha tha
alina- main janti hoon tum mujhe uksa rahe ho
dilip- main kyun tumhe uksaunga
main toh sach hi keh raha hoon ki tum mujhe pyar nahi karti
alina- main tumse pyar karti hoon
bahut pyar karti hoon
dilip- main tumhara hoon hi kaun
alina- tum mere pati ho
dilip- agar pati hoon toh saabit karo
alina- tum samajh kyun nahi rahe ho
tum mujhe galat samjhoge
dilip- ab mujhe baat nahi karni hai tum jao apne room mein
[alina apne dono hath mere kaan ke paas le gayi aur chutki baja di
dilip- yeh sab mujhpe kaam nahi karega
tum mujhe hypnotise nahi kar sakti
aur ek baat agar tum mujhse pyar karti ho toh ab woh drugs nahi logi
[alina shock ho gayi...