Episode 01


Is kahaani mein jitne bhi tantra mantra, kala jadu aur bikrit sex ke barein mein baat ki gayi hain woh sab kalpanik hai.vastav ke sath unka koi connection nahi hai. Log kitne niche jaa sakte hai woh hi maine yahan dikhane ki koshis ki hai.Isliye is story ko sirf ek story ke jaise hi enjoy kijie......Dhanyabad.

Doctor Ajay bahut hi acche doctor hai. Unka saher mein bahut naam hai. One of best doctor mein se ek hain. Ubko sewa karke khushi milti hai. Woh gareeb logon ka ilaaz free mein karne mein zyada interested hai. Aur isi wajah se unka naam aur zyada charcha mein rehta hai. Unki biwi priya pura naam priyanka woh bhi ek bareghar se belong karti hai. Modern zamane ki lifestyle mein believe karti hai. Aur jo sabse bari baat priya bahut hi sundar hai. Bilkul Ek Pari ki tarah dikhti hai.

Jab shaadi ke liye Ajay babu ko larkion ki photo dikhai jaa rahi thi tab Unke papa ke friend Ramesh ji Proya ki tasveer unke mata pita ko dikhaai. Aur Ajay ji ke mata pita ne woh photo Ajay ji ko dikhai thi. Doctor Ajay to uski photo dekhkar hi deewana ho gaya tha. Itni khubsurat larki !!! Aise larki ko jo mana karega eoh pagal hi hoga, Aur shaadi ke liye Razi ho gaye tha. Aaj woh ek khusnaseeb insan hai. Unki biwi aur 6 saal ka beta Rohan yahi unki zindagi hai. Bahut khush the woh zindagi mein par unko kya pata tha unke zindagi mein kisi ka bura nazar parne wala tha. Hawas ka ek aisa aag jalne wala tha jo kabhi na bujhe. Unko ek gaon ka pradhan doctor banke jaane ka request aya. Aur woh khushi khushi razi ho gaye. Lekin priya bilkul kisi gaaon mein nahin jana chahti thi. Woh seher ki larki hai woh chahti hai ke uska beta bhi saher mein hi apni paraai kare. Ajay babu khud akele hi jaana chahte the par unhe akeley chorne ko Priya razi nahi hui. Doctor Ajay ne kisi tarah apni patni ko razi kia jane keliye aur yeh bhi wadah kia ke 2 saal bad woh phir saher chale ayenge. Agar yeh proposal woh accept nahi karte to unke future development mein problems aa sakte hai.

Priya razi ho gayi. Ajay ke ma aur pitaji bhi unke saath jana chahte the. Par Ajay ne nahi jaane dia. Unko gaaon ka nature kaisa lagega...wahan ke log kaise honge yeh sab ke liye unko sajer mehi rukne ko bola Ajay babu. Aur do din bad woh kaampur gaon ke liye nikal pare. Kaampur gao 6 ghante ka rastaa hai. Agle din subah woh pahuch gaye gaon mein. Unke swagat ke liye gaon ke pradhan aur kuch khas log aaye the. Ajay ji ko har pehenake swagat kua gaya. Unko apne panchaet mein le jakar unlogo ko khana khilaya aur phir bahut sewa ki aur Doc. Ajay ek speech bhi die gaon ke dewa karne ke upar in sab mein dopahar ho gaya. Ajay gaon ke pradhan anmol babu se baat kar rahe thei.

Ajay: bahut accha gaon hai aapka. Main kal se hi kaam suru kar dunga. Arre ha....hum teeno kahan rehne wale hai? Actually meri patni ko aisi jagah ki habbit nahi hai.

Anmol: are bilkul chinta maat kijie. Aapke liye hum gaon walo ne ekdum jabardast intezam kia hai. Is gaon ki jamindar jatindranath thakur ki haveli mein aap log rahenge.

Ajay : jamindar jatindranath ki haweli? Woh kahan hai?

Anmol: bas yahan se 10 min. Ka raasta hai. Humara gari aap teeno ko wahan chorke ayega. Aap bilkul chinta maat kijie. Ab us haveli mein koi nahi rehta. Bas khali pari hai. Aapke liye hi kal se saaf safaibchaal rahi hai. Aapko koibhi pareshani hui to eahan kanta naam ki ek naukraani hamesha aapki sewa mein hongi. Aur baki hum to hai hi.

Ajay : dhanyabad....... abhi humko jana chahiye. Mera beta bahut thak gaya hai. Chota baccha hai na. Accha... to chalte hai. Namaste.

Anmol: ji.. ji... namaste.

Ajay priya aur Rohan ko lekar gari mein baith ke haveli ke liye nikal parte hai.

Priya : chalo..... kamse kam ek haveli mein to rehne ko milega.

Ajay: are.... is gaon ka sabse bara doctor hu main aur mujhe yeh respect nahi milega to kisko milega? Tum chinta mat karo. Rani ki tarah rahogi us haweli mein.

Priya: lekin is gaon na naam aisa ajeeb kyun hai? Kampur...?

Ajay: kya pata....kitne ajeeb naam ke gaon hote hai.yehbhi unme se ek hai.hume kya karna janke...

Rohan: mummy....mujhe bahut neend aa rahi hai. Kab jaenge naye ghar?

Priya : ha beta ....abhi bus kuch hi der mein wahan pahuch jaenge.

10min mein woh teeno wahan pahuch jate hai. Priya dekhti hai Haweli kaafi purana hai par bahut shandaar hai. Ajay agey chala jata hai. Peechey peechey Priya bete ka hat pakarke jaweli ke siri charne lagti hai. Tabhi uski jute( sandle) mein kuch problem hota hai to woh juta thik karne ke liye neeche jhukti hai aur uski saree ka pallu khisak ke neeche gir jata hai aur blouse ke upar se uska bare bare chuchiya dikhai dene lagti hai.

Priya juta thik kar rahi thi. Aur rohan daur ke papa ke paas chala gaya tha. Wahan aur koi nahin tha. Lekin priya ko kya pata tha ke dusre malein ke ek toote hue khirki se koi uski khoobsurti ko dekh raha tha. Uski bare bare chuchiyon ko dekh raha tha. Priya sandel thik karke khari hoti hai aur woh haveli dekhne lagti hai. Kitna puraana aur bara haveli hai. Uski nazar us toote hue khirki par parti hai par use wahan koi bhi nazar nahi ata.priya apna pallu uthake under chali jati hai.

Lekin woh kaun tha?

Sath bane rahie doston. Yeh toh sirf shuruaat hai.

Priya juta thik karke under janey lagti hai tabhi use lagta hai uske pecche koi khara hua hai. Jab woh peeche murke dekhti hai to use koi dikhai nahi deta. Woh under aa jati hai. Under bara sa hall room hai. Wahan rohan khel raha hai. Aur Ajay babu safai karne walo se baat kar raha hai. Priya rohan ka hat pakar kar usko leke pura hall ghumti reheti hai. Kitna bara hall room hain.ek bahut purana antic dining table hai beech mein. Haveli ke deewaro pe kayi tarike ki portrait tangi hui hai. Priya Rohan ko lekar woh tasveer dekh rahi thi.Tabhi achanak ek buddhi si naukrani uske samne aati hai. Achanak usko samne dekhke priya thori darr jati hai. Par bad mein apne aapko samhal leti hai. Woh aurat haste hue Priya ko namaste karti hain.

Kanta: namaste malkin.... main kanta hu. Aap logo ki seba mein. Main yahi paas mei rehti hoon.

Priya: ha namaste. Tum kabse yahan kam karti ho kanta?

Kanta: meri puri pariwar is haveli ka sewa karta tha. Lekin mujhe mauka nahin mila. Usse pehle hi.....

Priya: usse pehle kya kanta?

Kanta: chorie malkin..... aisa kuch nahi. Chorie. Apka beta to bahut pyara hai. Chalie malkin aapko aapka kamra dikha du.

Ajay: haa priya.... tum is kanta ke sath upar room dekhkar aao. Tab tak main neeche sabkuch dekkhar aata hu. Are vai zara wahan saaf karna.....haa aur aao zara woh hatana....

Priya rohan ka hat pakarke kanta ke peeche peechey jane laga. Sirio se upar akar left mein ek bara sa kamra. Baki ke zyadatar kamre tala bandh hai. Kamron ke ulte side lambaa sa varandah hai. Jaise puraane mehelon mein hua karta tha. Priya apne kamre mein akar dekhti hai bahut accha kamra hai. Sabkuch aachi tarah sajaya hua hai. Log kuch din pehle akar hi electric aur baaki ka sab intezam karke gaaye hain.Priya bahar ati hai aur bahar ek bara sa tasveer laga hua tha. Priya us tasveer ke paas ati hai aur kanta ko poochti hai.

Priya: arey kanta....yeh kiski tasveer hai?

Kanta: ji....ji...yeh....yeh is haweli ke zamindar jatindranath ji ke bete zitendranath ji ki tasveer hai. Yahi aakgri zamindar thei.

Priya dekhti hai kitna khatarnak dikhta tha yeh zitendranath. Lamba hatta katta aadmi par chehre pe shaitani saaf dikh rahi thi. Priya us portrait ko aur bhi samne se dekhne lagi. Jaise woh portrait bhi use hi dekh raha tha. Priya peeche ghumke dekhti hai kanta idhar udhar dekh raha hai. Uske aakhon mein jaise ek darr tha.

Priya : accha.... lekin tum itni ghabra kyun rahi ho. Tum thik to ho na?

Kanta: haan...? nahin... nahin....ku... kuch nahi. Malkin.... main chalti hu. Aapke liye chai banati hu.

Kanta jaise bhagte hue wahan se chali jati hai. Priya us tasveer ko dekh rahi thi. use zamindar ki tasveer jaise akarshit kar raha tha. Tabhi Rohan akar apni maa ko pakar leta hai. Priya bete ke sath under kamre mein chali jati hai. Par woh yeh nahin dekh pati ke zamindar ki tasveer mein kuch badlav ho gaya hai. Pehle zamindar ke chehre mein ek shant vab tha lekin ab jaise honton pe ek muskaan aa chuka tha. Aur aakhon mein shaitaani jhalak.

( Zamindar zitendranath ki woh portrait. Kitna khatarnak dikhta tha)

Kuch der baad Ajay upar ata hai aur kamra check karta hai. Phir apne ghar se laya hua har chis yahan rakhne mein, tv install mein, In sab me hi raat ho jata hai. Ab haweli poora khali tha sirf 3 log the. Ajay priya aur unka beta Rohan. Neeche kanta.

Ajay: yahan ke log bhi ajeeb hain. pata nahi koi rehne ke liye taiyaar kyun nahi tha. Shaam hote hi sab chale gaye. Sirf neeche ek kamre mein kanta rehne ayi hai. Woh rehna nahi chahtithi par gaon ke pradhan ne usko rehne ka adesh dia tab jake razee hui woh.

Priya: kuch ajeeb sa hai yahan. Mujhe bhi kuch accha nahi lag raha. Haveli to bahut acchi hai par..... pata nahi mujhe ajeeb sa mehsoos ho raha hai.

Ajay: that is normal priya. You are new here. Tumko pehle to aisi jagah pasand nahi phir ek naya ghar sabkuch milake tumhe ajeeb sa lag raha hai.

Priya: hmmmm... lekin tumko kya? Tum to kal se bahar kaam pe chale jaoge. Yahan mujhko aur mere bete ko akele rehna hoga.

Ajay: arey... woh kanta bhi hogi na? Yahan tumhe pareshan karne keliye koi nahi aayega. Aas paas koi ghar bar nahin hain. So don't worry. Choro yeh sab chalo so jate hain.

Raat ko 2 baj chuke thei.

Priya: chorona.... kya kar rahe ho. Rohan so raha hai.

Ajay: kal se time nahi milega... aaona..... ok chalo bahar chalte hai.

Priya: yahan hunara pehla din hai. Par....accha thik hai chalo.

Priya aur ajay bahar aa jate hai. Bahar ek bara sa sofa tha purane zamane ka. Ajay priya ko wahin sofa pe bithake apna kapra utarke priyake pas baith ke usko chumne lagta hai. 7 saal ho gaye shaadi ko lekin priya jaise din ba din aur khubsurat hote jaa rahithi. Kaun bolega ke iska 6 saal ka baccha hai. Ajay babu priya ka gaun ko uthane laga aur ek samay gaun kamar tak utha dia. Udhar priya apne pati ke baalon se lhel rahithi. Udhar Ajay babu priya je gardan par chumne lagte hain aur dono sofe par sokar ek dusre ke sharir se khelte hue kaam mein dub jate hain.

( Rohan ke mummy papa ek dusre ko chum rahe hain)
Lekin in sab mein woh dekh nahi paye ke unke samne hi zamindar ki tasveer tha. Woh tasveer ke samne hi sex kar rahe the. Woh puri tarah se ek dusre mein khoye hue thei.

Ajay: aahhhhh.... ssahhhh..... priyanka.... ahhhhhhh... yelo aabbbbb... ahhhhhh

Priya: jor se karo...... haan.... jabse tum kaam me busy hue ho hume mauka hi nahi mila... kalse fir busy ho jaoge.... please ruko maat.... aahhhhhhhh...... ummmmmmm...... karo mujhe Rohan ke papa.... karo.....jaanu...yes...shhhh aahhhh....

Unki chudai ki pok... pok.. pokat... pokat... pochat.... pichat....awaz charo aur gunj rahi thi. Aaj 70 saal baad is haweli main aisi chudai ki awaz aa rahithi. 70saal baad is haweli mein do purush aur naari ka milan ki awaz aa raha tha

Ajay : aaaahhh.... ahhhh.... mera nikalne wala hai aahhhhh.....baby i am gonna......ahhhhhh

Priya uthti hai aur ajay ka lund choot se nikal ke hilane lagti hai aur poora kam ras priya ke badan pe girne lagta hai. Priya ka pet aur navi pe Ajay ka maal gira.

Priyanka: yeh dekho poora mere upar dal diya... chalo ab mujhe nahana parega. Tum jao jake so jao. Main fresh hoke aati hun.

Ajay dress pahenke Rohanke pas jake so jata hai. Idhar priya bathroom mein jati hai. Kamre se thora dur opposite site mein bathroom hain.Purane style ka bathroom hai. Par bahut bara bathroom hai. Priya bathroom mein ghuske darwaza bandh nahi karti. Kaun aayega yahan ye soch ke.aise puraane darwaze kabhibhi atak jaate hai.. yeh sab soch ke priya darwaza halka bandh karke shower lene jaati hai. shower chala deti hai aur fresh hone lagti hai. Priya ke pet se paati ka birya saaf karne lagti hai. Par use kya pata ke koi uske haseen badan ko dekh raha tha. Achanak bathroom ka darwaja apne aap khul jata hai. Priya ghoomke dekhti hai.Priya samajh nahi pati par firse darwaja bandh kar deti hai. Aur shower lene lagti hai. Udhar Rohan aur papa so rahe thei lekin idhar Rohan ki muumy ki jawani ko koi dekh raha tha. Shower lene ke baad woh nikal ati hai aur akar jaise hi kamre ke pass ati hai use zamindar ki tasveer dikhti hai. Priya ruk jati hai use tasveer mein kuch change nazar ata hai. Kuch to badal gaya hai tasveer mein. Woh paas se dekhne lagti hai. Tabhi use lagta hai koi uske peeche kandhe ke pas apni saas chor raha hai. Woh murti hai par use koi nahi dikhta. Woh kamre mein akar so jati hai. Udhar kanta raat ko darr darr ke so rahi thi. Ke koi aa na jaye. Us haveli ka raaz use pata tha. Isliye darr rahi thi. Par use kya pata tha ke woh jisse darr rahi thi wo tab uske nayee haseen malkin pe nazar rakh raha hai. Aaj itne saalo baad koi khubsurat aurat is haveli mein aayi thi.

Agle din subah hui. Doctor Ajay apne kaam se nikal gaye. Idhar Priya subah uth chuki thi woh apne bete ko uthaya aur usko taiyaar kia. Uske liye yahan pe jald koi college dhoonda hoga. Abhi koi college decide nahi hua tha isliye Rohan kuch din ghar pe hi rehne wala tha. Priya neeche gayi aur kanta se khana bananeko bola par kanta pehlese hi khana bana chuki thi. Subah ka nashta karne ke baad Priya Rohan ka haat pakar kar pura haweli ghumne lagi. Woh chaad pe gayi kitna bara chad tha. Rohan khelne laga aur Priya ghumne lagi. Tabhi kanta wahan aayi aur boli: memsaab aap ko koi taklif to nahi hua raat ko?

Priya: nahi... sab thik tha. Tum rehna kyun nahi chahti thi kal?

Kanta: woh.... woh.... woh... asal mein mere ghar mein kuch pati hain. Woh bimaar hain..isliye. Agar aap bura na maano to raat ko main ghar chala jau? Subah aa jaungi.

Priya: hmmmmm.... thik hai. Par subah jaldi aa jana. Ab jao.

Kanta chali jati hai. Udhar chintu khel raha tha aur idhar uski maa ghum rahi thi aur neeche dekg rahi thi. Tabhi usko laga ke koi uske kapre ko kheech raha hai. Use laga rohan hoga. Par woh ghumke dekhti hai wahan koi nahin tha. Use lagta hai hawa hoga shayad. Phir woh bete ko lekar wapas neeche aa jati hai aur dopahar ko so jaati hai. Par use nahi pata tha ke har waqt uspe koi nazar rakkge hua hai. Idhar priya so jati hai aur Rohan uthke khel ne nikal jata hai. Baccha hai tora shararti. Woh ball se khel raha tha. Woh khelte khelte bahar aa jata hai. Tabhi achanka uska ball uchalke teesre floor mein chala jata hai. Rohan ball ke peeche peeche jata hai. Rohan dekhta hai woh ball bahut dur ek kamre ke darwaze ke paas jaake ruk gaya hai. Rohan ball lene jata hai. Jaise hi woh ball uthata hai use ek awaz aati hai under kamre se koi hass raha hai. Koi aadmi. Woh daur ke neeche aa jata hai. Aur aakey aapni maa ko jagata hai aur apni maa ko sab baat batata hai. Priya pehle usko daant ti hai akele bahar jane ke liye. Lekin jab woh bola ke kamre se awaj aa rahi hai to use lagta hai ekbar check karna chahiye. Eoh chintu ko lekar ua kamre ke pass jaati hai par kamra tala laga hua tha. Woh darwaze pe kaan lagakar sunti hai par koi awaz nahi thi.

Priya: kya beta? Koi awaz nahi ho rahi hai. Tumne kuch galat suna hoga.

Rohan: nahi maa!!... maine suna koi undel haas laha tha. Main daal gaya tha( baccha hai isliye thik se bol nahi pata)

Priya ko curiosity feel hoti hai aur woh wahan para hua ek bara sa patthar utha leta hai. Purani haweli thi. Upar se chad gir ke pathar iitey nichey pari hui thi. Priya unme se hi ek barasa patthar uthake us taale pe marne lagti hai. Purana tala tha isliye thori hi der mein toot gaya. Priya pehle under jati hai. Kamra pura makree ke jaal se bgara para hai. Woh purana kapra uthake woh sab hatake under jati hai. Peechey peechey uska beta. Woh khirki khol deti hai. Par under koi insaan to kya koi kabootar bhi nahi tha. Woh bete ko bolta hai ke koi nahi hai. Usne kuch aur awaz suna hoga. Woh idhar udhar ghum kar dekhne lagti hai. Bahut puraani chise thi us kamre mein.
Woh sab dekhne lagti hai tabhi Rohan ko neeche ek chis dikhta hai jo kapre se bandha hua tha. Woh apni maa ko woh batata hai. Priya woh chis utha leti hai. Woh us kapre ko hatakar dekhti hai ek mirror jo ki bahut hi sundar tha. Woh us mirror mein se woh laal kapra aur dhagaa hata ke fek deti hai.

Priya : wah... itna khoobsurat aiyna yahan is bandh kamre mein kya kar raha hai? Isko ko humare kamre mein hona chahiye. Yeh aaina humare kamre ka sobha barayega. Thank you Rohan beta. Tumhare wajah se maa ko ek naya aaiya mill gaya
Chalo yahan se chalte hai. Is aayne ko lekar.

Rohan: chalo maa...papa bahut khush honge is mirror ko dekhkar. Haina? Maa... papa mele liye raat ko chocolate layenge na?

Priya: ha beta layenge. Chalo is gandi jagah se.

Par Rohan ko kya pata tha ke usne jo dhund nikala woh ekdin uske mummy ka kya haal karne wala tha. Uski maa ke saath ab kuch aisa hone wala tha jo byaan nahi kia ja sakta. Us bacche ne apne hi haaton se apne maa ko aisi chis de di jiske wajah se uski maa badalne wali thi.

Priyanka us mirror ko lakar kamre mein aati hai aur purana ek photo hatakar us aaine ko us deewar pe tang deti hai. Woh aiyna sach mein ghar ki sobha bara deta hai. Us mirror mein priyanka khud ko dekhti hai. Lekun use yeh nahi pata tha ke jo usne kia tha woh uski sabse bari bhool thi. Raat ko ajay aata hai aur kamre mein aake us sundar aine ko dekhkar apni biwi se bolta hai

Ajay: priya.... yeh kahan se aya kal tak to nahi tha?

Priya: chintu ko mila upar. Kitna khubsurat haina? Isliye yahan taang dia. Pare pare wahan kharap ho rahatha.

Ajay: accha kia.... its really amazing. The golden design is beautiful. Khair chalo chalo kha lete hai.

Pritlyanka: ha.. ha.. chalo. Chalo beta khane chalo.

Raat ka khana kanta shaam ko hi bana ke gayi thi. Lekin Apne bete ka khana priya khud banati hai. Bete ko khilane ke bad woh dono bhi dinner kar lete hai. Phir rohan ko sulake woh dono bahar barandah mein chair oe baith te hai. Bahar jungle hi jungle hai. Kitna khoobsurat nazara hai. Dono baat karne lagte hai.

Ajay: kitna khubsurat jagah hai. Aur tum aisi khoobsurat jagah pe aane ko mana kar rahi thi?

Priyanka: tab mujhe kya pata tha itna accha ghar rehne ko milega. Lekin.....

Ajay : lekin kya priyanka?

Priyanka : lekin pata nahi kuch ajeeb sa lagta. Pata nahi kyun aisa lagta hai koi mujhe..... mujhe har waqt dekh raha hai.

Ajay hasne lagta hai aur bolta hai: dont tell me that you are scared..... ha.. ha... ha... priya yeh tumhara wahem hain. Just a imagination. Itni purana jagah hai isliye. Ruko main zara bathroom karke ata hoon

Ajay uthke chala jata hai. Priya akeli thi. Woh aankh bandh karke thanda hawa mehsoos kar rahi thi. Tabhi apne kandho pe kisika haat mehsoos hota hai.

Priyanka : arey... itni jaldi susu karke aa gaye... bathroom gaye bhi ke nahi? Ummmmm... kya kar rahe ho.... aise maat karo.... ummmmm.... bahut shararti ho gaye ho. Hat hatao mere aankh se aur doosre haat se badmashi maat karo.

Tabhi dono haat turant hat jata hai. Aur ajay akey chair pe baithta hai. Aur priya usko pyar se dhakka deti hai.

Ajay: arey...? Kya hua? Dhakka kyun dia?

Priya: jaise tumko pata nahi... badmash.... chalo so jate hai.

Ajay ko kuch samajh nahi ata. Aur wo dono jake so jate hai. Sone se pehle priya us mirror mein apne aapko dekh leti hai aur bal kangee karke so jati hai.

Unko soe hue bahut time ho chuka tha. Raat ke 3 baj chuke the. Teeno so rahe the. Isliye unko nahi pata chala ke koi unhe dekh raha hai. Aur wo bhi us mirror se. Achanak ek saya us mirror se nikalta hai aur hawa se tairte hue unke bed ke paas ata hai aur un logon ke sar ke paas khara hota hai. Ekdum jahan priya so rahi thi. Saaye ke chehre pe ek shaytani hasi thi. Wo apna hat barata hai aur priya ke hotho ko chuta hai. Phir uske khoobsurat hoto pein ungli ghisne lagta hai. Phir woh saya jhukke us khoobsurat haseena ko dekhta hai. Apna jiv nikalta hai jo lamba hoke priya ke honth se ragarne lagta hai. Tabhi kisi karan rohan ka neend khul jata hai aur rohan dekhta hai koi chis speed se mirror mein chala gaya. Rohan phir se so jata hai. Use pata bhi nahi chalta ke koi uski maa ke honthon pe jiv ghis raha tha.

Agle din subah hoti hai. Dr. Ajay taiyaar hoke kaam ke liye nikal jate hain. Aj unhe servey ke liye bahar jana parega. Shayad laut ne mein der ho gaye. Woh nikal jate hai. Priya apne bete ko uthake khana khilati hai. Fresh hoti hai. Aur bahar ghumne nikalti hai. Garden mein. Haveli ke bahar pehle bahut bara bagicha tha jo ab nahi raha. Kanta tab tak aa chuki thi. Woh kaam pe lag gayithi. Priya bahar ghumne lagi. Jabse ayi hai haweli ke peeche ka part usne dekha hi nahi. Woh peeche jati hai aur dekhti hai wahan kuch purana furniture ek sath jama kia hua hai. Woh laut aati hai. Aur rohan ko lekey under chali jati hai. Saradin akele rehna hai isliye woh kanta se baat karne lagti hai. Rohan idhar udhar khelne lagta hai.

Priya: kanta.... is haveli ke baarein mein kuch baatao na.

Kanta: kya batau? Is haveli mein batane ka kuch hai bhi nahin. Bahut raaz chupe hai is haveli mein par koi nahi jaanta is haveli ka sab raaz.

Priya: raaz....kaisa raaz?

Kanta: mujhe sirf itna pata hai ke jo jamindar jatendranath ke bete zitendranath thei woh acche admi nahi thei. Woh bahut zalim thei. Praja se jabasdasti kar, lagaan wasoolna, unko takleef dena yahi unka kaam tha.unki ek hi kamjori thi. sundar aurtein. Jabbhi koi sundar aurat unko dikhti thi woh yato usko paiso ka lalach deke ya phir jabardasti bhog karte thei. Unse milan karke unhe chor dete the kuch paise dekar.wih aurtein bhi sharam ke marein kiaiko kuch nahin bol payi. unse sab darrte thei.unka patni bhi unse darrte thei. Yahan tak ki maine suna hai 200 se bhi zyada aurat ko unhone bhog kia hai!

Priya: hai hai kitna dusht aadmi tha. Phir kya hua?

Kanta: phir kya hona tha.wahi hua ekdin us jamindar ki lash mili is haveli mein. Koi uska khoon karke chala gaya tha. Asal mein jamindar ne gaon ki ek sundar aurat ko uthake laya tha aur usko jabardasti bhog kia tha. Uska pati bahut gussel tha. Usko jab pata chala to ek raat ko usne jamindar ka khoon kar dia. Tab se is haweli mein koi nahin rehta.

Priya: oh...accha... thik hai tum kaam karo. Rohan? Beta chalo kamre mein chalo. Woh upar chale jayein hain. Lekin unhe ye nahi pata chala ke kanta unse aur bhi kuch chupa rahi hai.
Next page: Episode 02