Update 36
Trikal – hahahahaha mujko pankaj ko khatam karne ka tarika mil gaya. Ab koi bhi usko bacha nahi payega. Uski moot pakki hai.
Sambhu (khush hote huye) – mujko bhi bataiye guruji ab ap kya karne wale hai.
Trikal – jo kam bal (power) se na ho wo chhal (dhokha) se hota hai. main bhi ab wo hi karuga jo uski maa ne mere sath kiya tha.
Sambhu (confuse hote huye) – main samja nahi guruji (man me – alpna ne to sambhog kriya me apni dene se mana kar diya tha. to guruji ki wo halat huyi thi. per PB guruji ki kyu lega?? Or yadi guruji mana bhi kar dege to un sa uska lund tut jayega) (just joke)
Trikal – hahahahahaha sambhu tu pagal ho gaya hai. sale yadi wo samne aa hi jaye to mar hi na du usko. Mujko nababo wale shok nahi hai. or na hi PB ko hai. tera dimag kharab ho gaya hai jo meri baat ko nahi samja.
Sambhu – sorry guruji me sach me nahi samja. Puri baat bataiye na.
Trikal – tujko manjima yaad hai??
Sambhu (sochte huye) – ap us ladki ki baat kar rahe hai na jo mani ki cheli thi. or waha raha kar usne bahut si siddhi bhi hasil kar rakhi hai. fir sadhu ji ke pass ja pahuchi or unke pass raha kar panch-mahabhuto ko vash me karne ki siddhi ko suru kar rakha hai. or uske 2-3 charan to shayad wo paar bhi kar chuki hai.
Trikal – hmm sahi pahchana.
Sambhu – per wo in sab me kese aa gayi??
Trikal – pehle meri puri baat suno tab tumko sab samaj aa jayega.
Sambhu – hmm bataiye
Trikal – aj PB ja pahucha tha sadhu ke ashram me. Or waha per mere mitra ko hara diya. sadhu veergati ko prapt ho gaya. Per PB ko waha per manjima mil gayi. Or bato -2 me PB ne usse sambhog kriya karne ko kaha hai. wo usse shadi karke uske sath sambhog kiriya karna chahata hai. yadi sach me yesa ho gaya to PB ek hi baar me ek sabse badi Shakti – panchmahabhuto ko apne vash me kar lega. Yadi ye – agni, pani, hawa, bhumi, akash uske vash me ho gaye. To wo fir us chakraview ko takkar dene ke layak ho jayega. Or humko yesa hone se usko rokna hoga. Or ye kaam karoge tum. Wo bhi chhal se…
Sambhu – hmm ye to bahut hi bura hua guruji. Sadhu ji mare gaye. Or PB ki mulakat manjima se bhi ho gayi ye to bahut hi bura hua. Per ap to kaha rahe the ki apko PB ko khatam karne ka rasta mil gaya.
Trikal – haan ye haari huyi baaji hi humko jeetayegi. Bus tumko apna kaamal dikhana hai. dekho manjima ne mani ka sath isliye choda tha kiyoki mani ne usko sambhog kriya ke bare me nahi bataya tha. mani apni jagha thik bhi tha kiyoki jab humne dalasur ko ked kar rakha hai to sambhog kriya se kuch bhi hashil nahi hoga. Per ye baat manjima ko nahi pata. Ab manjima ye janti hai ki PB mani ke kahne par sambhog kriya kar raha hai. per wo narmal sambhog kriya se kitni alag hai ye manjima nahi janti. Jab main aj tak isko puri tarha nahi samaj paya to manjima kaha se janegi. Bus tumko is baat ka fayeda udana hai. or manjima ko wahi karne ke liye tayar karna hai jo alpna ne kabhi mere sath kiya tha.
Sambhu – wahhh wahhh kya plan kiya hai guruji. Sach me maza aa gaya. Ab PB ko kon bachayega. Ye to gaya.
Trikal – haan bus tum apna kaam achche se kar dena. Or haan manjima jab mani ke ashram me thi to uske man me gurupit ko lekar bhi jalan ke bhav the. Kiyoki gurupit ek kurup or bhudi aurat thi. or manjima javan or pari si sundar. Fir bhi mani dono me kabhi koi fark nahi karta tha uski najro me dono ek jesi thi. or manjima ko ye apni sundarta ka apman lagta tha. har sundar nari ki bhati wo bhi ye chahati thi ki uski sundarta ki log prashansha kare. Uski or jyada dyan de per mani ne kesa kabhi nahi kiya. To ek choti si jalan ki bhavna hai manjima ke man me gurupit ke prati. Bus ab tum samaj hi gaye hoge ki tumko kya karna hai. is choti si jalan bhav or mani ki narajgi ko hawa deni hai. or PB ka khel khatam….. hahahahahahaha
Sambhu bhi trikal ki baato ko sochta hua apna plan bana kar nikal gaya manjima ke pass..
Idar manjima(manju) PB or uski dono patniyo ke jane ke baad PB ki hi baato me khoi huyi thi. jo prashtav PB ne use diya tha wo uske ware me hi soch rahi thi. jab se usne ye tantrik ka chola pehna tha kisi ne bhi usko yesi najro se nahi dekha tha. jab tak wo mani kea ashram me rahi thi tab tak to wo keshariya rang ki saari pahan kar hi rahati thi. or us saari me bhi wo itni achchi lagti thi waha ke bahut se chele or aane jane wale log usko ghurte the. Per mani ji per uske rup sundarya ka koi prabhav nahi tha. wo usko bhi wese hi baat karte jese ki or sab se karte. Unke alawa us ashram ke bahut se log manju ki chaplushi karte dikh jate the. Or jo nahi karte the manju unse baat nahi karti thi. mani ji ka ye samanta ka vhavaar manju ko kahi na kahi akharta tha. or jab bhi gurupit waha aati or mani ji usse bhi wese hi vhavaar karte tab to uske man me agg hi lag jati.
Gurupit jo uski najar me ek kurup or budhi aurat thi. fir jab manju ke kai baar kahane per bhi mani ji ne manju ko sambhog kriya ke ware me nahi bataya to last me manju ne mani ji ke sath hi sambhog kriya ka prashtav rakh diya tha. manju kese bhi sambhog kriya karke panchmahabhuto ko vash me karne ki Shakti pana chahati thi. or uske jeevan ka ye ek matra target tha. jab mani ji ne ye pucha ki wo ye power kyu hassil karna chahati hai tab usne kaha ki “ye mene bachpan ki ichcha hai. or is power ko pa kar me jan kalyan ka kaam karna chahati hu. Mene apne gaon me or as pass ke kai gaon me dekha hai ki har saal ya to pani ki kami se (barish kam hona) ya fir pani ki adhikta se kishano ki fashle kharab ho jati hai. to kahi bijli ke girne se khadi fashlo me aag lag jati hai. main is sab se kishano ko bachane ke liye ye siddhi pana chahati hu.” Mani ji me jab uski baate suni or unko manju ke aakhon me sachayi nazar aayi to mani ji ne usse kaha ki main tumhare sath sambhog kriya to nahi kar sakta or na hi iske mantro ke bare me bata sakta hu. Kiyoki abhi isko karne se kuch hasil nahi hoga. Per main tumko ye siddhi hashil karne ka dushra tarika bata sakta hu.”
Fir mani ji ne manju ko wo mantro or hawan se in panchmahabhuto ko siddh karne ka pura gyan diya. manju jab us gyan ko le kar mani ji ke pass se bahar aayi to usko apne upar gussa bhi aaya or sharm bhi aa rahi thi. kese ek ladki ho kar mani ji se sambhog ki baat kar li. Orgussa is baat ka tha ki uske sundar sarir ko bhi mani ji ne tukra diya. jisko pane ki lalsha wo bahut se logo ki aakhon me dekh chuki thi. uska apne sarir ki sundarta ka ghamand tut chukka tha. isliye usne ye tantriko wala chola dharan kar liya. Use ab mani ji ka samna karne me bhi sharam aa rahi thi. sath me ek dukh bhi tha ki mani ji me usko sambhog kriya ke ware me nahi bataya. Per fir bhi usko apna lakshya pane ka ek or rasta mil chukka tha. per ab wo mani ji ka samna nahi karna chahati thi. isliye unka ashram chod kar chali gayi.
Manju ko PB se baat karke apna bita hua kal yaad ane laga tha ki kese mani ji ne usko shambhog kiriya ke liya mana kar diya tha. per fir is ladke ko kyu wo sab sikhaya. Or jab wo PB ke ware me sochne lagi to pata nahi kyu uske man me ek pyar ki lahar dodh gayi. Aj se pehle usne kabhi yesa feel nahi kiya tha. fir wo sawal uske man per haavi hone laga ki mani ji ne kyu is ladke ko sambhog kriya ke ware me bataya. Per fir PB ki Shakti yaad aayi ki kese usne sadhu jese tantrik ko hara kar use maar dala. Wese to sadhu usko bhi pashand nahi tha per use is ashram ke jesi aajadi or apne anushdhan ke liye shanti or kahi nahi mili thi. isliye hi wo is ashram me raha kar apne lakshya ki or bad rahi thi. per aj uske dil or dimaag me ek jang chhid chuki thi. dimaag kaha raha tha ki mani ji ne uske sath galat kiya hai. yadi wo us ladke ko bata sakte hai to mujko kyu nahi. Wahi dil PB ki powers uske rup uske baat kane ke tarike se, uske sadhu se ladne ke tarike se ghayal ho chukka tha.
dil kaha raha tha ki PB ki baat man kar usse shadi kar le. Uske jesa siddh or prakarami purush usko koi dusra nahi mil sakta. Uske dil me aurto ki bhi kitni ijjat hai ki wo sambhog kriya karne ke liye bhi pehle shadi karke use samman se apna bana raha hai. nahi to usne aj tak to ye hi suna tha ki jisne bhi sambhog kriya ki usne aurto ko bhog kar chod diya. (note – abhi manju ko ye nahi pata hai ki PB normal sambhog kriya nahi kar raha. Or uski shaktiyo ka base uski patniya hai. usne keval normal sambhog kriya ke bare me hi suna hai jo ki trikal ne ki thi). yadi wo usse shadi kar leti hai to sambhog kriya karne ka sapna bhi pura ho jayega. Or wese bhi 2-3mahino me uska anushdhan bhi pura ho hi jayega. Fir wo PB ke sath raha kar jan kalyan ke kaam ko aram se anjaam de sakti hai..
yadi wo usse shadi kar leti hai to sambhog kriya karne ka sapna bhi pura ho jayega. Or wese bhi 2-3mahino me uska anushdhan bhi pura ho hi jayega. Fir wo PB ke sath raha kar jan kalyan ke kaam ko aram se anjaam de sakti hai.
Manju ne puri raat in sab ko sochte huye hi bita di. Subha bhor me sambhu manju ke pass pahuch chukka tha. pehle bhi manju ne use yaha ek –do bar dekha tha. sadhu or trikal sachche mitra the. To wo kabhi -2 yaha aa jata tha. manju bhi trikal or sambhu ko janti thi. jab sambhu waha pahucha tab waha kuch bhi nahi tha. manju ne agni power se sabhi lasho ko raat me hi jala diya tha. or wo subha ud kar apne hawan ki tayari kar rahi thi. sambhu ko waha dekh kar wo sambhu ke pass pahuchi or dono me pehle vahvarik baate huyi fir sambhu apne mudde ki or ata hua bola –
Sambhu – manjima ji mujko sadhu ji ke bare me sun kar bahut dikh hua. Yadi main yaha hota to main kabhi bhi yesa nahi hone deta.
Manju – hmm ho sakta hai ki ap us ladke se loha lete per wo bhi kam Shakti shali nahi tha. or wese bhi sadhu ji ke sath jo bhi hua wo unke karmo ka fal tha.
Sambhu – wese kon tha wo ladka? Kya tum janti ho use??
Manju – nahi main nahi janti. Haan per jane se pehle usse meri kuch baat huyi thi. PB naam bataya tha usne.
Sambhu – ohh kahi wo mani ji ka wo chela to nahi tha jis par mani ji aj kal kuch jayada hi meharwaan hai.
Manju – kya matlab hai apka??
Sambhu – kyu tumne is bare me nahi suna. Pata nahi mani ji ke kisi mitra ka beta hai. pehle to jab karta tha. fir pata nahi kese wo gurupit ke pass pahuch gaya. Gurupit per to mani ji pehle se hi meharwaan the. Or jab gurupit ne us ladke ko milwaya. To mani ji ne gurupit ko uske sath rahane ka bola. Or sambhog kriya bhi sikha di. Wese to kabhi tantra mantra ke as pass bhi nahi tha. per mani ji ki kripa se sambhog kriya karke usne bahut sari shaktiya pa li hai.
Manju – kya kaha apne us ladke ne pehle kabhi is tarha ki koi siksha nahi li. Or na hi ashram me raha. Fir bhi mani ji ne use sambhog kriya sikha di??
Sambhu – haan ye hi sach hai. mani ji ken a jane kitne yese chele hai jinhone na jane kitne dino tak ashram ki sewa ki hai. waha siksha li hai. unke har kaam ko kiya hai. fir bhi mani ji ne unko bhi ye kriya nahi sikhayi. Per us ladke ko pehli mulakat me sab sikha diya. itna hi nahi apni sabse pasandita cheli ko bhi uski sath bhej diya. jisse use koi bhi pareshani na ho.
Manju sambhu ki baato se buri tarha jalne lagi. Uska mani ji or gurupit per gussa badne laga. jo ek choti si chingari uske man me thi use sambhu ne hawa de di thi. manju ko gussa ana lajmi bhi tha kiyoki koi bhi ye kese bardash kar rakta hai ki uske guru ne itni mehnat karne ke baad bhi jo chij usko na di ho. Or wahi chij ek naye or agyani ladke ko de di. Ab manju ko pura sach kaha pata tha ki mani ji ne ye sab DS maa ke kahne par kiya hai. or wo bhi is liye kiyoki wo ladka hi yogya hai is kriya ke liye. or uski yogiyta uske janaam se hi uske sath thi. wo koi sadaran manav nahi tha wo to DS maa ka beta tha. wo beta jisko niyati ne khud DS maa or dalasur ki mukti ke liye chuna hai. manju in sab bato se anjaan thi. isliye use mani ji per bahut gussa aa raha tha. manju ko yu chup dekh kar sambhu samaj gaya ki teer thik jagha laga hai.
Sambhu – itna hi nahi mani ji uske ek baar bulane per baage -2 jate hai. jabki tum to janti hi ho ki wese wo kahi bhi jana pashand nahi karte or shayad hi kisi ke ghar rukte ho. Per uske ghar to kai -2 dino tak rahate hai. matlab ye smaj lo ki yesa lagta hai jese ki mani ji us ladke ke liye hi jee rahe ho.
Manju – per yese kese ho sakta hai. guruji ne to aj tak sabko ek saman hi samja hai. kisi ke sath kabhi bhed bhav nahi kiya.
Sambhu – ye tumhari bhul hai manjina. Tum kabhi unko thik se pahchan hi nahi payi. Tumko gurupit yaad hai.
Manju – haan hai. wahi na krup or boodhee aurat. Mujko dekhne me wo kabhi achchi nahi lagi. Haan per saaf dil ki thi.
Sambhu – manju tum khud saaf dil ki ho. Or bahut sidi ho. Isliye tumko sab apne jese hi lagte hai. tumko pata hai mani ji ne usko yesi vidya sikhai ki usne DS maa ko khush karke na keval unke darshan paye balki DS maa ne use itna sundar bana diya hai. ki uski sundarta kea age tum kuch bhi nahi ho. Wo boodhee aj 18 saal ki kuwari pariyo ke jesi dikhati hai. (jabki DS maa ke khush hone me mani ji ko koi hath nahi tha. ye sab apne update 1,2 me pada hai)
Ab to sambhu ne teer jesi jagha chalaya tha ki manju kya or koi bhi hoti tab bhi wo bhadak jati. Ek sundar ladki ke samne dusri ladki ki badai ladki bhadkegi hi. Or isme to manju ko ye bhi pata tha ki gurupit pehle kesi thi.
Manju (apne gusse ko apne andar dabate huye) – kya ye sach hai??
Sambhu – main tumse jhut kyu boluga. Or wese bhi tumhara us ladke se koi lena dena to hai nahi. Or na hi gurupit se. anpne guru mani ka asharam tum chhod hi chuki ho. To main tumse un sab ke ware main jhut kyu kahuga.
Manju – nahi sambhu ji mujko usse lena dena hai. usne mere sath bhi shadi karke sambhog kriya karne ko kaha hai or mene soch kar javaab dene ko bola hai.
Sambhu – ohhh ye baat hai. to tumne kya socha uske bare me??
Manju – sochna kya hai jis ladke ne mera haak china hai main usko kabhi maaf nahi karugi. Is baar jab wo aayega to use mujse yuddh karna hoga.
Sambhu – tumhara haak kab chhina usne??
Manju – mene guruji se na jane kitni baar kaha ki wo mujko sambhog kriya sikha de. Per unhone meri jagha us ladke ko sikhai. Fir us gurupit per bhi guruji meharwaan rahe. Jabki main guruji ke sath kuch bhi karne ko tayar thi. fir bhi unhone mujko thukra diya. or us gurupit ko gale lagaya. Ab main unke payare shishya ko maar kar dikha dugi ki unka kon sa shikhya jyada kabil hai.
Manju ne ye baat garajte huye kahi thi. uski baato me uska gussa saaf dikhai de raha tha. sambhu apne plan me kamiyab hota dikh raha tha. unki baate sun kar sambhu dil hi dil bahut khush tha. ab usko bus manju ko PB ko marne ka wo tarika batana tha jo ki trikal ne bataya tha. wo alag baat thi ki us tarike se manju bhi jinda nahi rahati per is baat ka pata na trikal ko tha or na hi sambhu ko or na manju ko.
Sambhu – na manjima na yesa karne ki sochna bhi mat. Tum abhi usko hara nahi sakti. Jese tumhare sath chhal hua hai wese hi tumko uske sath karna hoga. Dekha nahi tumne kese wo sadhu jese tantrik ko hara kar chala gaya.
Manju – haan ap ye to sach kaha rahe hai. yese usse bhidna to murkhta hi hogi. Chhal ke badle chhal galat nahi hai. ap bataiye kya ap koi tarika jante hai jisse ek hi bar me apne guru, PB or us gurupit se badla le saku.
Sambhu (sochne ka natak karte huye) – haan ek tarika mere mind me aa raha hai. per shayad tumko achcha na lage.
Manju – ap bataiye to. Ye to main dekhugi ki kesa hai.
Sambhu – ab tum sunna hi chahati ho to suno. Tum usse shadi kar lo or ….
Manju – nahi main usse shadi hargij nahi karugi.
Sambhu – pehle meri baat puri sun lo thik lage to karna nahi to hum fir kuch or sochege.
Manju – hmm ok boliye.
Sambhu – tum usse shadi kar lo or fir jab wo tumhare sath sambhog kiriya karne aaye to bich me hi usko rok dena. Tumko uske sath sambhog nahi karna hai keval shadi karni hai. fir uske baad kya hoga ye tum janti hi ho. Sambhog kriya yadi bich me rukti hai to sambhog kriya karne wala bach nahi sakta. Or yadi wo khatam to guru to wese hi tut jayegi. kiyoki wo ab uski patni hai. or uske marne se mani ji bhi apna priye shishya kho dege. Or tumhara badla pura ho jayega. Bus issne tumko usse shadi karke apne jhase me lena hai. or fir tum bhi vidva ho jaogi. Per tantrik duniya me is baat se koi farak nahi padta ye tum bhi janti ho.
Manju sambhu ki baat ko sochne lagi use uske plan me koi kami nahi najar aayi. Use sab thik laga. to usne bhi iske liye haan kaha diya to fir sambhu bola – or ek baad yaad rakhna ki shadi yaha apne ashram me karna or yaha per hi sambhog kriya karne ko kahna. Kiyoki yadi tum uske sath uski haweli me chali gayi . or tumhari wajha se PB mara gaya to to uski patniya tumko jinda nahi chodegi. (sambhu nahi janta ki yadi PB marega to uske sath hi uski sari patniya manju sahit sab mar jayegi) yadi tum yaha uske sath akeli hogi to usko maar kar kahi bhi ja sakti ho.
Manju ko sambhu ki ye baat bhi thik lagi. Ifr kuch der or manju or sambhu apne plan per baat karte rahe. Sambhu ne manju ko puri tarha apni baato me fasa liya tha. or PB ki moot ki puri tayariya ki ja chuki thi. ab to bus ye dekhna hai PB isse kese bachega??? Ya sambhu apne plan me kamiyab hoga…
Waha sambhu manju ko badka chukka tha. or yaha haweli me PB, guru, kamini, savita, pari or ankita danav sena ke base me bêthe huye bate kar rahe the. PB ne base ke gate ko in sabhi ke liye sat kar diya tha. or ye sab bhi is base ko dekh kar khush the. Aj danav sena apna dusra hamla karne ja rahi thi. per is baar PB ne sath jane se saaf mana kar diya tha. or pari ko bhi nahi bhej raha tha. juli ko hi sab sabhalna tha. sabhi expart ke sath sabhi ladkiya base me shift ho chuke the. Un exparts ne bhi kabhi yesa base nahi dekha tha. or unko pata bhi nahi chal raha tha ki ye hai kaha per. Hacking master baby bhi iski location ko treck nahi kar payi thi. per yaha net full speed se chal raha tha.
ye sabhi expert is base me hi raha kar apni training de rahe the. Unhone apne matlab ki ladkiyo ko sleact kar liya tha. raka ke adde se mili ladkiyo me se kuch ko juli ne danav sena ke liye chun liya tha. or bachi huyi ladkiya danav sena ki suppoting ke liye laga de gayi thi. sabhi ne khushi -2 apne kamo ko apna bhi liya tha. pure base me chahal pahal thi. per us base ke ek room me PB or uski patniya or juli, malti aj ke attack ke liye plan ko last time review kar rahe the. Sath jane wali ladkiya bhi apni tayari me lagi huyi thi. sabhi me ek josh dekha ja sakta tha. PB ne juli or malti ko sab samja diya tha. or juli ko haweli ke bahar lage sabhi CCTV ke control room ko base me hi shift karne ko bol diya tha. or juli ki team ki ek member ko har time us per najar rakhne ko bhi bola gaya tha. juli aj apne sath apni team ki 2 member ko sath le ja rahi thi.
PB or uski patniya juli se baat karke upper aa chuke the. Or fir PB ne apni patniyo ko bol kar aadrashya ho kar juli ki team ke sath jane ko bol diya tha. ye sab ladies apne kaam me busy ho gayi. Or ankita naina ke pass chali gayi. Or kuch der baad hi PB bhi danav sena ke dusre target per pahuch chukka tha. per aj wo kuch karne wala nahi tha. wo bus isliye aaya tha ki yadi koi gadhbadh hoti hai to wo use sambhal sake. (friends me yaha per us attack ko detail me nahi likh raha hu kiyoki ye to ap sab bhi jante hai danav sena ne hi jeetna hai. or fir ye story ke liye jaruri bhi nahi)
Idar ankita naina se baat kar rahi thi. wo chaha kar bhi wo ilaj ka way nahi bata pa rahi thi kiyoki ek bar wo naina ka trailer dekh chuki thi. or ab yadi naina ne fir se PB ke liye kuch ulata sida bola to wo usko bardash nahi hona tha. isliye wo usse normal hi baate karne me lagi thi.
Ankita – naina meri bahan mujko maaf kar dena. Main tumhari aakhon ko thik nahi karwa pa rahi hu.
Naina – kesi baat karti ho bahana. Tumne itni kosis ki hai ye kya kam hai. per mere naseeb me ye andera hi likha hai to tum bhi kya kar sakti ho.
Ankita – yesi baat mat kar bahan main tujko har khushi dena chahati hu. Per jo chij tere liye sabse jaruri hai wo chaha kar bhi tujko nahi de sakti.
Naina – ankita mujko tum jesi bahan mil gayi or mujko kya chahiye. Jo naseeb me hai hi nahi uske liye dukh karne se kya fayeda.
Ankita – hmm ye bhi hai. achcha chal ye bata ki aage ke bare me kya soch hai kya karna hai ab??
Naina – yesa to kuch socha hi nahi. Mera to jeene ka ek hi maksad tha wo to Thakur sahab ne kal hi pura kar diya. ab to ye jindgi bojh si lagti hai. samaj hi nahi aata ki kya kiya jaye.
Ankita – pagal to nahi ho gayi hai. kya bhagwan ne ye jeevan keval kisi se ladne marne ke liye hi diya hai kya. Jeevan ke or bhi bahut se rang hai. shadi, bchche apna ghar, apna pariwar, khushiyo se bhari ek jindgi. Tu na keval problems ko hi jendgi maan kar bethi hai. jabki jindgi to khushiyo ka dusra naam hai koi apna ho or ap kisi ke. Kisi ke pyar ke sath jeena hi jindgi hai.
Naina – na bahan na yese sapne na dikha jo is badkismat ke naseeb me ho hi na. is andi aanath ke naseeb me ye sab nahi hai.
Ankita – yesa kyu bolti hai. bhagwan sabhi ka humsafar bhejta hai bus hum usko pehchan nahi pate. Ya koi hai jo tujko pashand ho to mujko bata. Main teri shadi usse karwa dugi.
Naina – nahi yesi koi baat nahi hai. mujko koi bhi pashand nahi hai (man me – kese kahu bahan tera pati hi bha gaya hai. uski achchaiyo ne mera dil jeet liya hai. per usko pana mere naseeb me nahi hai.) hakikat ye hai bahan me shadi hi nahi karna chahati. (man me - ab dil jis per aaya hai wo to mil nahi sakta or kisi ki shyad ab me ho nahi paugi.)
Ankita – yesi baat nahi karte ek baar fir sochna. Yadi shadi nahi karegi to kya karna hai. ye sochna. Wese bhi koi bhi ladki jab hi puri hoti hai jab wo kisi ki patni or fir kisi ki maa ban jati hai. sochna is bare me. (man me – kesi ladki hai meri bahan jo shadi hi nahi karna chahati. Or jab shadi hi nahi karna chahati hai to kese kahu ki mere pati se shadi kar le to tujko aakhen bhi mil jayegi or tu hamesha mere sath bhi rahegi meri choti bahan ki tarha)
Fir ankita baato ka rukh badal deti hai. or idar udar ki baate karti rahati hai. kuch hours me hi PB haweli lot aata hai. danav sena ne ek bar fir apne shikar me kamiyab ho chuki thi. per sabse badi jo baat thi wo ye thi ki PB ko kisi bhi tarha ki help karne ki jarurat nahi pari thi. malti or juli dono ne hi bahut hi achcha work kiya tha. danav sena apna kaam khatam karke waha per bande bchche or ladkiyo ko azad karke lot liye the. Waha ka cash bhi ye lut aaye the. Or danav sena ka khof banana ke liye ek diwar per fir wahi line likhi ja chuki thi. jab ye log us jagha se dur nikal gaye to juli ne media ko inform kar diya tha. ek bar fir security officer ke kapde fatne tay the.
PB ne haweli per aa kar waha ke bare me sabhi ko bata diya (except kajal, peya, ada, maud). Jab baat puri huyi to jay bola – bhaiya me apse kuch kahana chahata hu.
PB – haan bolo
Jay – bhai me bhi danav sena join karna chahata hu. Khet or mills ka kam to lakhan ne puri tarha sambhal liya hai. fir bhi jarurat hoti hai to ada or avni uski puri help karti hai. mere pass koi bahut kaam bhi nahi hai. to me bhi danav sena me training le kar un ladkiyo ke jese samaj ke gaddaro se ladna chahata hu.
PB (kuch der sochh kar) – thik hai aj se tum, avni, juli, pari hi puri danav sena ko sambhaloge. Jaha bhi help ki jarurat ho mujko batana. Or haan avni tum baby se training logi. Or jay tum Shakti or Robert se training loge. Pari tum hamuk or Robert se training logi.
Teeno – ok
PB – Avni mills ka kaam Erika ko de do. Or kheto ka mahi ko. waha ka hishab kitab se dono dekhegi. Ada or kajal ko ko bhi kaam nahi karwayega. Kamini, savita or guru haweli ko sabhalegi. Ankita or guru tum dono ada or kajal ko dekhogi. Ankita tum kisi hospital me contact bhi kar lo jab bhi unko tumhari jarurat ho tum waha jarur jaogi. Or apna dr. hone ka dharam nibhaogi.
Saloni – or main??
PB – saloni abhi tumko mere sath rahna hai mera saya ban kar. Main janta hu ki abhi keval tum hi mujko sambhal sakti ho.
Saloni – hmm ok.
PB – main or tum dayan lagayege. Or meri danav pravati ko control karege.
Guru – haan ye bahut jaruri hai. apko sabhi kuch chhod kar is per focus karna hoga.
PB – guru jane kyu mujko lag raha ki ki kuch galat hone wala hai. to ye tumhari jimmedari hai ki sabhi safe rahe. Hum sab ek dusre se yese bande hai ki kisi ko bhi kharoch aayi to dard sabhi ko hoga. To guru tum haweli ki safty bada do. Ek security agency hire kar lo. Jo haweli ke charo taraf nazar rakhe. Or koi bhi haweli se bahar jaye to use protaction de.
Guru – hmm ok. Wese bhi mujko bhi kuch yesi hi feeling aa rahi hai. or ab apko jald se jald dalasur ji ke dev rup ko azad karwane ke liye jana hoga. Keval 75 din hai hamare pass. Or us bhulbhulaiya ko paar karne me kitne din lag jaye. Isliye apko jaldi se jaldi waha ke liye nikalna hoga.
PB – hmm thik kaha rahi ho tum, per main ek baat tum sabko bata du ki yadi kabhi bhi haweli per kisi bhi tarha ka hamla ho to tum sab us base me chali jana. Us base tak koi nahi pahuch payega or tum waha safe rahogi.
Sab – hmm ok
Fir yese hi baat karte huye raat ko dinner karke so gaye. Agle din bhi kuch khas nahi hua. PB dayan me hi apna jyada se jyada time de raha tha. kuch der sabke sath raha or ek bar kheto or mills per hi ho aaya. Or waha se lot kar jay ke sath base me gaya. Or usko sab samjane laga. raat ko lata ji or sonal didi se baat karke so gaya. Next day usko manju ke pass jana tha. naina ne ankita ke pyar ko dekh kar apne pyar ko apne hi andar daba liya uski soch thi ki kese wo apni hi bahan ke pati ko pyar kar sakti hai. usne to socha tha ki uske jesi bliend ladki ko koi bhi apni patni nahi bana sakta or fir wo to bilkul bhi nahi jo khud itne paise wala ho or uske pass itni powers ho. Jisko pane ke liye itni ladkiya pehle se hi uski raha dekh rahi ho or wo kisi ko us nazar se dekhta bhi na ho
Manju ke anushthan ko ek or charan pura ho chukka tha or wo PB ka intjaar kar rahi thi. aj PB usse milne aane wala tha. or uske man me badle ki bhavna joro per thi. per fir bhi dil ke ek kone se wo ye sab nahi karna chahati thi. jab usne bahut socha to usne ek decision liya ki pehle sambhu ki baato ko confarm karegi. Or yadi wo sab sach hai jo sambhu ne kaha hai to fir wo PB ko moot ke ghat uttarne se piche nahi hategi. Kiyoki dhoke ke badle dhokha galat nahi hai. manju ne aj apna wo tantrik wala chola bhi uttar diya tha. or ek keshariya saari pahan li thi. kiyoki usne soch liya tha ki shadi to karni hi hai chahe fir shadi ke baad sambhog ho ya nahi. PB ko mare ya khud us per mar mite per shadi to karni hi hai. dil abhi bhi PB per mar mitne ko kaha raha tha. per jab inshan per gussa havi ho jata hai to wo sahi galat bhul jata hai. or ye hi manju ke sath tha. sambhog kriya ko na janne ka jo dard uske dil or dimag me tha ab wo gusse or badle ki bhavna me badal chukka tha or wo gusse me ye bhi bhul chukka thi ki wo badla apne hi guru se lene ja rahi hai.
Kuch der baad PB waha guru ke sath waha aa pahucha tha. kiyoki guru ne use bata diya tha ki wo manjima ko achche se janti hai or bahut hi achchi ladki hai. mani ji ne bhi manjima se shadi ke liye haan kaha di thi. or ye bhi bata diya tha ki manjima ke saht wo panchmahabhuto ki Shakti hi mage. Jab PB ki najar manju ke face per padi to uski khubshurti me kho gaya. Dil me uske liye ek pyar umda. Wo uske face me khone laga. pehle bar PB ne manju ke face ko dekha tha nahi to pehli bar uske face per bahut kuch puta hua tha. per abhi uska face damak raha tha. ek mashum sa sundar sa face. Ek tez tha uske face per. Jo uske face ko bina makeup ke bhi hasin bana raha tha.
chehere ki mashumiyat se ek choti si bachchi lag rahi thi. wahi sarir ke utav chadav itne preface the ki is sadaran si saari me bhi modal se kam nahi lag rahi thi. manju ka tez manju ko sabse alag banata tha. uske tez ke karan face per se najar hatane ka man hi nahi ho raha tha. manju bhi PB ko use yesa ghurta dekh man hi man muskura rahi thi. sath me aati bala ki sundar ladki ke hote huye bhi jab PB use ghur raha tha to use ye apne rup somdarya ki jeet lag rahi thi. aj kai saalo baad man me ye khushi aayi thi. nahi to jab se usne tantrik ka chola liya tha wo ye sab bhul hi chuki thi. or fir aj usko ghurne wala bhi wo tha jisko dekh kar uske dil ne pehli bar kisi ko apna kaha tha. or ye dil is baat ko achche se janta tha. chahe dimag per bharm jaal tha. per dil kaha kisi ki suntan hai ek bar jisko apna maan le usko dekh kar joro se dhadhakne lagta hai.
Manju – kese hai ap..
PB – ek dum achcha, or ap kesi hai.
Manju – main bhi achchi hu, ye kon hai.
PB (guru ki or ishara karke) – ye bhi mani ji ki shishya Gurupit hai. or guru ye hai …..
Guru – mamjima.. achche se janti hu isko me. Sath me bahut kuch sikha hai guruji se.
Manju ka muh to khula ka khula raha gaya. Kaha wo gurupit or kaha ye. Yani ki sach me gurupit ko DS maa ne vardaan diya hai. or bina mani ji ke se ho nahi sakta.
Manju – ap to sach me puri badal gayi hai. apko to koi pehchan hi nahi sakta.
Guru – haan sab DS maa ki kripa hai. or tumhara wo anushdaan pura hua ya nahi??
Manju – haan kuch charan bache hai bus.
PB – to manju apne kya socha mere prastav ke bare me? Mere se shadi karke mere sath sambhog kriya karna chahegi??
Manju – main apna javaab batane se pehle apse kuch janna chahati hu.
PB – haan bolo kya janna hai??
Manju – ap mani ji se kab or kaha mile the?
PB – main mani ji se 4-5 mahine pehle gurupit ki gufa me mila tha. gurupit ne hi mujko unse milwaya tha. per main unko pehle se janta hu. Wo mere papa or maa ke friend bhi the. Or guru bhi. Wo 6-7 saal pehle hamare ghar bhi aaye the.
Manju – kya wo apke ghar per kyu?? Jaha tak mujko yaad hai guru ji shayad hi kisi ke ghar jate the.
PB – wo mujko lene hi gaye the. Per main hi abhaga tha jo mene sath aane se mana kar diya. or uska phal mujko apni maa ke rup me chukana pada.
Manju man me – matlab ye ladka pehle guru ji ki baat ki abhelna bhi kar chukka hai. fir bhi guruji iska sath de rahe hai. jesi kya baat hai??
Manju – fir guruji ne apko sambhog kriya kab sikhayi??
PB – usi din jis din gurupit ne mujko unse milwaya tha. fir meri help ke liye gurupit ko bhi mere sath bhej diya tha.
Manju man me – wahhhh guru ji kya baat hai is ladke ne apki baat nahi mani fir bhi apne pehli hi mulakat me wo kriya sikha di jo mujko itne din ki mehnat ke baad bhi nahi sikhayi. Ye apne achcha nahi kiya. Iska phal apko bhugatna hi hoga. (manju ne apne man ke bhavo ko face per ane nahi diya)
Manju (ek shetani mushkan ke sath) – main apse shadi karne ko tayar hu per main chahati hu ki ye vivha yaha per hi ho or sahi per hum wo sab kare. Uske baad hi main apke sath apni susral chalugi.
PB (soch kar) – thik hai jese tum kaho. Kyu guru isme koi problem to nahi hai na.
Guru – wese to koi problem nahi hai per ek to meri sakhi ko dulhan ki tarha kese sajayege or dusra yaha koi sound proof room bhi nahi hai or ap jante ho ki jab ap kisi ke sath hote ho to wo kitna chillati hai (ye bol kar wo hasne lagti hai)
Guru ki baat ka matlab samaj kar manju sarma jati hai per man me sochti hai aj main nahi ye chillayega. Or main hasugi. Fir ye tadaf -2 ke marega. Tab mere dil ko sukun milega.
Manju – tayar to ap mujko prakratik tariye se bhi kar sakti hai or rahi raat me hone wali awajo ki baat to uske liye kya yesa ho sakta hai ki shadi ke baad yaha keval hum dono ho??
Guru – hmm thik hai main tumhari shadi karwa kar yaha se chali jaugi ye hi mujko haweli chod aayege. Or fir raat me keval tum dono hi bachoge. Kiyoki or to koi mujko yaha dikh nahi raha hai. per dekhna jyada awaj mat karna kahi tumhari awajo se jangal ke janwaar bhi pareshan ho jaye.
Manju ek bar fir Sharma jati hai. or fir ye log yese hi hashi Mazak karte huye shadi ki tayari karne lagte hai. puja ka saman to pehle se hi tha manju ke pass me. Bachi huyi chijo ka bhi jaldi se intjaam kar liya jata hai. to fir guru jangal se phol or kuch patte le kar aati hai. guru un pholo or patto se manju ko yesa sajati hai jese ki wo prakrati ka sabse anmol tofa ho. Patto se li laali honto per lagati hai to surma kuch khash patto ko jala kar uske dhuye se banati hai. pholo ka haal. Or pholo ke hi abhushan.
PB tayariya karke jab free huya to usne haweli me kamini ko contract karke bata diya ki wo aj manjima se shadi kar raha hai or wok al subha hi haweli aayega. Ye sun kar sabhi khush ho gaye. Us time sabhi dinning table per beth kar lunch kar rahe the. Naina bhi pass me thi. or jab naina ne suna ki PB ek or shadi kar raha hai or uski patniya isse khush hai to wo confus ho gayi. Uske hissab se sabhi ko dukhi hona chahiye tha per ye to khush ho rahi hai kesi kya baat hai jo ye yese react kar rahi hai??
Waha guru or PB shadi ki tayari me lage the or yaha trikal apni kamiyabi ki khushi mana raha tha.
Trikal – waah waahhh kya baat hai sambhu tumhara javaab hai. kya khub fashaya hai manjima ko tumne. Sali ko pata bhi nahi ki uska koi istamaal kar raha hai. jis tarha se aadha sach tumne uske samne rakha hai wo kabile tariff hai. wo kabhi soch bhi nahi sakti ki DS maa ke kahne per mani ne PB ko wo kriya batai hai. or ye baat to wo janti hi nahi ki ye wo kriya nahi hai jo wo samaj rahi hai.
Sambhu – sab apki krapa hai guruji..
Trikal – dekha or suna mene jab PB us guru ke sath waha pahuchi to usne tumhari baato ka sach janne ke liye PB se kuch sawal kiye. Per jo tumne bataya tha wo sach hi tha to galat kese nikalta. PB ne bhi tumhari baato ki pushti ki. Wo bhi nahi jaan paya ki wo kya kaha raha hai. or uska kya ashar hone wala hai. sach me tumhari baato ne majima ke dimag me yesa chakraview racha hai ki wo ab usse bahar aa hi nahi payegi. Ab apni jeet pakki hai.
Sambhu – haan guruji humari jeet is waar jarur hogi. Or wo sab apni divya drashti se dekh bhi sakege. Iske liye bhi me usko samjha kar aaya hu.
Trikal – haan tumhare wo teer bhi ek dum thik lage hai sambhu. Usne PB ko bol diya hai. shadi or sambhog wahi sadhu ke asharam me karne ke liye.
Ye dono bahut khush the. Or apni jeet ka jashna mana rahe the.
Khush to guru or PB bhi the kiyoki wo aane wale khatre se anbhigya the. Unko nahi pata tha ki manju ne shadi ke liye haan kyu kiya hai. guru to dono ki shadi ki tayari hi kar rahi thi. manju ko sajane ke baad guru ne waha ke ek kachche room ko bhi unki suhagraat ke liye ready kar diya tha. aj guru ka pati fir ek baar suhagraat manne ja raha tha. jo pehli patni hone ke baad bhi usne aj tak nahi manayi thi. fir bhi dil me koi mael na tha. wo to khush thi ki uske pati ko ek or power milegi.
Jab sab tayari ho gayi to guru ne PB or manjima ko apne pass bulaya or unko batane lagi ki kriya me kese ko kya karna hai. PB to sab janta tha per manju ko to batana hi tha. or fir jab guru ne bataya ki manju ko bhi manra padne hai to manju chok gayi
Guru – manju sambhog ke doran jab tum dono pure kapde uttar do to tumko or inko ek -2 mantra padna hai. or usko padne se tumhare andar uttejna bahut bad jayegi. to yesa mat karna ki us uttejna me aa kar turrant sex suru kar do. Pehle forplay karna or jab tumko lage ki tumhara pani nikale laga hai tab hi sex suru karna.
Manju chokte huye – kya mujko bhi mantra padna hai?? per kyu?? Jaha tak main janti hu mantra to keval wo padta hai jisko power milni hai.
Guru – manju tumko bataya to tha ki ye wo sambhog kriya nahi hai. ye kuch alag hai. us kriya ko karne se koi bhi phal abhi ke halato me nahi mil sakta.
Manju man me – yani guruji ne sach hi kaha tha. per guruji jab ye kriya isko bata sakte hai to mujko bhi is kriya ke ware me hi bata dete. Per nahi wo to keval ye apne chahete ko hi batayege na. dekho guruji apke is dhokhe ka badla aj me kese leti hu.
Guru – kaha kho gayi manju mantra samaj gayi na…
Manju – kya kaha kya kaha apne.. sorry me kuch sochne lag gayi thi.
Guru fir se use mantra bata deti hai. or fir waki sab bhi samja deti hai. uske baad PB se bolti hai ki apko pata hai na ki kya magna hai. to PB kehta hai tum hi bata do.
Guru - “HEY DALASUR OR DAKSHASHURI MAA, MAIN PANCHMAHABHOTO – JAL, AGNI, BHOMI, HAWA, AKASH SABHI PER NIYANTRAN KAR SAKU. INKO KISI ASHTRA KI TARHA UPYOG KAR SAKU.”
PB – hmm ok
Fir ye log hawan per beth jate hai. guru mantra padti rahati hai or manju ko dimag kahi or hi chal raha tha. uske dil or dimag ke bich me jang chal rahi thi.
M. Dil – hay aj main apne sapno ke rajkumar ki ho jaugi. Jese pati ki main kalpna karti thi ye bilkul wese hi hai. dekhne me itne smart, majbut sarir, masum si surat fir bhi tantrik vidya me mahir. Kitne power ful hai sadhu jese tantrik ko yu hi maar diya.
M. Dimag – jyada khush hone ki jarurat nahi hai. ye kuch hi ganto ke liye jeveet hai.
M. dil – per kyu, kasur kya hai inka?? Inki aakhon me dekh keval tere liye pyar hi nazar aayega. Inhone bigada hi kya hai tera.
M. dimag – dokha diya hai mjuko. Or dokhe se bada koi juram nahi hota. Yadi ye na hote to aj guruji ne ye vidya bhi mujko sikhai hoti. Chahe guruji nahi sikhate per jhut kyu kaha ki sambhog kriya se koi labh nahi hoga. Fir iske liye apne sabhi shishyo se pakshpat kiya. Na isne asharam ki sewa ki, na guru ji ki sewa ki, na pehle koi tantr vidya sikhi. Upper se guruji ki baat na manne ka paap bhi kiya fir bhi isko pyar or mujko dutkar. Kyu??? Meri sewa me kya kami thi. us krup gurupit ko bhi DS maa ke darshan karwa diye unse vardan dilwane me help ki. Or mujko?? Bus mantr sikha diye or bhatakne ko chod diya. kyu?? Keval is ladke ke liye guruji ne apne hi banaye niyam tode hai. main isko jinda nahi chod sakti.
Dimag ki is dalil ka dil ke pass koi javaab nahi tha. wese bhi manju ka dimag sambhu ke bhram jaal me yesa fas chukka tha ki wo usse nikalna hi nahi chahata tha. guru hawan karti rahi per manju apne andar ud rahe is tufaan ko shant karti rahi. Or PB pyar se kabhi manju ko to kabhi guru ko dekhta raha. PB ko to pata bhi nahi tha ki aj uske sath kya hone wala hai.
Shadi ki kriya puri hone ke baad guru ne ek bar fir manju ko mantra samjaye. Or fir mujse boli ki main use haweli chod aau. To manju ko room me wait karne ka bol kar PB guru ko le kar haweli pahuch gaya. Jab waha pahucha to dekha ki kamini ne pehle se hi khana pack kiya hua hai. jo usne PB ko pakda diya. usko le kar PB teleport ho kar manju ke pass pahuch gaya. Waha manju us room me hi bethi thi jo guru ne in dono ke liye tayar kiya tha. fir waha ja kar PB ne manju ke sath pyar bhari baate karte huye khana finish kiya. Manju PB ka pyar dekh kar pighal rahi thi. per uska dimag use pighalne se rok raha tha. uske dimag me to bus ye chal raha tha ki PB or wo dono jaldi se nange ho or mantro ka jap kare or wo PB ko mana karke waha se chali jaye. Per wo ye bol nahi sakti thi to use jab tak PB ka pura sath dena tha taki use koi bhi shak na ho. Manju nahi janti thi ki is kriya ka prarambh to us shadi ki kriya se hi suru ho chukka tha. jabki normal kriya me mantra padne ke baad hi hota tha.
Jab ye dono khana finish kar liye to PB manju ke pass hi betha tha or use sambhog kriya ko aage badana tha. wo apni patni ke sath pyar se sambhog karna chahata tha.
PB – manju main bahut khush hu ki tum meri jindgi me aayi. Tum bahut sundar ho. Or aj to in pholo ke gehno me kamal ki lag rahi ho. Dil kehta hai ki tumko yese hi dekhta rahu.
Manju (sharma ke) – main bhi bahut khush hu aj. Jo mene chaha tha wo paa liya. Main to ab apki hi hu ap jo chahe kar sakte hai per please yese to mat dekhiye mujko sharm aati hai. (man me – or thodi der khush ho le. Yadi jaruri nahi hota to tujko apna nanga badan dekhne bhi nahi deti)
PB – hay yese sharmaogi to kaam kese chalega jaan, dekho sharm ki lali ne abhi se tumko gher liya hai.
Manju PB ki baat sun kar apni najre juka leti hai. or PB usse sat kar beth jata hai. fir uske nange hatho per apni finger chalane lagta hai. PB ke chune se manju ke jism me ek kampan sa hone lagta hai. PB ke hath uske kandho per pahuch gaye the. Or unko sehlane lage the. Hath gardan se hote huye uske galo per pahuch chuke the. Jo uske pure chehre per ghum rahe the. Hath gumate huye PB ka face uske face ke najdik aa chukka tha. PB ne dire se uske honto per apne hont rakh diye. Or pyar se unko chumne laga. manju ka ye pehla anubhav tha to usse ye bardash nahi ho raha tha usko ek nasha sa chane laga tha or wo isme khone lagi thi.
jab PB ne honto ko chusana suru kiya to manju ke hath khud ba khud PB ke sir par chale gaye. Or wo bhi uska sath dene lagi. Uska dil khushi or is pyar se jhum uda tha. pehle pyar ka pehla chumban, uske andar soyi huyi us aurat ko jagane ke liye kafi tha jo apne sapne ke rajkuram per apna sab kuch lutana chahati hai. or badle me usse pyar hi pyar chahati hai. or use abhi apne rajkuram se wo pyar mil raha tha to uske andar ki aurat use us per sab lutane ko kaha rahi thi. per dimag sath nahi de raha tha. jab manju apne andar ke tufaan me phashi thi. PB uske chuche dabane laga tha. or honto ko pi raha tha. jab manju per bardash nahi hua to wo thoda sa piche ho gayi. Or kiss tod diya. dono haaf rahe the
jab manju apne andar ke tufaan me phashi thi. PB uske chuche dabane laga tha. or honto ko pi raha tha. jab manju per bardash nahi hua to wo thoda sa piche ho gayi. Or kiss tod diya. dono haaf rahe the. Jab sanse thik huyi to manju ko bolna hi pada.
Manju (najre jhuka kar sharmate huye) – suniye main apse kuch kahna chahati hu.
PB (uske jism ko apni finger se chedte huye) – haan meri rani bolo .
Manju – wo main ye chahati hu ki pehle hum wo mantra pad le fir aage bade. Mujko dar hai ki main ruk nahi paugi. Saalo se pyashi hu. Or aj apke pyar me puri tarha behakna chahati hu. Bich me mantra padna bhol gaye to sab gadbad ho jayegi.
PB ne uski ichcha ka samman karte huye uski baat ko man liya or ok kaha diya dono 2 min tak yu hi khade rahe. Ye shanti si chha gayi thi. us shanti ko PB ne hi bhang kiya.
PB – mantra padne ke liye kapde nikane hoge.
Manju sirf hmm hi kaha payi or najre niche karke apne kapde nikalne lagi. Jab usne apne pure kapde nikal diye to PB uske nange badan ko dekhta hi raha gaya. Itni der me PB ne bhi apne kapde uttar diye the. Manju ki najre juki huyi thi. to wo PB ke lund se takra gayi. Manju ne apni puri jindgi me itna bada or sunder lund nahi dekha tha. aj apne khade lund ko dekh kar PB bhi chok gaya tha. kiyoki wo ab pehle se bhi bada ho chukka tha. or iska karan saloni ke sath kiya gaya wo sex tha jisne uske sarir me itne badlav laye the ki uski lambai bhi bad gayi thi. uske andar ki danav Shakti jagne se uska lund danavo ke jesa ho gaya tha. kisi ladki ki kalai jitna mota lag raha tha. or lambai bhi 10-11 inch to thi hi.
Upper se mota supada jo ek dum lal tha. jo uske gore lund ko or bhi dilkash bana raha tha. lund manju ko samne nanga dekh kar pura khada ho kar jatke mar raha tha. ek bar to manju ne dar ke mare apna tuk ghatka fir apne ap per control kar mantro ka jap karne lagi. Jab dono ne mantra jap kar liya to PB ne uske hath ko pakad kar apni or khicha per manju ne uske hath ko chitak diya. abhi uski sanse bahut tez chal rahi thi. sex ka nasha uske sir par chadne laga tha. per wo apni aakhen band karke apne ap ko control karne ke liye tez- 2 sanse le rahi thi. uske hath chhitakne se PB ko dakka laga. use samaj hi nahi aaya manju ka ye reaction. Jab usne manju ki or dekha to wo apni aakhen band kiye apne ap ko kabhu me karne ki kosis kar rahi thi. or kuch hi der me kamiyab bhi ho gayi thi. per ye to keval manju hi jan sakti hai ki mantra padne ke baad ane waali uttejna ko wo kese control kar gayi.
Kuch der baad jab PB ne fir uska kandh pakda to fir se usne uske hath ko chitak diya. to PB bola – kya hua manju kese react kyu kar rahi ho?
Manju – baat ye hai ki main tumhare sath sex nahi kar sakti ye mujse nahi ho payega. Main ja rahi hu.
Or ye bol kar usne kapde pehnna suru kar diya. PB to ye sun kar but ban gaya tha uske pairo tale jameen nikal gayi thi. use apna or apni patniyo ka ant dikhai de raha tha. uska tana hua lund ek hi jatke me beth chukka tha. uske mind ne kaam karna band kar diya tha ki ye kya kaha rahi hai. fir bhi himmat karke bola – per baat kya hai manju tum to sambhog kriya ke bare me janti ho yadi ye sex nahi hua to sab khatam ho jayega. Tum yesa kyu kar rahi ho. Yesi kya galti ho gayi jo tum ye sab kar rahi ho???
Manju – main tumko kuch bhi nahi batana chahati main ja rahi hu. Tum jeyo ya maro mujko usse koi matlab nahi.
Manju ki itni rudly baat karne se PB ko bhi gussa aa gaya – tum yese nahi ja sakti. Tumko meri baat ka javaab dena hoga ye hum sab ki jindgi ka sawal hai. (PB ne ye baat pure gusse me gajrate huye kahi thi.)
Uski gusse bhari awaj se ek baar manju dar gayi per fir boli – to kya ab tum mere sath jabardasti karoge???
PB ki aakhon me aashu aa chuke the. Dil me gussa bhara hua tha. uska sarir gusse se kanp raha tha. aakhen dukh me aashu baha rahi thi. uski danav pravaatiya us per havi hone lagi thi. jinko wo kisi tarha apne andar dabane ki kosis kar raha tha. usko to samaj hi nahi aa raha tha ki wo kya kare or kya na kare. Use keval ant nazar aa raha tha wo bhul gaya ki wo manju ko samjane ke liye mani ji ko ya guru ko bula sakta hai. wo bhul gaya ki wo manju ke mind ko pad kar pata kar sakta hai ki yesi kya baat ho gayi jo wo ab piche hat rahi hai. uska mind block ho chukka tha. yadi uske mind me kuch tha to bus ye ki yadi manju usko chod kar chali gayi to sab marege. Uske upper hawi hoti danav pravati ne uski mind ko block kar diya tha.
Jab manju ne apne pure kapde pahan liye to PB ne ek bar fir paglo ki tarha uski or dekha or fir use rokne ki kosis karte huye bola – baat kya hai ye to bata do. Mene tumhari ichcha se hi ye sab suru kiya tha tumhare sath na pehle jabardasti ki thi or na hi ab kar raha hu. Fir bhi tum mujko marne ke liye chhod kar ja rahi ho. Kam se kam ye to bata do ki mera gunha kya hai kiske liye mujko moot ki saza de kar tum ja rahi ho.
Ab manju ne bhi apna rang dikhaya – main tumko kuch nahi batana chahati. Mujko bhi mere sawalo ka javaab nahi diya gaya tha. mujko bhi kabhi yu hi thukra diya gaya tha. aj tumko rota gidgidata dekh kar mere dil ko bahut sukun mil raha hai. aj mera badla pura ho gaya.
PB bus manju ko dekhta hi raha gaya. Or manju bhi uski or dekh rahi thi per manju uski aakhon ka samna nahi kar payi kiyoki uske dil ko pata tha ki wo jo kar rahi hai wo galat hai. wo PB ki aakhon me jo dikh raha hai wo sach. Isliye wo PB ki najaro se najar hata kar jane lagi. Or PB ghutno per beth kar rone laga. kuch hi der me uski duniya khatam hone wali thi. danviye pravati ko rokte rokte wo ye bhi bhul gaya ki uske pass is problem se nikalne ke liye power bhi hai. jinke jariye wo manju ke mind ko pad saakta hai. guru ya mani ji ko apni sahayeta ke liye bula sakta hai