Update 78

ab hum kahan jaa rahe hain...?"unhone baat ka vishay badalte hue mujhse pucha.

"mor ki disha mein....aksar varsha mein bheegne ke pashchaat mor apne pankh sukhane hetu nirtya karti hai, shaayad aaj hamein uska nirtya dekhne ko mil jaaye" maine bhabhi ko uttar diya. Kintu mera dhyan mere pichhle prashna par tika hua tha, bhabhi ne abhi tak mere prashna ka uttar nahi diya tha.

bhabhi ne ek udti hui drishti mujhpar daal kar phir aage dekhne lagi. Wo kuch soch rahi thi....shayad unka mashtishk mere hi prashna par uljha hua tha.....maine unhe tokna ucheet nahi samjha....main chahta tha ki wo mere prashna par vichaar karein, issliye maine maun rahkar unhe sochne ka avsar pradaan kiya aur chupchaap unke sath chalta raha. Bhabhi chalte chalte ek do baar meri aur dekha bhi kintu kuchh kehne ke bajaye matra muskurakar rah gayi. Kuchh hi der mein hum us sthaan par pahunch gaye jahan hum mor dekh sakte they. Aur mera anumaan bhi sahi nikla.....wahan hamein do teen mor naachte hue dikhayi diye. Kintu hamare aakarshan ka kendra to wo safed mor tha jo apne safed pankh failaye apni hi masti ki dhun mein naach raha tha, kaash ki main uss manohaari drishya ka aapko anubhav kara paata, kintu mere pass wo shabd hi nahi hai jisse ki main uss drishya ka sahi sahi chitran kar saku.

Uss manohaari drishya ko dekhkar kuchh der ke liye hum khud ko hi bhul gaye.

"chachu isse apne ghar le chalo...hum isse apne ghar mein nachayenge...." achanak neha ki awaaz se hum chaunke. Uski baat se hamari hansi chhut padi.

"nahi neha....agar hum isse apne sath le gaye to phir dusre bache kaise dekhenge" maine neha ko samjhaya.

"to phir mat le jao....hum yahi aakar dekhenge" usne bholepan se jawab diya.

"sweet baby...." maine neha ka gaal chum liya.

Mor dekhne ke baad humlog ne zebra aur sher bhi dekha, uske. baad chidiyaghar se baahar aa gaye. Chidiyaghar se nikalkar humlogon ne bus pakada aur seedha ghar aa gaye. Room mein bhaiya whiscky ka pag chadhakar so rahe they. Ghar pahunchkar maine sabse pehle snan kiya aur dusra kapda pehan liya, mere baathroom se nikalte hi bhabhi bhi baathroom mein ghus gayi. Fresh hone ke baad main khud ko bahut halka mehsus kar raha tha, maine tv on kiya aur channel surf karne laga. Kuchh hi der baad darwaaze mein dastak hui, maine uthkar darwaaza khola baahar neeta khadi thi. Vo mujhse badi thi

"hi...rahul....kaise ho " usne muskura kar handshak kiya.

"fine....app sunao.." maine use andar aane ko kaha. Aur neeta ke baithne ke liye baahar se ek chair utha liya.usne

" neha ko god mein utha liya.

"kya naam hai tumhara...?" neeta ne neha ka gaal sehlaate hue puchha.

"neha....."

"so sweet name" neeta ne neha ka gaal chum liya.

Tabhi bhabhi bhi baathroom se fresh hokar baahar aa gayi. Unhone red colour ki saari pehan rakhi thi. Maine neeta ko bhabhi se parichay karaya. neeta lagbhag 1 hour tak humlogon se baat karti rahi, hamari wartalaap se bhaiya bhi jaag gaye. maine neeta ka parichay bhaiya se bhi karwaya. Neha abhi tak neeta ki hi god mein thi.

"acha bhabhi main chalti hoon...." neeta kahdi hoti hui boli.

"are chaay to pee lo.....main chaay banane ja rahi hoon" bhabhi use roktr hue kaha.

"nahi bhabhi.....main zyada chaay nahi peeti.....lekin aapse ek izazat chahti hoon, kya main neha ko apne sath le jaaoon, thodi der mein le aaungi" neeta ne bhabhi se aagya mangi.

"haan haan kyun nahi....."bhabhi se pehle main bol utha "ismein izazat maangne ki kya baat hai " maine ek nazar bhabhi ki aur dekhte hue neeta se kaha.

Bhabhi ne bhi sahmati mein apna sir hila diya. neeta neha ko lekar baahar chali gayi.

"ab kaise hain aap...? Kya ab bhi thand lag rahi hai ?" bhabhi ne bhaiya se puchha.

"nahi....ab thand nahi lag raha hai....lekin sir mein dard ho raha hai.....tum chaay bana do jaldi se" bhaiya ne apna matha sehlaate hue bhabhi se kaha.

Bhabhi uthkar chaay banane chali gayi. Aur main phir se tv dekhne laga.

Next morning

aaj subha se hi bhaiya ke sir mein dard tha. Issliye humlog kahin bhi ghumne nahi gaye....aur waise bhi mera plan mall jaane ka tha. Main saara din room mein baithkar tv dekhta raha aur bhabhi neha ke sath aunty ke paas rahi. Lagbhag 5 baje main bhabhi aur neha mall chale gaye. Mall mein parvesh karte hi bhabhi thodi ghabra gayi. Maine unka haath thaam liya aur sath sahth chalta raha. Main bhabhi ko lekar ladies garments ki aur badh gaya. Phir chalte hue ek shop ke andar ghus gaye. Wo dookan saari air salwar kameez ke liye special thi. Maine bhabhi ke liye 2 saari aur 2 salwar kameez kharida, phir baahar aa gaye. Ab main bhabhi ko lekar dusri dookan mein pahunch gaya. Yahan par girls ke liye sabhi variety ke kapde they. Main bhabhi ke liye jeans dekhne laga. maine 3 jeans, blue, black aur white aur uske sath match karta hua ek ek top utha liya, ek red colour ka shirt jo blue jeans ke liye tha. Ek whit tshirt black jeans ke liye aur ek yellow top white jeans ke liye. Maine bhabhi ko blue jeans aur red shirt dekar pehanne ko kaha. Wo na nukur karte hue changing room chali gayi. Lagbhag 5 minute baad wo room se baahar aayi, unhe dekhkar main chakkar kha gaya. Ek pal ko mujhe laga ki bhabhi ke sthan par koi shehri navyovna khadi hai....main palke jhapkaye bina unhe dekhta raha. Unki aankhon mein sharm aur hontho mein gehri muskaan thirak rahi thi.

mujhe yun ghurta paakar bhabhi sharm se laal ho gayi. Woh sharmati hui boli " kaisi lag rahi hoon...?"

"unbelievable......" mere munh se badi mushkil se ye shabd nikle "bhabhi aap kitni sahaj lag rahi ho....koi keh hi nahi sakta ki aapne pehli baar aisa kapda pehna hai."

"ab dusra kapda laao" bhabhi ne mere haath se packet le liya aur room mein ghus gayi. Meri drishti abhi bhi changing room ke darwaze par tiki hui thi. Lagbhag 5 minue baad phir se darwaza khula...bhabhi white jeans aur yello top pehan kar bahar aayi. wo kisi apsara jaisi sundar lag rahi thi.....main pehle ki hi trah abhi bhi vismit awastha mein tha.

"tum kuchh bolte to ho nahi ki main kaisi lag rahi hoon.....bas ghure ja rahe ho ?" woh sharmati hui boli.

"aapki sundarta ne meri bolti band kar di hai.....ab ye wala bhi pehan kar dikha do..." maine 3sra packet unki aur badhya. Bhabhi packet lekar muskurati hui room mein ghus gayi. Lekin ye kya......10 minute se adhik ho gaye par bhabhi baahar nahi aayi. Main unhe dekhne ki chaah mein darwaze ko ghure ja raha tha. Ab mujhse sahan nahi hua main darwaze ke paas gaya aur dastak diya. Lekin Bhabhi ne andar se koi pratikriya nahi di.

"bhabhi kya hua itna late kyun kar rahi ho...?" maine vyakulta ke sath kaha.

"mujhe sharm aa rahi hai...." unki awaaz andar se aayi.

"kyun....." maine hairaani se puchha.

"ye tshirt bahut tight hai.....main isse pehan kar tumhare saamne nahi aa sakti."

"ohhh bhabhi plz.....baahar aa jao kuchh nahi hoga. " maine gidgidate hue kaha.

Kuchh der baad bhabhi ne darwaza khola kintu baahar nahi aayi. Maine neha ka haath pakda aur room ka darwaza khol kar andar ghus gaya. Bhabhi mujhe dekhkar sharma gayi. Maine andar se darwaza band kar diya.

"ye kya kar rahe ho...jao baahar koi dekhega to kya sochega." unhone mujhe baahar dhakelna chaha. Kintu main tas se mas na hua aur aankhe faade bhabhi ko dekhta raha. black jeans aur white tshirt mein bhabhi gazab ki sundar lag rahi thi....sach mein tshirt bahut tight tha....unke bade bade uroz tshirt ko faad kar baahar aane ke liye machal rahe they. Tight jeans mein unki gol gol jaanghe bahut hi aakarshak lag rahe they. Mujhe unka pichhwada dekhne ka mann hua.

"bhabhi zara ghum jao..."

"kyun..." unhone meri aankhon mein jhakte hue kaha. Unki aankhon mein sharm ke atirikt kuchh bhi na tha.

"mujhe aapko pichhe se dekhna hai..." main unmaadi hokar bola.

"nahi....ab tum baahar jao" unhone apni nazrein niche karte hue kaha.maine unki baaton ka parvaah na karte hue aage badha aur bhabhi ko kandho se pakad kar ghuma diya. Wo kisi doll ki tarah ghum gayi. Ab bhabhi ka chehra mirror ke taraf tha aur unka back meri aur. Wo khud ko mirror mein dekhne lagi kintu mera dhyan unke pichhwade par tha. Gol gol aur bhaari ubhar liye unka pichhwada dekhkar main apna hosh khone laga.Main hasrat bhari nazron se bhabhi ke aakarshak aur vishal pichhwade ko ghurta raha. Tabhi bhabhi ne achanak apne ko ghumaya. Aur meri aankhon mein dekhne lagi. Main hakka bakka sa unhe dekhne laga. Maine unki nazron ko padhne ka prayatn kiya kintu asafal raha. Mujhe bhay tha ki bhabhi kahin mere mann ki dasha na bhaanp le.

"rahul....kya tum mere ek sawal ka jawab doge ?" unhone apni nazrein mere chehre par gadati hui boli.

"haan....haan puchhiye" maine haklaate hue bola. mera dil zoro se dhadak utha....jaane bhabhi kya puchhna chahti hai.

"kya tumne kabhi kisi se pyar kiya hai" unki nazrein abhi bhi mere chehre ka parikshan kar rahi thi.

Main maare hairat ke unhe dekhne laga. Ye achanak bhabhi ko kya ho gaya hai. Ye iss tarah ka sawal kyun kar rahi hai.

"Haan....." maine uttar diya.

"kya mujhe uss bhagyashali ka naam bata sakte ho....?" unhone dheere se kaha aur apni hasrat bhari nazaron se mujhe dekhne lagi. Maine unki aur se chehra ghuma liya aur unki taraf peeth karke khada ho gaya.

"tumhe meri qasam hai rahul....aaj mujhse kuchh mat chhupana."

unki awaaz pichhe se mere kaano mein takraayi. Aur main sochne laga gaya. Aaj bhabhi ko apne dil ki baat bata hi deta hoon. Parinaam jo bhi ho dekha jaayega.

"haan bhabhi.....maine pyar kiya hai....bahut toot kar pyar kiya hai. aur jisse kiya hai wo koi aur nahi aap hi ho.....main aapse pyaar karta hoon bhabhi.

....aaj se nahi Balki 5 sal se jab aap dulhan bankar hamare ghar aayi thi. Aapko dulhan ke roop mein dekhkar na jaane kyun mera dil zor se dhadak utha tha.....aur main aapki sundarta mein khota chala gaya. Uske baad se hi main aapse milne ke liye aapse baat karne ke liye lalayit rahta. Aur aapke paas aane ke liye tarah tarah ke bahane dhundhta rahta. Mujhe aapko chori chori dekhne mein aapse baat karne mein ek aseem anand prapt hota. main nahi jaanta mere saath kya ho raha tha, kintu Jab kabhi aapko udaas dekhta main udaas ho jata. Bhaiya aap par haath uthate to peed sa mere dil mein hota.....aapko rota dekhta to meri bhi aankhein bhar jaati....mann karta aapke paas jaaun aur aapke aansoon ponchh doon, par main aisa nahi kar paata tha. Aur jab kabhi aapko muskurata hua paata to mere honth bhi muskura uthte..... jaise jasie main bada hota gaya....meri chaahat bhi badi hoti gayi....main aapke baare mein aksar sochta kaise aapko khush rakhun.....aisa kya karun ki aap hamesha muskurati rahein, iss wajah se mera padhayi bhi baadhit hone laga. college mein mera mann nahi lagta....jab ghar aata to meri nazrein aapko dhundhti. Aur neha ke janm ke baad to aisa laga jaise main hi neha ka peeta hoon, mujhe ab dohri chinta hone lagi thi, ek aapki aur dusri neha ki..Mujhe sab pata hai aap kya pasand karti ho kya nahi, issliye aapke kahe bina hi main wo karta....jisse ki aap khush hon.....bhabhi maine jeevan mein sirf ek hi aurat se pyar kiya hai aur wo aap hain....kintu aapse kehne ka himmat main kabhi bhi na kar saka. Kintu aaj aapke puchhne par maine sab bata diya. Ab yadi aapko lagta hai ki main galat hoon to aap mujhe jo dand dengi mujhe sweekaar hoga." ye kehte hue main palat gaya aur bhabhi ko dekha. Jaise hi meri nazar bhabhi par padi meri aankhein hairat se fati ki fati rah gayi....unki aankhein aansoon se bhare hue they. Main apalak unhe dekhne laga.

"bhabhi.....aap ro rahi ho...? Kya aako meri baat buri lagi..."

bhabhi ne inkaar mein sir hilaya. Wo bolne ki awastha mein nahi lag rahi thi.

"to phir aap ro kyun rahi ho....ye khushi ke aansoon to nahi lagte ?"

maine unke aansoon pochhte hue kaha.

"haan...ye khushi ke aansoon hain" iss baar unhone munh khola.

Meri aankhein hairat se khuli rah gay...."to kya aap issliye ro rahi hain ki maine ye baat pehle kyun nahi bataya. ?"

bhabhi ne phir haan mein sir hilaya.

"to kya mera ye anumaan bhi sahi hai ki aap mujhse pyar karti ho...?" maine dhadakte hue dil se puchha.

Unhone phir haan mein sir hilaaya. Unki aankhein abhi bhi aansoon barsa rahi thi.

"to phir aapne mujhse pehle kyun nahi kaha....?" maine unka haath apne haath mein le liya.

"bahut chaaha.....lekin aurat hoon na.....samaaj se darr jaati thi...jab bhi mera mann tumhari aur aakarshit hota....mere sanskaar meri hi paanv ki bediyan ban jaate. Aur mujhse kehte ki jo main karne jaa rahi hoon wo paap hai.... Kisi vivahita stri ke liye kisi dusre purush se ye kahna ki main tumse pyar karti hoon....ye bahut bhari kaam hai rahul....main tumhari bhavnao ko jaankar bhi anjaam bani rahti thi. Kintu tumhare dwara itna tyaag itna smarpan ke baad bhi ab jo maine tumhari bhavnao ko nahi apnaaya to ye paap hoga. Haan rajul ye paap hoga." bhabhi rundhe gale se boli.

"ohhh....bhabhi......kya main aapse ek vinti kar sakta hoon..?" maine bhabhi se anurodh kiya.

"tumhe meri jaan chahiye..."unhone meri aankhon mein jhakte hue kaha.

"nahi bhabhi...wo lekar to main khud bhi kangaal ho jaunga.....main bas aapko ek baar gale se lagana chahta hoon.....agar aap..." abhi meri baat puri bhi nahi hui thi ki bhabhi tezi se aage badhi aur mujhse lipat gayi. Maine unhe apni baahon mein baandh liya. Hum ek dusre se aise chipak gaye jaise lata daal se chipak jaati hai.bhabhi ke behte hue aansoon meri chhati ko bheegote ja rahe they....kintu mujhe uski parwaah nahi thi. maine dono haathon se bhabhi ka chehra thaam liya aur unke hontho par apna honth rakh diya. Bhabhi ki aankhein band hoti chali gayi.

.kintu mujhe uski parwaah nahi thi. maine dono haathon se bhabhi ka chehra thaam liya aur unke hontho par apna honth rakh diya. Bhabhi ki aankhein band hoti chali gayi.

Maine dono haathon se bhabhi ka chehra thaam liya aur unke hontho par apna honth rakh diya. Bhabhi ki aankhein band hoti chali gayi. Main unke hotho ka ras chusne laga. Bhabhi ke haath mere peeth par kaste chale gaye aur unke bade bade urozon ka chubhan main apne chhati par mehsus karne laga. Tabhi ek awaaz Ne humdono ki tandra ko bhang kiya. Wo neha thi aur wo ro rahi thi.....main aur bhabhi bhavnao mein behkar ye bhul gaye they ki neha bhi hamare beech hai.

"neha kya hua....kyun ro rahi ho ?" maine neha ke aansoo pochhte hue neha se puchha.

"aap aur maa kyun ro rahe hain ?" usne sisakte hue mujhse pucha.

"ohh meri bachi to tum issliye ro rahi ho...?" maine use chaati se chipkate hue kaha. Bhabhi ne apne aansoon pochh kar neha ke sir par haath pherne lagi.

"bhabhi aap kapde badal lo...." main neha ko lekar khada hote hue bola.

"theek hai tum baahar jao..." unhone muskurate hue kaha.

"baahar kyun....aap mere saamne badlo na" maine bholepan se kaha.

"main to tumhare bhaiya ke saamne bhi kapde nahi badalti...."unhone sharmate hue kaha.

"lekin main to sochta tha ki mera adhikaar aap par bhaiya se adhik hai..." maine shararat se bhabhi ki aur dekhte hue kaha.

"haan hai.....lekin us waqt jab hum dono bikul akele honge.....sirf tum aur main..." unhone muskurate hue ek ada se kaha.

"ohhhhhh bhabhiiii.....?" main khushi se chakate hue bola aur phir se bhabhi ko kiss karne ke liye unki aur badha. Kintu unhone haste hue mujhe darwaze ke taraf dhakel diya. Main room se baahar aa gaya. Aur neha ke liye kuchh kapde dekhne laga. Maine neha ke liye kuchh kapde pasand kiya aur salesman ko pack karne ko kaha....tab tak bhabhi bhi baahar aa gayi. Thodi der mein hum uss shop se baahar aa gaye. Maine saath chalte hue bhabhi ko kandhe se pakadkar apne se sata liya. Bhabhi ne muskurakar meri aur dekha aur apna sar mere kandho par rakh diya. aaj mujhe mere jeevan ki sabse badi khushi haasil hua tha. Maine bhabhi ko zor se chipka liya aur chalte hue mall se baahar aa gaya. Baahar aakar maine ek rikshaw rukwaya aur humlog usme baith gaye. Maine neha ko apne god mein le liya aur bhabhi se sat kar baith gaya. Bhabhi meri daayi aur baithi thi....kuchh der baad maine apna ek haath bhabhi ke daahine kandhe par rakh diya aur zor se apni aur kar liya....aisa karne se unke stan meri chhaati se dab gaye.

"uffffsss kya karte ho...?" unhone banawati gusse se ghurte hue mujhse puchha.

"apni zindagi ko gale se laga raha hoon..." maine ye kahte hue unhe aur zyada kareeb kar liya aur ek chumban unke honthon par dhar diya. Bhabhi ka chehra sharm se laal ho gaya. Unhone ek nazar riksha driver par daal kar phir mujhse boli.

"tum itne adheer kyun ho rahe ho.....rksha driver hamein darpan se dekh raha hai....wo kya sochta hoga" unhone sharmate hue kaha.

"uske liye ye koi nayi baat nahi hai.....usne to jaane kya kya dekhe honge" maine unka gaal sehlaate hue kaha.

"matlab....?" unhone apni khubsurat aankhein mere chehre par gada di.

"mera matlab hai hum jo kar rahe hain....ye bahut saadharan si baat hai.....log to riksha mein....." main kahte kahte ruk gaya.

"riksha mein kya.....?" unhone vyakulta ke sath pucha.

"log to riksha mein sex bhi kar lete hain..." maine dheere se unke kaan mein kaha.

"main nahi maanti " wo khud ko chhudati hui boli."ye sambhav hi nahi hai..."

"agar neha saath na hoti to main aapko bata deta ki ye sambhav hai " maine "hai" par vishesh zor daalte hue kaha.

"dhattt....." bhabhi meri baat ka arth samajhte hi chhatak kar door ho gayi. Unka chehra sharm se laal ho gaya tha. Maine unhe aur adhik pareshan nahi kya. Hum thodi hi der mein ghar pahunch gaye. Ghar par lock laga hua tha....shayad bhaiya kahin baahar gaye they. Maine apne jeb se chabhi nikala aur lock khol kar hum sab andar aa gaye.

"ye kahan chale gaye...."bhabhi ne bhaiya se sambandheet kaha.

"pata nahi....hamein to kah rahe they....sar mein dard hai kahin nahi jaaunga....ab pata nahi kahan chale gaye " maine bhabhi ko uttar diya.

"tum chaay pioge...?" unhone meri aur dekhkar puchha.

"mujhe to bhukh lagi bahar se jaakar kuchh khane ke liye le aata hoon....aap kya khaogi " maine apna pet sehlaate hue bhabhi se kaha.

"kuchh bhi jo tum chaho...aur neha ke liye bhi kuchh le lena" unhone halki muskurahat ke saath kaha.

"ok...." maine bhabhi ko uttar diya aur baahar nikal gaya. Lagbhag 30 minute baad main khane ke parcel ke saath wapas aa gaya. tab tak bhaiya bhi laut aaye they. Main kitchen mein jaakar garmagram pakode ko plate mein nikala aur wapas room mein aa gaya.

"aap kahan gaye they...."maine naaste ka plate bed mein rahkte hue bhaiya se puchha.

hum log bed mein baithkar pakode khane lage.

"main marcket ki aur ghumne nikal gaya tha..

next morning

Main jab sokar utha bhaiya baahar jaane ke liye taiyaar baithe they.kintu bhabhi abhi bhi so rahi thi. Bhabhi jab se sahar aayin thi bahut der tak soti thi. Gaanv mein kaam ki adhikta ke kaaran unhe jaldi uth jaana padta tha. Kintu yahan unhe bharpur aaram mil raha tha. Maine bhaiya ki aur dekha. Unke saamne ek plate padi thi jisme abhi bhi parathe ka chhota tukda pada hua tha. Bhaiya ne chaay ki anteem chuski li aur cup ko plate mein rakhte hue plate uthakar kitchen ke andar chale gaye. Main aascharya se unki aur dekhne laga. Jo vyakti suraj nikalne tak bistar se hilta nahi tha wo itni subah uthkar apne liye naasta banakar kha bhi chuke hain. Tabhi wo kitchen se baahar aate hue dikhayi diye

Aur bole Rahul ajj me market kuch Kam se Jaa Raha hu sham tak sunga vo gaon se mera dost Aya he uske sath PURA din rahunga Aur apni bhabhi ko bhi bata dena,....waise bhi tumlog kahin ghumne jaoge shayad...?" unhone meri dekhte hue kaha.

"bhabhi ka mann jaane bina kehna mushkil hai.....ab unke jaagne ke baad hi pata chalega" maine bhaiya ko spast uttar dena ucheet nahi samjha.

"theek hai jaisa tumlog ucheet samjho.....ab main ja raha hoon" wo kehte hue baahar nikal gaye. Unke baahar jaate hi maine darwaza band kar diya. Aur baathroom ki taraf badh gaya. 15 minute baad main baathroom se lauta. Bhabhi abhi tak so rahi thi. Unka pura sharir kambal se dhaka hua tha. Sirf chehra kambal se baahar tha. Main unke sameep jaakar khada ho gaya. Aur unke sundar mukhde ko nihaarne laga. Sote hue wo bhabhi ki sundarta dekhne laayak hoti thi. Maine jhuk kar unke hontho par apna honth rakh diya. Bhabhi kasmasakar apni aankhein khol di.

"good morning..."maine bhabhi ko jaagta dekh bola.unhone michmichate hue aankhon se meri aur dekh kar phir se aankhein band kar li.

"good morning" maine phir se unke hontho ko chumte hue bola.

"ufff sone do na. Abhi meri morning nahi hui hai" unhone kambal se apna sar dhakte hue boli.

"madam 9:30 baj gaye hain" maine unke chehre se kambal hatate hue kaha.

"bajne do...abhi meri neend puri nahi hui hai, mujhe aur sona hai" unhone phir se kambal odh liya.

"to aap aise nahi maanengi..." maine palang par baithe hue kaha.

"rahul koi shararat mat karna, muje sach mein neend aa rahi hai" unhone kasmasate hue kaha.

"nahi koi shararat nahi karunga...bas soch raha hoon, main bhi thoda neend le loon" ye kahte hue maine bhabhi ka kambal ek traf se utha ke main bhi kambal ke andar ghus gaya. Aur bhabhi se kas ke chipak gaya.

Bistar mein ghuste hi Main bhabhi se chipak gaya. aur unka gaal chum liya.

" Rahul...kya kar rahe ho...? Chhodo na..."bhabhi kasmasa kar meri aur dekhti hui boli, unki aankhon mein sheekayat ke bhav they.

"aapko pyar kar raha hoon " kehte hue maine unka chehra dono haathon se tham liya aur apne pyase honthon se bhabhi ke komal hontho ko daboch liya aur unka ras chusne laga. Bhabhi swaym ko chhudane ka prayatn karne lagi, maine ek lamba chumban bhabhi ke hothon par dharne ke pashchat apna honth hata liya aur bhabhi ko dekha. Bhabhi nashili aankhon se mujhe dekh rahi thi, unki saanse garm hone lagi thi, aur unke ubhar badi tezi se upar niche ho rahe they. Maine apne dono haath unke chehre se hatakar unke dono kandho par rakh diya aur apna chehra jhuka kar unke gardan ko kiss karne laga, gardan ko chumte hue main niche aaya aur unke kandho ko chumne laga. Mere chumban se Bhabhi garam aahein bharne lagi. Ab bhabhi ne virodh karna band kar diya tha. Lekin wo sahyog bhi nahi kar rahi thi, main bhabhi ke kandho ko chumte hue unke kandhe se blouse sarka kar unka baaya kandha nanga kar diya, aur unke nange kandhe par apne jalte hue honth dhar diya. kuch der unke kandho ko kiss karne ke pashchaat....maine apna jeebh nikaal kar unka kandha chatne laga. Bhabhi ke munh se siskaariyan futne lagi. Unki siskiyan sunkar main aur adhki uttejit ho gaya. Achanak bhabhi ne apne dono haathon se zor laga kar mujhe dhakka diya aur uthkar baith gayi. Main aankhein faade bhabhi ko dekhne laga.

"kya hua bhabhi....?" maine bhabhi ki aur aascharya se se dekhte hue kaha. bhabhi ka ye vyavhaar mere samajh se pare tha, main achambheet avastha mein unhe dekhta raha. Bhabhi ne meri awaaz par ek baar palat kar meri aur dekha aur kambal hata kar bistar se utar gayi aur seedha chalti hui room se baahar nikal gayi. Mujhe kuchh bhi samajh mein nahi aa raha tha....ye achanak se bhabhi ko kya ho gaya hai, main bhi kambal se baahar nikla aur bhabhi ke paas pahunch gaya. Wo railing par haath tikaaye khamosh khadi thi. Unki nazrein sunya mein ghur rahi thi. Baahar ka taapmaan 5'c se bhi kam tha kintu bhabhi ko tanik bhi iski parvaah nahi thi. Wo kisi gehri cheenta mein lag rahi thi unke chehre par pareshani ke bhav dekhkar maine phir se bhabhi se puchha.

"kya hua bhabhi...?" main unhe pukara. Lekin bhabhi ne koi pratikriya nahi di, wo shayad meri baat sun nahi payi thi ya phir sunkar bhi ansuna kar gayi thi.....kintu wo abhi bhi purvottar sthiti mein thi.

"bhabhi.....kya hua, aap yun achanak baahar kyun aa gayi. Aap andar chaliye baahar bahut sardi hai" maine bhabhi ka hath pakad kar andar khinchte hue kaha.

"Rahul...main wo nahi kar sakti....jiski tum mujhse aasha rakhte ho ?" unhone mera hath chhudate hue kaha.

"kya.....kya nahi kar sakti aap ?"

"tum jaante ho Rahul....main kya kah rahi hoon" unhone meri aur palate hue kaha. Unki baaton mein krodh ka mishran tha. Main unki baat sunkar niche dekhne laga.

"bhabhi aapko jo bhi kehna hai aap andar aakar kahiye, yahan sardi bahut hai....plzzz" maine bhabhi ka hath pakad kar room ke andar le aaya. Aur unhe palang par bitha diya.

"ab bataiye kya hua....aap achanak baahar kyun chali gayi thi" maine bhabhi ki aankhon mein jhankte hue kaha.

"Rahul mujhe galat mat samajhna" bhabhi bistar se khadi hoti hui boli. "jo kuchh main kehne ja rahi hoon use dhyan se sunana aur vichaar karna....ye theek hai ki hum dono ek dusre se pyar karte hain, aur ek dusre ki khushi bhi chahte hain kintu main tumhare sath isse adhik aage nahi jaa sakti"

"kya matlab hai ? Main isse aage nahi jaa sakti" main bhabhi ke kandhon par apne hath rakhkar unki aankhon mein jhakte hue puchha.

"Rahul.....kya tumhe nahi lagta ki hum apne sukhon ki chaah mein swarthi bante ja rahe hain, tum jo chahte ho uska main virodh nahi kar sakti, kyunki mera dil bhi tumhi ko chahta hai....., kintu tum ye bhali bhanti jaante ho ki main ek vivaahita stri hoon.....aur koi stri jab ek baar kisi purush ke sath vivaah ke bandhan mein bandh jaati hai to phir uska saara jeevan us rishtey ka adheen ho jata hai.....wo chaah kar bhi us rishtey se baahar nahi nikal sakti, Rahul main tumhare bhaiya ke naam ka mangalsutra pehan chuki hoon, ab tum mere sath koi bhi anaiteek sambnadh banakar mujhe samaaj ke saamne kulta na banao" bhabhi ne prarthnapurn lehze mein kaha

"agar aisa tha to kal mall mein aapne mujhe kyun nahi roka jab main aapke samukh apne prem ka pradarshan kar raha tha, mujhe usi samay chanta maar kar kyun nahi kaha ki mujhe iss tarah ke bakwas nahi karna chahiye.....yadi aaj aapko mujhse munh modna hi tha to kal kyun aap meri chhati se lipat kar ro rahi thi.....kyun aapne mujhse kaha ki aap bhi mujhse prem karti ho.....bataiye bhabhi bataiye" main unhe kandho se pakad kar jhanjhodte hue kaha.

"avashya hi kal mujhse bhool hui hai......kal main bhavnaao mein beh gayi thi.....us samay mujhe keval tumhari aur apni chinta thi.....main dil ke hathon vivash hokar behak gayi thi, kintu ab mujhe samaaj ki bhi chinta hai aur tumhare bhaiya ki bhi" bhabhi ne mujhse kaha aur apni nazar jhuka kar niche dekhne lagi.

"theek hai.....to phir aap ye bataiye ki main ab kya karun ki jisse aap apmaaneet bhi na hongi aur main aapko khushiyan bhi de sakunga" maine apna munh tedha karte hue kaha.

"agar tum sach mein mujhe khush dekhna chahte ho to koi sundar si ladki dekhkar vivaah kar lo" bhabhi apni nazrein uthakar meri aur dekhti hui boli. Maine aascharya se unki aur dekha. Unki aankhon mein ek yaachna thi. Ek vinay tha. Main jaanta tha ki wo mere vivaah se prasann nahi hongi phir bhi wo mere saamne vivaah ka prastaav rakh rahi thi.

"ye sambhav nahi hai bhabhi..." maine thos shabdon mein kaha. "meri dhadkanein aapke naam se dhadakne ki aadi ho chuki hai....ye kisi aur ke naam se dhadak hi nahi sakti." maine unki aur se apna chehra ghuma liya aur unki taraf peeth karke khada ho gaya.

"raju.....meri baat maan lo mujhpar ek ehsaan kar do" unhone bharrayi hui awaaz mein kaha. Maine palat kar bhabhi ko dekha unki aankhon mein aansoon ki boonde thi.

"main kisi dusri ladki se vivaah nahi kar sakta bhabhi, kintu aapko ek vachan avashya deta hoon......aaj ke pashchaat main kabhi aapko apne kisi swarth ke liye vivash nahi karunga.....aur sath hi ek vachan aur bhi deta hoon....main jab tak jiyunga, aap hi se pyar karta rahunga aur apne jeevan ki anteem kshano tak main aapki pratiksha karunga" maine bhabhi se kaha aur apni aankhon se bahte aansoon ko pochhne laga. Mera mann rone ko kar raha tha main ekdum se muda aur apna shirt uthaya aur pehan kar room se baahar nikal aaya.

"kahan jaa rahe ho ?" bhabhi lagbhag dodti hui mere pichhe aayi aur mujhse boli.

"paas hi mein ek mitra rahta hai uske paas jaa raha hoon.....thodi der mein laut aaunga" main kehte hue seedhiyan utarne laga. Bhabhi pichhe se mujhe awaaz de rahi thi kintu main wahan se jald se jald nikal jaana chahta tha. Main chalte hue sadak par aa gaya aur apne paanv ko ek disha ki aur badhata chala gaya. main iss samay keval shorts aur shirt pehna hua tha, main dil mein angaar liye sadak par nirantar aage badhta raha, subah ki behti sard hawayein bhi mere seene mein jalte angaaron ko thanda karne mein asafal thi, Main kohre ki dhundh mein aate jaate hue logon ko apni bojheel aankhon se dekhta jaa raha tha, mann mein ek aasha thi ki shayad koi mere jaisa mera dukh samajhne wala mil jaaye, jiske sath kuchh pal beeta kar main apna dukh kam kar saku, kintu un saikdo chehron mein mujhe ek bhi chehra aisa nahi dikhayi diya, jise main apne mann ki vyatha suna saku. Mujhe sabhi chehre haste muskurate dikhaye de rahe the, mujhe unke muskurate chehre dekhkar aisa laga jaise iss sansar mein mere atirikt sabhi sukhi aur prasann hain, main hi akela iss jagat mein gham ka bojh uthaye bhatak raha hoon, iss ahsaas se Meri aankhon se behte aansoon aur bhi tez ho gaye, main lagbhag 1 ghante tak sadkon par paidal chalta raha....mujhe ye bhi gyaan nahi tha main kis aur ja raha hoon, bas mere mann mein ek hi vichaar tha kahi koi aisa kona mil jaaye jahan akela baithkar main phoot phoot kar ro saku. kuchh door aur chalte hi mujhe ek park dikhayi diya. Main us park ki aur badh gaya. thodi hi der mein main us park ke andar tha, maine ek nazar park ke charo aur ghumaya. Park ki dasha bhi bilkul meri jaisi thi, Wo bhi meri hi tarah nitant akela tha, usme aur mujhme antar tha to keval itna ki uski chhati mein os ki boonde thi aur meri chhati mein dehakte angaare. Mere aane se pehle shayad wo bhi apni tanhaayi par ro raha tha. Main park ke ek aur ghaas par jaakar baith gaya aur apni aankhon ko band kar liya. Aankhon ko band karte hi bhabhi ka chehra saamne ghum gaya. Aur Uske sath hi mere kaano mein bhabhi ke kahe shabd bhi gunjne lage. "koi stri jab ek baar kisi purush ke sath vivaah ke bandhan mein bandh jaati hai to phir uska saara jeevan us rishtey ka adheen ho jata hai.....wo chaah kar bhi us rishtey se baahar nahi nikal sakti" bhabhi ke kahe shabd baar baar mere kaano mein gunjte rahe. To kya mujhe jeevan prayant aise hi bhabhi ka intezaar karna padega, kya main vaastav mein unhe kabhi nahi apna sakunga, ye achanak se kya ho gaya bhabhi ko, kal tak to sab sahi tha, wo kis tarah mujhse lipat kar royi thi mall mein aur aaj........? Lekin bhabhi ka kehna bhi to sahi jaan padta hai, wo kisi ki patni hain....ek beti ki maa hain. Wo kai rishton mein bandhi hui hain. Wo ek akele mere liye itne saare rishton ka khoon kaise kar sakti hai.....aur phir unhone ye to nahi kaha ki wo mujhse prem nahi karti, bhabhi ne to keval sambhog karne se mana kiya hai, to kya main matra issliye dukhi hoon ki main bhavishya mein kabhi bhabhi se sambhog nahi kar sakunga. phir to iska arth yahi hua na ki mujhe vaastav mein bhabhi se nahi varan unke sundar sharir se prem hai......! Nahi nahi ye sach nahi hai, agar ye sach hota to main kyun bhabhi ke dukh se dukhi hota, kyun unhe rote hue dekhkar mera dil bhar aata hai, kyun jab wo muskurati hain to mera mann bhi gadgad ho jata hai. Kyunki....kyunki main bhabhi se pyar karta hoon na ki unke sharir se.....haan unke sundar sharir ka aakarshan jarur hai, par ismein to kuchh bhi galat nahi hai..... prem to sundar cheejo se hi kiya jaata hai.....maine aajtak aisa nahi dekha ki, kisi ne aankh ki andhi ya paanv se langdi ya phir surat se bhaddi ladki se pyar kiya ho ya uske liye deewana hua ho. Jahan sundarta nahi wahan prem ho hi nahi sakta. Wahan to keval daya aur humdardi hoti hai. Lekin ab in baaton ko sochne se kya laabh....bbhabhi to spast roop se mana kar chuki hai. Maine apne vichaaron ko viraam dena hi uchit samjha, main na jaane kitni der se apne hi vichaaron mein uljha hua tha. Maine ek nazar park ke charo aur ghumaya, mujhe park mein ekka dukka log idhar udhar ghumte hue dikhayi diye, ab kohre ka dhundh bhi chhat chuka tha, aur surya ki kirne mere chehre par padne lagi thi. Maine kuchh der aur aaram karna chaha, main ghaas par let gaya. Aur apni aankhon ko band kar liya. lete lete hi pata nahi kab neend ne mujhe apne aagosh mein le liya, jab aankh khuli to park logon se bhar gaya tha. Maine samay dekhne ke liye mobile nikalna chaha, lekin tabhi mujhe apni vaastustithi ka dhyan hua. Main subah purse aur mobile liye bina hi ghar se baahar nikal aaya tha. Main apne sthan se utha aur park se baahar nikal aaya. main subah se kuchh bhi nahi khaya tha, ab mujhe tivra bhukh ka ehsaas hua, kintu main kuchh kha bhi to nahi sakta tha, mujhe ghar jana chahiye....mere paanv swatah hi ghar ki disha mein uthte chale gaye. Maine raaste mein ek sajjan se time puchha to pata chala ki 5 baj chuke hain. Mujhe aascharya hua ki main itni der tak kaise sota raha. Uff pata nahi bhabhi ka kya haal ho raha hoga. Aur neha bhi to mujhe dhoondh rahi hogi, neha ka khyal aate hi main apne qadam tez tez room ki taraf badhane laga. Lagbhag 7 baje tak main Ghar pahuncha. Ghar ka darwaza khula hua tha, maine hall mein pravesh karte hi neha ko dhundhne laga. Maine ye dekhkar raahat ka saans liya ki neha bistar par gehri neend mein so rahi thi, bhaiya sofe par baithe tv dekh rahe they. Aur bhabhi bhi sofe par baithi thi. Mujhe dekhte hi unki nazar mujhpar chipak gayi. wo lagataar mujhe dekhe ja rahi thi, unki nazrein hatne ka naam hi nahi le rahi thi. Main unki nazron se bachne ke liye bhaiya ke bagal mein jaakar baith gaya.

"kahan chale gaye they tum...?" bhaiya meri aur aascharya se dekhte hue bole.

"ek dost ke ghar chala gaya tha. Wahan aankh lag gayi aur main gehri neend so gaya, jab aankh khuli to aa gaya." maine bhaiya ke saamne safed jhooth bola. Bhaiya mujhe aascharya se dekhne lage. Phir wo sofe se uth gay aur mujhse bole.

"main tumhare aane ka intezaar kar raha tha. Mujhe wapas dost ke pass jaana hai.....raat wahin rahunga"

"raat ko kya kaam hai wahan...?" maine unse pucha.

"Ek choti si party he " unhone kaha aur sweeter pehanne lage.aur kuchh hi der mein ghar se bahar nikal gaye. Ghar ka darwaza abhi bhi khula tha maine bhabhi ke taraf dekha wo jaane kis soch mein dubi hui thi, main sofe se utha aur darwaza band karke wapas sofe par baith gaya. Aur tv dekhne laga. Mujhe bhukh ka tivra ahsaas ho raha tha kintu bhabhi se maangne ka saahas nahi hua. maine swaym hi kitchen mein jaakar khane ka nishchay kiya. Maine ek udti si nazar bhabhi ke taraf dala. Jaise hi meri nazar bhabhi par padi meri aankhein hairat se failti chali gayi. Bhabhi ki aankhon mein 2 mote mote aansoon ki boonde thi jo kisi bhi kshan bahar aa sakti thi.

"bhabhi aap ro rahi ho.....? Maine unse pucha. Kintu bhabhi ne koi uttar nahi diya. Wo bas ek disha mein dekhti rahi.

"bhabhi....aap kyun ro rahi ho ? Kya bhaiya se kuchh jhagda hua hai" maine ek baar phir se puchha.

"mujhe rulane wale akele tumhare bhaiya nahi hain, iss sansaar mein aur bhi log hain mujhe rulane wale....tum bhi ho...." unhone bheegi aankhon se meri aur dekhte hue kaha aur uthkar kitchen ke andar chali gayi. Unke swabhav mein krodh aur naarazgi ka mishran tha. Main unki naarazgi ka kaaran jaanta tha. tabhi mujhe kitchen se bhabhi ke sisakne ki awaaz sunayi di, main sofe se uthkar kitchen ki taraf badh gaya. Bhabhi apna sar jhukaye ro rahi thi.

"bhabhi kya hua.....?" maine bhabhi se puchha.

"kahan gaye they tum.....tumne ye bhi nahi socha ki tumhare iss tarah chale jaane se neha par kya beetegi.....mujhpar kya beetegi" bhabhi bharraye gale se meri aur dekhti hui boli. "sara din main darwaze par baithi tumhara intezaar karti rahi ki ab aaoge ab aaoge....iss ek din mein main kitni baar mari hoon tumhe iska andaza bhi hai" bhabhi kehti hui ekdam se aage badhi aur mujhse lipat kar foot foot kar rone lagi. Main hairat se bhabhi ko dekhta rah gaya. bhabhi ke dil mein apne liye itna pyar dekhkar main bhavukta se bhar utha, mere dil mein ek hook si uthi aur phir meri aankhon se aansuon ka sailaab umad pada.

"main tumse bahut pyar karti hoon Rahul....main tumhare bagair nahi jee sakti iska mujhe aaj ehsaas ho gaya hai" bhabhi abhi bhi mujhse chipki hui thi. Aur unki bhi aankhein neer baha rahi thi. Kintu main kuchh bhi bolne ki avashtha mein nahi tha, mera gala sukh gaya tha. Tabhi mere aankhon se nikal kar aansoon ki kuchh boonde bhabhi ke gaalo mein giri aur bhabhi ne apni nazar uthakar mere chehre ki aur dekha.

Chut chudti he aur lund chut Ko phadta he chut Bani he chudne ke liye

Chut sirf teen Kam me ATI he

1- peshab karna

2 - lund Ko khush karne ke liye chudti he

3- bachche paida karne me Lekin ajj kal to operations se hote he to ye Kam band hota Jaa Raha he isliye ab do hi Kam rah jayenge chut ke peshab karna aur chudna

Yadi kisi Ko Bura Laga ho to Bata a me delect kar Dunga aur mujhe Mac kar Dena agar Mene galat kaha ho to
Next page: Update 79
Previous page: Update 77